Solution ke liyee gadi ka acceleration thoda high rpm kor do!isee scooter thoda high rpm pe rahega may be band nhi hoga mein toh abhi ya formula use kar raha houn nhi chala toh service center jaunga!
Bhai agar ap mumbai se ho tho plz apka address do main sab kiya hain filter change gadi ki service kiya hu spark plug check kiya rpm set kiya hu fir bhi gadi bich bich main band ho rahi hain ...??? Carburettor bhi saf kiya hu pls help
Guruji.. ntorq aur Jupiter ka tapped clearance set kr sakte hai kya??... engine ko bina down kiye... agar kar sakte hai toh please ek video ...bana dijiye
@@Bs6bikeRepairing meri ntorq race xp 1, 2 ya 3 mahine mein 1 baar 5-6 kilometre chalakar 5 minutes parking ke baad phir se chalakar 200-300 metre aage Jake accelerator chodne par bandh ho jaati hai, zyadatar slope pe(chadaav pe nahin dalaan pe) sorry meri Hindi acchi nahi hai isliye
Bhai ji mere pass ek ntroq scoty aayi hai us mein ek problem aa gayi hai jab hum duble sawari bethe to race chod deti hai jaise crunnet chod deti ho single chlane per koi problem nahi karti kya problem ho sakti hai pls batye 🙏🙏
Bhai 5 maine ho raha hai 3500 kilometres chali hai gadi uska battery kharab ho gaye or running off problem hora hai or kick sa start bhi bhout hard hora hai ntroq hai mere pass service wale bhi sahi sa nhi kr raha hai flash krna or bata raha hai kuch problem nhi hai
@siddharthcredit3287 aapki ntorq kounsi hai? Race edition ya xp etc.? Aur kya aapki scooter chalte chalte raaste mein band padti hai ya start karte hi? Aur agar aapko kuch solution mila hai to please mujhe reply karo.
Mashallah vah kya baat bhai bahut acchi video banai thank u Irfan Bhai
Shukriya bhai welcome
Mere Ntorq race edition hain isme bhi accelerator chorne se gadi off ho jati hain running condition mein off ho jati hain!!
Same problem with me jese hi accerlator chodo sidha bnd
Mara v same problem
Bro tumhara scooty ka problem solve hua kya@@harish2108
Solution ke liyee gadi ka acceleration thoda high rpm kor do!isee scooter thoda high rpm pe rahega may be band nhi hoga mein toh abhi ya formula use kar raha houn nhi chala toh service center jaunga!
Same problem bhai bta skte ho kya kru?
Race XP ❌
Race HP ( Himachal Pradesh ) ✅
😅😅😅
Servincing showroom main kru ya local garage main?
Kahan se ho aap
I am from pune sir..
🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai agar ap mumbai se ho tho plz apka address do main sab kiya hain filter change gadi ki service kiya hu spark plug check kiya rpm set kiya hu fir bhi gadi bich bich main band ho rahi hain ...??? Carburettor bhi saf kiya hu pls help
.
Meri scooty pep (2022) model start hoti hai.. But kuch km chalane pr zatke deti hai.. Baar baar band padti hai
Kay kru?? Kitna cost ayega??
Mera pass lekar aaoge to ₹600 ka cost aaega service ka jhatake vagaira sabhi band Ho jaenge
Kapa pe hai aapka garage??
@@loveyouzindgi2761 haridwar mein hai
Guruji.. ntorq aur Jupiter ka tapped clearance set kr sakte hai kya??... engine ko bina down kiye... agar kar sakte hai toh please ek video ...bana dijiye
Ji kar sakte hain bilkul banaa Dunga video
Bhai mra 83 sa uper ni jati kyu?
Nice vedio
Thank you
Bhaiya Mera bhi ghadi bhi aisa hi ho raha hai
Nice video bhai
Thank you
Gadi Slow kar dene se start band ho jata hai aise me kya problem hota hoga
Bhai ji meri ntorq chalte chalte dudden stop ho jaati hai service wale thik ni kar paa rhe
Bhai mere pas Yamaha ki re z bs 6 aai thi sem problem filtar dala sahi ho gai
Achcha bhai
मेरे गाड़ी ऐसी है रफ्तार करते हैं बहुत झटका देता है कया खराब है पर
मेरे भी ntorq xp bs6 में 20sec तक long सेल्फ ले रही हैं स्टार्ट होने में ।। क्या प्रॉब्लम हो सकता हैं।
Iski flashing karva lijiye aur injector check karva lijiye
@@Bs6bikeRepairing meri ntorq race xp 1, 2 ya 3 mahine mein 1 baar 5-6 kilometre chalakar 5 minutes parking ke baad phir se chalakar 200-300 metre aage Jake accelerator chodne par bandh ho jaati hai, zyadatar slope pe(chadaav pe nahin dalaan pe) sorry meri Hindi acchi nahi hai isliye
@@pauldsouza5068 flashing kara lijiye
@@Bs6bikeRepairing thanks sir, aur iska ecu flashing karna padega na?
