Mujhe kuldewta aur kuldevi ke baare mai jaankar achha laga Bahut hi achhi jaankari di aapne Saath hi mujhe meri Maa ki bhi yaad aa gayi jab woh kuldevta ki pooja karti thi. 🙏
आपकी जानकारी बहुत सराहनीय है इसके लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद 🙏 कोई भी देवी या देवता किसी के सिर नहीं आते कभी ये बकवास बात है १००% बाकी कुल देवी देवता आदि का पूजन श्रेष्ठ होता है और गुरु पूजन इससे भी श्रेष्ठ होता है।
बहुत ही सुंदर तरीके से आपने बताया हमे अच्छा लगा हम आपसे ये पूछना चाहते है हम आज़मगढ़ उत्तर प्रदेश के रहने वाले है मेरा सवाल है हमारे पिताजी किसी की पूजा नही कुलदेवता की पूजा नही करते है हमने ओझा से पूछा तो हमे पता चला कि हमारे देवता सब नाराज है तो हम कैसे मनाये
Hii didi ji hum pawan bhumi pyayag se h hamare yaha maa sharda chauri athwa mandir h apka video bahut bahut accha sahi information thi thanks jai sarda maa
mata hamare kuldevta shri bajrangbali ji hai aur hamera yha inki visesh puja kojagra (aashwin purnima ) ke din hoti hai...lekin puja navratri ke din se hi suru hoti h
Chachi apne sahi bola meri dadi ke mayke se unke sath thakur thakurain aaye thee aur unki poja ham log krte hain.kuch din pehle chacha ne sare devta ko badhar me baitha diya ...lakin ham log phir shuru kr diye pooja krna . Ham log ke ghr me v bhairo baba v hain aur brhm devta v..chwal haldi se rang ke hamare ghr se v ni jata h qki aisa krne se v thakur maharaj beti ke sath unke sasural chle jate hain
Asan Zindagi kya btauu chachi sare log to yahi soch rahe the ki ab unki pooja ni krenge. ..lakin kuch aisa hua jisse ham sabko abhash ho gya ki thakur maharaj ham sab se bhot naraaz h agar mai apko btaauga to ap ya koi v viswas ni krega. .jai thakur maharaj. .chachi ek baat bolna chahta hu ki kbhi v koi v kabhi v apne kul devta ya thakur maharaj ko kahi v baithaie.
Mata ji mujhe ap btaye ki mere baba gaya jagarnath gye the pindo ko bithane to wha se chawal or baba jagarnath ki photo laye h chwal to yamuna ji me baha diye kya bhagwan jagarnath ki photo puja ghr me rkh kr puja ki jati h
Mam jinhe apne kuldevi devata ke bare me nahi pata aur family me koi bada bhi nahi bata pa raha hai toh kya karen ? Konse bhagwan ko kuldev maan sakte hai ?
आंटी जी प्रणाम धन्यवाद इस संपूर्ण जानकारी के लिए मेरी सास तो कोई पूजा नहीं करती थी और उन्हें चिढ़ थी पर मैं घर में मां दुर्गा , की पीतल मूर्ति और यहां स्थान में जिवदानी मां है तो उनकी फोटो और गणपति, लक्ष्मी विष्णु भगवान , श्री कृष्ण की मूर्ति तो क्या ये सही है रोज पूजन करती हूं और पांच दिपक कुल देवी देवता ग्राम देवी देवता सबके नाम से पूर्णिमा के रात्रि में रखती हूं इशान कोण में तो क्या मैं साल में एक बार कर सकती हूं पांच दिपक वाला और सब मूर्ति को फोटो में रख सकती हूं मूर्ति नहलाना धुलाना अकेली हूं कभी तबियत ठीक नहीं रहने पर परेशानी होती है कृपया मार्गदर्शन करें
Narsingh bhagwan kill devta hai to unko kya prasad chadta hai...kya samagri chadli hai... Kyuki hmre yaha inki pooja vidhi or pujan samagri nhi pata or inka kaun s din h y nhi pata plzz batiye help me
बहन जी ,प्रणाम मेरी सासू मां इस प्रकार की कोई पूजा नही करती है,और उन्हे इस विषय की जानकारी नही,पर मेरे मायके मे कुल देव का पूजन होता है,मुझे क्या करना चाहिए, कृपया बताइए, 🙏
Mere yha Mata sharda or maheshwari Mata ka Pura hota h hum abhi dushare jaga sipt huye Mata ka pooja acche se nahi kr paa rhi hu main meri or meri beti tabiya kharab ho rha h please main kaise maa ko prasan kaise karu please mam mujhe banye
Aunty Ji Pranam🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Kya Navratri k vrt me Ragi k Aata ka use kr skte hai?????????? Aur Shubh Navratri 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Plz jo dusre question pucha hai help kre plz plz plz
*Mata g is bar 9 Ko shraadh khatm ho the h or 10 Ko Navratri suru. To kya shraadh m Navratri ka samaan la skte h. Kyuki Subha ghat sthapna ka muhrat nikal jaega nhi to . Plz explain* 🙏
Mata ji mere 2 prashn hai kripa krke iska jawab jldi se jldi de 1. Maine ek mannat mangi thi ki mai is baar navrat Me vrat rakhunga lekin ab ek preshani ke vajah se nhi rakh paa rha hu to mai kya kroo. ? 2. Navrat me mai ki chawki s jana zaroori hai mandir me nhi kr skte.?
