Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 1

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 5 авг 2024
  • 00:00 - Promo
    02:39 - Start
    03:49 - Q1 Pehle Ke Zamane Me Chori Ki Saza Hath Katna Thi To Is Zamane Me Kya Hai ?
    05:09 - Q2 Kya Nafil Namaz Me Salam Se Pehle Hath Uthakar Dua Karna Sahi Hai ?
    11:51 - Q3 Kya Napaki Ki Halat Me Wuzu Kiya Ja Sakte Hai ?
    14:08 - Q4 Kya Napaki Ki Halat Me Sajda Kar Sakte Hai ?
    17:19 - Q5 Kya Husband Apni Wife Ki ijazat Ke Baghair Family Planning Kar Sakta Hai ?
    21:43 - Q6 Kya Adam AS India Me Bheje Gaye The ?
    23:20 - Q7 India Me Deen e Islam Kiske Zariye Aaya ?
    38:21 - Q8 Kya Surah Rahman Ki Koi Khas Fazilat Hai ?
    39:07 - Q9 Kisi Bimari Keliye Koi Surah Padhkar Dam Karna Kaisa Hai Aur Dam Kaise Kiya Jaye ?
    40:14 - Q10 Kya Surah Mominoon Padhkar Dam Karne Se Skin Disease Khatam Hojati Hai ?
    41:55 - Q11 Kuch Ghareeb Logo Ko Jab Dua Karne Kahe To Woh Kehte Dua Keliye Humara Base Kya Hai Ye Kehna Kaisa Hai ?
    47:45 - Q12 Kya Hum Zer e Naaf Ke Baal - Pubic Hair Ko Cut Kar Sakte Hai ?
    49:52 - Q13 Kya Baghair Wuzu Ke Quran Ki Tilawat Kar Sakte Hai ?
    52:00 - Q14 Baccho Ki Taleem Me Koi Kasar Na Chorhne Ke Bawajood Bachho Ko Nashe Ki Aadat Lag Jaye To Kya Kare ?
    1:12:03 - Q15 Agar Kisi Shaqs Ka Inteqal 5-7 Mahine Pehle Hojaye To Humari Dua Karna Unke Kya Kaam Aayega Kyunke Ab Tak To Unka Hisab o Kitab Hogaya Hoga ?
    1:15:51 - Q16 Agar Shohar Ki Humse Dusri Shadi Huwi Ho Aur Wo Humare Pass Na Aaye To Aisi Halat Me Khula Lena Kaisa Hai ?
    1:17:55 - Q17 Kya Wazu Ke Dauran Koi Zikr Hai Kyunke Kuch Log Wazu Ke Dauran Kalma Padhte Hai ?
    1:19:17 - Q18 Kya Humara Rizq Fix Hai Ya Fir Humare Aamal Ke Wajah Se Badalta Hai ?
    1:24:30 - Q19 Currency Ka Business Karna Kaisa Hai ?
    1:27:22 - Q20 Kuch Log Jo Hukkah Peete Hai Wo Kehte Hai Isme Flavor Hota Hai Tobacco Nahi Ye Kehna Kaisa Hai ?
    1:31:46 - Q21 Hum Jab Decision Lete Hai To Badme Pachtate Hai Aur Istekhara Karte Hai To Decision Negative Lagta Hai But Badme Positive Aese Me Hum Kya Kare ?
    𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
    𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
    𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
    𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
    𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
    𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
    𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
    𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed ​
    𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
    * Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
    * President, Al Kitab Education & Welfare Society.
    * Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
    * Director IRC TV
    𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
    𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
    𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
    𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
    * B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
    * M.C.A (Master of Computer Application)
    * B.G.L (Bachelor of General Laws)
    * LL.B (Bachelor of Laws)
    * M.A Islamic Studies.
    * Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
    𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
    @Adv. Faiz Syed​ is one of the most popular Urdu speaker globally besides RUclips and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
    𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
    Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
    He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
    𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
    Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
    IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
    𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
    IRC TV
    CHARITABLE HOSPITALS
    PATHOLOGY LABORATORY
    STUDY CENTRES
    TECHNICAL INSTITUTE
    IRC CALL CENTRE
    MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
    RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
    FREE WATER SUPPLY
    SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
    WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
    TREE PLANTATION PROGRAMS
    PRODUCTION
    REFERENCE BOOKS LIBRARY
    CAREER GUIDANCE
    CONFERENCE
    LADIES' WING
    CHILDREN'S WING
    WEEKLY LECTURES
    DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
    ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
    APPROVED IOU CENTRE
    EXHIBITION
    AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
    .
    . #AFSLectures #AskAFS #AskAdvFaizSyed #QuestionAnswerSession #Session #Questions #Answer #Sawal #Jawab #FaizSyed #AdvFaizSyed #AFS #Ask #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00519

