Bhasm aarti booking mahakal 2024| How to booking bhasm aarti pass? Mahakaleshwar bhasm aarti pass

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 30 сен 2024
  • Bhasm aarti booking mahakal 2024| How to booking bhasm aarti pass? Mahakaleshwar bhasm aarti pass
    Your quarries:-
    bhasma aarti pass
    bhasm aarti booking mahakal
    protocol bhasma aarti pass
    bhasm aarti booking mahakal 2023
    bhasm aarti booking offline
    bhasm aarti booking online
    bhasm aarti booking mahakal 2024
    ujjain bhasma aarti pass
    bhasm aarti booking 2024
    bhasma aarti mahakaleshwar ujjain pass
    bhasm aarti
    bhasm aarti mahakal ki
    bhasm aarti ujjain
    bhasm aarti booking mahakal
    bhasm aarti mahakal
    bhasm aarti live
    bhasm aarti song
    bhasm aarti dhol
    12 joytirling yatra | Mahashivratri Ujjain mahakaleshwar darshan
    About this video
    Mahakaleshwar temple is situated in Uijain, Madhya
    Pradesh. Mahakaleshwar is a jyotirlinga and everyday
    thousands and lacs of pilgrims come here to do darshan of
    mahakal. Mahakaleshwar is very crowded place during
    sawan yow will see too much crowd. This video will guide
    you how you can do darshan mahakaleshwar, hotel guide,
    aarti and many more. After watching this video you will
    know all important informaion.
    Mahakaleshwar mandir ujain me sthit hai jo ki madhya
    pradesh me padta hai. Mahakaleswar 12 jyotirlinga me s
    ek hai jaha darshan krne vale har din hazaro lakho bhakt
    hote hai. Sawan ke mahine me yaha aur bhi jyada bheed
    hoti hai. Is video ko dekhne ke baad aapko mahakal mandir
    ke baare me kafi kuch pata chalega aur aapko darshan
    timings, food places, hotel ke alwa kafi jankari milegi jis se
    aapka yha ghumna asani se ho jega.
    Your quarries:-
    how to reach ujjain ,
    hotel bookings in ujain,
    where to stay in ujain
    where to eat in ujjain
    mahakal road ujjain,
    Mahakal darshan procedure,
    uijain Mahakal free darshan,
    ujain Mahakal paid darshan,
    uijain Mahakal bhasmarti darshan,
    uijain Mahakal aarti timings,
    ujjain mangalnath mandir,
    uijain mahakal mandir darshan,
    Ujain kalbhairav mandir,
    ujain harsiddhi mata mandir,
    ujain 52 shaktipeeth,
    Ujain Mahakal Mandir,
    Uijain Mahakal Temple,
    Mahakal Mandir Ujjain,
    Mahakal Temple Uijain,
    Ujain Ke Mahakal,
    Uijain Tour Guide,
    Uijain tour,
    Mahakal ujain
    mahakaleshwar jyotirlinga ujain,
    Uijain mahakaleshwar Jyotilinga,
    Ujjain darshan,
    Ujain mahakal temple timings,
    mahakal darshan,
    ujjain Mahakal Temple Complete Information,
    Ujain Tour Budget,
    temples of ujjain,
    mahakal darshan,
    ujjain Mahakal Temple Complete Information,
    Ujain Tour Budget,
    temples of ujjain,
    Uijain ke raja,
    ujjain railway,
    Uijain ke mahakal,
    ujjain darshan,
    ujjain corridor,
    ujjain mahakal aarti,
    Ujjain mahakal bhasmarti,
    Bhasmarti ujjain ,
    ujain darshan,
    indore to ujjain.
    ujjain ke mahakal
    ujjain city tour
    ujjain mahakal
    Hope you have liked the content.
    Agar abhi bhi aapne channel ko subscribe nahi kara hai to
    zarur Subscribe kariye aur Ghante ka button daba dijiye,
    keep supporting and keep sharing the love an

Комментарии • 104

  • @NidhiRahul-uf8vw
    @NidhiRahul-uf8vw Месяц назад +1

    Subha kitne bje jaye taki shi se dekh paye ye bta do booking to kr li h

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  Месяц назад

      Night ko hi 11:30pm ko line me lag jayen taki aapko aage baith kar dekhne ka mauka mil sake last me jayenge to piche seat milega aur sirf logo ka सर dikhega 👍

  • @gajanankarale1241
    @gajanankarale1241 3 месяца назад +3

    Jay shree mahakaleshwar Hello Bhai main 15 days pehle online bhasm aarti booking Kiya hai but Bhai aap night itna jaldi kio gaye ho bhasm aarti ka booking karne ke liye kioki aapko to subh 08:00 a.m. form mil gaya hai.