Bhai yar meri scoty m karnt aara hai chlati phir thodi der baad band ho jaya hai ak round ke baad
Kitna price hota hain total bhai please reply
Mera ntorq race xp problem hai auto acceleration till 25km/H
Meri ntorq main black smoke de rahi hain start karne par
Engine oil check krwao overflow ke liye aur change krwao
Petrol check kar lijiye aur ya FIR vah petrol jyada kha rahi hai
Sir फ्यूल पंप खोल कर या shoket हटाकर स्टार्टिंग करेंट अति है या नहीं वे में pl sir video TV's ntork me
Ok
Bhai ji mere pass ek ntroq scoty aayi hai us mein ek problem aa gayi hai jab hum duble sawari bethe to race chod deti hai jaise crunnet chod deti ho single chlane per koi problem nahi karti kya problem ho sakti hai pls batye 🙏🙏
Wiring ka connection loss hai
Wiring ka connection loss hai
Kitna karcha laga woh bhi bata dete paa ji...
Bhai meri Jupiter BS6 baar baar chalte chalte band ho jati hai. Ek baar fuel pump bhi change karaya hai par ab bhi yahi problem aa rahi hai
Aap uska head check kara lijiye aur throttle body
This. Ntorq is fuel injector or carburater ???
This Ntorq PS4 valuable
Shop kaha par hai aapki
Uttrakhand Haridwar
@@Bs6bikeRepairing ohhh ..hum to Maharashtra rehte hai, koi achha garage ki talash kar rahe hai
Sir mere pas bhi samne scooty hai vo start karte hai subha toh 1 km thak vibration karti hai fir apne aap nomarl ho jati hai
Koi problem nahin hai
Thanku sir
Same problem mera ntorq xp sa Mera bhi km 14k running
Okay
Avenis hai speed breaker aate saat band hojati hai
Flashing kara lijiye throttle body check kara lijiye
Sir ji mera ntroq 2019 model scuty hai....usme proleme ye hai.... jab gari khari kr de ...aur fir se chalu kre to nhi hoti....plz help us
Aap uske tepit check kar lijiye aur palak
Same mera bhi 2019 model aur facing same problem
Bhai access125bs6 hai चलते चलते बंद होती है किया करु
Throttle bhodi ki setting karni padegi
@@Bs6bikeRepairing किया करना होगा भाई बता सकते हो किया आप मुजे
@@habibbashashaikh4299 portal ghodi cleaning karo aur usmein ek air wala sensor laga hua hai uski setting karo
Tappet setting number pls
Sir problem ky h mera ntorq chalte chalte band ho jata h new gadi h 5000km chala h bsss
Kahan se ho aap
@@Bs6bikeRepairing west bengal se
Same problem hua mere sath aj..... only 2000 km hua hai..... speed breaker me start off ho ja rahe hai.....from West Bengal
@@dlxgaming7684 any solution. Same problem faced
Same problem bro 😢
Sir Apache RTR bs 4 subah me start nahi hoti hai
Carburettor check karo current check karo petrol check karo
Jab bata nahi pa o ge to video q banate ho bhai khul ke batana
Matlab main samjha nahin
Sir ka batane me hi sab kuch samjh me agya...
Bekaar ka video
Bhai 5 maine ho raha hai 3500 kilometres chali hai gadi uska battery kharab ho gaye or running off problem hora hai or kick sa start bhi bhout hard hora hai ntroq hai mere pass service wale bhi sahi sa nhi kr raha hai flash krna or bata raha hai kuch problem nhi hai
.
@siddharthcredit3287 aapki ntorq kounsi hai? Race edition ya xp etc.? Aur kya aapki scooter chalte chalte raaste mein band padti hai ya start karte hi? Aur agar aapko kuch solution mila hai to please mujhe reply karo.
Aapke contact number chahie
Kahan se ho aap
@@Bs6bikeRepairing sir Punjab se hu muje aapki help chahiye 🙏