Комментарии • 119

  • @aamirkhan7921
    @aamirkhan7921 Год назад +6

    Allah aapko salamat rakhe aapke lectures Dil main utar jata hai sar

  • @RizwanAli-fj9xw
    @RizwanAli-fj9xw Год назад +3

    Faiz Bhai ke samjhane ka tareqa bhut hi bhetreen hota he.

  • @aamirkhan7921
    @aamirkhan7921 Год назад +2

    Hamare pita aur hamare Bibi ke liye dua karna sir hidayat ke liye jajakallah

  • @hashsham_khaleel_2926
    @hashsham_khaleel_2926 Год назад +3

    Very good and knowledgable Alhamdulillah

  • @smkhalidjamal
    @smkhalidjamal 10 месяцев назад

    Apke bayan se me deoband se ahle hadith howa hun ALLAH APKO BHT BHT BHT JAZAYEKHER DYEN.ALLAH MUGHY MERI AULAD OR MERI NASAL KO TAUHEED PE CHALA ALLAH SE me hamesha dua karta hun.IK WAQT tha me bht mushkil me tha ALLAH NE KARAM KIA SAB ACHA HOGAYA PAR MUGHY KAUF REHTA HAI K ALLAH WAPIS NA LELEN .USKE LIYE KIA KARUN ALLAH MUGHY SHUKAR ADA KARNE WALA BANAYE OR APNE SHUKAR GAR BANDO ME SHAMIL RAKHE .

  • @syediqbalhussain4286
    @syediqbalhussain4286 Год назад +4

    King Cheraman Perumal who went to Makkah and meet Huzoor SAW accepted islam, order to make the first Masjid of india at Kudungalur, Thrissur District, Kerela State named as Cheraman Juma Masjid, still today in very good condition. King Cheraman Perumal while coming back to India died and burried somewhere near Omman

  • @Nooorr90
    @Nooorr90 Год назад +4

    Very Beautiful Lecture Sir, very praiseworthy for the human beings.

  • @Numltv
    @Numltv Год назад +3

    Great information

  • @arifahammad4514
    @arifahammad4514 9 месяцев назад +1

    Ma sha ALLAH ❤❤

  • @farheentabassum4731
    @farheentabassum4731 7 месяцев назад

    JazakAllahu khair

  • @onecreator1428
    @onecreator1428 Год назад

    Jazakallah 😊

  • @mdaminamin5426
    @mdaminamin5426 Год назад +1

    Masha Allah 💘

  • @mdaminamin5426
    @mdaminamin5426 Год назад +2

    Subhan Allah 💘

  • @AzadAnsari-iv6ik
    @AzadAnsari-iv6ik Год назад

    Thanks sar. Masah Allah

  • @heenaali3829
    @heenaali3829 Год назад

    Thnx

  • @mdf345
    @mdf345 Год назад +1

    Bahut bahut shukriya timestamps ke liye

  • @rajatahir7212
    @rajatahir7212 Год назад

    جزاک اللّہ خیر

  • @adeebaadeeba5852
    @adeebaadeeba5852 Год назад +3

    Mashallah 👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👍

  • @buttbutt-cj9tf
    @buttbutt-cj9tf Год назад +1

    Beautiful 👍

  • @mdaminamin5426
    @mdaminamin5426 Год назад +1

    Beshak

  • @mufaamshehzadimufaamshehza3201

    Pardha har urat ky liye lazmi ha join family main rah kar pardha aur bi zaroori ha Allah pak humy tafiq dy Ameen

  • @Mdrizwan-mu8re
    @Mdrizwan-mu8re Год назад

    Mashallah Mashaallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @rasheedansar5037
    @rasheedansar5037 Год назад