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  3 месяца назад

      Jai shree mahakal 🙏bhai maine offline pass ke liye line lagaya tha night ko aur mujhe agle din subha 8am ko form mila raat ko line lagane ka reasion sirf ye thi ki seat limited hoti hai only 150 to agar morning me line lagayenge to may be chances kam ho jata hai ki mera Numbers bhi ayega bus yahi reasion hai 👍

    • @gajanankarale1241
      @gajanankarale1241 3 месяца назад

      @@shivam01sharma OK Bhai thank you so much Bhai maine online booking Kiya hai koi problem nahi na payment bhi Kiya hai successful bolke pdf bhi aaya hai.

    • @srishti164
      @srishti164 3 месяца назад

      ​@@gajanankarale1241aap online kese fil kiye pls pls pls bhai muje bta dijiye .meni aaj dekha to july ka to full dikha rha tha booking

  • @amritkumar9657
    @amritkumar9657 5 месяцев назад +4

    रात में लाइन कितना बजे लगाना पड़ता है

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +1

      11:30pm for pass and next day 11:45pm for aarti darshan

    • @manjitkumar8714
      @manjitkumar8714 3 месяца назад

      9 baje se hi ab lag ja rahi hai

  • @Vanshika20226
    @Vanshika20226 4 месяца назад +2

    14 july ke liye kaise book kre bhasam aarti humne request bhi ki thi 10 din phle pr approve nhi hui abhi tak toh kaise kare aur bhasam aarti main girls allowed hain ya nhi

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      2,3 weeks pahle online karna hota hai confirm ke liye Agr online nhi milta hai to aap offline bhi nikal sakte nishulk ek din pahle line me 11pm ke lagna padega and girls also allowed 👍

  • @nidhigoel7083
    @nidhigoel7083 3 месяца назад +2

    Aur garb grah m darshan k liye kaise jaa sakta hai,pls btaein?mujhe do din baad darshan krne hai.

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  3 месяца назад

      Garbh Grah me darshan ke liye vip pass vohi conter pe milta hai put bahut kam logo ko milta

  • @crazygadgets22
    @crazygadgets22 2 месяца назад +1

    Ek paas ke kitne aadmi ko entry mil skti hai

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  2 месяца назад

      5 members

    • @crazygadgets22
      @crazygadgets22 2 месяца назад

      @@shivam01sharma aur jis din bhasma aarti leni hogi us din mandir me kis time jana hoga

    • @crazygadgets22
      @crazygadgets22 2 месяца назад

      @@shivam01sharma please reply

  • @365-ox5vc
    @365-ox5vc 2 месяца назад +1

    Jai mahakal bhaiya..
    Raat bhar line me lagne ke baad jo form milta h usko khane submit Karna pdta h fill karke

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  2 месяца назад

      Jai shree mahakal 🙏🥰
      4 am morning ko gaurd sabhi logo ko us jgha pe lekar jayega jaha se form milta hai morning 8am ko jis conter se aap form lenge usi jgha pe 11 am ko form jama karna hota hai aur jama karne ke sath hi aapko just pass mil jata hai

  • @akshayraut1317
    @akshayraut1317 5 месяцев назад +2

    Line kaha se lagna padta he neelkanth gate ya bharat mata mandir ke yaha

  • @naitikmittal321
    @naitikmittal321 4 месяца назад +2

    Jai shree khatu shyam

  • @meetahir3807
    @meetahir3807 2 месяца назад +1

    Agar online tickit na ho sake.. or vaha ja ke bhai puri night line me na lgna ho to ..plz btaye aap ki Avantika dwar pe 250 me offline tikit milti he kya plzzz bhaiya..hum 7 ledies jane wale he 22 August ko.. or line me puri rat nahi rehna.. 250 vala he koi system plz bhai btado

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  2 месяца назад

      Offline me koi paisa nhi lagta hai agr raat ko aap line me nhi lag paye to morning 5am ko try kariyega ki line me lag jaye agr lucky huye to 8am ko aapko bhi form mil sakta hai because 8 to 9:30am tak form milta hai aur aap 2 log kam se kam line me lage koyoki 1 form me maximum 5 log hi aayenge 👍 jai shree mahakal 🙏

