Important Information about Paraphrenia | Causes | Symptoms | Diagnosis | Treatment In Urdu

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 янв 2025

Комментарии • 64

  • @samnaslam6563
    @samnaslam6563 9 месяцев назад +1

    Very good explanation of topic paraphrenia.... impressive....

  • @muhammadafzal7905
    @muhammadafzal7905 10 месяцев назад

    Good information

  • @babarjaffrani5598
    @babarjaffrani5598 10 месяцев назад

    ❤good Info

  • @muhammadayub1240
    @muhammadayub1240 6 месяцев назад +1

    Tell fee also

  • @muhammadayub1240
    @muhammadayub1240 6 месяцев назад +1

    Sir my friend suffering same issue.can we come ur clinic

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  6 месяцев назад

      Health Street Clinic : Plot # 117, Block B, Bankers Town, Basement of Punjab Pharmacy, Kamaha Roundabout, Lahore
      ------------------------------------------
      Lahore Care Hospital
      Ghazi Rd, Nishtar Town, Lahore
      ------------------------------------------
      For Appointment : 03487791601 Mr Irfan
      ------------------------------------------
      For More Information : 03456190494 Mr Mubashir

  • @saeedrehman5256
    @saeedrehman5256 10 месяцев назад +1

    Assalamualaikum sir sir mojey Kano me kabi kabi apni awaz dabal Hoti he aur lift kaan sojan ho jati he aur kabi kabi kohi bi awaz mojey demage par lagti he aur lift side par vibrate shoro ho jaata he lekin mojey lagta he ke dosron ko dek Raha he ya wo mesos karrahen hene likin na doctor na kohi maloom karsaka aur lift side me mojey taklif khatam he nahe Hoti is ke Liye kohi Raye dijiye please sir aur

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Aap Ne Test Kon Kon se karye hein

  • @azizkhan-d5x
    @azizkhan-d5x 8 месяцев назад

    Dr Saab kia paroxetine our escitaloprám ko aik sath istemal kiya ja sakta hain

  • @cricketarena4926
    @cricketarena4926 9 месяцев назад

    Sir ocd ke treatment ke medicine bta dian

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Comments mei dawai Dena munasib nhi hai

  • @Alchemist523
    @Alchemist523 9 месяцев назад

    maladaptive daydreaming k baray mei video bnayen

  • @sufeeljan3245
    @sufeeljan3245 9 месяцев назад

    Sir is lamatrigene prescribed for depression also....

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад +1

      Yes sometimes

    • @sufeeljan3245
      @sufeeljan3245 9 месяцев назад

      Sir my inlawa harrs me that lamotrigene is not prescribed for depression.......it is only prescribed for bipolar.....and this drug in mentioned in law also....whosoever takes this is not able for m​@@DrAneelShafi

  • @muhammadayub1240
    @muhammadayub1240 6 месяцев назад

    Sir tell venue and time to meet you

  • @adityavidhate3871
    @adityavidhate3871 9 месяцев назад

    Make a video on ibs

  • @shortlife0307
    @shortlife0307 9 месяцев назад

    Sir es ka kitny time tak elaj chal skta hy thek hony tak 😢

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад +1

      Marheez ki Tabiyat Kay mutabik kisi marhiz ko 6 month medicine Kani parh sakti hein Kisi 2 saal aur Kisi 4 saal aur Kisi ko sari zandagi medicine Kani parh sakti hein

  • @MuhammadFaisal-gj5or
    @MuhammadFaisal-gj5or 9 месяцев назад

    Doctor shb clonazepam pr video bna dyn

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Channel Par Majood hai pehlye se

    • @MuhammadFaisal-gj5or
      @MuhammadFaisal-gj5or 8 месяцев назад

      @@DrAneelShafi clonazepam benzo grop ki hy clozapine antypsychotic hy

  • @hamidgul6363
    @hamidgul6363 8 месяцев назад

    Slam sir maree neend ma kharabi ha or ma aap sa online Elaj karna chahta ho.oladoc pa aap ko chek kya leken waha mojy aap nahee melay.

