Up deled me up valo ko prathmikta milegi pir jo bachi hui seats hongi diet ki vo other state ko milegi or rhi bat private clg ki to 80% clg frzi h .. notification me likha h ye b btao
Sir mera form fill ni ho para save and next krne pr vo aage nhi bhd rha h koi esi timing jis time form aache se fill ho jay plzz mujhe bta di jiye mujhe bhi form fill krna h
Sir ese condidate jinke father army m the or unhone cbsc board or Lucknow university se draduation kiya ho or fir d led b up se kiya ho or wo uttarakhand k mul niwashi ho or unke pss domicile b uttrakhand ka ho kya wo candidate .. bharti k liye patra h
Sir mai 3rd councelling ka wait kar rai hu Meri 10 th 12th aur d.el.ed delhi se hai kuki mere pitaji ki central govt mai job hai ....par mai uttrakhand ki niwasi hu aur domicile bhi h mere pass uk ka ...kya mujhe koi prob aayegi 3rd list mai ....plz rpy sir
Sir ek doubt hai sir jaise abhi updled ne colleges ki list nikali hai private colleges ki or usme bohot saare college hai approx 3100 college hai to sir inme se kisi main bhi admission le skte hai or sir jo NCTE ki official website hai vaha pr state or district main jake deled choose kiya to bohot kam college dikhara hai agr up wali list m kisi district main 30 colleges hai to NCTE par 10 ya 12 hi college hai to sir phir kis college main admission le please reply krna sir ?
sir me puchna chata hu m uttarakhand ka mul niwasi hu mere domocile or caste crtificate uttarakahnd k hai or mere father uttarakahnd m job bhi krre hai clerk hai .. agr m deled is bar up s krlu to 2026 m complete hojayegi vo kya vo deled uttarakhand m manya hogi mere liye.. ky mujhe uk m job mil skti hai
mjjhe bhi deled ka form fill krna hai, m uttarakhand se hu. pr meri sadhi up k ladke se hui hai,,,pr mai or mere husband uttarakhand m hi rhte h,...sir abhi husband ko rhte hue yha 10,12sal hi hue hai,isliye unka to domicile certificate nhi bnega,,pr kya mera ban jayega kyuki m to jnam se uttarakhand m rhi hu,,,??
Koi rasta hai iske liye kaise ban skta hai,,, m or mere husband yhi rhte hai uttarakhand m hi,,,unka mkan bhi hai 10,12 sal se,,,,to kya tb bhi nhi bnega mera certificate yha ka,,,please thoda sa detail m bta dijiye,,,,
@@ashishpandey7543 2027 Feb me tho election hai ...vacancy aayegi tho 2026 nov ,oct tk aayegi...tb tk up ka D l.ed complete ni hoga bhai....Dec 2026 me bhi ho jayega ya ni complete vo bhi ni pta hai...baki nios wale hai hi 5% ache marks wale
Sir, मैंने हरियाणा से इसी साल d el ed किया है पर मैने b ed बेस पर सीटीईटी 1 पास किया हुआ मैंने पहले ही बीएड किया है है तो क्या मैं इसके लिए eligible हूं
Sir koi Uttarakhand ka niwasi iss saal agr UP se D.El.Ed karta hai toh kya aage aane wali Uttarakhand primary teacher vacancy mei apply kar sakta hai aur job mil sakti hai ??? Batayee sir....sir apni contact details bhi dijiye kyoki iss year Uttar Pradesh se koi dusre state wale bhi kar sakte hain D.El.Ed
Sir ji nmstay...m OBC cetogry se hu..mane uk de.led form bhra hai...meri age 33 sal 1 month ayi hai form k according...to kya exam de skhta hu m..mtlb koi dikkat to nhi aayegi age.
Sir Maine ek form ki fees submit ki aur mere account se balance bhi cut gya lekin sir form par abhi tak fees submit nahi dikha raha . Sir plz .... Ye kaise thik hoga 24 ghante bhi hone vala hai lekin abhi tha form par fees submit nahi dikha raha Plz. Help me sir🙏🙏🙏🙏 Plz. Help me sir
@@chaudharyaadityabaliyan dubara mat karna fees . Unse baat karna. Jo n. De rakha hai Mera to 36 ghante baad update huaa. Lekin call karke unhein jarur batana
Sir up colleges ki list kese milegi
Ncte Ki website se...
