BRAKE AND CLUTCH PEDAL ASSEMBLY SERVICING

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 31 янв 2025

Комментарии • 12

  • @simranjeetsingh1259
    @simranjeetsingh1259 3 года назад

    Bahut khushi hoyi Guru g maruti ki video dubara dekh ker.

  • @kp-pi2zo
    @kp-pi2zo 3 года назад

    Are finally.. me soch hi ra tha update nahi aya

  • @hirenpanchal1742
    @hirenpanchal1742 3 года назад

    Good work guruji,WD 40 ka spray health ko koie problem karta he ?kal jab ma mare unicorn ka clutch cable change kar raha tha to vo mre sas me chalagya tha guruji 🙏🙏🙏🙏❤❤❤

  • @shivangipandey2875
    @shivangipandey2875 3 года назад +1

    Sar ji hamari Mahindra bus ismein clutch pedal ka pura channel tut gaya hai kya iski service ho sakti hai yah badla ja sakta hai please bataiye

  • @prashantsarsar1721
    @prashantsarsar1721 2 года назад

    Very nicely explain.kitna kharcha ana chaiye ise kara ne me

  • @Sam-to1zg
    @Sam-to1zg Год назад

    Repair self guru?

  • @roshangaming1399
    @roshangaming1399 3 года назад

    Mere pass swift dzire tour 2015 model diesel car hai aur isme ek problem hai ki jab breack pedal ko 2,3 baar agar lagatar pedal karte hai to pedal hard ho jata hai aur breack nahi lagta hai. Aur res dene par waapas thik ho jata hai. Ess tarah esme kiya problem Ho sakta hai.

  • @santoshprasadbhagatsantosh8467
    @santoshprasadbhagatsantosh8467 11 месяцев назад

    Pedal me dhak aa jaye to kaise thik hoga

  • @surajgupta256
    @surajgupta256 3 года назад

    Guruji aapke video me sound bhut km rahta hai kuch kijiye

  • @mohitma2144
    @mohitma2144 Год назад

    Isko gadi ke andar sml kaise karte

  • @id7447
    @id7447 2 года назад

    Log isi chakkar mai naya clutch kit dlwa lete hai aur koi matlab nahi nikalta