Bhai denso ke altinetar ki puli kese khole and uska komedetar ki taraf ka beyrig nikalne ka konsa pular aata he and beyrin nikalte huye vidiyo dale humko bahut paresani hoti he puli and beyring nikalne me
Sabhi gadiyo ke alternator ka parts alag alag aata h lekin usko check ka process sb me ek he tarh hota h jo is video me bataya gaya hai isi tarh check karke kaam kariye
Koi bhi electronic gadi jo battery se connect rhta h agr wire nikal diya jaye to b on he rahega band nhi hoga band tabhi hoga jb alternator khrab rahega
Bhai mere pass Ek mico ka alternator hai usmein light chalu rahti hai alternator ka cutout bhi Badal Diya diet plate bhi Badal Diya tab bhi chalu rahata hai
Kya race krne par bhi light band nhi hota hai bataye aur cautout aur diod plate badlne par bhi light agr band nhi ho rha h to Rottor or steter coyal check karle.
TATA 1109 hai to uska starting Riley 5pin ka aata h TATA ka he whi Riley check kijiye or alternater ka power check kijiye ki return current to nahi bana raha hai.
Alternator ka rpm batata hai gadi ke speed ko batata h isliye gadi ka rpm minimum 300bhi rahega to alternater charging start kar deta hai. Waise nrml sabhi gadiyo ka rpm 400plus he rehta hai.
MARUTI CIAZ 4000 KM HI CHALA HAI.BATTERY DISCHARGE HOTA HAI.SERVICE CENTER BOL RAHE HAI ASG UNIT CHANGE KARNA HOGA.ASG UNIT EK MAHINA SE STOCK NAHI HAI.KYA KARE
Sir maine second hand alternator tata 407 ka liya h usme problem ye h ki wo rpm meter 10 se upar jaate hi down ho jata h phir tractor ki headlite jalane pr chlta h aur battery indicator bhi thoda thoda jala bhujh rha h kya problem hai 😢😢
Sir maine maruti 800 me alternator cut out change kiya jo pehle overcharge tha uske bad fuel meter galat dekha raha he jab accelerator jyda dete he aur off hote hi sahi ho jata he ...sabi on krne par sahi dikhata he par start kr ke accelerator dete hi jyda fuel dikhata he ... kya issue ho sakta he
Kahi se wiring return current le rha hoga aap jab bhi gadi ko sham ke tym khadi karte h to negetive terminal nikal kar dekh lijiye ki down ho rha hai ya nahi.
Sir meri gadi me denso ka alternator hai usme maine cutout aur diode plate original dala hai phir bhi jab headlight lagate hai 100/90 ke hai relay ke saath tab voltage 12.68 volt ho jate hai alternator chek kiya sab barabr hai phir bhi aisa hoo rha hai kya karu stator aur rotor bhi barabar hai
i10 sports…..Meter Ki Sabhi lights blink karti hai….kuch samaz nahi aa raha company walo ko….kabhi bolte hai earthing problem hai kabhi bettery problem bolte hai..
Sabse pahle battery ka gravity check karwa lijiye gravity down hota h to alternator hitt hota h second Rottor khrab hota hai tb hitt hota hai dono chiz check karwa lijiye sahi ho jayega.
ज्यादा करेंट निकाल रहा होगा cutout चेंज करवा लो 👉बैटरी का पानी तो नही सुख रहा जल्दी जल्दी ये देखो multimter से चैक करो कितना वाल्ट निकाल रहा 13,5👉या14 से ज्यादा नही बताना चाहिये❤🚩👉🙏
Bhai mere pass Mahindra tractor 575 hai balb band hota hai lekin jab tractor ke light chalu kiye to balb dim chalu rahata hai night me chalaye tractor ko to battery down ho jati hai
Thanks for useful information
About alternator
I watched 1st time your video
Thanks to you
Thank you
Bhai bahut achchha samjhate ho thanku
Thank you
Bahut shukriya mere bhai
Thank you
BHAI
VERY NICE
THANK. TO. YOU
JAI. MATA. DI
JAI. HIND. WITH. LOVE
🙏
Bhoot achchi video bnai apne bhai
Thank you
Dil jeet liya bhai
Bahut bahut dhanyawad🙂
Ustad aapki video mein bahut acchi lagi hai
Dhanyawad Bhai
Bahut badiya sir
Thank you 😊
very very good information goodluck brother
Thank you
Bahut shandar video hai sir ji😮😮
Nice information Video Bhaiya
Thank you
Good sir
Thank you
Dhanyvad bhai ji
Swagat hai aapka humare channel par.thank you🙂
Ek number bhai ❤❤❤
Thank you
Nice explanation bhai
Thank you
Very good bhai
Thank you bhai.
