नवरात्र के 9 दिनों में दूर रहें इन सभी कार्यों से, पूजा व्रत का पूरा फल चाहते हैं तो। Varjit Karya

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 ноя 2024

Комментарии • 226

  • @nehaji8853
    @nehaji8853 2 года назад +1

    Thanks aunty ji . Hume apni bahut si galti PTA Chali ...apke video dekhne se...

  • @gyanwativerma3238
    @gyanwativerma3238 2 года назад +1

    Didi saadar charan sparsh 👣👣🙏🙏🙏❤️ bahut achchhi tarah se samjhaaya 🙏🙏 dhanyawad

  • @sonalnagpal3164
    @sonalnagpal3164 2 года назад +1

    सादर प्रणाम मां जी।❤️🙏✍️🇮🇳🕉️🏡 आपकी हर बात बहुत ध्यान से सुनती हूं। बहुत बहुत धन्यवाद।

  • @pravinkshirsagar2387
    @pravinkshirsagar2387 2 года назад +1

    🙏😊🌹🌹🌟Maa mene taambe ka hi kalash rakha he .aur jawo nahi lagaaya par ghar me bahut hi prrasanna vaatavaran bana hua he🌟.

  • @nidhirai9419
    @nidhirai9419 2 года назад +7

    Pranam 🙏.mata ji aapne mere har question ka answer de diya 🙏 thank you so much 🙏🙏🙏

  • @navneetkumar-un4bn
    @navneetkumar-un4bn 2 года назад +8

    माता जी आपके चरणों में बारम्बार प्रणाम॥

  • @ruchimishra4725
    @ruchimishra4725 2 года назад

    Bahut hi Sundar Jankari di hai mam bahut hi Sundar dhanyvad

  • @akhilchauhan4990
    @akhilchauhan4990 2 года назад +3

    Aapke Charanon Mein barnbar Pranam Hai Guru Mata margdarshan karne ke liye dhanyvad Shukriya

  • @suryakantasikhwal8606
    @suryakantasikhwal8606 2 года назад +1

    जय माता दी 🌹🌹🙏🙏राधे राधे दीदी

  • @luckyg3957
    @luckyg3957 2 года назад +1

    Aapki family kitni lucky hai ki aap jaisey person is with them...in ypur next video show around your house aap jis garden mei video banati hai...aap ka courtyard which is v big.....cities mei itney badey n open houses nahi hotey hai...

  • @dhangurunanak930
    @dhangurunanak930 2 года назад +3

    HELLO SISTER,, आप ने बहुत ही सुन्दर तरह से समझाया,,इस जानकारी के लिए आभार,,,,🙏🙏🙏🙏🙏🙂🙂🙂🙂🙂🙂

    • @Ch_kitchen_recipe
      @Ch_kitchen_recipe 2 года назад

      Aunty hamara Jo nahin nikala 4 char din ho gaya kya karun

  • @Kgf67678
    @Kgf67678 2 года назад +1

    Bahut Achi jankarj Di hai didi jai Mata ki jai guruvar ki

  • @ashagautam942
    @ashagautam942 2 года назад +1

    Bahut achchi jankari bataye ho mam bahut achcha laga jai mata rani ki🙏🙏

  • @9262chiku_ki_duniya
    @9262chiku_ki_duniya Месяц назад +1

    Dashra me sindur kyu nahi lagana chahiye please bataiye

  • @saugaat3239
    @saugaat3239 2 года назад +1

    जय माता दी♥️🙏सुंदर दी ♥️👍

  • @renurani1990
    @renurani1990 2 года назад +1

    Mata Rani aapke Charanon mein बार-बार Pranam

  • @baleshwarsingh5411
    @baleshwarsingh5411 2 года назад +1

    Aapke video me pakchiyon ki bhut sundar awaaj aa rhi h

  • @ranuvaghiya8585
    @ranuvaghiya8585 2 года назад

    Good job
    Nice
    True information

  • @PoojaSharma-vb7sb
    @PoojaSharma-vb7sb 2 года назад +3

    Mata ji aap ko pranam 🙏 jayshree Krishna 🙏🙏🙏

  • @pradeepshukla9311
    @pradeepshukla9311 Месяц назад

    Aapko itni jankari kaha se milti h aap bahut achi jankari gharelu sab deti h thank u meri sasuma ye sab nahi batati puchne per bi balki tava pe Paratha bankr khaleti h meri as nand. Kya yeh sahi h kahti h kadhayi nahi chadta bt tava pe sab banate h

