Agar bachi ka khata 9 sal ki umar me khola he to.... Account 21 sal chalega ??? Given jental answer Aur 18 sal / 21 Sal kahte ka ya child ka ye clear samjay ye....
सर नमस्ते मैं आपका सभी vedio देखता हूं मुझे एक आपसे question है कि birthday certificate जो ssy में account खुलवाते समय दिया गया है और बाद में birthday certificate में सुधार कराया गया तो फिर क्या होगा?please reply
Sir ap bol rhe Beti ke 18 sal ke bad yadi shadi krte hai to pura pesa nikl skte lekin Post office vale bol rhe 50%hi Nikal sakte Baki account kholne ke 21 sal bad mature hone pr milega
Sar mere bachi 15 barchh ki hogi uske bad bhi m kist jama kra raha hun uska muje koi bani fit milega Yan nhi is ka jarur batao apki bdi meharbani hobegi dhanbad ji
Bhai Sahab .... Bachchi ke umar se nahi ... Khata khulne ki date se 14 saal paise jama kerbe honge , aur 7 saal ka agyatwas .....😂😂 Fir beti ki shadi tk paisa accha mil jayega
Khata khulne k 14 sal tak jana krna fir 7 sal chodna h uske bad Paisa milega matlab 21 sal bad bhut lamba time lagega agar kisi ne 9 sal ki beti k liye paisa rakha h to unki beti ki umar 30sal ho jayegi tab Paisa milega kese kam ayega ye Paisa
sir mere beti 2 sal ki hai main 2 sal se paise jama krwa rhi hu mere husband ki death ho gayi hai mere sirf 1 beti h Kal din mujhe kuch hota hai agar Baad m koi jama nhi karwaya phir Uss case main kya hoga or Beti ko kb milyge Wo or kaise milyge???
Sar hamare pass bhi do betiyan hai lekin sar hamari chhoti beti ka form Sukanya samriddhi ham bharna chahte lekin nahin bhar rahe beti ki age kya honi chahie hamari dusri Beti hai Lekin char bacche Hain do ladke Hain do ladki hai ladki ka nahin bhare chhoti ladki ka Anganwadi wali Madam aur Kendra Wale bhi nahin bhar rahe
Sir Mane khata khulaya tha to en logo n passbook nhi di thi jab bhi dakghar jao to Bo log tal date h apse venti h ki passbook kase melagi yhe bta do please
Sir meri bhatiji ka SSY account open hai bitiya or uske papa ki sadak accident me dono ki death ho gyi hai . Death ke 2 sal bad bhi bitiya ki mother ko apna khud ka SSY me jama rashi sabhi documents jisme affidavit death certificate adhar card jama hone ke bad bhi wapas nhi kar rahe hai wo pariwar ya other member ki 2 logo ki pay slip ya revenue certificate mang rahe hamare pass ek pay slip ki vyavshtha thi jo jama kar diya fir bhi case wapas ye document pure nhi hai bolkar wapas kar diya gya hai advise kare pls
Namaskar sir, apka sampurna maths se hmko bahut laabh hua hai, aaj hm apka maths ka pura syllabus pura kar lenge
sir maine meri bachi ke ssy khate mein kai salon se paisa jama nahin kiya hai to kaise karna hoga
Agar bachi ka khata 9 sal ki umar me khola he to....
Account 21 sal chalega ???
Given jental answer
Aur 18 sal / 21 Sal kahte ka ya child ka ye clear samjay ye....
