Aap bohot hi neik karya kar rahe hain, iss video ko dekh kar sabhi ka kewal bhala hi hoga 😊 Eeshwar aap ko bohot bohot aashirwad de 🤚🙏 aap ki aur aap jaise kayi suputron ke karan hi yeh Bharat desh hamari bhartiya manyata ke aadhar par sheeghratam khada ho sakega , Rajiv Dixit ji aap amar rahe 🙏🙏🙏
Very informative,maine bhi yahi galti ki hai,same kadahi aur handi meine purchase ki hai,vah bhi branded (zishta in Bangalore)shop se . Bronze boal kar hi diya hai. Bahut costly bartan hai ye. North mein bronze cookware nahi milte isliye South se purchase kiya. Is brand ke bartan lab tested hai isliye bharosa karke liye hai, aap ka explanation bilkul eye-opening hai.
Guruji Apkey dwara bheji gai Lohe ki kadai bahut achi hi Usme ham milk garm karte hi Or sabji banate hi Kadai bahut hi Ache lohe ki banai gai hi Kadai mii jo Loha ki chadar hi usaki motai bhut Achi hi Jis vajh se kuch bhi banate samay jalta nhi hi Ashi kadai bajar mi nhi mil Sakti hi Apka bahut bahut dhanyawad 🙏🙏
Guruji , south India me kaskar bramin logon kansa ki barthan men kana banathe han kahin sow salse.kiya vah koi aur metal tho nahin hai.magar kalahi lsgavua peethal barthan tho nahiin hai. Hamara yahan kansa ko tamil me 'Vengalam' bolthe hain. Explain keegiye Guruji. Ohm.
Ji humne jo hatode ka upyog kiya hai vh kafi naram hai jisse jo bal se mara hai vh bal pure dhatu main vitarit ho jata hai isliye nahi tuta baki humari kanse ki kadahi ek dum shudh hai. || Jai Chakradhari ||
मैं आपको सुन रहा हूं हर बार की तांबे में कलाई करो पीतल में कलाई करो कहां से मैं कलाई करो जबकि मैं उत्तराखंड में रहता हूं हमारे यहां जो प्राचीन समय से तांबे के बड़े वाले बंदे थे जिसमें सामूहिक 100 200 के लिए खानाबनता है उसमें कोई कल नहीं होती है जबकि अधिकतर समय हम तांबे में चावल बनाते हैंबस। और जो पुराने पीतल के बर्तन है उनमें कोई कलाई नहीं है उसे समय साधन भी नहीं थे कलाई करने के फिर पता नहीं यूट्यूब में आप सब लोग कलाई करो कलाई करो क्यों करते रहते हैं जबकि पुराने जमाने के आदमी भी स्वास्थ्य ही रहते थे इन सब चीज के बावजूद भी
Ji Acharya Chanakya janm se hi sarp ka vish khate the... Issay sarp vish unpar kaam nahi karta tha. Isi prakar ho sakta hai aapka shareer bhi vish jhelne ki stithi me aa gaya ho... Isliye samanya vyaktiyo ko to apni raksha kar lene dewen prabhuvar.... Aapka shareer vish rodhi issay yah kabhi nahi ho sakta k dharti k sabhi manushyo ka shareer vish rodhi ho Jaye ... Jai Chakradhari.
Aap bilkul sahi bata rahey hain . Kansa sirf bhojan parosney k kaam ata hai. Usmein bhojan khaya jata hai , banaya nahi jata
Aap bohot hi neik karya kar rahe hain, iss video ko dekh kar sabhi ka kewal bhala hi hoga 😊
Eeshwar aap ko bohot bohot aashirwad de 🤚🙏
aap ki aur aap jaise kayi suputron ke karan hi yeh Bharat desh hamari bhartiya manyata ke aadhar par sheeghratam khada ho sakega , Rajiv Dixit ji aap amar rahe 🙏🙏🙏
Bahut achhi jankqri hai
Very informative,maine bhi yahi galti ki hai,same kadahi aur handi meine purchase ki hai,vah bhi branded (zishta in Bangalore)shop se . Bronze boal kar hi diya hai. Bahut costly bartan hai ye. North mein bronze cookware nahi milte isliye South se purchase kiya. Is brand ke bartan lab tested hai isliye bharosa karke liye hai, aap ka explanation bilkul eye-opening hai.