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  Месяц назад

      navratri me kdhai cdha skte hai

  • @pravinkshirsagar2387
    @pravinkshirsagar2387 2 года назад +1

    🙏😊🌟Maa aapko 🌹🌹🌹🌹🌹
    aur 🚩🔱Maataraani🚩🔱 ke sabhi bhakttajano ko Chaitrranavrratri ki khushiyabhari Shubhkamanaaye.🌟

  • @RajshreeKiRasoi
    @RajshreeKiRasoi 2 года назад +1

    धन्यवाद सखी 🙏🙏

  • @pravinkshirsagar2387
    @pravinkshirsagar2387 2 года назад

    😊🙏Maa is saal bahut gadbad hui par maa ka kalash sthapit kiya he,kam bhi mil gaya muzhe maa dono time maa ki aarti karta hu.puja karti hu.

  • @naturalbeauty2086
    @naturalbeauty2086 2 года назад +2

    Dhanyabad mata ji 🙏

  • @umaumaranisrivastava1425
    @umaumaranisrivastava1425 2 года назад

    bahut badhiya samjha hai aapane bhabhi ji

  • @ReenaRasoi
    @ReenaRasoi 2 года назад

    Very beautiful video upload dear friend interesting video thanks for sharing good evening dear friend

  • @PinkSiblings0031
    @PinkSiblings0031 2 года назад +1

    Jai Mata di Aunty ji 🙏🙏

  • @paramjitwadhwa9329
    @paramjitwadhwa9329 2 года назад

    Radhe radhe

  • @pravinkshirsagar2387
    @pravinkshirsagar2387 2 года назад +2

    🙏😊🔱🚩Jai 🦁maata di.🚩🔱🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🍎🍇🍉🍊🥭🍈🍒🍓🍏🥥🍍

  • @EmergencyDrofficial
    @EmergencyDrofficial 2 года назад +1

    Pranam mataji

  • @riahirlekar8690
    @riahirlekar8690 2 года назад

    Pranaam Aunty Ji

  • @ushanapit9791
    @ushanapit9791 2 года назад +1

    नमस्कार आंटी जी, आंटी जी कृपया आप गणगौर तीज की पूजा विधि, व्रत विधि और कथा भी जरूर बताए।

  • @sonikanaujiya3498
    @sonikanaujiya3498 2 года назад

    Aunty ji Pranam
    Is baar Kanya pujan aur hawan kab karna hai bataiye. Aur jo utarti chadti vrat wale akhiri vrat kab karenge ye bhi bataiye.

  • @meenamishra2365
    @meenamishra2365 2 года назад +1

    मैडम जी बगैर हवन करें भी क्या सिद्ध कुंजिका स्त्रोत पढ़ सकते हैं बताने की कृपा करें 🙏

  • @KumariAmrita-s1d
    @KumariAmrita-s1d 2 месяца назад

    Jay mataji

  • @khushbooshukla1761
    @khushbooshukla1761 2 года назад +2

    Pranam guruji maa

  • @KomalKumari-ku1ep
    @KomalKumari-ku1ep 2 года назад +1

    Thankyu mata ji

  • @kabitaupadhyaya4399
    @kabitaupadhyaya4399 2 года назад +2

    Jai mata di

  • @Shab-129
    @Shab-129 Месяц назад

    Maa Durga ji ka vart kis din rakha jata hai please reply kare

  • @sushilagupta731
    @sushilagupta731 2 года назад

    Paranam didi 1day m kalash rakkhi or jyoti or javara nahi lagayi kyu ki mujhe ujjain jana tha iss liye m jyoti or javara nahi kuy ki khndit ho jayga aap ka huva bataya sare niyam karti hu pls koi galti hui ho to marg darshan kijiye 4th day hum log sabhi log aagy h or puja niyam se kar rahi hu