Join Telegram
t.me/JoinBedigital
@@lordshiva_758 up Deled ki website me hai to
आपके द्वारा हमें अच्छी जानकारी प्राप्त होती है...👍
Thanks
Thanku so much sir ashi notification or bhi dete rehna please
Welcome
up mai kuch minorities college hai
to kya UP KE MINORITIES COLLEGE se dled kregin तो दिक्कत तो नहीं होगी
Nahi
Sir uttarakhand m private diet nhi hai kya
Nahi
5000 pado per new candidate ke liye guest teacher vacancy kab tak aayegi.
Sir Abhi. Mis ho gya ky private distance. M hota h. Dled
नमस्कार
यूपी डी एल एड ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन फॉर्म फिल नही हो पा रहा हैं उम्र 40 साल है (एक्स आर्मी)हैं। कोई उपाय हो तो बताइएगा।
धन्यवाद
Nahi hoga
Thanku sir
Sir haryana d.el.ed ki jankari dijiye plz.. hmra domicile uk ka h
Minority School se kar sakte hai
@@BeDigitalhelp minority se mtlb sir... Hum toh general wale hai?
@deepikapandey6904
अल्पसंख्यक कालेज
Sir kya apka no. Mil sakta h..
D.el.ed se related jankari chahiye thi
@@BeDigitalhelp toh kya sir wo valid hoga?? Uttrakhand primary bharti k liye?
Sir aap bta sakte ho ki kare ya na kare up se kukk mp ke form bhi almost nikl gaye hai aur Haryana me percentage achi nhi banti
Up deled me up valo ko prathmikta milegi pir jo bachi hui seats hongi diet ki vo other state ko milegi or rhi bat private clg ki to 80% clg frzi h .. notification me likha h ye b btao
😂😂😂shi bat
Yeh bhi batao other state candidate ka domicile bhi lagega kya form me?
@vineetgangwar1990
Form to online hai
@@BeDigitalhelp sir mera mtlb yeh h ki mai UK se hu. To UP d.el.ed online form me domicile lagega kya other state walo ka bhi?
Bhai ye batoo kis state ka bharu form ? Please
Sir mera form fill ni ho para save and next krne pr vo aage nhi bhd rha h koi esi timing jis time form aache se fill ho jay plzz mujhe bta di jiye mujhe bhi form fill krna h
Hello sir is baar hariyana se v kar sakte hain kya?? Please reply sir
Nahi
Thanks 🎉😢
Sir ese condidate jinke father army m the or unhone cbsc board or Lucknow university se draduation kiya ho or fir d led b up se kiya ho or wo uttarakhand k mul niwashi ho or unke pss domicile b uttrakhand ka ho kya wo candidate .. bharti k liye patra h
Ha hai
Sir mai 3rd councelling ka wait kar rai hu
Meri 10 th 12th aur d.el.ed delhi se hai kuki mere pitaji ki central govt mai job hai ....par mai uttrakhand ki niwasi hu aur domicile bhi h mere pass uk ka ...kya mujhe koi prob aayegi 3rd list mai ....plz rpy sir
Nahi aayrgi koi problem
No problem
Sir ek doubt hai sir jaise abhi updled ne colleges ki list nikali hai private colleges ki or usme bohot saare college hai approx 3100 college hai to sir inme se kisi main bhi admission le skte hai or sir jo NCTE ki official website hai vaha pr state or district main jake deled choose kiya to bohot kam college dikhara hai agr up wali list m kisi district main 30 colleges hai to NCTE par 10 ya 12 hi college hai to sir phir kis college main admission le please reply krna sir ?
Video banata hu is Topic par
Aap Up d El ed private Colleges list send kar sakte hai ?
