Itna chota sa part savi (turbo)gadiyo ki mehengi hoti hai brother Tiago ki sirf wiper nozzle ke liye10 days rukna para thaa mujhe Ab uskoe sell karke ecosport tdci li hai 120 ke speed mei v 19-20 ki mileage deti hai
You are very much lucky that you found the sensor, I sold my ecosports due to non availability of parts. Similar problem I am facing for Tata new Safari 2021.
Mere paas ford 2018 Trend diesel Aspire car hai.. 84000 kms chla chuka hu.. Aaj kal jb jyada baarish hoti hai tb car 2-4 km chlne k baad khud band pd jaati hai.. Aisa pehle ni hua kbi.. Service b krwae thi 80000 pr.. Aisa kyu ho rha hai.. Plz guide.. Ford service center pe le k gya tha car ko.. Lekin un se nhi solve hua problem.. Scan b kea tha ford service walo ne.. Koi error nhi aaya..
Akhir kaar part kaa jugaad ho he gaya….aapko pata tha ki kaha kaha mil sakta hai isliye aap kar paaye…jinke liye woh jagah dur…to onhe bus itanazar he karna padta hai new part ke aane kaa
Itna chota sa part savi (turbo)gadiyo ki mehengi hoti hai brother
Tiago ki sirf wiper nozzle ke liye10 days rukna para thaa mujhe
Ab uskoe sell karke ecosport tdci li hai 120 ke speed mei v 19-20 ki mileage deti hai
Aise odd parts mostly kisi bhi brand/car le available nhi rehte. Order pe aate hai 7-15 din mein.
You are very much lucky that you found the sensor, I sold my ecosports due to non availability of parts.
Similar problem I am facing for Tata new Safari 2021.
Mere paas ford 2018 Trend diesel Aspire car hai.. 84000 kms chla chuka hu.. Aaj kal jb jyada baarish hoti hai tb car 2-4 km chlne k baad khud band pd jaati hai.. Aisa pehle ni hua kbi.. Service b krwae thi 80000 pr.. Aisa kyu ho rha hai.. Plz guide.. Ford service center pe le k gya tha car ko.. Lekin un se nhi solve hua problem.. Scan b kea tha ford service walo ne.. Koi error nhi aaya..
Bhai esay to kya bta skta hu but agar problem solve nhe ho rhi to mukesh chandra gond jinka RUclips pr channel bhe he unke pass dikha lo ek bar car.
Akhir kaar part kaa jugaad ho he gaya….aapko pata tha ki kaha kaha mil sakta hai isliye aap kar paaye…jinke liye woh jagah dur…to onhe bus itanazar he karna padta hai new part ke aane kaa
Han sirdrdi leni he pdti he esi gadiyo k sath
Bhai ji solonide valve hai ye diesel ki har ek gaadi me lagta hai
aur rahi baat pipe ki wo new lagwani chahiye
Timing belt badala?
Belt bilkul theek thi pichli service me to mechanic ne mna kr diya or next service me krvane ko bola tha.
@@atinrandhawa belt and three gear ko badalna jaroori hai
@@atinrandhawa1lakh km baad karwana jaruri hai bhai kar lo