Thanks 🙏🏻🙏🏻😊😊
Love you bhaee
♥️♥️
Nice
Thank you
Bhai denso ke altinetar ki puli kese khole and uska komedetar ki taraf ka beyrig nikalne ka konsa pular aata he and beyrin nikalte huye vidiyo dale humko bahut paresani hoti he puli and beyring nikalne me
Ok bhai bahut jaldi video leke aaunga
Thanks
Hii sir Volvo 460 ke altinetar ke bare me kuch bataye
Sabhi gadiyo ke alternator ka parts alag alag aata h lekin usko check ka process sb me ek he tarh hota h jo is video me bataya gaya hai isi tarh check karke kaam kariye
Thanks vhi
Tq bhae jaan ❤❤
Sir maruti 800 car he battery ka light nehi jal ta sabi on pe aur overcharge kr rha he kya kore
Battery light nhi jalna ye bulb ka dikkat ho skta h lkn overcharge jo ho rha h wo alternator ka cautout khrab hai.
Thank u sir@@ShreeBalajiAuto
Nice video
Thank you 😊
Bhai liugong loader 848h ke dashboard mein" yellow " battery signal + air pressure signal dono blink kar raha hai
Electrician se check karwa lijiye
@@ShreeBalajiAuto bhai please yaar aap samjha do main jaunga
Thanku sir
Sir, 🙏 mera tractor ka dianemo RPM Conection me arth nehii Araha hai kya problem please information sir.
Sir usme rectifier plate khrab ho skta h
Agar bs6 gadi battery se current hata de tab of hota hai ya on rahega
Koi bhi electronic gadi jo battery se connect rhta h agr wire nikal diya jaye to b on he rahega band nhi hoga band tabhi hoga jb alternator khrab rahega
Super Sir
Thank you
Bhai mere pass Ek mico ka alternator hai usmein light chalu rahti hai alternator ka cutout bhi Badal Diya diet plate bhi Badal Diya tab bhi chalu rahata hai
Kya race krne par bhi light band nhi hota hai bataye aur cautout aur diod plate badlne par bhi light agr band nhi ho rha h to Rottor or steter coyal check karle.
Bhai light to band ho jata hai lekin Chabi se gadi band Nahin Hoti Hai sensor Wali Hai
Gadi koun sa hai
1109
TATA 1109 hai to uska starting Riley 5pin ka aata h TATA ka he whi Riley check kijiye or alternater ka power check kijiye ki return current to nahi bana raha hai.
Sir ji alternator ka rpm kitna hona chahiye minimum charging ke liye
Alternator ka rpm batata hai gadi ke speed ko batata h isliye gadi ka rpm minimum 300bhi rahega to alternater charging start kar deta hai. Waise nrml sabhi gadiyo ka rpm 400plus he rehta hai.
Stator ki wire cross kaise check
Video me dikhaya gya h waise he check kare
I want Datsun go rectifier plate or alternater, please help me getting that
Contact us.. number is discription box
Bhai alternator testing light kaisa banaya iska ake video banavo bhai plz
Battery se check karte h wo light
Bhai ,battery sign aur break ka signal saath mein aata hai air handle bhi bahut tight ho gaya hai ,thoda bataiya plz
Gadi koun sa hai
सर क्या स्टेटस kरास होने पर बत्ती बंद नही होगी या फिर कट आउट ही बदली करना पडता सर इसका कोई सोल्युशन बताईये
Samj nhi paye sir thik se likh kar bataiye
Sir car start Kiya .. aur battry celeb nikal do to car band ho jata to kya issue hai car shop wala bola ki atlere ka issue hai..(. Spark) car ha
Han alternator ka fault h lekin alternator kholne se phle uska wire check karwa lijiye bahut bar Aisa hota h ki wire loose ho jata h altnator ka.
