Aap ke video dekh kar maine apne ghar me solar system lagaya tha loom solar ka single panel ka. Ab aur ek panel 375 watt ka add kar raha hoon. Controllar ethen company ka hai 12/24 ka. Thanks
Bhai ek suggestion hai, kabhi bhi mppt ya koi bhi charge controller k connection krne ho to pehley battery k wire connect karo than solar s aaney wali wire,,, It will b more safe and currect way. Thnk u
Nice video bhai Please mujhe ye batao aap ki agar hum isme 3 x 375 watt ke pannel laga dete ya 12 volt ke 165 watt x 6 pannel matlab 50 Ampere tak ke output ko laga dete to kya battery ke life kharab ho jata kya due to high ampere. Kya 3-4 pannel tak lagane par serge earthing zaroori hai ya nhi, kya kabhi aapne less than 1kw setup pe serge Bijli gira hai ya nhi kya aapne suna hai kya aisa..?
Mere pass Luminous Inverter hai model uska 16 50 hai main use per inverter Laga solar panel Lagana chahta hun Ek solar panel 300 watt ka hai Main Aisa Kitna solar panel is per connect kar sakta hun aur Mujhe kaun sa solar controller charger Lagana Padega
आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा और काफी जानकारी मिली है। मैं लूम सोलर पैनल लगाना चाहिता हूं । तीन किलो वाट का। उसमें आपकी साहता पड़ेंगी। पेनल खरीदने के बाद ही आप कै संर्पक करूंगा।
Mere kuch Sawal hai Kya yah inverter solar inverter tha and Agar solar inverter Ho To Kya mppt connector use kar sakte hai aur aapane is video Mein bataya ki Agar Main line ka board Na Laga Ho to inverter ki charging cable Ka Kya Karen kahan per lagaeye aur mppt connector ki cable kahan per lagaeye
Sir muze farm pe solar inverter lagana hai waha pe light nahi hai to 1 fan 3 light or solar pe 24 hr backups chahiye to kitna watt panel or ups or battery lagega
Sir thode time phele Maine Aapse ek swal pucha tha..... Ke jab bhi me fan on /off karta Hu to TV screen blink hoti hai... Iski wajh se TV me bar bar problem Ho rahi hai... Maine aapki sabhi Electric fault pe video dekhi hai, meri Aapse rqust hai... Aap Pls iska solutions dikhaiye,
Sir yeh btaiye agar mai AC solar panels se line wire use karu and neutral ke jagha me earthing wire ka use kru. Toh kya mai koi bhi chiz chla skta hon ??
Aapane is video mein bataya main board Mein inverter ki charging cable Lagi Thi uska sivich aapane of Kar Diya To fir inverter se single wire aa rahi he load ki usko neutral kahan se milega
हेलो भैया मुझे 3 सोलर वाला स्टैंड चाहिए कितने रुपए का स्टंट है और यह कहां से मिल पाएगा मुझे मुझे इस स्टैंड को लेना है कृपया करके मुझे उत्तर दें 375 वर्ड वाला स्टेट
I saw you are using smarten charge controller. Use Asha power Suriya 40 for better result (they didn't paid me). I never used loom solar panels. I can't say about them. Tata, Warry, Vikram panels are world standard panels and made in India. Spacialy Vikram panels are cheaper but still very good.
Sab bataya par price nahi batayi Bhai ......aur dusari baat aisa suna tha ki charge controller main pahle humesha battery KE wire lagane chahiye uske baad hi penal KE wire lagte hai ...kyonki without battery .......sidha current controller ko kharab Kar sakta hai
Aap bahut acchi tarah se samjhate Hain thank you.
Aap ke video dekh kar maine apne ghar me solar system lagaya tha loom solar ka single panel ka. Ab aur ek panel 375 watt ka add kar raha hoon. Controllar ethen company ka hai 12/24 ka. Thanks
Good जानकारी स्मार्टन MPptमें हाई वोल्टेज क्या पीवी वोल्टेज हाई क्या होता है
Sir mppt solar charjar se 150 ampiair betari se charging hotahe Kiya or in vatar 12 volt he plzzz batayia
Bhai ek suggestion hai, kabhi bhi mppt ya koi bhi charge controller k connection krne ho to pehley battery k wire connect karo than solar s aaney wali wire,,,
It will b more safe and currect way.
Thnk u
Mantosh bhaiya ye stand का Thick ness kitne mm ka hai( Gauge)
Is panal stand mai nut bult laga sakte hai kaya panal ko lagane ke liye
Nice video bhai
Please mujhe ye batao aap ki agar hum isme 3 x 375 watt ke pannel laga dete ya 12 volt ke 165 watt x 6 pannel matlab 50 Ampere tak ke output ko laga dete to kya battery ke life kharab ho jata kya due to high ampere.