    Allah aap ko salamath rakhe

  • @zaiddurrani3648
    @zaiddurrani3648 Год назад

    3 saal pehle ka ye video hai bahut achha video hai

  • @buttbutt-cj9tf
    @buttbutt-cj9tf Год назад

    Right

  • @mdaminamin5426
    @mdaminamin5426 Год назад

    Walaikum assalam

  • @seekknowledgeofislam9040
    @seekknowledgeofislam9040 Год назад +2

    Assalam o Alaiqum bhai who re called Syed

  • @Islamic786-w4n
    @Islamic786-w4n Год назад +1

    Assalamu alikum

  • @abdulanaskhan8218
    @abdulanaskhan8218 Год назад

    Kya Nabi s.a.w. bhi aalam e barzakh m hain jazakallah khair

  • @murtuja81
    @murtuja81 Год назад

    Assalamu alaikum faiz bhai
    Ramzan me log masjid me aur galiyon me bar bar time bolte ise gair muslim ko b taklif hoti , to kya aisa Krna chahiye?

  • @airtech7492
    @airtech7492 Год назад

    Assalam walaikum
    Mera naam khalid hai mumbai se hu .
    Shukrane ka sajda kaise karte hai.

  • @shefawaheed2094
    @shefawaheed2094 Год назад

    Assalamualaikum. 27 november ko nikah huwa tha mera 28 december ko mai sasural gayi hu rehne ke liye...waha jane ke 2 din baad hi mjhse kitchen me itna kaam kerwane lage ki mai bimar ho gayi...takleef batane per bhi koi nahi sunta...shohar bhi nahi....mai wahan takleef me bhi kaam kerti rahi....ab ghar a gayi hu....mere shohar ko bhi takleef batane per bhi koi farq nhi padta.....mujhe koi aisa wazifa bataye ki meri zindagi asaan ho jaye....or atleast mera shohar to meri takleef samajhne lage...

  • @mdsajjadalam7984
    @mdsajjadalam7984 Год назад

    Assalamu Alaikum labour supply pr commition kaisa h haram ya halal

  • @mohdraheem8265
    @mohdraheem8265 Год назад

    @IRC TV
    Assalam alaikum
    Maine december 30 ko Umrah kiya tha alhumdulilla, magar maine ehram me underwear bi pehna hua tha kyunki muje malum nahi tha, maine phir 2 din baad ek aur umrah kiya. Kya mujhe kaffara dena hoga? Please muje iske taluq se quran aur hadees ki roshni me batae. jazakallah.

  • @subayahkhatibi7105
    @subayahkhatibi7105 Год назад

    Surah yaseen beemari m Pani m dam karke pdh kar Pani pi sakte h kya

  • @studywithsilence286
    @studywithsilence286 Год назад +1

    Aap ki awaz kabhi tez aur kabhi bahut kam aati hai kyonki AAP jab Mike se edhar udhar kar ke Bolte hai isliye aap ki awaz kabhi tez aur kabhi kam aati hai aap seedhe Mike ke samne khare hokar takreer Kiya kare

  • @nabeelaakther875
    @nabeelaakther875 Год назад

    Assalamualaikum faiz Bhai kya aurat ko haiz ya janabat me bath room me dua padh kar hi ghusl karna zaroori hai kya ye sunnat se sabit hai

  • @jhakasssworld4690
    @jhakasssworld4690 9 месяцев назад

    Assalam alaikum.
    Kya ghar me papaya ka tree nh lagana chahiye kisi ne hm se kaha papaya ka tree nh lagate??

  • @user-lh7vs4ks2y
    @user-lh7vs4ks2y 10 месяцев назад

    Mere abba ki tabiyat thik nahi horahi hai kya karu dawa BHI kuch asar nhi kar rahi hai Asia kyu horaha hai kya ye Allah ki azmaish hai jawab dijiye sir .dua me yaad rkhiye sir

  • @latifawasay3155
    @latifawasay3155 10 месяцев назад

    Mujhe kisi ne poucha ke ap etne Allah wale kaisa Ben gaye.. tu pls ap Mujhe bata sakte ke es ka best jawab Kiya hu sakta hai

  • @aamirkhan7921
    @aamirkhan7921 Год назад

    Sar mujhe sahi raste par chalna hai magar mere pita ji nahi maante bhut samjha cuka hoon mere Bibi bhi nahi manti majar par jati hai main kya karoo