मेरे घर में सोखा बाबा नरसिंह बाबा बन्नी माता गौरया बाबा है क्या इन लोगों का पूजा डेली होता है डेली किया जाता है मुझे बताने वाले कोई भर नहीं है प्लीज आप मेरी मदद करें
Aapne apne iis video me bataya ki puja dene k samye jo Atmae rehti hai jo bhog jutha kr deti hai......toh mujhe ye v bataiye ki puja suru krne se phle aesa kya kre jis inn अदृश्य aatmao ko bhaga ske.....
Aunty ji, 9 din k vrt me hm kitne din ka vrt krte hai mtlb kis din paran krte hai aur pura normal khana kha skte hai. Kis din khaye Navami ko ya dashmi ko !!!!!!!
Ma'am meri sas nahi hai mere pati jb chote the tabhi unki maa chal basi mere gano me koi chauri nhi hai lekin kuldevi ka name pata hai koi baba se dikhaye the unhone bola kahin ek jagah puja kr skti ho ganga mitti ka chauri banakr hm bahar me rahte hai yahan apna chota sa ghar hai usme kr sakte hai please bataiye
Kul Devi, Devata ka Sthapana kisi Sthaayi jagah kiyaa jaata hai, jyadatar Gaav Ghar ki jagah par kiyaa jaata hai, jaha lambe samay tak sthaayi pooja ho sake
Namasteji muje puchna tha ki mei to bangali hu aur mujhe na apne mayke ki kuldevi ya kuldevta ka pata hai na sasural ki kuldevi ya kuldevta ka. Mei kya kru.. Kaise pata kru ki kaun hai meri kuldevi ya kuldevta?
Pranam auntyji aunty meri saas gujar gyi hain is saal aur humlogo k yaha sawan mein basiaora puja hota hain mein choti bahi hu to kya mein puja har sakti hu . Iske phele meine kavi ya puja nhi kiya h to kya mein is saal se wo puja kar sakti hu please btaye pranam🙏
Mataji meri sasu maa ne kabhi kuldevi ki Pooja na to ki hai aur na hi gaanv me jati hai phle chachisas krti thi ab pichhle sal vo bhi expire ho gyi hai .....ab ham log bolte hai to vo mna kr deti hai hm bahut preshan ho gye hai ab hm kya kre ???
Hamare yahan kul devta ghar me the pure parivar me jb shadi hoti thi to pariwar ke log apne ghar le jate the pooja ke liye ab vo devta baba kho gaye koi le gaya vapas nhi kiya to hm logo ko kya krna chahiye ab to makan bhi gira ke naya bn gaya makan please marg darsan kre
kuldevta ek jagah sthapit rehte hai mitthi ke pind me nya gya bnne se pehle hta diya jata hai fir naya ghar me sthapit kar dete hai apne kuluprohit se bat kar fir se kuldevta ko sthapit kar skte hai
Aunty ji eek song h agr AP khi se suni ho to pls mere liye ga dijiye lachak gai amwa k dar ho binu mai k bitiya aunty pls ga dijiye ye utube me search kiye pr Mila nhi
JAI MATA DI Mata rani ka photo ghar me kaisa ralhana chaiye.. koi bolta h ki शेर का मुँह khula hua hi phpto mandir m rakhana chahiye koi bolta h band..kon sa photo sahi h please aapse request h ki ghar k Mandir m devi devta ka photo kaisa rakhana chaiye please bataiye....