सर खाता खोलने के बाद जन्म तिथि बदलवा सकते है यदि जन्म तिथि डाक घर में नही बदलती है तो भुगतान कैसे मिलेगा बताने की कृपा करे
सर नमस्ते मैं आपका सभी vedio देखता हूं
मुझे एक आपसे question है कि birthday certificate जो ssy में account खुलवाते समय दिया गया है और बाद में birthday certificate में सुधार कराया गया तो फिर क्या होगा?please reply
Good Morning Sir
Sirf adhar card se खाता khul jayega
बच्ची का बर्थ सर्टिफिकेट नही बना है
Lic me करवानी है reply करें
Sir mera beti ko 19 yrs ho giya hai kya karu
Agar Khata Khula ho aur na Jama Kar Paye ho to uska Niyam kya hai ekattha Jama kar sakte hain
Mujhe bhi meri beti ka account khulvana Sukanya
❤❤❤ Good morning sir
Sir meri beti ki aayu 16 yers ho gaya hai koi labh milega kya
Purushottam thakur 🎉
मुझे मेरी बेटी के शादी के लिए चाहीय प्लीज दो ना मे हॉस्पीटल मे काम करती हु साफ सफाई का पर मे आपका पैसा लोन ईमनदारिसे चुकाऊगी शप्त प्लीज
Ye apke sahar ke post office me open hota hai wahan jakar khulwa sakte h
Lic में खुलवा सकते है
आपको इनवेस्ट करना चाहिए 5साल के लिए sbi में
Good 👍
very Good
Deepak Sir SSY me home distt k alawa other Distt me account open karwa sakte hain? And by branch k alawa online se investment kar sakte hain kya?
क्या सुकन्या में जन्म तिथि change की जा सकती है अगर हाँ तो कैसे
Same question please make a video on this topic
Sir ap bol rhe Beti ke 18 sal ke bad yadi shadi krte hai to pura pesa nikl skte lekin Post office vale bol rhe 50%hi Nikal sakte Baki account kholne ke 21 sal bad mature hone pr milega
Kya is yojna me 17 16 sal ki umar ki larki ko nahi kar sakte
सर मेरी सिस्टर है जिसका जन्म 2011 में हुआ है तो अब उनका खाता खुलवा सकते है क्या सर
No
Kya sar Jan Seva Kendra mein jo sukanya samriddhi ka khata khul sakta
Ji nhi post office me khulega
Sir beti DOB se 14 year Tak Paisa jama karna hai
Sar mere bachi 15 barchh ki hogi uske bad bhi m kist jama kra raha hun uska muje koi bani fit milega Yan nhi is ka jarur batao apki bdi meharbani hobegi dhanbad ji
Ho jayega open
Bhai Sahab .... Bachchi ke umar se nahi ... Khata khulne ki date se 14 saal paise jama kerbe honge , aur 7 saal ka agyatwas .....😂😂 Fir beti ki shadi tk paisa accha mil jayega
Khata khulne k 14 sal tak jana krna fir 7 sal chodna h uske bad Paisa milega matlab 21 sal bad bhut lamba time lagega agar kisi ne 9 sal ki beti k liye paisa rakha h to unki beti ki umar 30sal ho jayegi tab Paisa milega kese kam ayega ye Paisa
Is Yojana Mein Salon ki hisab Kaise hoti hai April 2 March ya FIR Jis manth Se Khata khulvayen Ho Usi hisab se
Sir kabhi pok par video banaye,,,,,,,,
Sir 14 sal tak ya 15 sal jama karna hai?
Good afternoon sir Meri two daughters h to mai dono ka Sukanya samriddhi yojana kara sakte h sir
Ha dono ka account khulwa skte hai, koi dikkat ni hai
sir mere beti 2 sal ki hai main 2 sal se paise jama krwa rhi hu
mere husband ki death ho gayi hai
mere sirf 1 beti h
Kal din mujhe kuch hota hai agar Baad m koi jama nhi karwaya phir Uss case main kya hoga
or Beti ko kb milyge Wo or kaise milyge???