  • @Mohammadabuzar155
    @Mohammadabuzar155 Год назад

    Assalamaleikum
    Mere shohar raat ko do teen baje tak mobile chalate h aur subah ko der se jagte hain aur agar main jagati hun tau mujhe bura kehte hai aur fir kaza namaz padhte hain meri ek beti 12years aur dusri 8years ki hain wo 7baje school jati hain rickshaw se maine ek din apne shohar ko betiyon ko rickshaw tak chod ane ko kaha to mere shohar ne mere bachchon ko bahut galat kosa jisse mera dil bahut dukha hai mera dil nahi chah raha hai mere shohar se baat kerne ka main time par khana banati kapde dhoti hun main apne shohar k saare kaam karti hun main aur mere bachche koi farmayish bhi nahi karte hai jo mere shohar jo bhi laate hai hum chupchap kha lete hai mere liya kya hu kam hai

  • @tajuddinaziz6935
    @tajuddinaziz6935 Год назад

    Meri14sal ki beti hai maiuski buri addat ko badal na chati hu meri madat kijiye

  • @raunakkhatoon1723
    @raunakkhatoon1723 Год назад

    Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Kya farj namaj ke sajdo me dua kr sakte h

  • @primenewsindia7134
    @primenewsindia7134 Год назад

    Liza nam ladki ko rhak sakte hai kya

  • @adibking9972
    @adibking9972 Год назад +1

    Kya Muslim gurudwara me Jo langar banta h wo kha sakte h kya.

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Ye sawal aap IRC call number karke puche yaha comments me faiz bhai jawab nhi dete!

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Yeh sawal mufti tariq masood ko watts app karo

  • @SamsungGalaxy-rk7ru
    @SamsungGalaxy-rk7ru Год назад +1

    Assalamalaikum bhai. Aapke kisi lecture video mai aapne kaha tha ke koi agar koi kisi ko gaali deta hai toh wo Gali arsh pe jaati hai aur ussi shak ke maa baap pe lagti hai jisne gaali di. Yeh hadith ka number chahiye.

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад +1

      Ye gaali ki Hadiths nhi Kufr Ya Badd Dua Ka Maamla hai kuch!
      Ye Hadiths hai but mujhe Tohda tehqeeq karni padegi dhundke Dene ke liye tohda phele pardha hua tha!

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад +2

      Mill Gaya!
      Hadith
      Abu al-Darda’ RadiAllahuAnhu Reported the Messenger of Allah (ﷺ) as saying : when a man cures anything, the curse goes up to heaven and the gates of heaven are locked against it. Then it comes down to the earth and its gates are locked against it. Then it goes right and left, and if it finds no place of entrance it returns to the thing which was cursed, and if it finds no place of entrance it returns to the thing which was cursed, and if it deserves what was said (it enters it), otherwise it returns to the one who uttered it.
      Hasan (Al-Albani)
      Sunan Abu Dawud 4905
      Hadith
      Narrated Abdullah ibn Abbas RadiAllahuAnhu: A man cursed the wind. The narrator Muslim's version has: The wind snatched away a man's cloak during the time of the Prophet (ﷺ) and he cursed it. The Prophet (ﷺ) said: Do not curse it, for it is under command, and if anyone curses a thing undeservedly, the curse returns upon him.
      Sahih (Al-Albani)
      Sunan Abu Dawud 4908

  • @irshadali4332
    @irshadali4332 Год назад

    Narrated `Aisha:
    Abu Bakr came riding his horse from his dwelling place in As-Sunh. He got down from it, entered the Mosque and did not speak with anybody till he came to me and went direct to the Prophet, who was covered with a marked blanket. Abu Bakr uncovered his face. He knelt down and kissed him and then started weeping and said, "My father and my mother be sacrificed for you, O Allah's Prophet! Allah will not combine two deaths on you. You have died the death which was written for you." Narrated Abu Salama from Ibn `Abbas : Abu Bakr came out and `Umar , was addressing the people, and Abu Bakr told him to sit down but `Umar refused. Abu Bakr again told him to sit down but `Umar again refused. Then Abu Bakr recited the Tashah-hud (i.e. none has the right to be worshipped but Allah and Muhammad is Allah's Messenger (ﷺ)) and the people attended to Abu Bakr and left `Umar. Abu Bakr said, "Amma ba'du, whoever amongst you worshipped Muhammad, then Muhammad is dead, but whoever worshipped Allah, Allah is alive and will never die. Allah said: 'Muhammad is no more than an Apostle and indeed (many) Apostles have passed away before him ..(up to the) grateful.' " (3.144) (The narrator added, "By Allah, it was as if the people never knew that Allah had revealed this verse before till Abu Bakr recited it and then whoever heard it, started reciting it.") SAHIH BUKHARI 1241 , 1242.

