I m using ntorq for 1 year aur maine 1 saal me 8300 km chalaya hai aur is video me jo problems bataya hai maine abhi tak koi bhi problem face nhi kiya h. Sirf samne zada bada saman rakh nhi chala sakte.
@@JUMIBOROFREEFIRE thik se chalaoge aur sports mode km use karoge toh city + highway ka milake 43 -45 ka average de sakti h. Castrol 10w 40 grade engine oil use krna jo black colour ke dabe me ata h. Khali city me yeh 40 ka de deti h. Shuru me toh mileage kam milega.
Mera 4 saal ki gari ho gya(bs4 model) ish 4 saal m mera sabse bada problem nikla tyre alignment dis balance, main Ntorq ki toggle link assembly ko change kar diye fir v problem nhi solve hua😢 dono tyre ek side se chalta hai. Big problem Ntorq 👎
Bhai apne ye ni bataya ki , engine health kisa hai 80k tak , kya engine ka kaam hua hai , ya Etna chalne m kuch azb sa sound engine se ya smoke aa ra?? Ye sab kuch hua ya ni bhya
Bhai mere gadi ke engine mein koi problem ab tak To Nai Aaya. Agar aaega to main Jarur aap logo ke sath share karunga. Bus yeh bolna Chahunga. ki Time To time service karvana. Gadi ke health ke liye faydemand hai. Jaise aap apna Khyal rakhte ho vaise gadi Ka Khyal Rakho. Toh koi problem Nai Aata Hai. Aur sab bolane ki baat hai ki itne kilometer ke bad. engine mein kam aa Jata Hai vagaira.🤷🏻♂️
Aapane Agar Mera servicing wala video Nai Dekha Hai to. aap yaha per click karke dekh sakte ho. 👇ruclips.net/video/K-IBCFk2bVo/видео.htmlsi=8o7242TmYMlxbEoh Aapko Sab samajh aa jaega.
Yaaar black phanter ka look 🔥
I m using ntorq for 1 year aur maine 1 saal me 8300 km chalaya hai aur is video me jo problems bataya hai maine abhi tak koi bhi problem face nhi kiya h. Sirf samne zada bada saman rakh nhi chala sakte.
Konsi ntorq hai tumhare pass???
@@mhmarvel13445 squad edition black panther 2023 model
@@jeetmitra6827bhai me kal lene ja raha hu mailege kitni deta hai❤❤❤
@@JUMIBOROFREEFIRE thik se chalaoge aur sports mode km use karoge toh city + highway ka milake 43 -45 ka average de sakti h. Castrol 10w 40 grade engine oil use krna jo black colour ke dabe me ata h. Khali city me yeh 40 ka de deti h. Shuru me toh mileage kam milega.
Bhai marey pass bhi hai 2 saal hoo gye but no problem never ever Depends upon maintenance 👍
sahi bat hai vi apne jo bola hai
Mera 4 saal ki gari ho gya(bs4 model) ish 4 saal m mera sabse bada problem nikla tyre alignment dis balance, main Ntorq ki toggle link assembly ko change kar diye fir v problem nhi solve hua😢 dono tyre ek side se chalta hai. Big problem Ntorq 👎
Alloy mein jo purple aur white ka design kiya hai usme kitna kharcha hua?
Only 120|-
Maina v welding kya hai double stand
Bhai yee scooty hai tractor nhi issliya don't wrong comment Ntorq is Super 😍😍
Bhai ne sahi kaha ye problem to hai tvs walo kuch sarm karo
Bhai apne ye ni bataya ki , engine health kisa hai 80k tak , kya engine ka kaam hua hai , ya Etna chalne m kuch azb sa sound engine se ya smoke aa ra?? Ye sab kuch hua ya ni bhya
Bhai mere gadi ke engine mein koi problem ab tak To Nai Aaya. Agar aaega to main Jarur aap logo ke sath share karunga. Bus yeh bolna Chahunga. ki Time To time service karvana. Gadi ke health ke liye faydemand hai.
Jaise aap apna Khyal rakhte ho vaise gadi Ka Khyal Rakho. Toh koi problem Nai Aata Hai. Aur sab bolane ki baat hai ki itne kilometer ke bad. engine mein kam aa Jata Hai vagaira.🤷🏻♂️
Aapane Agar Mera servicing wala video Nai Dekha Hai to. aap yaha per click karke dekh sakte ho. 👇ruclips.net/video/K-IBCFk2bVo/видео.htmlsi=8o7242TmYMlxbEoh
Aapko Sab samajh aa jaega.
@@ridervikassd haan☺️👐
भाई तेरी गाड़ी में होगी प्रॉब्लम मेरे पास ब्लैक पैंथर ही है मेरी गाड़ी को 2 साल हो चुके हैं कोई प्रॉब्लम नहीं है
Nice 🎉
Milage up na nahe Bataiya
35 se 40 tak ka milega detha hai.
Foot space b bht kaam h
Bhai gadi loon ya nahi 😢?
Aap maintain Rakhna jante ho. toh Bhai aap koi bhi Gadi Le sakte ho🤗
Ye to gaadi nhi aafat hai fir to 😂😂
Aafat ko sambhala Har Kisi Ke bus Ki Baat Na h 😂
Ye merko bech do
Kyu bhai 😂 wo kyu bechega