Mata ji pranam jiske ghar me kabhi bhi nhi kiye hai to ve sb kase kre aur ghar me maran ho gya hai aur abhi varshi nhi kiya gya hai to es baar kar skte hai ki nhi
Pranam aunty ji 🙏...Kya navratri me kunjikastrotam ka Sirf path karne se Shaadi me aa rhi badha dur ho jati h?? Ya Sara adhayay ka path karna hoga?? Isme galti hone ka dar rahta h... kripya bataye
maa ji humko nhi pta hamare purniyan kaise puja karte the isliye hum kbhi kiye nhi ...to hum bahut preshan hain bimar bhi bahut rahte hain aap ye btao kaise kren fir hum puja
Madam namaste mein odisha se hun. Humara gharka istadevi maa sarvamangala mata hei. humara gharka ek kamra me Devi pindi bi stapit hei. Madam mataki adesh hi mein unkhi rose puja karti hun. Madam mataki ku kese achese puja karapaun useke liye much plz. Guide kijie. Kindly.
Namaskar Bahinji mujhe apne kuldevi aur kuldevta ka pata nahi hai aur mera purana Ghar Band pada hai or koi batane wala bhi nahi hai purane Ghar me bhi koi kuldevta ka koi kamra nahi hai main kya karu
Madam, kya kuldevi aivam kuldev ki photo ghar ke mandir me rakh sakte he? Kripya yah bhi batayen ki kuldevi ke prateek ke roop me trishool ki pooja kar sakte he?
Meri kuldevi ka sthan purane ghar me tha foolmati Mata ka trishool gada tha purane ghar me vahin puja Hoti thi ab vaha mere baba sasur ke bhai ki femily rahti hai .JB meri sasu ma naye ghar me shift huin to Bina chauri ke hi puja Karti hain puja ghar me . Kya hamlog Ganga ji ki mitti se dobara chauri ki sthapna krsakte hain? Aur meri nanad log shadi se pehle bhi puja Karti thi kuldevi ki aur shadi ke Baad bhi Karti hain aur yahan PE bhi Prasad khati hain kuldevi ka . Kya ye sahi hai? Plz jarur batayen Mai bahut pareshan hun?
Bahut bahut aabhar 🙏 Par samasya ye hai ki jo gaw wale pandit ji hain unse sasuma ka vivad hogaya tha TB se koi sambandh nahi hai unse. kripya aap hi kuchh sujhav den bahut Dino se isi samasya ke Samadhan hetu pryas karrahi hun . Kuchh samajh nahi aaraha kya karun?
@@aastha9470 ap churi banwa skti hai purane ghe se mitti lakr nay ghr me sthapit kre sath me ganga ki miti v mila le aur .apke nand ne apke ghr ki property me hissa liya hai kya? agar liya hai to wo v kul devta ki pooja kr skti hain magr apne sath hi wo wahi kul devta ko apne sath le jakr apne ghe me sthapit karke pooja kr skti hain mayke me pooja ni kr skti hain ap unko aisa kren ko bole qki unka kul aur gotra alag ho gya hai .ap unko smjaye agar ghar ke property me hissa ni liya hai to pooja n akrne de unko man kre phir v na mane to unko apne sath apne ghr me lejakr pooja kreniki slah de
@@manishpathak3751 koi faayda nahi ya toh woh poojati nahi ab pooja kar li hai toh unke sath woh chal diye हैं Phir khoon ka rishta toh hota hi hai maayke sai toh ab pooja karne mai kya burai hai
Pranam mataji,jab kabhi Hamare yaha kisi ki mrityou ho jati hai to us saal navratri ki dono astmi ki puja nahi hoti aisa Karna sahi hai ya nahi kya aisa karne se devi rooth to nahi jati.
Mataji jo daily Pooja Mandir Mein Hum Karte Hain, uske sath Sai Baba ki Choti Si Murti Rakh sakte hai, ya phir alag se Shaapit Karke Unki Puja kare please please upay Bataye🙏🙏 mujhe ek Pandit Ji Ne Kaha Ki Sai Baba ki alag se shaapit karke pooja karni chahiye , Humko Sabhi Devi, devtao ke sath pooja nahi karni chaheya. kya ye sahi hai ???🙏🙏🙏🙏
Mujhe kuldewta aur kuldevi ke baare mai jaankar achha laga
Bahut hi achhi jaankari di aapne
Saath hi mujhe meri Maa ki bhi yaad aa gayi jab woh kuldevta ki pooja karti thi.