बहोत अच्छी तरह समझाया आपने धन्यवाद
Guruji Apkey dwara bheji gai
Lohe ki kadai bahut achi hi
Usme ham milk garm karte hi
Or sabji banate hi
Kadai bahut hi Ache lohe ki banai gai hi
Kadai mii jo Loha ki chadar hi usaki motai bhut Achi hi
Jis vajh se kuch bhi banate samay jalta nhi hi
Ashi kadai bajar mi nhi mil Sakti hi
Apka bahut bahut dhanyawad 🙏🙏
Har har mahadev gurujii🙏🙏🙏
आपका कार्य अद्भुत है
अदभुत बहुत अच्छी जानकारी
Great analysis Sriman ji
Thanku for information 🎇🙏
Good information sirji
Jai ho 🙌🙌
जय श्री कृष्ण
Actually ye video bahut jaruri tha...kyunki online yahi chal raha hai..bohot galatfehmi hai logon main..aise he mythbusters banaein...Dhanyavad
❤❤❤aap ne sahi kaha
Very informative video
Hum aapne bartan ka lab test kaise kara sakte hai
श्रीमान अजय मोहन सोनी जी भाई, मांगलियावास वाले 🙏🙏🙏🙏
South India me bronze Uruli milti hai..usme pure ghee aur sour food chodke baki sab kuch pakate hai...aur vo bahot healthy hota hai eisa mante hai.
गुरूजी अगर पीतल pr रांगा ही चढ़ाना है तो पीतल में इतना पैसा लगाकर खरीदने से फायदा ही क्या🙏
App konsa kadai main bhojon banate hai guruji
Guruji , south India me kaskar bramin logon kansa ki barthan men kana banathe han kahin sow salse.kiya vah koi aur metal tho nahin hai.magar kalahi lsgavua peethal barthan tho nahiin hai. Hamara yahan kansa ko tamil me 'Vengalam' bolthe hain. Explain keegiye Guruji. Ohm.
Konsa app se metal kharid na chahiye
Guruji pital ka kra jointless banaye pls
Maine bhi wo suna hai or mujhe bhi confusion hua tha ye kansa kaise boll gaye.
Kya dhahi kha sakte hai ji
पीतल में पकाओ,, कांसे में खाओ, तांबे में पियो,,, यह सवसथ मंत्र
km vajan ki chandi ki chammach bnao 25-30 gm ki
Rajiv Bhai Ne Kabhi Bhi kahan se mein banane ke liye Nahin Kaha
🎉🎉🎉🎉🎉🎉
तांबे का कड़ा जोड़ बाला आप की वेबसाइट पर नहीं मिल रहा और ना ही amazone पर दिख रहा है।
Ji aap yaha se le sakte hai
www.chakradhari.com/products/pure_nepaliya_copper_lathe_bangle
|| jai chakradhari ||
Lekin shuddha kansa to hatode ki chot se toot jata he par aapka nhi Tut Raha ....to kya aapki bronze ki kadhyi pure nhi he
Ji humne jo hatode ka upyog kiya hai vh kafi naram hai jisse jo bal se mara hai vh bal pure dhatu main vitarit ho jata hai isliye nahi tuta baki humari kanse ki kadahi ek dum shudh hai.
|| Jai Chakradhari ||
आपका पता कहीं नहीं मिला है। कोई जानकारी हो तो बताईए। कैसे संपर्क हो सकता है।
13:20 Video ke end me contact details hai
Kansa or kut me kya antar h pahle kut ke patili me daal pakai jati thi vo kya tha
अगर आप जैसे लोगों का वीडियो ना देखूँ तो जिन्दगी भर बेवकूफ ही बना रहूँगा।
Aapka mob no
मैं आपको सुन रहा हूं हर बार की तांबे में कलाई करो पीतल में कलाई करो कहां से मैं कलाई करो जबकि मैं उत्तराखंड में रहता हूं हमारे यहां जो प्राचीन समय से तांबे के बड़े वाले बंदे थे जिसमें सामूहिक 100 200 के लिए खानाबनता है उसमें कोई कल नहीं होती है जबकि अधिकतर समय हम तांबे में चावल बनाते हैंबस। और जो पुराने पीतल के बर्तन है उनमें कोई कलाई नहीं है उसे समय साधन भी नहीं थे कलाई करने के फिर पता नहीं यूट्यूब में आप सब लोग कलाई करो कलाई करो क्यों करते रहते हैं जबकि पुराने जमाने के आदमी भी स्वास्थ्य ही रहते थे इन सब चीज के बावजूद भी
Ji Acharya Chanakya janm se hi sarp ka vish khate the... Issay sarp vish unpar kaam nahi karta tha. Isi prakar ho sakta hai aapka shareer bhi vish jhelne ki stithi me aa gaya ho... Isliye samanya vyaktiyo ko to apni raksha kar lene dewen prabhuvar....
Aapka shareer vish rodhi issay yah kabhi nahi ho sakta k dharti k sabhi manushyo ka shareer vish rodhi ho Jaye ... Jai Chakradhari.