    • @meetahir3807
      @meetahir3807 2 месяца назад +1

      Thanks bhai

  • @AbhijeetKumar-bz6tu
    @AbhijeetKumar-bz6tu 5 месяцев назад +2

    I want to ask bhaiya agr bhasma arti ka pass jab le liye hai to fir 12 bje line me kyun lgana hai ,, 4 bje hoti hai na to 3 bje nii aa skte kiye pass mil jaane pr
    Thora acha se bta dijiye ispr 😢@shivam bhaiya

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +1

      Entry 12 baje rat se start ho jata hai agr aap let bhi aaoge to enter to ho jayegi lekin aap ko baithne ke liye jo seats milegi vo sabse piche milegi to aapko sirf logo ke head (सर) ही dikhega lekin agr aap night ko 11:30pm ke aas pass line me lagte ho to aap samne se proper bhasm aarti dekh sakte ho 👍

    • @anjalipankajsharma1426
      @anjalipankajsharma1426 3 месяца назад

      Kis counter no se hota hai ticket

  • @sumitkrmehtar
    @sumitkrmehtar 4 месяца назад +1

    Or Darshan ka kya process hai 250 wala pls tell , time kya rhe ga

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      Darshan aap free me kar sakte 250₹ dal ke koi matlab nhi

  • @NitinLulla-m4y
    @NitinLulla-m4y 3 месяца назад +1

    Online ticket kaise nikale bhasm Aarti ka

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  3 месяца назад

      Online website pe 15 days pahle ka hi nikale advance me

  • @ashishchaubey8080
    @ashishchaubey8080 4 месяца назад +1

    Shivam bhai Jai Shree Mahakal🙏
    Actually meri beti ka pehla janamdin h 26th may ko, to m Bhasm Aarti ka soch rha hu ya phir aapke pass aur koi idea hoto batana jisse ye trip memorable rahe..

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      1 din pahle bhasm aarti ke liye line lagana hoga baaki pura process video me bata rakha hun aapke pass time bhi hai to aap online try kar sakte hai

  • @Bhaktibhavsangat
    @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад +1

    Bhasm Aarti pass kaise banta h

  • @jyotirautela8633
    @jyotirautela8633 6 месяцев назад +2

    Offline ticket ka price kya h bhasma aari k liye...?? 750 rs ya 1500 rs per person??

  • @rajatkumar-rf9om
    @rajatkumar-rf9om 3 месяца назад +1

    Bhai apna no do hame kuch puchna hai apse

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  3 месяца назад

      Instagram pe hi kijiye @shivam01vlogs

  • @Bhaktibhavsangat
    @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад +1

    Pls बताइए kaise book kare

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      Offline pura process to bataya hai maine videos me 👍

  • @somanivipul
    @somanivipul 5 месяцев назад +1

    Muje 7 may ki online pass mila he to muje kitne baje konse gate pe jau or aage batha saku?

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +1

      6 may ko night 11:30 pm ko bhart mata temple ke samne line me lag jana aap taki aapko morning me aage darshan mile 🙏

  • @raistarshorts2353
    @raistarshorts2353 5 месяцев назад +1

    Bhai ek ki offline price ky he plzz beta dena yaar

  • @kaveesh31
    @kaveesh31 5 месяцев назад +2

    Bhai ye line kaha pe lagti hai koi landmark bataiye please

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +1

      Nilkanth dwar se bhart mata ke mandir ke piche

    • @kaveesh31
      @kaveesh31 5 месяцев назад +1

      Night ne line wahi pe ja k lagna hai na?

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      @@kaveesh31 yes 12 baje se pahle hi jana nhi to seat khali nhi rahegi 👍

  • @amangupta-xj5yi
    @amangupta-xj5yi 6 месяцев назад +2

    Garbh Grah Jal Chadana open h bhai abhi?

  • @preetimaan6506
    @preetimaan6506 5 месяцев назад +1

    Sir mujhe grabh grah shivling jal arpit karna hai to kya vip pass se hi kar sakti hu ya fir vaha bhasam aarti ke baad jal arpit karke aa sakti hu

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      Bhasm aarti ke bad nhi kar paoge uske liye VIP pass hona chahiye

  • @Bhaktibhavsangat
    @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад +1

    Bhasam aarti offline mik jati hai ye aap confirm hai na,

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      Yes bro aap ne pura vlogs delha hi hoga usme pura process bata rakha hun sirf let mat hona 1 din pahle 11am ko hi line me lag jana 💯 mil jayegi 👍

    • @Bhaktibhavsangat
      @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад +1

      Sari rat jagna padega

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      @@Bhaktibhavsangat yes sir 👍