🙏
गुरू मां केचरणोमे कोटि कोटि नमस्कार आपने बहुत अछिबात बताई है ऐसीबात अभीतक किसी नेनहिबताई जय मांतीजी 🙏🙏
मैहर की माता फूलमती और सात बहनों में से एक माता फूलमती दोनों एक ही हैं या अलग हैं? Plz rply जय माँ कुलदेवी 🌺🙏🏻
भाभीजी बहोत अच्छे से बताती हैं आप 🙏🚩
आपकी जानकारी बहुत सराहनीय है इसके लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद 🙏 कोई भी देवी या देवता किसी के सिर नहीं आते कभी ये बकवास बात है १००% बाकी कुल देवी देवता आदि का पूजन श्रेष्ठ होता है और गुरु पूजन इससे भी श्रेष्ठ होता है।
प्रणाम दीदी,आपकी दी हुई जानकारी सराहनीय है
Ye bahut hi durlabh jankari di hai apne
Bahut sunder knowledge hai apko
Aap ne aisa prabachan sunake aap to janm din yad aayi lm Rakesh Kumar sonbhara up utter pradesh
AP ny myray Mann ke sunle .dhnaywadh aunty ji.
बहुत ही सुंदर तरीके से आपने बताया हमे अच्छा लगा हम आपसे ये पूछना चाहते है हम आज़मगढ़ उत्तर प्रदेश के रहने वाले है
मेरा सवाल है हमारे पिताजी किसी की पूजा नही कुलदेवता की पूजा नही करते है हमने ओझा से पूछा तो हमे पता चला कि हमारे देवता सब नाराज है तो हम कैसे मनाये
Hii didi ji hum pawan bhumi pyayag se h hamare yaha maa sharda chauri athwa mandir h apka video bahut bahut accha sahi information thi thanks jai sarda maa
mata hamare kuldevta shri bajrangbali ji hai aur hamera yha inki visesh puja kojagra (aashwin purnima ) ke din hoti hai...lekin puja navratri ke din se hi suru hoti h
पूज्य माता श्री को प्रणाम आपने जो जान करी दी हम आपके आभारी है आपको कोटि कोटि
प्रणाम🌹🌿🌷🌹🌿🌷🌹🌿🌷🍀🌹🌿🌷🍀🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Chachi ji prnam ...apki badi kripa hui jo apne kul devta aur devi ke bare me bataya.
Pahle kul devi ke puja kiya jaye ya fir Ganesh ja ka kiya jaye
बहुत ही बढिया ज्ञान
Chachi apne sahi bola meri dadi ke mayke se unke sath thakur thakurain aaye thee aur unki poja ham log krte hain.kuch din pehle chacha ne sare devta ko badhar me baitha diya ...lakin ham log phir shuru kr diye pooja krna . Ham log ke ghr me v bhairo baba v hain aur brhm devta v..chwal haldi se rang ke hamare ghr se v ni jata h qki aisa krne se v thakur maharaj beti ke sath unke sasural chle jate hain
agr ap ke chacha baitha diye hai to dubara puja na suru kare
Asan Zindagi kya btauu chachi sare log to yahi soch rahe the ki ab unki pooja ni krenge. ..lakin kuch aisa hua jisse ham sabko abhash ho gya ki thakur maharaj ham sab se bhot naraaz h agar mai apko btaauga to ap ya koi v viswas ni krega. .jai thakur maharaj. .chachi ek baat bolna chahta hu ki kbhi v koi v kabhi v apne kul devta ya thakur maharaj ko kahi v baithaie.
Mata ji namaste agar kuldevi per sari na chada paye to rumal chada sakte hai
Mata ji mujhe ap btaye ki mere baba gaya jagarnath gye the pindo ko bithane to wha se chawal or baba jagarnath ki photo laye h chwal to yamuna ji me baha diye kya bhagwan jagarnath ki photo puja ghr me rkh kr puja ki jati h
Very good information 22:31
maa shardiya navraatri 2018 ki aapko bahut saari badhayiya. jai maata di.
Mam jinhe apne kuldevi devata ke bare me nahi pata aur family me koi bada bhi nahi bata pa raha hai toh kya karen ? Konse bhagwan ko kuldev maan sakte hai ?