@@BeDigitalhelp haan g sir
Sir maine apke WhatsApp number par send krdi list
😮
Sir agar up se 2024 me deld kare to age job me koi problem to nhe hogi plz reply
sir me puchna chata hu m uttarakhand ka mul niwasi hu mere domocile or caste crtificate uttarakahnd k hai or mere father uttarakahnd m job bhi krre hai clerk hai .. agr m deled is bar up s krlu to 2026 m complete hojayegi vo kya vo deled uttarakhand m manya hogi mere liye.. ky mujhe uk m job mil skti hai
Ha ...video me bataya to hai ...Kar lo
@@BeDigitalhelp sir agar m up s deled private college s kru koi dikkat to nahi
@trishankfore6190
No problem
Sir govt college se de.led krne k baad uk me primary teacher bnne k liye utet nikalna jaruri h
Ha
Uttrakhand m bhi to CTET/UTET pass Kiya ho tb hi to merit me aaouge
mjjhe bhi deled ka form fill krna hai, m uttarakhand se hu. pr meri sadhi up k ladke se hui hai,,,pr mai or mere husband uttarakhand m hi rhte h,...sir abhi husband ko rhte hue yha 10,12sal hi hue hai,isliye unka to domicile certificate nhi bnega,,pr kya mera ban jayega kyuki m to jnam se uttarakhand m rhi hu,,,??
Not sure
Koi rasta hai iske liye kaise ban skta hai,,, m or mere husband yhi rhte hai uttarakhand m hi,,,unka mkan bhi hai 10,12 sal se,,,,to kya tb bhi nhi bnega mera certificate yha ka,,,please thoda sa detail m bta dijiye,,,,
@@kajolsaini7593 aap apne papa ke mtlb mayeke ke proof se domicile bana skte hai UK ka. Meri bhi yahi haal h. Mai to apne mayeke se hi banwaungi
Sir up se Deled krna chahiye ya nhi Or Haryana se kyaa hai wo bta dijiye
Up se
@@BeDigitalhelp dled agar qualified ho jaye to college regular jaana jaruri hoga
Bhaiya brp CRP ki list a gai hai kya kaise pata Karen
Sir up se dled k liye graduation m 50per complsury h kya
Ha
Sir Rajasthan se deled karne wale bhi Uttarakhand me primary teacher ki vacancy ke liye valid h kya
Please tell..
Rj se D El ed ke lei Domicile mangte hai kya ?
@@BeDigitalhelp nahi
Uttrakhand mai UP walo Ko Lenge kya aage ko sir
Ha
D.el.ed ka bad UTET tast pas kar na bhi pad tha hai kiya sir techar ka liya D.el.ed se hi ho jay ga sab khuc
Nahi Tet bhee
Sir up se is bar other state ko admission mil rha h to kya uttrakhand wale up se Deled vaild hoga aane wali vacancy me 2026 tk
वैलिड होगा
@@ashishpandey7543 2026 tk jb tk vacancy aayegi tb tk up ka D.l.ed pura hi ni hoga
@@rajatpandey7897 😂 2027 me vacancy aayegi ab .tb tk supertet lg gya hoga
@@ashishpandey7543 2027 Feb me tho election hai ...vacancy aayegi tho 2026 nov ,oct tk aayegi...tb tk up ka D l.ed complete ni hoga bhai....Dec 2026 me bhi ho jayega ya ni complete vo bhi ni pta hai...baki nios wale hai hi 5% ache marks wale
@rajatpandey7897 dekhte hai kya hota h
Sir clg mein d.el.ed karate hai ncte approved h kaha h but vo ncte approved list m ni h ab kaise pata Karu kya kru
Ncte ki website me college name hona chahiye
Sir 2021_22 walo up de.led valid hai ?