Lic में लिया होता तो पिता जी की स्वर्ग वास बाद पैसा 10 लाख रुपये मिलता पढाई के हर साल मिलता शादी के लिए मिलता
👍🏻
सर माझी नात 27 मार्च 2023 चे 23 चे जन्म आहे तिला लेक लाडकी योजनेचा लाभ मिळवता येईल का
8.2% interest is not so good. FD interest is also almost same
Ismey compounding interest milta hai
Compounding interest vo kya hota h@@Balisterkuswaha
Sar ji mere pass teen betiyan hai kya Karen chhoti aurat khata khula sakte hain ki nahin Sukanya mein
Sar hamare pass bhi do betiyan hai lekin sar hamari chhoti beti ka form Sukanya samriddhi ham bharna chahte lekin nahin bhar rahe beti ki age kya honi chahie hamari dusri Beti hai Lekin char bacche Hain do ladke Hain do ladki hai ladki ka nahin bhare chhoti ladki ka Anganwadi wali Madam aur Kendra Wale bhi nahin bhar rahe
Sar Bina bacchi ke Marji se Guardian uska Paisa nikal sakte hain Ki Nahin
Sukanya samriddhi Yojana account kuchh din ke liye block ho jaaye ek ya do sal ke liye to vah 14 sal mein account hoga
सर जी हमारी बच्ची 13 मंथ कि हो गए है हमारे पास उसका बर्थ सर्टिफिकेट है तो हम उसका खाता कहा खुलवा सकते है
Bank. Post office. Jo marji
70 crore miltaa haa
Nice
अगर किसी के दो लड़की एक लड़का है to kya iss yojana ka labh vah person utha sakta h
Han
Lic me लड़के को सुकन्या खाता खोलने सुविधा है
Sar Ji hamare pass teen betiyan Ho gai hai to kya unka Sukanya ka chhutti wala ka kara sakte hain ki nahin
Lic me खुलवा सकते है अधिक जानकारी के लिए सम्पर्क कर सकते
Sir keya NRI v khata khol skta h
Kitna years ka hogi tb start krbaye abhi ek years huaa h beti ka please Ripley me
Zab bhi aap Kara lijiye 10 yera se pahle tak
Koi sawal puchna hai Sukanya ke bare mein
Miss information,,
Khatha. Nahi. Haq. 10year. Ki. Kare
Bhai ki beti go maine dattak Lita hai to kaise kare
Sr kanuni abhibavak kon hota h
Ladki ka pitaji hoon sir
Kiya mujhe bhi lagega🎉
No
Sir mere beti 13 sal k h koi scheme btao bhai
😢
Meri ek ladki h mujhe bhi
Name ke sath jaisa ki kumar chhor kar up name agar passbook me bhar kar diya gya hai to nikalte samay koi samsya aa bhi sakta hai
Teen muli astil tr ya youjnech labh bhetu shakel ka
Sir adarcarbnahho
Mano
Meri bachchi ke khata me Garberi ho gayi hai. Kripiya samadhan batayen.
Sir boy ke ley koi offer hai ke nahi
Ppf account hai lekin minimum age 18 year cahiye
Sir Mane khata khulaya tha to en logo n passbook nhi di thi jab bhi dakghar jao to Bo log tal date h apse venti h ki passbook kase melagi yhe bta do please
Passbook to hathohath milti hai bank me 500rs dalte hi
मेरी बेटी अभी 10 साल कि हुई है उस के लिये क्या खोजना है बताओ
Lic me better plan सुकन्या वाला
You are giving wrong information in this video, you don't know that 50% can be withdrawn during Yojana marriage with Aparna
Sar ji bhej to rahe hain aap koi comment karke bataiye
Sir meri bhatiji ka SSY account open hai bitiya or uske papa ki sadak accident me dono ki death ho gyi hai . Death ke 2 sal bad bhi bitiya ki mother ko apna khud ka SSY me jama rashi sabhi documents jisme affidavit death certificate adhar card jama hone ke bad bhi wapas nhi kar rahe hai wo pariwar ya other member ki 2 logo ki pay slip ya revenue certificate mang rahe hamare pass ek pay slip ki vyavshtha thi jo jama kar diya fir bhi case wapas ye document pure nhi hai bolkar wapas kar diya gya hai advise kare pls
लोगों की यह सब जानकारी नहीं दी जाती है पहले।
बस बेवकूफ बना कर पैसे डलवाया जाता है।😢