Это видео недоступно.
Сожалеем об этом.

Hazrat Muavia ki shan me zaeef ahadees | Maulana Ishaq | Fri-08022008 | Maulana Ishaq Official

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 6 апр 2018
  • Main topic - : Hazrat Muavia ki shan me zaeef ahadees. Molana Ghulam Rasool Saeedi
    ki kitab se Hujj aur wuzu kay kuch masail ka jaiza
    03:40 - : Deen kay baray me sahi tehqeeq zaroori hai.
    Hazrat muavia kay baray me zaeef ahadees ka tehqeeqi jaiza.
    Hazrat muavia ka hazrat ali se mawazna.
    Imam nisai ka ahle bait kay fazail bayan karna aur unki shahadat.
    Imam hanbal ka hazrat muavia aur hazrat ali kay baray me tabsarah.
    Molana modoodi kay khilaf hakoomat ka propaganda.
    Mola ali ki shan.
    Hinda ka sahi naam hind hai.
    Islami khilafat kay qayaam kay liye hazrat muavia ki malookiat ka rudd zaroori hai.
    Raiwand ijtama ki dua me jana kasa hai?
    20:59 - : Sheikh Ghulam Rasool Saeedi ki kitab se hujj kay baray me aik aham masla
    par bayan.
    Hujj arkaan ki tarteeb agar ghalat ho jaye to kya dum dena zaroori hai aur kis
    imam ka moqaf durast hai?
    28:15 - : Hujj aur umrah kay doran kis tarah ka libas aur shoes/jootay pehnnay chahiyen
    aur kis imam ka moqaf durast hai?
    35:39 - : Wuzu aur wazu me kya faraq hai?
    Tuhoor/taharat k mislay par molana ishaq ki molana ghulam rasool saeedi par
    tanqeed.
    Taharat kay liye agar pani ya pak mitti na milay to phir namaz ka kia hukam hai
    aur 4 mukhtalif nazriyat.
    Nabi (saw) ka apni biwi amma Ayesha ko jang par sath lekar jana aur unka haar
    gum ho jana.
    Sahaba ka pani na milnay par baghair wuzu kay namaz parhna aur tayammum
    ki ayat utarna.
    Islam me mard aur orat k liye zzeb o zeenat ki ahmiyat.
    Nabi (saw) ki sunnat e qoli, fali aur takreeri ka bayan.
    54:12 - : Sawari par ya safar me namaz kasay parehn aur waqat par namaz parhnay ki
    fazeelat.
    Namaz kay oqaat ki tafseer.
    Namaz be hayai aur burai se rokti hai lekin phir bhi log burai karta han.
    Namaz aur dua ki fazeelat.
    Molana qasim nanotwi kay darood o salam kay kuch ashaar.
    Namaz e maghrib kay bad ahle bait ka aik darood.
    Sultan mahmood ghaznawi ka darood kay baray me aik waqia.
    1:07:50 - : Deen ka liye apna kirdar ada karo.
    1:10:20 - : Bewa aur yateeemo ki madad karnay ka ajar o sawab

Комментарии • 8