क्या नवरत्न में भी कुलदेवता का पूजा होता है
मातजी आप एसे ही हमारे सवालौ के जवाब देते रहना और अच्छे अच्छे वीडियो बनाते रहना धन्यवाद
Bahut hi achhi information hai, hum jaise New janration k liye
Thakurayn. G. आप का बताया हुआ अच्छा लगा पर मे नेपाली हु हमे भी बताने की कणपा
मां मेरे घर में दादी नानी पूरी जिंदगी हवन करते थे। हमारे कौन से कुल देवी देवता इष्ट देव होंगे।🪔🙏🎉🕉️✍️🎀💝 जरूर बताएं।
Thanks loads mam for your advice
Q h
Mam jese koi apne gav se bahut dur rhte he tb kuldevi ke liye nikal kr rkhe gye bhog ka kya kre plz reply me
आंटी जी प्रणाम धन्यवाद इस संपूर्ण जानकारी के लिए मेरी सास तो कोई पूजा नहीं करती थी और उन्हें चिढ़ थी पर मैं घर में मां दुर्गा , की पीतल मूर्ति और यहां स्थान में जिवदानी मां है तो उनकी फोटो और गणपति, लक्ष्मी विष्णु भगवान , श्री कृष्ण की मूर्ति तो क्या ये सही है रोज पूजन करती हूं और पांच दिपक कुल देवी देवता ग्राम देवी देवता सबके नाम से पूर्णिमा के रात्रि में रखती हूं इशान कोण में तो क्या मैं साल में एक बार कर सकती हूं पांच दिपक वाला और सब मूर्ति को फोटो में रख सकती हूं मूर्ति नहलाना धुलाना अकेली हूं कभी तबियत ठीक नहीं रहने पर परेशानी होती है कृपया मार्गदर्शन करें
जी हां, ऐसे में आप फोटो की पूजा घर पर कर सकती है
@@AsanZindagi धन्यवाद आंटी जी और कुल देवी देवता की पूजा पूर्णिमा की बजाय सिर्फ नवरात्र में कर सकती हूं अब भूल चूक मनाकर जानकारी ही नहीं थी 🙏🙏
Narsingh bhagwan kill devta hai to unko kya prasad chadta hai...kya samagri chadli hai... Kyuki hmre yaha inki pooja vidhi or pujan samagri nhi pata or inka kaun s din h y nhi pata plzz batiye help me
Hamari kuldevi bhi phoolmati mata hai.
मेरे कुल देवता सोखा बाबा हैं इनकी पूजा कैसे करें
Muzaffarpur me kul devi bandi mai ki puja hoti h
dul pradesh se puja kaise karen
We have Shiv mandir at home. Kuldevta Gaurikant, kuldevi Maa Kali hain.
Jai Maa Kali 🌺
Mere home mein masuriya devi haa aur mera 15 sal ke beta pr ati hai navratri pr
Auntiji pranam, kul davta ki jo chori hai , kya use cement se pakka. bana sakte hai ki nahi, esa meri sasuji pucch rahi hai aapse. Please batany.
Very healpful vedio mataji 🙏🙏
Kya kalsh sthapna krne walo ko 9 din tel sabun and washing powder se kpde nhi wash karna chahiye
बहन जी ,प्रणाम मेरी सासू मां इस प्रकार की कोई पूजा नही करती है,और उन्हे इस विषय की जानकारी नही,पर मेरे मायके मे कुल देव का पूजन होता है,मुझे क्या करना चाहिए, कृपया बताइए, 🙏
Kuldevi ka pujan roj Karen ya bisesh din ko hi Karen ????
Kuldevi ka pooja varsh me yaa visesh samay par hota hai
Jay Mata Ki acchi baat bataiye dhanyvad Mata Ji Delhi se
जय कुल देवी भगवती नारदाशारदा !!
Pranam aunt jee mere sasural me bahut pehale bhukamp aane se kul devidevta jameen me dhas gai to unki asthapna dubara kaise kare mai bihar se hun.
Aur bhi aise kul aur est devi devtao per video banate rahe :)
Kul devi deuta ko dachhana Paisa chadhata h wo Paisa ko badha me Kya kre ge
Namaster mataji..kaun si durga puja mein kula puja karni chahiye?chaitra durga puja mein ya sharadir durga puja?please mataji reply..dhanyavad
Mere yha Mata sharda or maheshwari Mata ka Pura hota h hum abhi dushare jaga sipt huye Mata ka pooja acche se nahi kr paa rhi hu main meri or meri beti tabiya kharab ho rha h please main kaise maa ko prasan kaise karu please mam mujhe banye
Kuldevi ki puja astmi ko krte h ya navmi ko ?pl jarur btaye
navmi ko
Aunty Ji Pranam🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Kya Navratri k vrt me Ragi k Aata ka use kr skte hai??????????
