Jo Bhi Kasmein Khai Thi Humne (8D Audio)-Raaz |Bipasha Basu & Dino Morea| Alka Yagnik & Udit Narayan

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024
  • #8daudio #Sytechiesong #raaz #raazmoviesong #bipasha_basu #dinomorea #alkayagnik #uditnarayan #jobhikasmein
    Jo Bhi Kasmein Khai Thi Humne (8D Audio) - Raaz | Bipasha Basu & Dino Morea | Alka Yagnik & Udit Narayan
    Thanks for Listening! Comment below to request a song !
    🔔 Please be sure to subscribe to support us suand for new 8D Songs.
    🔔 Turn on notifications and never miss an 8D Audio!
    🎧 Use headphones and close your eyes for the best experience!
    👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
    Disclaimer: -
    **I Do Not Own the Song. All Credits Go to Their Respective Owners. **
    Please Do Not Issue a Copyright Strike Against the Channel. As It Affects All Previous Work. If I Uploaded a Song That Yours and You Want to It Removed Just Contact Me Through My E-Mail.
    My Email: sanjayguru640@gmail.com
    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
    --------------------------------------------------------------------
    Song Credits:
    Movie/album: Raaz
    Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
    Song Lyricists: Sameer
    Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
    Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
    Music Label: Tips Music
    Starring: Dino Morea, Bipasha Basu, Malini Sharma, Ashutosh Rana
    Release on: 2nd February, 2002
    --------------------------------------------------------------------
    Jo Bhi Kasmein Khai Thi Humne Lyrics:
    Jo bhi kasmein khaayi thi humne
    Vaada kiya tha jo milke
    Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
    Kya tumhe yaad hai
    Kya tumhe yaad hai
    Kya tumhe yaad hai
    Din woh bade haseen the
    Raatein bhi khush naseeb thi
    Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
    Kya tumhe yaad hai
    Kya tumhe yaad hai
    Kya tumhe yaad hai
    Jaage jaage rehte the khoye khoye rehte the
    Karte the pyaar ki baatein
    Kabhi tanhaayi mein kabhi purvaayi mein
    Hoti thi roz mulaakaatein
    Teri in baahon mein teri panahon mein
    Maine har lamha guzaara
    Tere is chehere ko chand sunhere ko
    Maine to jigar mein utaara
    Kitne tere karib tha main to tera naseeb tha
    Hoton pe rehta tha har waqt bas naam tera
    Kya tumhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai
    Din ke ujalo mein khwaabon khayalon mein
    Maine tujhe pal pal dekha
    Meri zindagani tu meri kahani tu
    Tu hai mere haathon ki rekha
    Maine tujhe hai chaaha to apna banaya to
    Tu ne mujhe dil mein basaya
    Pyaar ke rango se behki umango se
    Tune mera sapna sajaya
    Tere labon ko chumke baahon mein teri jhoom ke
    Maine basaya tha aankhon mein tere basera
    Kya tumhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai
    Jo bhi kasmein khaayi thi humne
    Vaada kiya tha jo milke
    Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
    Kya tumhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai
    Haan mujhe yaad hai.
    --------------------------------------------------------------------
    "Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use."

Комментарии • 6