  • @adarshsharma59
    @adarshsharma59 2 года назад +2

    Jai mata di 🙏

  • @sunitasonurai2493
    @sunitasonurai2493 Год назад

    Pranam aunty ji 🙏 hmlog navratri ke pahle din kalash asthapna hone se pahle sabun sampu laga lete h to kya ye galat h plzz bataiye

  • @manjupandey265
    @manjupandey265 2 года назад

    Nice Information

  • @namratavishwakarma3798
    @namratavishwakarma3798 2 года назад +2

    *जय माता दी 🌹🪴✨*

  • @roshan_gupta-
    @roshan_gupta- 2 года назад

    Mataji main jawo lagai par jameen nahi kaya karro please bataaya

  • @arunatripathi7977
    @arunatripathi7977 2 года назад +1

    Pranam aunty ji 🙏
    Safar k dauran vrat ka din pade to kya karna chahiye

  • @PoojaSharma-wn2fd
    @PoojaSharma-wn2fd 2 года назад +1

    Delivery ke Baad Aya h period confirm nhi h kB tak chalega period

  • @smishra5616
    @smishra5616 2 года назад +1

    Jai Mata Ki

  • @PoojaSharma-wn2fd
    @PoojaSharma-wn2fd 2 года назад +1

    Maa ji gangor Mai period ajye to Pooja aur daan vrat kon karega bato maa ji please please please please please please please

  • @parulmishra4610
    @parulmishra4610 2 года назад +1

    Informative video mam.maine kalash rakha hai par jwar nahi lagaya.bin jawar ke kalash nahi rakh sakte

  • @renukatholiya7003
    @renukatholiya7003 2 года назад

    Aai ...mere bache ka pehla mundan hamare ghar apna koi bada nahi hai ..samjhane ke liye ..mandir mein jakar hi pandit aur nai dekhenge ..par ..mein ghar se kya lena chayiye ..khana chadwa aur kuch jaruri saman aap .agar ho sake to bata paye pls ..help kar dijeye

  • @adarshsharma59
    @adarshsharma59 2 года назад +1

    Very nice 🙏

  • @paramjitwadhwa9329
    @paramjitwadhwa9329 2 года назад

    Thankuji mam

  • @neelamdevi2000
    @neelamdevi2000 2 года назад

    Apko namskar itanabatane ke liye

  • @meenasharma4291
    @meenasharma4291 2 года назад

    Mam jo log pure vrat rakhte hain unko paran kab Krna chahiye

  • @aditi_0742
    @aditi_0742 2 года назад

    pehla or astmi ki vrat krti hu..durga saptsati ki adhyae ni padhti hu..sirf agla kavach kilak nam mala 108 32.chama prarthna padhti hu..kalash sthapna ni krti hu mgr pyaz band kr deti hu..

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap pooja me kalash jarur sthapit kare

  • @pravinkshirsagar2387
    @pravinkshirsagar2387 2 года назад +1

    😊🙏Maa me bhi kam se aakar thande paani se nahakar ke hi maa jo bhi seva karana hota he vo karta hu.

  • @AnushkaAnmol__01
    @AnushkaAnmol__01 2 года назад +1

    Jay Mata Di Maa 🙏🙏

  • @anubhavdixit6900
    @anubhavdixit6900 2 года назад +1

    Mata ji kya ghar k liye naya electronic saman le sakte hai jaise coolar vaigarh......