Kya 3-4 pannel tak lagane par serge earthing zaroori hai ya nhi, kya kabhi aapne less than 1kw setup pe serge Bijli gira hai ya nhi kya aapne suna hai kya aisa..?
Kya 2 panels par battery full charge ke sath pure din ka load bhi chal jayega. Please batayen dhanyawad
Mere pass Luminous Inverter hai model uska 16 50 hai main use per inverter Laga solar panel Lagana chahta hun Ek solar panel 300 watt ka hai Main Aisa Kitna solar panel is per connect kar sakta hun aur Mujhe kaun sa solar controller charger Lagana Padega
Namaskar bhaye mera gharme 150 amps battar hai tu kitna watt ka penal huna hahiya puri salar penal se chargen karneke liya batana bhaya
150 ah ki battery par shark 440bwatt ke 2 panel laga sake hh kya
आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा और काफी जानकारी मिली है। मैं लूम सोलर पैनल लगाना चाहिता हूं । तीन किलो वाट का। उसमें आपकी साहता पड़ेंगी। पेनल खरीदने के बाद ही आप कै संर्पक करूंगा।
Mujhe aap ka kaam Bahut hi achha lagata hai mantosh Bhai
Mere kuch Sawal hai
Kya yah inverter solar inverter tha and Agar solar inverter Ho To Kya mppt connector use kar sakte hai aur aapane is video Mein bataya ki Agar Main line ka board Na Laga Ho to inverter ki charging cable Ka Kya Karen kahan per lagaeye aur mppt connector ki cable kahan per lagaeye
Isme smu ki Power 12v pr 500watt dikhayi gyi he pr aapne us pr 375×2=750 watt ke panel lgaye he to kya device kharab nhi hogi
बहुत साँदार भाई
मूझको भी आप की हेलप की जरुरत है
मे गाजियाबाद सिकरोड गांव मे रहता हू
Bhaiya aap bahut ache video bnate ho m ek elecronics technition hu apki video bahut achi lgti h
Luminous ka 3 kw ka installation ka kya rate hai
Jamshedpur, jharkhand me kia aap service provide kerte hai ?
Maltose ji aap ka vidio bahut achcha laga good vidio
Apki solar set krne ki kya cast hai sir tell me
Hame solar lagvana hai kitana kharcha ayega battery 🔋 230Ah exide rahegi kitana kharcha ayega
Sir..bataeye
ऊपर से नीचे तक वायर की लंबाई कितनी है
Mere pas 1115 watt ka luminous ka normal inverter hai ,kya uspe nexus ka bifacial panel 03 nos lga sakte h
Yess
bhai ye solar charge controller kitne watt ka load utha sakta hain agar without inverter ye ac load achha utha sakta hain to eski price kitni h
Good work ,good workmanship and will call you when needed ,
I have loom panels but rest not decided
Controlar sasta wala laga ke video banao bhaiya laken 300 watt ka hi solar ho aur bettrey 12 volt ka hoo
Good work bahut bahut jankariya aapse milti hai sri man ji
Ongrid Plant installation ka video upload karo pls.
Thanku sir so much maine apse bht kuch seekha
220 Ah ki battry ko charge karne ke liye loom solar penal kitne watt ka lagana hoga
Sir muze farm pe solar inverter lagana hai waha pe light nahi hai to 1 fan 3 light or solar pe 24 hr backups chahiye to kitna watt panel or ups or battery lagega
Sir please tel me 2kW watt lagwane ka cast Kitna aayega
Sir ji kya ap mera soler satand lagwa sakte h
Indicator wiring kaise kiya jata hai video banaya sir please
Ek hi battery Dino se contect ha
Jab solar battery ko charger kerga to tabi main ki light ho invter ma to kya dono charge kerga???
Ya to batya nhi
If I use current inverter to solar system , how to use ac,mixy and fridge
Please help
Solar inverter ko normal inverter jase use kar sakta hai
bhai solar chare controller main to pahle batt ki wire lagti hai uske bad solar ki
Bahut badiya use full vedio
165+165 watt ka soler panal kitna ka milaga with stand
Charge cantroler me pehle battery Ka wair lagate hai Uske bad panel Ka
Sir thode time phele Maine Aapse ek swal pucha tha..... Ke jab bhi me fan on /off karta Hu to TV screen blink hoti hai... Iski wajh se TV me bar bar problem Ho rahi hai... Maine aapki sabhi Electric fault pe video dekhi hai, meri Aapse rqust hai... Aap Pls iska solutions dikhaiye,
Main uske upar ek video banata hun
Thnxx sir
Sir Aap ne Abhi video Nahi dala hai..... I m waiting for it
कहा से हो आप मुझे सोलर पैनल लगाना है
Sir ekk therotical video banaye ki jisame kitane watt ke panel ke kitane amp ki battery lagani hai or kitane amp ki battery chal sakti hai?