@@ShreeBalajiAuto wireing pura check Kiya uske wireing sahi hai. Sab bola usne .. aur 3k Lage bolta hai alternator repair krne
Sir alternator khol kar check karwa lijiye koun sa part khrab h usi ko bs change karwa dijiye aise he thodi 3k lag jayega.
@@ShreeBalajiAuto bhaiya maine khola liya abhi le ke Jaa Raha hu shop me apko comments kruga sir plz dekh Lena comments
Ok
Bhi mere ko bhi kam sikhna hai koi sikhayega
Call krke baat karo number discription me h
Tenx sar
Thanks guru❤❤❤
New subscriber good video brother 👍
Thank you 😊
Shvs alternater pe video banao
Sure sir. Thank you for your valuable comments.
@@ShreeBalajiAuto aapke videos se hum ac ka bahut kam sikhe thank u very much bro
You welcome
@@ShreeBalajiAuto apka no milega kya brother
Lettest Video ke end me no Mera aap dekh lo
Very good 😂❤❤❤❤ video hai
Thank you
Bhai mico ke alternator ka starter cheque kaise karna h 4 taar wala h
Sir simple tarika he hai iska bhi jaise hum 3tar wala check karte h waise he 4-6-8tar wala bhi check Kiya jata hai body shot series line se.
MARUTI CIAZ 4000 KM HI CHALA HAI.BATTERY DISCHARGE HOTA HAI.SERVICE CENTER BOL RAHE HAI ASG UNIT CHANGE KARNA HOGA.ASG UNIT EK MAHINA SE STOCK NAHI HAI.KYA KARE
Sir muje lag rha h company he ise provide Kara skati h
Sr rectifier Plate ko kese check Kare dubara Casio banaye dhire dhire please
Ok
Sir maine second hand alternator tata 407 ka liya h usme problem ye h ki wo rpm meter 10 se upar jaate hi down ho jata h phir tractor ki headlite jalane pr chlta h aur battery indicator bhi thoda thoda jala bhujh rha h kya problem hai 😢😢
Rectifier plate or steter coil check karwa lijiye
@ShreeBalajiAuto okk sir
koi diod kharab ho skta ha@@ShreeBalajiAuto
Good knowledge bai
Agar bhai alternator current piye to kya Karen
Rectifire plate shot hota h tb Aisa hota h us time alternator repair karwa le .
Sir maine maruti 800 me alternator cut out change kiya jo pehle overcharge tha uske bad fuel meter galat dekha raha he jab accelerator jyda dete he aur off hote hi sahi ho jata he ...sabi on krne par sahi dikhata he par start kr ke accelerator dete hi jyda fuel dikhata he ... kya issue ho sakta he
Earth wire khrab h body earth check kijiye
@@ShreeBalajiAuto sir earthing kaha pe hota he alternator ka
Battery se jo earth laga hota h jo body me laga hota h or baki Wiring ka earth bhi check karna padega
@@ShreeBalajiAuto ok ji
Sir ,Farmtrack tractor ka alternator high race / rpm per 16 -17 voltage output de rha h
Any solution
Cautout change kar dijiye nahi to battery khrab ho jayega over charge ho Raha hai
Bhai mere pass maruti. Madal. HAi usme cutaut aur plet bhi badal gya hai phir bhi charj nhi kr rha hai new altenetar hai
Kya kre usko
Cautout or plate badal diye h fir b agr charge nhi kar rha h to ek bar rottor change karke dekh lijiye.
Apna number dege
@@ShreeBalajiAuto dekhte hai bhaiya
सर अगर अल्टरनेटर 50 एम पी एस चार्जिंग निकालता है तो क्या हमे कट आउट बदलना पडेगा
Yes sir
Meri eeco ki battery baar baar down ho jati hai kyu
Kahi se wiring return current le rha hoga aap jab bhi gadi ko sham ke tym khadi karte h to negetive terminal nikal kar dekh lijiye ki down ho rha hai ya nahi.