  • @user-m9-f1p
    @user-m9-f1p 2 года назад +2

    Navratr me kisi ki mritu ho jae to vrat karna chaiye ya nahi ...
    Jay mata di.
    Dhanywad.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад +1

      Agar abhi huaa hai to aise me aap vrat pooja naa kare

  • @prateeksingh6631
    @prateeksingh6631 2 года назад +1

    🙏🙏

  • @vindhyavasinipandey650
    @vindhyavasinipandey650 2 года назад +1

    Pranam ma

  • @shagunshagun5938
    @shagunshagun5938 2 года назад

    Namaste maa ji.
    Mujhe ek chiz puchna hai ki pichle saal (2021) chaitra navratra ki astmi ke din dupahar mein mere chacha ki bahu ka 1,1/2 saal ka ladka jo expire ho gya tha toh meri devrani kahti hai ki home astmi ke din vart khol lene chaihye or mujhe pta nhi tha kyunki vo gawn mein rehte hai aur hum sehar mein aur humne vart rakh liya ab hum kya kren pure vart rakhe ya nhi.please please batayen aur maa ji jiska ladka expire hua tha usko fir se ladka hua 20 March ko tha ab hum kya kare .please please batayen

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aise me aap astami ka vrat poojan naa kare, baaki ke din aap kar sakate hai

  • @rubyyadav9369
    @rubyyadav9369 2 года назад

    mata ji 🙏🙏.ma ,hm dipak pura din nhi jala pate lekin kalash baithate h ..kya ye sahi h ?

  • @sanjum1911
    @sanjum1911 2 года назад +1

    Guruvar

  • @mamta6402
    @mamta6402 2 года назад

    Pradam mata ji VAT savitri ki puja chot gaya tha kya fir se kar sakte h vat savitri pr ek video banaiye

    • @prabhanautiyal2100
      @prabhanautiyal2100 2 года назад

      Nahaye kaise

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      ji haa, aap kar sakate hai, aap ye video dekhe
      ruclips.net/video/w-X1aaVhASo/видео.html

  • @sweetisingh5988
    @sweetisingh5988 2 года назад

    Pranam Mata ji, mai navratri ka vart karti hu mujhe aaj 6th day sham me period aa gya h mai aage ki puja kaise karu or hawan kaise karu plez bataeye..

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад +1

      Aise me aap vrat kare par pooja 5 din baad hi kare, suddha hone ke baad aap purnima tak pooja poora kar sakati hai

    • @sweetisingh5988
      @sweetisingh5988 2 года назад

      Thank u aunty ji🙏🙏

  • @itzkritika3310
    @itzkritika3310 2 года назад

    🙏🙏🙏 mam kya aadha path subhe aur aadha sham ko kar sakte hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap jo paath suru kare use ek baar me hi poora kare

  • @chandrashekharsingh5124
    @chandrashekharsingh5124 2 года назад

    Pranam aunty g mai kalash sthapana me glti se narial rkhna bhul gyi kya kru bura lg rha h nou din ka vrat ki hu akhand jyot or jwar lagai hu plz reply de🙏🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap naariyal ko kalash par upar se rakh sakati hai

  • @purnadevi8896
    @purnadevi8896 2 года назад

    🙏🙏🙏🙏👌👌

  • @nirmalpraja1988
    @nirmalpraja1988 2 года назад +1

    Mata ji mata rani ko chak dena bolty h o kese diya jata h

  • @manishadevi3298
    @manishadevi3298 2 года назад +1

    Ham navratri uthana chahte Hain uska upay bataiye Ahmedabad khate Hain navratra kar sakte hain uska upay bataiye क्या-क्या khaenge khana aur tumhara Kya sab kha sakte hain

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap is varsh se ye vrat naa uthaaye

  • @Abhisheksingh-gn5rb
    @Abhisheksingh-gn5rb 2 года назад

    Peregeny me aayebro bana sakte hai anty ji

  • @deeparawat02
    @deeparawat02 2 года назад +1

    Vart k din Sona chahiye ya nahi?

