Ahmad Faraz Urdu Shayari | Ab Ke Tajdeed e Wafa Ka Nahi Imkaan Janaan | Ahmad Faraz Poetry

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • Welcome to our RUclips channel dedicated to the enchanting world of Urdu Poetry and Shayari! Dive into the depths of sad love poetry and explore the richness of the best Urdu poetry. Our channel offers a variety of Urdu poetry status, romantic poetry, and the best Urdu poetry collection. Find solace in sad ghazal, sad poetry in Urdu, and sad Hindi poetry. We bring you timeless words from legendary poets like Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz, Mirza Ghalib, Jaun Elia, and John Elia. Enjoy deep lines and quotes about life in Urdu that touch the heart.
    Discover our golden words, Islamic golden words, and powerful quotes. Our poetry channel features mushaira, open mic sessions, and the latest viral Urdu poetry. Stay tuned for poetry shorts, shorts, and much more to quench your literary thirst. Experience the charm of deep poetry, attitude poetry, and heart touching poetry. Our channel also features broken heart Urdu shayari, Urdu shayari WhatsApp status, and 2 lines shayeri.
    Don't miss out on classic old poetry, old mushaira, and very sad poetry status. We showcase Urdu ghazal, urdu gazal, and poetry status that resonate with your emotions. Our collection includes Urdu heart touching poetry, 2 line sad Urdu poetry, and sad status poetry. Enjoy the best of Rahat Indori best shayari, Ahmad Faraz mushaira, and Imran Ashraf poetry. Celebrate with us at Jashn e Rekhta and enjoy our Urdu poetry videos that go viral.
    Subscribe now to immerse yourself in the world of love shayari, deep shayari, and shero shayari. Join our community of poetry lovers and stay updated with the best Urdu poetry collections! Explore the beauty of Hindi poetry, new shayari, and new poetry. Stay connected with our new WhatsApp status updates and enjoy viral poetry and TikTok shayari. Don't forget to check out our collection of deep quotes and deep quotes about life. Enjoy the finest works of Tahzeeb Hafi shayeri, Ali Zaryoun shayeri, and many more.
    Ahmad Faraz narrating his beautiful ghazal " Ab Ke Tajdeed e Wafa Ka Nahi Imkaan Janaan! Yaad Kya Tujh Ko Dilaane Tera Pemaan Janaan! " in an old mushaira. Ahmad Faraz Urdu Heart Touching Shayari Urdu Poetry video.
    Poet: Ahmad Faraz احمد فراز अहमद फ़राज़
    -
    Ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaanan
    Yaad kya tujh ko dilaen tera paiman jaanan
    Yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai
    Kis qadar jald badal jate hain insan jaanan
    Zindagi teri ata thi so tere nam ki hai
    Hum ne jaise bhi basar ki tera ehsan jaanan
    Dil ye kahta hai ki shayad hai fasurda tu bhi
    Dil ki kya baat karen dil to hai nadan jaanan
    Awwal awwal ki mohabbat ke nashe yaad to kar
    Be-piye bhi tera chehra tha gulistan jaanan
    AaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahin
    Rag-e-mina sulag uTThi ki rag-e-jaan jaanan
    Muddaton se yahi aalam na tawaqqo na umid
    Dil pukare hi chala jata hai jaanan jaanan
    Hum bhi kya sada the hum ne bhi samajh rakkha tha
    Gham-e-dauran se juda hai gham-e-jaanan jaanan
    Ab ke kuchh aisi saji mahfil-e-yaran jaanan
    Sar-ba-zanu hai koi sar-ba-gareban jaanan
    Jis ko dekho wahi zanjir-ba-pa lagta hai
    Shahr ka shahr hua daKHil-e-zindan jaanan
    Ab tera zikr bhi shayad hi ghazal mein aae
    Aur se aur hue dard ke unwan jaanan
    Hum ki ruThi hui rut ko bhi mana lete the
    Hum ne dekha hi na tha mausam-e-hijran jaanan
    Hosh aaya to sabhi KHwab the reza reza
    Jaise uDte hue auraq-e-pareshan jaanan
    -
    اب کے تجدید وفا کا نہیں امکاں جاناں
    یاد کیا تجھ کو دلائیں ترا پیماں جاناں
    یوں ہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیا ہے
    کس قدر جلد بدل جاتے ہیں انساں جاناں
    زندگی تیری عطا تھی سو ترے نام کی ہے
    ہم نے جیسے بھی بسر کی ترا احساں جاناں
    دل یہ کہتا ہے کہ شاید ہے فسردہ تو بھی
    دل کی کیا بات کریں دل تو ہے ناداں جاناں
    اول اول کی محبت کے نشے یاد تو کر
    بے پیے بھی ترا چہرہ تھا گلستاں جاناں
    آخر آخر تو یہ عالم ہے کہ اب ہوش نہیں
    رگ مینا سلگ اٹھی کہ رگ جاں جاناں
    مدتوں سے یہی عالم نہ توقع نہ امید
    دل پکارے ہی چلا جاتا ہے جاناں جاناں
    ہم بھی کیا سادہ تھے ہم نے بھی سمجھ رکھا تھا
    غم دوراں سے جدا ہے غم جاناں جاناں
    اب کے کچھ ایسی سجی محفل یاراں جاناں
    سر بہ زانو ہے کوئی سر بہ گریباں جاناں
    جس کو دیکھو وہی زنجیر بہ پا لگتا ہے
    شہر کا شہر ہوا داخل زنداں جاناں
    اب ترا ذکر بھی شاید ہی غزل میں آئے
    اور سے اور ہوئے درد کے عنواں جاناں
    ہم کہ روٹھی ہوئی رت کو بھی منا لیتے تھے
    ہم نے دیکھا ہی نہ تھا موسم ہجراں جاناں
    ہوش آیا تو سبھی خواب تھے ریزہ ریزہ
    جیسے اڑتے ہوئے اوراق پریشاں جاناں
    -
    Keywords:
    ahmad faraz poetry,
    ahmad faraz shayari,
    urdu poetry,
    urdu shayari,
    ahmed faraz poetry,
    ahmad faraz,
    ahmad faraz best poetry,
    ahmad faraz mushaira,
    sad urdu poetry,
    best urdu poetry,
    ahmed faraz,
    ahmad faraz ghazal,
    ahmad faraz urdu poetry,
    heart touching shayari,
    ahmad faraz best shayari,
    ahmad faraz sad poetry,
    ahmed faraz poetry status,
    poetry,
    ahmad faraz poetry in hindi,
    ahmad faraz poetry in urdu,
    ahmed faraz shayari,
    faraz ahmed faraz urdu poetry,
    ahmad faraz last ghazal,
    ahmad faraz shayari status,
    ahmad faraz poetry whatsapp status,
    ahmad faraz ki shayari,
    ahmad faraz poetry status,
    ahmad faraz interview,

Комментарии • 37