Very nice video Op nice my love India Op good 👒👑👍👍👌👍👌👍👌😘😘😘🤔 i love you
Kya ye controler 100% MPPT hai
Perlar vairing karne ka kiya faida hota h
Isko 375 w k teen panels par bhi laga kr dikhaiye
Sir 165 ward panel Ka tarika kaya hai??
Nice warking 🌺🌺🌺
Structure ka cost kitna ??
Hello sir up mi available nahi ho raha hai sir keyo
Bhai Jo Aapne device lagaayi uski cost bataa deo
Sar ek video divaice ki banaiye dopaharke vakt varking karte huea.
10 kg watt solar system ki jankari chahiye sir
Very nice👍👏 vedio sr
MN ENERGYINFRA PRIV ATE LIMITED KAISI SOLAR LAGANE WALI COMPANY HAI KYA MAIN INSESOLAR PANEL LAGWA SAKTA HU
Is per 500 watt max. Likha hai, aap 750 watt 375*2 panel laga rahe ho, charger kharab nahi hoga kya
Very very nice video and well explane. Thank you.
Sir yeh btaiye agar mai AC solar panels se line wire use karu and neutral ke jagha me earthing wire ka use kru.
Toh kya mai koi bhi chiz chla skta hon ??
Hum maharashtra se hai. Hume Aane shop me soler system lagana hai. Aapko mumkin hai kya?
Sir stretcher chahiye tha 1/kilo watt ka
Loom solar ki site or btaya hai 12 volt inverter sort 500w ke panel LGA sakte hai ?
540 के दो पैनल लगाना है कितने का स्ट्रक्चरमिलेगा
Thanks for this useful video bro
AC 1 Ton=kitne watt hei ek video karke batao pls
Solar panel k pichhe Solar panels Lagane k liye Kitna gap chhodna chahiye
Kaise mapte hai
Bta na bhai
24v solar panel 12v battery working ?
Sir 1 fridge aur 1 pani moter 0.5kva ke liye kitne watts ka Soler lagvaye aur kitne amp ki kitni battery lagana padega
Khalsa electronic pls reply.
Sir 375 watt ke 3-4 panel ke vido bano
Ye panel kitne ka pada aur kya whatt ka hai
220 ampiyer battry ke liye kitne watt ka or kitna panel lagega bhai
Aapane is video mein bataya main board Mein inverter ki charging cable Lagi Thi uska sivich aapane of Kar Diya To fir inverter se single wire aa rahi he load ki usko neutral kahan se milega
sir,,loomsolar,ka,440w,ka,jo,phanle,ha,o,12v,hana,24v,ha
Hi your video is informative. Can i run 1.5 ton ac on solar?
Kyu nhi pure mohalle ka load bhi chalega, bas solar system ka size check kar lena
@@sukhisingh4011 Dhanyabaad Shaheb ji
@@sukhisingh4011 😂😂😂😂
Good Blus you Mantosh Bhai
Murgi farm ki wiring kaise karte hai Sir
हेलो भैया मुझे 3 सोलर वाला स्टैंड चाहिए कितने रुपए का स्टंट है और यह कहां से मिल पाएगा मुझे मुझे इस स्टैंड को लेना है कृपया करके मुझे उत्तर दें 375 वर्ड वाला स्टेट
Video mein mera number hai mere se contact kar lena
I saw you are using smarten charge controller. Use Asha power Suriya 40 for better result (they didn't paid me). I never used loom solar panels. I can't say about them. Tata, Warry, Vikram panels are world standard panels and made in India. Spacialy Vikram panels are cheaper but still very good.
3HP ka samarsubal hai
Use chalene ke liye kitne Wat ka solar panels lagega
Aur kitna expence hoga
Total batana sir
Nice and very helpful video
Structure ka price kya hai
Sir spd ka connections bataye
सोलर का खर्चा 1 किलो वाट का कितना खर्चा होता है
Esme kitna kharcha lga hoga
Good morning Sar hamko AAPke jeyse miti
ye se top karte kitnshai
Job kesy milygi main Madhya Pradesh khandwa say hu
12.5 ampiar ka ac pump है कितने पैनल लगाने पड़ेंगे कैसे चलेगा सिर्फ दिन को चलाना है
Offline meliga loom soler penel sir?
इस पैनल को लगाने में कितना पैसा लगा।
zabardst ustad
Sab bataya par price nahi batayi Bhai ......aur dusari baat aisa suna tha ki charge controller main pahle humesha battery KE wire lagane chahiye uske baad hi penal KE wire lagte hai ...kyonki without battery .......sidha current controller ko kharab Kar sakta hai
Fantastic bhai jan
Bhai 10 kilowatt mein kitne panel hote Hain
Always connect battery first for internal charging voltage auto configuration.
nice information thank you
Best🎉🎉🎉🎉