Aur Shubh Navratri 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Plz jo dusre question pucha hai help kre plz plz plz
And ye bhi bta dijiye ki kya kya kha skte hai vrt me????
Nd mere paas 2 photo durga ji ki hai jisme mai 1 ki puja krti hu aur dusra jo nya hai usko rkha hai
Us photo ko kb use kre
ruclips.net/video/p53e-3a6XEw/видео.html
nya hai usko rkha hai use navratri se use kare
flahari aata kha skte hai
*Mata g is bar 9 Ko shraadh khatm ho the h or 10 Ko Navratri suru. To kya shraadh m Navratri ka samaan la skte h. Kyuki Subha ghat sthapna ka muhrat nikal jaega nhi to . Plz explain* 🙏
ji ha ap le skte hai saman
Asan Zindagi dhanyewad mata g
Mata ji mere 2 prashn hai kripa krke iska jawab jldi se jldi de
1. Maine ek mannat mangi thi ki mai is baar navrat Me vrat rakhunga lekin ab ek preshani ke vajah se nhi rakh paa rha hu to mai kya kroo. ?
2. Navrat me mai ki chawki s jana zaroori hai mandir me nhi kr skte.?
ap kbhi or vart kar skte hai
mandir me puja kar skte hai..
Jai shree radhe radhe aanti jiu
Jinke sirf betiya Ho vo kaise kuldevi devata ki puja ko jari rakh sakte hai
Maa phool mati bhawani ko prasan karne ka upaya bataye ye mari kul Ki Devi hai
Aap devi ki dono navatri me vidhi purvak pooja kare, ghar par vivaah yaa santan ke paida hone par visesh pooja kare
मेरे घर में सोखा बाबा नरसिंह बाबा बन्नी माता गौरया बाबा है क्या इन लोगों का पूजा डेली होता है डेली किया जाता है मुझे बताने वाले कोई भर नहीं है प्लीज आप मेरी मदद करें
didi humari kuldevi gaon mei hai or hum nhi jate ti ab hum kya kare kese pooja kare
Mata g . Videsh me rehke kuldevi ki pooja kaise karein . Har saal India aana sambav nai ho to
ap videsh me bhi navratri ke navmi ke din puja kar skti h
kuldevi ka
Kuldevi ki puja shiv madir me kar sakte hai kya please reply
Aapne apne iis video me bataya ki puja dene k samye jo Atmae rehti hai jo bhog jutha kr deti hai......toh mujhe ye v bataiye ki puja suru krne se phle aesa kya kre jis inn अदृश्य aatmao ko bhaga ske.....
कुलदेवी की पूजा नवरात्रि और विशेष अवसरों पर ही की जाती है तो अन्य सामान्य दिनों में उनकी चौरी पर पूजा करें अथवा नहीं ?
कुलदेवी की पूजा नवरात्रि और विशेष अवसरों पर ही की जाती है
bhut achi jankari di apne unti ji
Anti ji ap bahut hi achha samjhati hai
Mujhe apse kuchh visesh jankari leni thi jo Mai isme nhi bta sakti apse kaise bat hogi pl help me
facebook.com/asanzindagi1/
Aunty ji, 9 din k vrt me hm kitne din ka vrt krte hai mtlb kis din paran krte hai aur pura normal khana kha skte hai.
Kis din khaye Navami ko ya dashmi ko !!!!!!!
aap pehle or astmi ke din vart krke nvmi ke din pura khna kha skte hai
Mam hamari shaadi ko 4 sal hone wala hai abhi tak hamari shaadi ki Puja nahi Hui please is per kuch video banaye kaise kare Puja
shadi ki shalgirah me aap puja krva lijiye
Agar mayke se kuldevta aa jate h toh unhe wapas bheja ja skta h ...ya phir unki puja karni hi padti h
Agar acche pandit ho to unhe wapas bhi bheja jaa sakata hai
Navratri bart rakhane vali mahila kanghi kitnibar kare
Aasan jindagi aap hamen bataen bijasan Mata ki Puja ham Ghar per kaise Karen
Ma'am meri sas nahi hai mere pati jb chote the tabhi unki maa chal basi mere gano me koi chauri nhi hai lekin kuldevi ka name pata hai koi baba se dikhaye the unhone bola kahin ek jagah puja kr skti ho ganga mitti ka chauri banakr hm bahar me rahte hai yahan apna chota sa ghar hai usme kr sakte hai please bataiye
Kul Devi, Devata ka Sthapana kisi Sthaayi jagah kiyaa jaata hai, jyadatar Gaav Ghar ki jagah par kiyaa jaata hai, jaha lambe samay tak sthaayi pooja ho sake
Namasteji muje puchna tha ki mei to bangali hu aur mujhe na apne mayke ki kuldevi ya kuldevta ka pata hai na sasural ki kuldevi ya kuldevta ka. Mei kya kru.. Kaise pata kru ki kaun hai meri kuldevi ya kuldevta?