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      ji haa, aap dopahar me thoda aaram kar sakate hai, aur raat me so bhi sakate hai

  • @harshagupta8856
    @harshagupta8856 2 года назад

    महीने के समय में पांचवे या छठवां दिन में सिंगार कर सकते हैं क्या महावर आलता लगाना नई साड़ी पहनना

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      ji haa, aap ye sab kar sakate hai

  • @susheelarani1573
    @susheelarani1573 2 года назад

    Ai.ma.ambe di

  • @radha-krishnablock3278
    @radha-krishnablock3278 2 года назад

    Didi didi daily Bhagwan ko kya Bhog lagaen

  • @sarojpandey3319
    @sarojpandey3319 2 года назад

    दीदी प्रणाम
    नवरात्रि में पुराना सूप बाहर फेंक सकते हैं यदि हाँ तो कहाँ फेकें plz reply 🙏🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      ji haa, aap use bahar kar sakate hai

  • @artisingh8950
    @artisingh8950 2 года назад

    Ma ji 3 din ho gye mere jware jo beeje the abi darshan nhi diye please bataiye Mae kya kau 🙏🙏🙏🙏 please reply 🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap din me 2 se 3 baar paani se sinche

  • @PoojaSharma-wn2fd
    @PoojaSharma-wn2fd 2 года назад

    Maa ji Mai period se ho gyi is Navratri m Pooja nhi kr payi to kanya aur chola kB chadhao aur Aisa kya Kru Navratri ka fal mujhe mile

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aise me aap ye karya Astami yaa navami ko kare

  • @neetudosanjh718
    @neetudosanjh718 2 года назад

    Good morning madam ji gar mey barkat key lai kia karey gar mey peso ki tagi barkat key barey mey batey

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap is video ke uppay ko daily routine me shamil kar le aapko faayada hoga
      ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html

  • @pariyankayadav7376
    @pariyankayadav7376 2 года назад

    ❤️❤️🙏🙏

  • @Abhisheksingh-gn5rb
    @Abhisheksingh-gn5rb 2 года назад

    Peregeny me marege day ke kek kat sakte hai anty ji

  • @sumantripathi
    @sumantripathi 2 года назад +1

    Nice

  • @pinkeysingh5708
    @pinkeysingh5708 2 года назад

    Mam maine 9din ka vart rkha hai lakin mujhe astmi ko out of station jana hai or me astmi ke din kanya kilarhi hu to paran kab krye

  • @Abhisheksingh-gn5rb
    @Abhisheksingh-gn5rb 2 года назад

    Peregeny me bal me mehndi laga sakte hai anty

  • @gaurt3434
    @gaurt3434 2 года назад

    ek sawal tha apse mehne fast rkha tha aj ar sham m khana khayi pani bhi thoda piya to ar khane ke baad glti se kuch mithi sweet khali to kya mera vrt thik se nhi hua??maine turnt ulti bhi krli thi pata nhi kya hoga... Krypaya upay bataye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Vart me khhana nahi khaaya jaata hai, aap falahaar ya vrat waala bhojan hota hai, aise me vrat khandit ho jaata hai

    • @gaurt3434
      @gaurt3434 2 года назад

      @@AsanZindagi somawar ka vrt khana khake krte hai? Ar gangaur ka bhi?jaise din bhar vrt kiya sham me khana khake vrt kholte waise. Ar thoda pani pine ke baad glti se mithai khali jo vrt m nhi chlti

  • @madhuyadav-ov4lc
    @madhuyadav-ov4lc 2 года назад +1

    ❤❤❤❤❤

  • @jyotiyadav-je6kd
    @jyotiyadav-je6kd 2 года назад +1

    🙏🙏Mata Ji please please please please please ye batye ki navratri me Meri beti ka Mundan Kara sakte hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Mundan ka karya aap muhurt par hi karaye

  • @madhusingh735
    @madhusingh735 2 года назад

    🙏🙏 please hame bataye ki poornima ke Kam se Kam kitne fast karne chahiye 🙏🙏

  • @parikiduniya7975
    @parikiduniya7975 2 года назад

    Mata ji maine sari order ki h navratri m kya khredd skte h plz bye mata ji

  • @kiranvarma6964
    @kiranvarma6964 2 года назад

    इस बार मैने माता जी की स्थापना नहीं की हूँ और व्रत भी नहीं रखा है मगर लहसूनप्याज नहीं खाते हैं । तो क्या मैं सप्तमी को माता की स्थापना कर सकती हूँ ? हमारे यहां अष्टमी को माता जी को भोग लगता है। कृपया अपनी राय दें