  • @Bhaktibhavsangat
    @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад +1

    Kitna Paisa laga or sirf ek 🪵 kar सारे परिवार का बुक कर सकते h

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  4 месяца назад

      Offline free hai online 200₹ lagega ek form me 5 family ek sath detail dal kar ja sakte hain

    • @Bhaktibhavsangat
      @Bhaktibhavsangat 4 месяца назад

      Or darshan ke liye kitne ghante pahle jaana padega

  • @nidhigoel7083
    @nidhigoel7083 3 месяца назад +1

    Bhasm aarti ki vip line ki ticket kitne ki hai?pls reply

  • @k_r_i_t_i28
    @k_r_i_t_i28 5 месяцев назад +2

    Jse mko 28 ko krne h bhasma aarti k darshan to 27 ko subh 7 bhe line m lge to approve nhi hoga qa

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +1

      27 ko evening me hi aapko 11:30pm ke aas pass lagna hoga q ki bhod bahut hoti hai aur seat 300 hi offline ka hota hai

    • @k_r_i_t_i28
      @k_r_i_t_i28 5 месяцев назад

      @@shivam01sharma sry to say aap muje clear kre h muje 28 April ki subh ki bhasma aarti dekhni h hena
      So m 27 ki morning m around 6:am lg Rahi to is there is chance to get approved

    • @k_r_i_t_i28
      @k_r_i_t_i28 5 месяцев назад +1

      Aap to video m Puri rt jge h h fir subh wha phuche
      Agr m subh phuchu around 6:am to chances h

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +4

      @@k_r_i_t_i28 agr aapke paas me ticket pass nhi hai to sabse pahle aapko 26 ko night me Aprox 11:30pm tak aako line me lagna hoga uske baad full night wait karna hoga 27 ko morning me 8 am ko conter open hoga aur aapko 11 am tak pass mil jayega uske baad 27 ko hi night ko 11:45pm tak aapko darshan ke liye line me lagna hoga agr aap let ho jayenge to achche se darshan nhi hoga aap piche line me chale jaoge 28 ko morning me 4am se 6am tak bhasam aarti hogi (agar aap 27 ko morning me tickets booking ke liye line me lagte ho to chance 50-50 % ka hoga)

    • @k_r_i_t_i28
      @k_r_i_t_i28 5 месяцев назад +1

      @@shivam01sharma thnq thnq so much dear 🤗

  • @attractionmakeovers3854
    @attractionmakeovers3854 5 месяцев назад +1

    jai jai mahakal🙏🏻🙏🏻❤️❤️

  • @Anuj-ym8ry
    @Anuj-ym8ry 5 месяцев назад +1

    Jo online nikal k jatey hai unhey samne baithne ko milta h kya?? Or jo offline free m jatey h unhey piche ka seat milta h, aisa h kya??

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      Nhi brother sare same hai aage vohi baithega jo ticket 🎟️ ke baad raat ko sabse pahle line me lagega 👍

    • @Anuj-ym8ry
      @Anuj-ym8ry 5 месяцев назад +1

      @@shivam01sharma phone le jana chahiye ya nhi?? Ander phone allow karte h ya nhi??

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      @@Anuj-ym8ry bilkul nhi bro

  • @ishikameshram9765
    @ishikameshram9765 5 месяцев назад +1

    Bhai offline ki ticketkitni h

  • @miss.ankitakumari1268
    @miss.ankitakumari1268 5 месяцев назад +1

    Nice video ❤

  • @veenakiran218
    @veenakiran218 6 месяцев назад +1

    Is there seperate line for ladies ?

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  6 месяцев назад

      No mixed

    • @veenakiran218
      @veenakiran218 6 месяцев назад

      @@shivam01sharma can u pls tell me procedure in English , we are going to Ujjain in April

    • @bharathbunny9651
      @bharathbunny9651 6 месяцев назад

      @@veenakiran218u have to book before 15days to basmaharati

  • @sai2640
    @sai2640 6 месяцев назад +1

    Bhai saab harsthike liye samne baitnekeliye jaldi chale ya late chale????

