Sagar bhai main aapki video proper daily dekhta hun aapse kahin jyada knowledge Mili hai Pulsar ki oil pump ke upar Jo rubber lagi hoti hai usko uska kam kya spring ke sath
Exhaust valve ki jyada loose rakha jata hai kyun ki usme se hot gases nikalte Hain sir jyada expansion hota hai . Inlet valve mein fresh charge hote Hain aur kam expansion hota hai.
@@ARVBrothers bhai mere pass 220f hai 2018 ka model hai jab gadi 12 se 15 kilometer chalta hai phir gadi jhatke leti hai maine coilplate bhi dalwa diya fir bhi gadi waise hi hai kya karu
Bol fuel ka supply km kiya hua h ya to float pin change krwa lo ya pura carborator uske baad v thik nhi hua to cdi me problem hoga plz aap bataye kya problem ho sakta h plz
Sar meri 160 Apache bahut missing karti hai kabhi sahi bhag ne lagti hai aur kabhi to 40 se upar nahi jati hai aur 2 log bahte to dam todti hai sar please halep
Sir meri yamaha fz same carburetor he sir carburetor me patake de rahi he starting bhi let ho rahi he sir kya problem ho sakti he please sir fast reply 🙏
bhai, meri bike ug5 hai.. 1400 km chal chuki hai, missing karti hai... morning mai 3 ya 4 km chalne par missing thik ho jati hai..... kya problem ho skti hai....?
Please help me bye My vehicle is pulsar 180 It starts without throttle If I accelerate and press self it dosent starts If choke is pulled out it dosent starts Milage kam hey 30 deyteyhey Air fuel screw kitna rakna hey and what else should be checked please let me know U are the only expert I can trust even showroom people are useless please reply to this comment bro
Sir mera carburettor ki slide kati hui thi toh new carburettor lia pr lgane ke baad se starting problem de rahi hai and fir bohot mushkil pe start hone ke baad chalti h pr chalne me jhatke lagte jaese ki pickup chor rhi hai . Kya aap bta sakte hai ki carburettor ko set hone me time lagega isliye dikkt ho rahi hai ya koi orr issue hai ?
Honda hornet 160 me missing problem aa rahi he, recent monsoon se ye problem aa rahi he, baris hoti he tab bike jyada missing krti he or start hone bhi problem aati he, company me dikhaya to bhi problem solv nahi huyi, abhi winter chal raha heto missing kam hoti he lekin final koi solution nahi mil raha
Anyone can help me plz reply .. bro meera bikee ka accelerator tight hai aur abhi gadi chalu nahhi hore hai.. toh cabel change karne se chalu ho jayege??
Bhai meri bike splendor+ & bike 50 speed pr smooth chalti hai & 60 par bhagane ki koshish krta hu to missing krti hai.. bhur bhur aavaj aati hai.. mai pareshan ho chuka hu .. is missing ki pareshani ki video banao jaldi.
bhai service karaane se pahele koi missing problem nahi thi service center mai carburettor khol ke koi part badla pahele low speed mai missing maar rahi thi abb missing kar tej speed mai bhi missing kar rahi hai . kya kare abb
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Thnx u soo much bro meri pulser 150 bike m asi problm aa rhi hai m apki video k sth khud dkh reha hou 👍
Bhai mere pas Avenger 150street hai same yhi problem hai
Problem solve hua kya?
very well explained, thank you.
Mere liye aapki video aapka bolna bahut acha lagta h
Super Sir video bhaut achha
Sir hamko bohot acche se samaj me aya
video aachha laga bhaiya ji
Very nice information bhai jaan
Meri bhi band hoti thiii ab thikk hai bro
Achchi video hai bro
Sagar bhai main aapki video proper daily dekhta hun aapse kahin jyada knowledge Mili hai
Pulsar ki oil pump ke upar Jo rubber lagi hoti hai usko uska kam kya spring ke sath
apse hi hum log kuch seekh patey hai bhai.. good work bro❤️
Bahut hi acha video
Very very very nice video sar i love you sar
Slide agar kharab hai to kya kya problem aata hai bro pulsar me Honda shine me Plz Ripley 🙏 very nice video bhai
Sir mai carburetor valbe pluck bottle coil badalva chuka hu phir bhi missing kar rahi hai kya karu
Bahut knowledge hai aapko bhai god bless you 🙏
gr8
Bahut khoob bhai love you
Bhai vedio acci lagi bhai Meri gaadi ki silo nahi rukrhi diskavr 125cc
Very nice brother
9334928019 Bhai please call me
Nice vidio sar
Ty guru ji
Super nice video bhai
Love you bhai
Super hero
Nice video big brother
Vry NYC video bhai
Bhai maine aapko subscribe kar Diya ❤️😁
Good job
Very nice
Nice vedio br
Nice video
Naic video
Super bro
Exhaust valve ki jyada loose rakha jata hai kyun ki usme se hot gases nikalte Hain sir jyada expansion hota hai . Inlet valve mein fresh charge hote Hain aur kam expansion hota hai.
Mere pyaare bhai ye to ho gai tmhaari baate but inlet m excoust se jyada looss rkhta hu aur kreeb 8 saal se aise he krta aa raha hu mast chlti h bike
Sabse Accha hai ki user manual ke hisab se valve clearance set Karna kyun ki splendor ki user manual mein dono hi valve ki clearance same di hui hai.
@@ARVBrothers bhai mere pass 220f hai 2018 ka model hai jab gadi 12 se 15 kilometer chalta hai phir gadi jhatke leti hai maine coilplate bhi dalwa diya fir bhi gadi waise hi hai kya karu
Jordar
Excellent
Bol fuel ka supply km kiya hua h ya to float pin change krwa lo ya pura carborator uske baad v thik nhi hua to cdi me problem hoga plz aap bataye kya problem ho sakta h plz
All right .