  • @mohammedsaberali8724
    @mohammedsaberali8724 Год назад

    Aaj ke zamaane mein log Muslims ko boycott kar rahein hain is mamle mein koi bayan dijiyega

  • @mohitazim8272
    @mohitazim8272 Год назад +1

    Assalam walekum I have question about regarding the Surah Hajj : where Allah (Swt) says when All mother will forget her breast feeding baby and pregnent women will miscarriage thier babies what happened with these babies in the day of judgment ?

    • @sahilshah329
      @sahilshah329 Год назад +2

      After 40days in the womb allah puts soul in the baby then killing that baby is a straight murder. Allah will surely forgive that baby because he was innocent
      Baaki allah knows best

    • @ayat6139
      @ayat6139 Год назад +2

      @@sahilshah329 not 40 days but after 120 days that is 4 months..baki wallahu aalam

    • @sahilshah329
      @sahilshah329 Год назад +3

      @@ayat6139 yes yes jazakallah khair for correcting me may allah reward you

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Surah Hajj ki Konsi Ayah Bol rahe ho aap?
      Aap toh Qayamat ke din ki Hadiths Quote kar rahe ho!?
      Aur akhri sawal kya Hai ke Bachcho ka Qayamat ke din kya hoga? Mtlb Hisab kitab ya Jannat Jahannam?

  • @mharis1067
    @mharis1067 Год назад

    faiz bhai banjh krne walay operations jaiz nhi hain. Aurat bhi ese operations health issues ki wjah se hi krwa sakti hy. Islam ghurbat ke dar se family plan ko promote nhi krta sirf condoms wghera ke istemal ki daleel milti hy. Any operation which permanently makes male/female unable is not usually allowed other than in case of serious reasons.

  • @mahiraajju4161
    @mahiraajju4161 Год назад

    Sir meri bhn pregnant h or uske sasural Wale gnda tawiz wagaira phnne ko kah re h lekin use ni phnna h ,to usne ladai jhhgda na ho isliye jo sasural walo ne bandha tha use hata k kewl dikhawe k liye black dhhaga same same phn liya h to is bare me baiye plzz, jazakAllah

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Yeh na ho k us meh kala jadoo ho aur us ko hi nuqsan ho jaye

  • @nadeemshah3325
    @nadeemshah3325 Год назад

    Bhai please🙏 add hatao bhut zyada adds aarhe

  • @soyebkhan5918
    @soyebkhan5918 6 месяцев назад

    Apse sawal kaise puch sakte h ?

    • @IRCTV
      @IRCTV  6 месяцев назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @tabassumfatma1214
    @tabassumfatma1214 Год назад +1

    assalamualaikum faiz bhai
    namaz me pant ko mor kar padna ka kya hai

    • @sahilshah329
      @sahilshah329 Год назад

      Padh skte hai Bhai behtar hai ki salwar hi pehne

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Behen Ispar Faiz bhai ka short video bhi hai aap wo dekh sakte ho inshort maamla ye samajhlo mardo ke liye ye Haram hai mere paas 3 se zyada sahih Hadiths hai where it's forbidden to fold clothes in Namaz! Toh isme Pant bhi aagayi!
      Aap faiz bhai ke naam se search Karo aapko mill jayegi video unki!

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Kar sakty ho

  • @aneessaudagar517
    @aneessaudagar517 Год назад

    Sir mai malum krna chahti hu k,, Arsh,, naam rakh sakte hai kya maine mere bete ka rakha hai magar wo bahot bimar rahta hai😭😭, kya ye naam rakhna galat hai??
    Sir plz reply

    • @omi_pro_max
      @omi_pro_max Год назад

      Meri behan islamic naam rakhein par naam ka bimari sy kuch lena dena nhi hai .. sadqa dein uska dua krein

  • @aayshaanjum474
    @aayshaanjum474 Год назад

    Assalamualaikum.... Main ye janna chahti hu ki kya sajde me tasbih 3 ya 5 baar hi padhna chahiye .... Ya jab tak ruh ko sukun ho tab tak sajde me reh sakte hai namaj me.

    • @hafsajahan543
      @hafsajahan543 Год назад

      Odd numbers mai padna chahiye
      Haan jitni dair chahe rehsakte ap sajde mai
      Jazakallahu khair

    • @aayshaanjum474
      @aayshaanjum474 Год назад

      Sukriya....