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  8 месяцев назад

      Health Street Clinic
      Plot # 117, Block B, Bankers Town, Basement of Punjab Pharmacy, Kamaha Roundabout, Lahore
      Lahore Care Hospital
      Ghazi Rd, Nishtar Town, Lahore
      03487791601 Mr Irfan
      03010166717 Mr Mubashir

  • @zainabqadir2698
    @zainabqadir2698 9 месяцев назад

    can you make a video on auto immune encephalitis?

  • @ayanwaseem4218
    @ayanwaseem4218 10 месяцев назад

    Excellent information dr sab y b batain K antipsychotic medications kitne time K lye use karni chahiye.thnks

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  10 месяцев назад

      Es par video bna di hai (Editor Mubashir)

  • @MalikIftikhar-ym4ls
    @MalikIftikhar-ym4ls 10 месяцев назад

    Sir depression mein peat bahrta hai

  • @Alchemist523
    @Alchemist523 9 месяцев назад

    mout ka bht zaida darr b bemari hai??

  • @Feronix_films_886
    @Feronix_films_886 9 месяцев назад

    Dr plz postpartum depression pe video B'nain mjy 3 Saal pehle delivery time hua treatment bht late krwaya ab medicine chor don tu lagta h kbi theek ni hon gi ab

  • @murshadwrites5404
    @murshadwrites5404 10 месяцев назад

    Asslam O Alaikum sir
    Sir main 6 month sy Depression ka patient hn Multan main Dr Khalid Mehmood sahib ka main patient hn laikin mujhe koi behtri nazar nai A rahi main kaisy apsy kaisy contact kar sakta hn

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Kisi Aur Psychiatrist ko check kerwah lein(Editor Mubashir)

  • @ahmadchaudhary8614
    @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

    Dr Sahab mujhe teenaging se hi anxiety disorder tha aur main medicine Le rahi hon woh khatam nhi howa to ab mujhe illness anxiety disorder ho giya hai to woh theek ho jaye gha

  • @luqmansoomro5124
    @luqmansoomro5124 8 месяцев назад

    Dr sahib mujy waham buhat Hy . Me Kon c tab loon

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  8 месяцев назад

      Kisi Psychiatrist Ko Dekhein

  • @aansakanwal-un6qi
    @aansakanwal-un6qi 3 месяца назад

    Excusme sir ,
    Can we say it auditory hallucinations?
    Sir ,
    In which psychological disorder patients experienced hallucinations other than schizophrenia?

  • @RashidAli-dd9mc
    @RashidAli-dd9mc 9 месяцев назад

    Is it safe to take 60 mg of fluoxetine a day?

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад +1

      Yes, but marhiz ki halat Dekhi Jaye gi

  • @ahmadchaudhary8614
    @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

    Dr sahb dekhi main ne video per medicine change karney se bhi nhi gaye aa rahey hai

    • @ahmadchaudhary8614
      @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

      Keya chorney se chaley jaye geh medicine kindly reply

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Dr Sahab nhi hutay Channel Par soory bro

  • @faisalkareem5776
    @faisalkareem5776 10 месяцев назад

    Kya paraphrenia ka patient bilkl thek hojata ha medicine leny ke bad..or. Ky ya.dobra ho sakty patient ke recovery ke bad

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Agar Medicine mukmal Arsay li jayen Tau phir bhut km chance hein

  • @user-rx8ep3pd3g
    @user-rx8ep3pd3g 10 месяцев назад

    Sir please please please,mujhe bas ocd ka name bata dejye ,esko kya kehte hai,
    Jisme ,life mein,hum sari ki sari chije perfection se suru krte hai,even choti se badi, habits,yha koi bhi work ek particular time se suru krna,aur fir mind mein ajjib sa discomfort honeyh ke karan sari ki sari chije chor dena ,yni ki even brush krna bhi chorh dena ,kyoki mind mein thought atta hai,ki,dubara se jab sari ki sari chije karonge toh ye bhi suru kr dena,aur firh se chorh dena
    Aur agar sari chijo ko suru nah krey,toh thoda thoda krne mein bhi dekat hoti hai,mind kehta hai,aisa ni kro,jab suru karonge sabhi chije jab krna harh ek kamh chota se bada,
    Aur jab sabhi chije suru krte hai toh discomfort ke tahayat chorh dete hai,
    Aisa 4 sal se ho rha hai,kuch bhi ni kar pa rha hun,