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  6 месяцев назад

      Jaldi jana bhai let me entry nhi dega

  • @shivam_singh444
    @shivam_singh444 6 месяцев назад

    Online ticket le liya hai uske baad kya kre bahi batana

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  6 месяцев назад

      Night ko 11:30pm bhasm aarti ke liye lagta hai to aap bhi lag jana nhi to piche seats milegi phir aap achche se dekh nhi paoge

  • @VishwajeetKumar-xf2lc
    @VishwajeetKumar-xf2lc 5 месяцев назад +2

    Hello bhaiya ji ek query thi mai agr subh 10 baje tak pahuchunga example 22 ki morning mujhe bhasma arti attend karni hai aur mai 21 morning 10 bje mandir pahuchunga to mujhe ticket pass milegi ya agr kisi admi ya pandit se. Milega to wo kitna amount me de skte hai bhaiya bataiyega plzz help @shivam vlog bhaiya 🙃

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад +2

      Vishwajeet bhai sabse pahli baat ki aap kisi aur ko bej ke pass nikal hi nhi sakte ho jaise adhar card bananae ke time photo hota hai usi tarha yaha pe bhi photo hoga aur agr aap family ke sath ja rahe hain to 1 form me 5 log ka paas ban jayega par sabka adhar card ka Xerox hona chahiye aur agr aapko 22 ko bhasm Aarti darshan karna hai to aapko 20 ko night ko 11:30pm ko line me lagna hoga q ki only 300 pass hi banta hai aur pass conter 21 ko morning 8 am ko khulega sara process karte huye 11 am ho jayega uske bad 22 ko raat me phir se darshan ke liye 11:45pm tak line me lagna hoga taki aap 22 ko morning me Bilkul aage ke seat pe baith kar achche se darshan ke sath 4 to 6am tak aarti dekh sake baise pass milne ke baad aap 4am se pahle tak kabhi bhi entry kar sakte hain par aapko last me baithna padega aur sirf aapko logo ke head (सर) दिखेंगे to aap pura process pahle hi kar le taki har chij ko aap achche se feel kar pao (aapko main quarries tha ki 21 ko morning 10am to uska jawab hai bilkul nhi agr aap 5,6 baje bhi morning me ja kar tickets ke liye line lagate ho to chance 40% milne ka hai agr bhid nhi rahi to may be mil jaye

  • @puneetkumarr5
    @puneetkumarr5 5 месяцев назад

    Grabh grah darshan kasai ho

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      VIP pass se

    • @puneetkumarr5
      @puneetkumarr5 5 месяцев назад +1

      @@shivam01sharma Kaha milega vip pass

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      @@puneetkumarr5 mandir ke counter pe hi mil jayega 🙏

    • @preetimaan6506
      @preetimaan6506 5 месяцев назад

      Vip pass ki ticket kitne ki hogi sir

  • @sankalp4816
    @sankalp4816 5 месяцев назад +1

    Kya ek vyakti sirf ek hi ticket le sakta ki..ki puri family ke kiye le sakta hai

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      Ek form me 5 family members aad kar sakte ho maximum

  • @namichandrawanshi5569
    @namichandrawanshi5569 5 месяцев назад +1

    Is hisab se to meko filhal vip darshan krke hi aana pdhega or online registration krke 2 3 month bad jab ki bhi date milegi us din aake bhasm aarti krna pdhega quki sath wale partner ke paas 10pm to 10pm 24hours ki hi permission hai
    Bhai free hoge to VIP darshan ke baare me hi bta do 25th ki night me niklna hai mujhe to, kyuki darshan jaldi se jaldi or acche se acche tareeke se krna hai kyuki mera first time jana hora hai or sath me female partner bhi hai to darshan acche se or sukoon se krna hai garbh grah me jake to uski todhi details dedo if free hoge to🥲

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      Brother agr aapko 25 ke night me niklna hai to basm aarti ke liye 22 ko night me 11:30 pm ko line me lagna hoga aur agle din 23 ko 8am ko form milega usko jama karne ke baad 11 am ko pass mil jayega uske baad bhasm aarti ke liye 23 ke evening me 11:30am ko line me lagenge to 24 ko morning 4 to 6 am ke bhasm aarti dekh payenge 💯(dusri baat a agr aap 23 ko morning me 5am ko vohi rat wali line me lagenge to bhi agr aapka luck achcha raha to aapko ticket mil jayega bhasm aarti ke liye chance 50%)
      Shivling ko tuch karna allowed nhi hai naurmaly aagr aap VIP se jaate hain to may be chance hai aur agr Garbh Giri me jana chahte hain to uske liye moti amount pay karke Abhishekh kar sakte hain 👍

    • @puneetkumarr5
      @puneetkumarr5 5 месяцев назад +1

      @@shivam01sharma kitna amount daina hoga

    • @shivam01sharma
      @shivam01sharma  5 месяцев назад

      @@puneetkumarr5 1500₹