  • @shirinzaker4726
    @shirinzaker4726 Год назад +1

    Assalamu allekuim bhai...biwi ko government job hai...aur husband nhi krne de rhe to kya krna chahiye

    • @sahilshah329
      @sahilshah329 Год назад

      Aurat job na kare wahi behtar hai Allah ne ye kaam mard par farz kiya hai baaki Allah behtar jaante hain🤗

    • @shahednawab8370
      @shahednawab8370 Год назад

      Shadi se pehle shohar ko pta tha is job ka aur pta tha to wo us waqt kya kaha tha etc aise sawal kisi ulama se puchey to behtar hai aise comment me sahi jawab nhi milega shaik abu rizwan muhammadi bohat ache ulama hai unse raabta krey..

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Inke IRC me Call karke Sawal Puche yaha Faiz bhai jawab comments me nhi dete!

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Husband ki bat maan ni hogi, khas kar agar woh ghar k karchy chala raha hain toh. Baat na maan ny ka islam ne option nai diya. Waisy bhi jo aurat sara din kam kar k ghar akar dobara ghar k kam nhi kary toh woh sirf aur sirf doh taqy ki nauqrani hain.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      @AbuAnonymous zun mureed baapo ki betiya a marti hain. Islam ki tum bat kar rahi ho toh YEH NAI PATA k shohur ka huqam chalega ghar meh??

  • @livinganotherday585
    @livinganotherday585 Год назад +1

    Are lip stains halal to use?? Does it let water go throw for wudu??

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Call karke puche inke IRC me!
      Sawalat!
      Aise Comments par IRC ya Faiz bhai jawab nhi dete!

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Yes. Because they are a stain.

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      @@razamughal4582 Can You please explain something that how it is Halal Directly??
      Are you a Mufti Alim who knows Islam Teachings and As well as Cosmetics??

  • @abdulshoaibkhan4592
    @abdulshoaibkhan4592 Год назад

    Assalam aalikum mera Sawal yah Hai ki Mera beta Kama ke sari kamai Mujhe lakar deta hai toh , Sahebe nisaab mai hun yah mera beta

  • @sayyubzehen4108
    @sayyubzehen4108 Год назад +1

    Namaz ma ka ak salaam phare skataa haa

  • @SamiUllah-eg5fy
    @SamiUllah-eg5fy Год назад

    FAIZ Sahab Thoda Zorke Bolo bhai
    Kai Jagah to aapki awaaz SamaJh hi nahi aati aap khud bolte ho or khud hi Sunte ho

  • @uzmafirdaush9057
    @uzmafirdaush9057 Год назад

    Assalamu alaikum
    Kya aurat ki namaz aur mard ki namaz me diffrence h koi kuchh bolta h koi kuchh kiski sune bhoot problem ho rhi ?

    • @ayat6139
      @ayat6139 Год назад +1

      Koi Fark nai... Muhammad sallallahu alayhe wasallam ne farmaya hai vaise namaz padhiye jaise AP ne mujy padhte huve daikha hai..baki AP Hadith b daikh sakte..

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Behen Koi Farq nhi hai!
      Siwaye kuch cheezo ke jaise pheli cheez Mard Takne ke niche Kapda nhi phen sakte kisi bhi haalat me kyuki humare liye haram hai, but ye Aurto ke liye zaroori hai ke woh Dhake poore body ko Achese Allah ki ibadat se phele!
      2nd cheez Haiz o nifaas ke maamle me Aurte namaz nhi Pardh sakti but mardo ke liye ye kanoon nhi hai!
      3rd cheez Aurto ko Aap Muhammad ﷺ ne ijazat rakhi hai masjid me pardhne ki but Sunnah me yeh bhi hai ke aurte agar ghar me pardhege toh afzal hai but mardo ke liye farz namaze jamat ke saath laazim hai be wajuhat jamat nhi chorda ja sakta!
      Baaki namaz ke Adaygi Rukn Sab Waise hi karna hai jaise Aap Muhammad ﷺ Farmaye ke namaz aise pardho jaise mujhe pardhta dekhte ho! Isme Aap Muhammad ﷺ ne koi farak nhi kiya na Salaf (Sahaba-Tabieen-atTabieen) ne. Ye aaj ke Firqo me bhatakne waalo ne apna Shaitan khel khela hai aur kuch nhi!
      Jitna abhi yaad tha bata diya behen baaki aapka aur kuch sawal hoga toh puchlena!