Sabhi ke gharo me kul devi, devata nahi hote aapke purvaj jisako ista devi, devata banaye ho aap unkai pooja kare
Jai kuldevi devte tnx
Mam Navratri me Kuldevta ki puja suna hai nhi krte pure 9 din srf Kuldevi ki puja hoti hai esa kyu Mam please answer
Mata ji Hamare yaha kuldevi lodi Bali mata ki puja ki jati he unke bare me batayeye please
aage video denge
Pranam auntyji aunty meri saas gujar gyi hain is saal aur humlogo k yaha sawan mein basiaora puja hota hain mein choti bahi hu to kya mein puja har sakti hu . Iske phele meine kavi ya puja nhi kiya h to kya mein is saal se wo puja kar sakti hu please btaye pranam🙏
aapane agar 12 pido ki pooja kar li hai to aap naya vrat suru kar sakati hai
Mataji meri sasu maa ne kabhi kuldevi ki Pooja na to ki hai aur na hi gaanv me jati hai phle chachisas krti thi ab pichhle sal vo bhi expire ho gyi hai .....ab ham log bolte hai to vo mna kr deti hai hm bahut preshan ho gye hai ab hm kya kre ???
Aise me aap kul devi devata ko pooja karake "Gaya" karawa de
Hamare yahan kul devta ghar me the pure parivar me jb shadi hoti thi to pariwar ke log apne ghar le jate the pooja ke liye ab vo devta baba kho gaye koi le gaya vapas nhi kiya to hm logo ko kya krna chahiye ab to makan bhi gira ke naya bn gaya makan please marg darsan kre
kuldevta ek jagah sthapit rehte hai
mitthi ke pind me
nya gya bnne se pehle hta diya jata hai
fir naya ghar me sthapit kar dete hai
apne kuluprohit se bat kar fir se kuldevta ko sthapit kar skte hai
Ryt bola aapne
Mere tha krtali pujate hai to eska vedio jrur de
Aunty ji eek song h agr AP khi se suni ho to pls mere liye ga dijiye lachak gai amwa k dar ho binu mai k bitiya aunty pls ga dijiye ye utube me search kiye pr Mila nhi
JAI MATA DI
Mata rani ka photo ghar me kaisa ralhana chaiye..
koi bolta h ki शेर का मुँह khula hua hi phpto mandir m rakhana chahiye koi bolta h band..kon sa photo sahi h please aapse request h ki ghar k Mandir m devi devta ka photo kaisa rakhana chaiye please bataiye....
aap muh band photo rakhe
Namaskar mam 🌹 nice video
Mata ji pranam jiske ghar me kabhi bhi nhi kiye hai to ve sb kase kre aur ghar me maran ho gya hai aur abhi varshi nhi kiya gya hai to es baar kar skte hai ki nhi
agr pehle se puja hoti ho tbhi kare
new start na kare
नमस्कार मातजी हमारे पास श्री तुल्जा भवानी देवी की चोरी है वह सफेद मिठी की बनी है क्या यह गलत है
ji ha thk hai
Asan Zindagi आप का बहुत बहुत धन्यवाद
Mera kuldevi bihar me hai kaise apne paas leya
Mundan yadi ganga ghat pe karna ho to muhurt dikhana jaruri hai kya?
ji haa, Mundan Muhurt se kare 19 January ko Mundan Muhurt hai
Pranam aunty ji 🙏...Kya navratri me kunjikastrotam ka Sirf path karne se Shaadi me aa rhi badha dur ho jati h?? Ya Sara adhayay ka path karna hoga?? Isme galti hone ka dar rahta h... kripya bataye
subh asirvad,aap shavdhani se path kare
mam kya aap hmw bta skte h ki 2o19 January me sakasti ganesh chaurthi vart kb par rha h......????? please aap hme calender dekh ke kya bta skte h????
ruclips.net/video/JbU4qvHCJz8/видео.html
ruclips.net/video/DX1WVuHVXNM/видео.html
Foolmati mata ki varshik Puja kis month me ki jani chahiye.