  • @SaimaRajput-q5c
    @SaimaRajput-q5c 10 месяцев назад

    Salam

  • @ahmadchaudhary8614
    @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

    Aap se pochna tha Dr sahb aager hum Kafi time se anxiety medicine Le rahey ho to humein dreams every night aana start ho jaye aur medicine change karney se Bhi na jaa rahey ho to jab hum theek ho jaye geh aur anxiety medicine chordey geh to phir dreams khatam ho jaye geh nightmares nhi only normal dreams

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад +1

      Es par video Majood hai AaP dekh lein

    • @ahmadchaudhary8614
      @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

      Waisey theek ho saktey hai normal dreams anxiety medicine chordey to

  • @ahmadchaudhary8614
    @ahmadchaudhary8614 9 месяцев назад

    Anxiety medicine se Jo normal dreams aatey hai who medicine chordey geh to theek ho jaye hai

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Es par video Majood hai
      Wo Depression ki medicine k baray mei hai lakin Anxiety ki medicine k baray mei bhi wo video Aap Ka masla Hal krye gi

  • @ranasarfraz219
    @ranasarfraz219 9 месяцев назад

    سر میں آپ سے appointment لینا چاہتا ہوں ۔اس سلسلے میں میں نے عرفان صاحب سے WhatsApp پر رابطہ کیا تھا ۔لیکن چار دن ہو گئے ہیں انہوں نے ابھی تک کوئی جواب نہیں دیا ۔ پلیز راہنمائی فرمائیں ۔ شکریہ ۔

  • @SaimaRajput-q5c
    @SaimaRajput-q5c 10 месяцев назад

    Nambar chahy aap k

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Dr Sahab Ka No. Nhi mil sakta soory.

  • @abdulsaboor649
    @abdulsaboor649 9 месяцев назад

    میں رات کو اٹھ کر بیٹھ جاتا ہو گھبراہٹ کے میں پورے بدن پر گھبراہٹ ہوتی ہیں میں کس ڈاکٹر کے معائنہ کرؤا پلیز جواب دینا رات کو آنزفین اور فلوکسٹیٹین دن کو انپرا 0.5 استعمال کرتا ہو

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Aap Appointment le Lein (Editor Mubashir)

    • @abdulsaboor649
      @abdulsaboor649 9 месяцев назад

      @@DrAneelShafi kis ka

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Psychtrist ki (Editor Mubashir)

  • @muhammadayub1240
    @muhammadayub1240 6 месяцев назад

    Sir ur office phone mob no required

  • @user-rx8ep3pd3g
    @user-rx8ep3pd3g 10 месяцев назад

    Sir please please please,mujhe bas ocd ka name bata dejye ,esko kya kehte hai,
    Jisme ,life mein,hum sari ki sari chije perfection se suru krte hai,even choti se badi, habits,yha koi bhi work ek particular time se suru krna,aur fir mind mein ajjib sa discomfort honeyh ke karan sari ki sari chije chor dena ,yni ki even brush krna bhi chorh dena ,kyoki mind mein thought atta hai,ki,dubara se jab sari ki sari chije karonge toh ye bhi suru kr dena,aur firh se chorh dena
    Aur agar sari chijo ko suru nah krey,toh thoda thoda krne mein bhi dekat hoti hai,mind kehta hai,aisa ni kro,jab suru karonge sabhi chije jab krna harh ek kamh chota se bada,
    Aur jab sabhi chije suru krte hai toh discomfort ke tahayat chorh dete hai,
    Aisa 4 sal se ho rha hai,kuch bhi ni kar pa rha hun,

    • @DrAneelShafi
      @DrAneelShafi  9 месяцев назад

      Dr Sahab nhi hutay Channel Par aap videos dekh lein Shahid Aap ko Aap Ka jwb mil jye ocd ki type par Kafi videos hein