Supar
Avengers 150 cc missing problem macnik bol raha hai ki Carborator replace karna hoga m frm mumbai
Problem solve hua
@@amitkrupal1234 yes sir hogaya and tnx for valuable reply 🙏🤗
Thanks sar nice video
Bhut acha bro bai ji ap splender ya pulsur ki wiring pr video bnao pls
Right video ustad g🤟🌹🫡
Thanks bro
Nice brother
bahut sahi bro
Sar meri 160 Apache bahut missing karti hai kabhi sahi bhag ne lagti hai aur kabhi to 40 se upar nahi jati hai aur 2 log bahte to dam todti hai sar please halep
Nice
Good sir ji
You need extra clearance on exhaust valve just because it heats more than inlet valve and as obvious; metal expands when it heated...!
Nice video sir
Mast
Sir meri yamaha fz same carburetor he sir carburetor me patake de rahi he starting bhi let ho rahi he sir kya problem ho sakti he please sir fast reply 🙏
Very nice super
good sir
sir all problems same to my bike vikrant 150 sir machanic bol raha hai carburettor new dalna hoga
Nice bro
Thanqu sir
Sari missing kewal corburetar se hoti hai kya
Good👍
Sir ap Suzuki gixxer sf ka b kam krte ho?
Thankyu sr g
Sabse Accha hai ki user manual ke hisab se valve clearance set Karna kyun ki splendor mein dono valve ki clearance same di hui hai.
Nice .bai tappet Ki adjustment bi bnadetay .bai video lamba ho Jaye ga koi problem nhe
.par hamko detail mey sikney KO milega bai.thanks bai
bhai, meri bike ug5 hai.. 1400 km chal chuki hai, missing karti hai... morning mai 3 ya 4 km chalne par missing thik ho jati hai..... kya problem ho skti hai....?
Same meri v
Bhai air filter chek karo
Mera bhi same bhai aysa q hota
Good video bhai aap brek dono ak sath lgane pe i meen dono brek ak pendl pe krne ki Jankari do bhai
Bhai palsar 220 ke corveter se petrol. Ud jata hai. Rakhe rakhe
Na chalane par bhi
Please bhai reply
Bhai apache 160cc ki head light baittri se res per kese hogi hogi bhi ya nhi
Pahle mere tank me pani chla gya tha
Tank cleaning karwya phir sahi ho gya
Bhai jaan discover bike ka video banao na jisme carent nhi aata ho usko kaise laye aur rpm nhi le to kaise kare 🙏
Bhai mere msg ka reply nhi krte ho aap ..
Bhai Bahut bade fan h apke
Bhai rtr 200 4v gadi ki carburetor daiflam problem kaise fixed kare yiske bareme chhota xa video banao bahi
Sir mere paas Bajaj 220 palsar B6 modal 2020 chlte chlte band ho jati hai ??????
Hai 👌 ok
Bhai plz plz Yamaha szrr Ka head block piston Ka video banana jaldi
Sar Jupiter ki missing problem ke bare mein video bataiye
bhai new carborator ki bhi tunning karneki jarurat hoti hai kya
Rajveer Bhai H.H.ki bike k Carburator ka full Video dikhaiye Kya nai Slide & others part change kar sakte Hain.Pls.tell us.
Honda shine ka video bnavi sir
Please help me bye
My vehicle is pulsar 180
It starts without throttle
If I accelerate and press self it dosent starts
If choke is pulled out it dosent starts
Milage kam hey 30 deyteyhey
Air fuel screw kitna rakna hey and what else should be checked please let me know
U are the only expert I can trust even showroom people are useless please reply to this comment bro
Pulsar 180 ke head uopar video bano bhai
Hello bhai saheb 150palshar ? Me niw Corvetor dala hu new hos paip bhi hai fir bhi misig kar rhi hai sir kiya broblam hai
Honda unicorn bs4 150 me missing video banao
Mei nadeem makanik hou mei apka fan hou
Sir mera carburettor ki slide kati hui thi toh new carburettor lia pr lgane ke baad se starting problem de rahi hai and fir bohot mushkil pe start hone ke baad chalti h pr chalne me jhatke lagte jaese ki pickup chor rhi hai .
Kya aap bta sakte hai ki carburettor ko set hone me time lagega isliye dikkt ho rahi hai ya koi orr issue hai ?
Ok g
👌👌
Spark plug bhi Naya h
Honda hornet 160 me missing problem aa rahi he, recent monsoon se ye problem aa rahi he, baris hoti he tab bike jyada missing krti he or start hone bhi problem aati he, company me dikhaya to bhi problem solv nahi huyi, abhi winter chal raha heto missing kam hoti he lekin final koi solution nahi mil raha
Bhai Pulsar 150 carburettor set discover 135 hotay kay
Anyone can help me plz reply .. bro meera bikee ka accelerator tight hai aur abhi gadi chalu nahhi hore hai.. toh cabel change karne se chalu ho jayege??
Bhai meri bike splendor+ & bike 50 speed pr smooth chalti hai & 60 par bhagane ki koshish krta hu to missing krti hai.. bhur bhur aavaj aati hai.. mai pareshan ho chuka hu .. is missing ki pareshani ki video banao jaldi.
Thank you sir
Pulsar 150 twun disc है जिसमे सेफ कोई समय काम नहीं करता है और गाड़ी चलते चलते झटका लेती है क्या है इसका उपया भईया
bhai service karaane se pahele koi missing problem nahi thi service center mai carburettor khol ke koi part badla pahele low speed mai missing maar rahi thi abb missing kar tej speed mai bhi missing kar rahi hai . kya kare abb
Problem solve hua kya
Nic