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      जी हां, आप ऐसा कर सकते है

    • @kiranvarma6964
      @kiranvarma6964 2 года назад

      @@AsanZindagi धन्यवाद 🙏

  • @AshishSingh-yz2bs
    @AshishSingh-yz2bs 2 года назад +1

    Mam mere kalash par aam ke pate saukh gya to kya kre

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aam ka patta kalash ke paani me dooba rahe to nahi sookhega, par sookh gaya hai to aap use lage rahane de

  • @radha-krishnablock3278
    @radha-krishnablock3278 2 года назад

    Didi Hamare ghar mein Tulsi Ka paudha Sukh gaya hai To Tulsi ka paudha kis din lagaen

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap ye video dekhe
      ruclips.net/video/EpoouwW5aMo/видео.html

  • @aadityarajsingh4936
    @aadityarajsingh4936 2 года назад

    Mae puchna chahti hu ki Maas shivratri varat ka visharjan kab kre (triyodashi).aut kaise kre ..plz btaye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap dusare din sabhi visarjan ke saman hi visarjan kare

    • @aadityarajsingh4936
      @aadityarajsingh4936 2 года назад

      Mae ye puchna chahti hu ki Maas shivratri (triyodashi ) kitne saal krke samapan karna chahiye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      @@aadityarajsingh4936 Aap ise 13 varsh karke samapan kar sakate hai

  • @sandhyapandeysandhyapandey407
    @sandhyapandeysandhyapandey407 2 года назад

    Mata ji main 9 dino ka vrat hoon.....kalash bhi rakhe hai aur jyot bhi jalaye hai...... lakin 3 dino ke vrat me hi mera period ho gaya hai ab kya kare....... . margdarshan kijiye please 🙏🙏🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aise me aap ghar me kisi aur se pooja karaye, aap 5 din baad hi pooja kare par aap vrat rah sakate hai

    • @sandhyapandeysandhyapandey407
      @sandhyapandeysandhyapandey407 2 года назад

      @@AsanZindagi aapka bahut bahut dhanyawad mata ji...... answer dene ke liye 🙏🙏🙏

  • @manyasingh5371
    @manyasingh5371 2 года назад

    Mataji mein ashtmi Navmi ka Vrat Rakhi hun aur Gauri Ganesh Rakhi hun kis din Gori Ganesh ko Visarjan karna hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap dashahara ke din visarjan kare

    • @manyasingh5371
      @manyasingh5371 2 года назад

      @@AsanZindagi maa kyaa Gauri Ganesh ko hamesa ke liye rkha lu

    • @manyasingh5371
      @manyasingh5371 2 года назад

      Main 9 Din Ka Vrat Nahin hun ma kya mujhe Kanya tab bhi khilana chahie sahar me milti nhi ma aur mai kisi ko jada janti bhi nhi

    • @manyasingh5371
      @manyasingh5371 Год назад

      Reply kar diya karo Maa

  • @pawanpal6320
    @pawanpal6320 2 года назад

    Anti mere jaware ugh nahi rahe hai hai man me Bure vichar aate hai aisa kyon ho raha hai Mai jab bhi boti hu kabhi nahi nikalte hai accha beej lene ke baad bhi nahi nikal rahe hai bahut upset hu ki mere saath aisa kyon hota hai kya kre
    ????

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Aap chintaa naa kare, kabhi kabhi aisa hota hai, aap mata par shraddha rakhe

  • @pujabharti4678
    @pujabharti4678 2 года назад

    Mam agar kisi ka period 1 day se start hogya hi toh navratri ka pujan kaise kre plz koi upay bataye kyu ki ghar me aur koi sath me ni hai Abhi
    .plz tell me????

    • @harshikamoily1140
      @harshikamoily1140 2 года назад

      Aap baad me antim ke 2 3 dino me bhi pooja kar sakte hai maa ji ne bataya h pahle ke video me

  • @archanapandey175
    @archanapandey175 2 года назад

    Didi kya pani ki school ki bottle Kanyon ko de sakte hai jo fiber ki aati hai🙏🙏🙏