ऑल्टरनेट रिपेयरिंग कोर्स चलाए
Thank you sir jarur kosis karenge
Bhai ek Scorpio mhwak ka Alternater hai 2010 model rece dene par battery charge kar raha Hai fir rece nahi Bhi diye to chal jata
Rottor khrab h change kar dijiye but original rottor lagaiyega
@@ShreeBalajiAuto dhanyawad
Wagonr k series gadi hain headlights km jalti Hain race de per headlight full jalti hain kaya problem ho sakta Hain
Body eart problem
Battery dead problem
Alternator problem
@@ShreeBalajiAuto alternator main cutout ya rectifier palte ka problem ho sakta hain
Cautout se hota h lekin us condition par multi miter pe Charging check karne par voltage 15volt ke upr chla jayega
@@ShreeBalajiAuto battery charging proper hoti hain headlight race de per badhti hain
Headlight kam jalti hain race de per badhti hain
Nice ❤❤❤❤
Thank you
Bhai mere tractor 407 model me sabkuchh sahi hai fir bhi light nahi bujh rahi or na hi charge ho raha keya kare
Sir jab sb kuch sahi rahega to alternater kaam to karega ek bar bahar nikal kar check kariye kya light band hota hai
Bhai like nahi manga information
Comment padhiye phle kya kaha hu usko samjiye fir bataiye.
Hii sir keya hal hai
PMP altinetor me ampiair de Raha hai par charging bulp band Nahi ho raha speed par tej jalta hai
Rectifier plate change kardo sir original mil Jaye to laga do problem solve ho jayega.
Bhaiya ji cut out bar bar kyon jal raha hai alternator ka char bar change kara liya hai
Alternator koun sa hai aur kis gadi me laga h ye bataye pahle tb jake aapko thik se bata skte hai.
Sir meri gadi me denso ka alternator hai usme maine cutout aur diode plate original dala hai phir bhi jab headlight lagate hai 100/90 ke hai relay ke saath tab voltage 12.68 volt ho jate hai alternator chek kiya sab barabr hai phir bhi aisa hoo rha hai kya karu stator aur rotor bhi barabar hai
i10 sports…..Meter Ki Sabhi lights blink karti hai….kuch samaz nahi aa raha company walo ko….kabhi bolte hai earthing problem hai kabhi bettery problem bolte hai..
Light blink karne ka karna wire losse hona h cluster miter ka wire loose ho skta h,
Bah
♥️
वीडियो बहुत अच्छा लेकिन dti vista का अल्टीनेटर बहुत हिट हो रहा है भाई
Sabse pahle battery ka gravity check karwa lijiye gravity down hota h to alternator hitt hota h second Rottor khrab hota hai tb hitt hota hai dono chiz check karwa lijiye sahi ho jayega.
ज्यादा करेंट निकाल रहा होगा cutout चेंज करवा लो 👉बैटरी का पानी तो नही सुख रहा जल्दी जल्दी ये देखो multimter से चैक करो कितना वाल्ट निकाल रहा 13,5👉या14 से ज्यादा नही बताना चाहिये❤🚩👉🙏
How to solve over charging
Change alternator Cautout
@@ShreeBalajiAuto over charging simtopts
❤❤
🙏
👍🙏🙏
🙏♥️
भाई हमारे यहां ripering वाले हमको लूटते है
Jankari nhi hone ke wajah se ye dikkat hota h
Bhai ac to chalu kraya nhi apne
Bhai iske aage wala part dekh le waha fitting or check dono hai.
address kya hai apka
Siswa bazar Maharajganj Gorakhpur Uttar Pradesh
Slipring hai guru.commutator nahi kahte use.
Yes bhai slepering he kahte hai.
Sr dhire dhire samjhaye Luigi ki samjhene bala ko asli ho
Ok
Bhai mere pass Mahindra tractor 575 hai balb band hota hai lekin jab tractor ke light chalu kiye to balb dim chalu rahata hai night me chalaye tractor ko to battery down ho jati hai
Rectifier plate khrab hai or uska steter coyal ka wire ache se check karwa lijiyega.
@@ShreeBalajiAuto thanks 🙏 bhai
Sir aapka phone no chahiye
Sir sabhi video ke discription me Diya Gaya rhta h aap dekh lo ya fir new koi video dekh lo usme b number h
Tarika Galat chek krne ka
Kese aap btao
Apka number dijiye sir
About section me hai WhatsApp no.
Yaaa aap mujhe WhatsApp kijiye
Ok give me your WhatsApp number
Number please
Fault puchna chahta hun Ek
Contact number dijiye
9408371883
Mobile number send kijiye n bhaiya
9408371883
Nice video
Thank you