Uttarakhand me D EL ED ki sirf government college h
Uttarakhand me private college h hi ni
sir up ka de.led uk m chal sakta h ya nahi
100%
@@BeDigitalhelp sir 2018 सत्र up d. El. Ed. Kiya hai or meri shadi Uttrakhand me ho gyi 2019 me to kya mujhe job milegi yhan par
@parnavichauhan8209
Ha
Sir, मैंने हरियाणा से इसी साल d el ed किया है पर मैने b ed बेस पर सीटीईटी 1 पास किया हुआ मैंने पहले ही बीएड किया है है तो क्या मैं इसके लिए eligible हूं
Kon se college se kiya h or kon se city se please bataiye
@@ruchichauhan6450apko deled base par bhi ctet ya utet clear krna hoga
Dubara Tet
Nhi
You will have to pass TET 1 again on the basis of D.EL.ED
Sir koi Uttarakhand ka niwasi iss saal agr UP se D.El.Ed karta hai toh kya aage aane wali Uttarakhand primary teacher vacancy mei apply kar sakta hai aur job mil sakti hai ??? Batayee sir....sir apni contact details bhi dijiye kyoki iss year Uttar Pradesh se koi dusre state wale bhi kar sakte hain D.El.Ed
वीडियो में यही तो बताया है
@@BeDigitalhelp Achaa sir ji ok
Sir up m general age limit kya hogi D.el.Ed k liye plz btayega
35
@@BeDigitalhelp tq sir
Sir ji nmstay...m OBC cetogry se hu..mane uk de.led form bhra hai...meri age 33 sal 1 month ayi hai form k according...to kya exam de skhta hu m..mtlb koi dikkat to nhi aayegi age.
OBC ko kitna age reflex Mila hai ?
@@BeDigitalhelp sir ji 33 year h obc..mera 1 month extra h
@satbalisciencevala1211
Ok
Sir d.el.ed pvt clg se kr sakte hai na???? Uk se hu UP se
Ha ..Up se kar sakte hai
Form fill kyun nhi ho rha h pls btaiye....meri age 34 years h kya mai bhar skti hu?
Ha
@@BeDigitalhelp form to fill hi nahi ho rha h .... last date bhi aa hi gai 2 din me....kya kru ??
@@sanjanananda2954kuch huwa college ka?
@@aniketdhami no
Sir maine up nios s d el ed kiya hua 2017 m toh kya m bhi dobara d.el.ed karu
Age hai to try...
Hanji hai lekin kya mera nios s kiya hua d.el.ed bekar hai kya
Batao sir
सर हरियाणा में तो १२ लेवल पर शैक्षिक योग्यता है तो क्या वो मान्य होगा
Ha ... after Graduation
Sir agar mei up se d el ed krti hu to kya regular jakar krna hoga mei uttarakhand ki hu aur yhi rehti hu
Regular class karna hoga
@@BeDigitalhelp sir college apni choice ka mil jayega
@poojanath7148
Sayad
@@himaniuniyal9354 m bhi Uttarakhand se hu mujhe bhi deled krna h
@krggudiya5246
Ok
Ignou se bhi kr sakte hai kya
Ha
IGNOU form kb niklte hai 🤔
Sir. सर उत्तराखंड में क्या बाहरी स्टेट के डीएलएड वैलिड है क्या?
Ha
@@BeDigitalhelp sir,
क्या इग्नू से डीएलएड कर सकते हैं और वह उत्तराखंड में मान्य होगा?
@self-help0078
Ha
@@BeDigitalhelp sir 🙏🙏
Jayda best kha se rhega
@self-help0078
Up
Up or haryana m age kitni honi chiye
Below 35 in up
@@BeDigitalhelp haryana m
Sir Maine ek form ki fees submit ki aur mere account se balance bhi cut gya lekin sir form par abhi tak fees submit nahi dikha raha .
Sir plz .... Ye kaise thik hoga 24 ghante bhi hone vala hai lekin abhi tha form par fees submit nahi dikha raha
Plz. Help me sir🙏🙏🙏🙏
Plz. Help me sir
टेक्निकल टीम का नंबर होगा उसे पर
@@BeDigitalhelp sir no. Par to call bhi ni hori. Aapke pas hai kohi no. Unka to plz. De do n sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Meri bhi fee kt gyi lekin update nhi hui or na wapas aayi please help
@@chaudharyaadityabaliyan dubara mat karna fees . Unse baat karna. Jo n. De rakha hai
Mera to 36 ghante baad update huaa.
Lekin call karke unhein jarur batana
@@mamleshaswal7206 mene 19 September ko credit card se payment Kiya tha but abhi tak update nhi hua
Sir up s kare ya nhi ye bata dijiye
Kar sakte hai... uttarakhand bale
Sir isme age kya h ?
35
Haryana d. El. Ed ki age kya hoti h
35 Sayad
UP se deld mat krna fas jaoge
Bhai waha ki niymawali is saal badal gyi hai ab waha domicile ki jaroorat nhi
Sir apna contact number bhej do