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Farq nai hain. Bas aurat ne simat k namaz parni hain hayya k mutabiq.

    • @ayat6139
      @ayat6139 Год назад

      @@razamughal4582 masturat ka matlb he hota h parda krne vali..jb insan parde mai namAz padhe phr ye simmat k Kahan se aaye ga🤦‍♀️our religion is very simple ..don't make it complicated for anyone..we just have to follow Quran and Sunnah...baki Allah maaf karne valy h vahi behtr jante h... jazakallah

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      @@ayat6139 aurat namaz SIMAT k parti hain. Paindoo.

  • @mohitazim8272
    @mohitazim8272 Год назад

    What if I pass gas while doing the wadhu ?

  • @favoritememes7537
    @favoritememes7537 Год назад

    Ola hu okbor boom

  • @FizaKhan-ls2ts
    @FizaKhan-ls2ts Год назад

    Assalamu alaykum. Faiz Bhai Allah ne kafiro ko daulat ku di. Jab k Muslim itne gareeb h.

  • @hanukhan5704
    @hanukhan5704 Год назад +7

    Assalam alaikum sir me bht preshan Hn me susral walo k sath ni rhna chahti q k SAAS susar ne devar wgera ki zimedari bh Dali Hoi h koi parda wgera ni h me ne HR trh se adjust hne ki koshsh ki h lakin HR chez me duniya duniya k osol or MERI trbyt deni hai Jin bton se MERe shohr ki ijazat h wo SAAS susar ko buri lgti Hn is trh phr me larai jhagra hta h alg ktchn bh ni krne dete

    • @sahilshah329
      @sahilshah329 Год назад +11

      Tahajjud padhe aur allah ki madad dekhe ki kese aati hai🤗
      Allah beshak sabr krne waalu ke saat hai

    • @Yasmeenkids.
      @Yasmeenkids. Год назад +2

      Sabar kare meri bahan Sabar aur Allah se dua vah har kuchh Badal sakte allah subhan allah tala se dua Sajde mein meri bahan

    • @syedaarzina7724
      @syedaarzina7724 Год назад +2

      Hnn...sas vo loog ko kon smjha sakte.. vo smjhte hi nhi...

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv Год назад

      Arre Behna, Aapne Nikah Se phele koi baat ya Tehqeeq nhi ki thi kya?? Ke Bas Chehra dekha Aur Qubul hai Qubul hai Kehdiya yehi Fizul si baate Hajam nhi hoti! Ab Khudke pair par kulhadi maare ho Bina Tehqeeq aur baat kiye toh jhelna aap hi jaise logo ko hai!
      Waise nhi jhelne ka bhi raasta hai jo Halal hoke bhi Allah Subhanahuwatala ke karib Na Pasand hai wo Talaq ya Khula hai!
      Aap Apne shohar se ek baar baat kare achese bhetkar aur apne Amma Abba se baat kare Aapko agar aapke Sahi Huqooq nhi mil rahe Quran Sunnah par nhi chalne mill Raha hai toh Final Decision aap Sabse Mashwara karke Quran Sunnah ke Mutabiq Alag Hone Ka Faisla le aur alag hojaye agar nhi sudharne waale ya Aisa hi haal Rehga toh jaise aap bata rahe hai!
      Mere hisaab se agar nhi jam rahi toh Alag hojaye but aapki Marzi aur Allahu Alam!👍

    • @mufaamshehzadimufaamshehza3201
      @mufaamshehzadimufaamshehza3201 Год назад

      Watch my video for join family pardha

  • @asslamkhan6614
    @asslamkhan6614 Год назад

    Aap ko dr israr Ahmed ko dr Zakir Naik ko Gumrah bol rahe hain o aapko Aisa Kyon bol rahe hain ? kya aap Din Ka Kam Nahin kar rahe ? jo aapko Aisa Bole unhen sunna chahie ya nahin? Din jaane wali Jagah Denge to Kaisa

    • @IRCTV
      @IRCTV  Год назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Asslam Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @FizaKhan-ls2ts
    @FizaKhan-ls2ts Год назад +1

    Assalamu alaykum.. Allah ne kafir ko kyu itna nawaza

    • @IRCTV
      @IRCTV  Год назад

      Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Fiza Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Kaunsy kaffir?

  • @Islamic786-w4n
    @Islamic786-w4n Год назад +1

    Assalamu alikum