Aap inaki pooja chait ke mahine me kare
नवरात्रि के अलावा और कौन से त्योहार है जिसमे कुल देवता पूजे जाते है ?
diwali me puje jate hai
Mam phulmati mata kaun hai kyunki meri dadi unki pooja karti hain
phulmati mata devi kul devi hai
Apke ghr me phoolmati mata g ki varshik Puja kis month me hoti h.
Pls tell me.
maa ji humko nhi pta hamare purniyan kaise puja karte the isliye hum kbhi kiye nhi ...to hum bahut preshan hain bimar bhi bahut rahte hain aap ye btao kaise kren fir hum puja
aapke ghar me jin devi devata ki mukhya roop se pooja pahale se hoto aa rahi hai aap unaki hi pooja kare
Madam namaste mein odisha se hun. Humara gharka istadevi maa sarvamangala mata hei. humara gharka ek kamra me Devi pindi bi stapit hei. Madam mataki adesh hi mein unkhi rose puja karti hun. Madam mataki ku kese achese puja karapaun useke liye much plz. Guide kijie. Kindly.
vishes parv me puja hoti hai
diwali or vishes parv me puja kare
@@AsanZindagi dhanyabad madam
Hamari kui davi mata sukrala mallavi Jai maa kali ki Jay baba kaliveer dav haa
Namaskar Bahinji mujhe apne kuldevi aur kuldevta ka pata nahi hai aur mera purana Ghar
Band pada hai or koi batane wala bhi nahi hai purane Ghar me bhi koi kuldevta ka koi kamra nahi hai main kya karu
Madam, kya kuldevi aivam kuldev ki photo ghar ke mandir me rakh sakte he?
Kripya yah bhi batayen ki kuldevi ke prateek ke roop me trishool ki pooja kar sakte he?
Ji haa, aap aisa kar sakate hai
@@AsanZindagi Bahut bahut Dhanyawaad
maa use badal sakte hai bartan dukan me kyuki usme unka naam likha hai swargiya c shrivastava
Meri kuldevi ka sthan purane ghar me tha foolmati Mata ka trishool gada tha purane ghar me vahin puja Hoti thi ab vaha mere baba sasur ke bhai ki femily rahti hai .JB meri sasu ma naye ghar me shift huin to Bina chauri ke hi puja Karti hain puja ghar me . Kya hamlog Ganga ji ki mitti se dobara chauri ki sthapna krsakte hain? Aur meri nanad log shadi se pehle bhi puja Karti thi kuldevi ki aur shadi ke Baad bhi Karti hain aur yahan PE bhi Prasad khati hain kuldevi ka . Kya ye sahi hai? Plz jarur batayen Mai bahut pareshan hun?
ap apne kul uprohit se puch kar chauri bna skte hai
or beti ko kuldevi ki na to puja krni chiye na prasad khana chiye
Bahut bahut aabhar 🙏
Par samasya ye hai ki jo gaw wale pandit ji hain unse sasuma ka vivad hogaya tha TB se koi sambandh nahi hai unse. kripya aap hi kuchh sujhav den bahut Dino se isi samasya ke Samadhan hetu pryas karrahi hun . Kuchh samajh nahi aaraha kya karun?
@@aastha9470 ap churi banwa skti hai purane ghe se mitti lakr nay ghr me sthapit kre sath me ganga ki miti v mila le aur .apke nand ne apke ghr ki property me hissa liya hai kya? agar liya hai to wo v kul devta ki pooja kr skti hain magr apne sath hi wo wahi kul devta ko apne sath le jakr apne ghe me sthapit karke pooja kr skti hain mayke me pooja ni kr skti hain ap unko aisa kren ko bole qki unka kul aur gotra alag ho gya hai .ap unko smjaye agar ghar ke property me hissa ni liya hai to pooja n akrne de unko man kre phir v na mane to unko apne sath apne ghr me lejakr pooja kreniki slah de
@@manishpathak3751 koi faayda nahi ya toh woh poojati nahi ab pooja kar li hai toh unke sath woh chal diye हैं
Phir khoon ka rishta toh hota hi hai maayke sai toh ab pooja karne mai kya burai hai
सिंगवाहनी माता का क्या पूजा विधान है अंटीजी
Aapane yah baat nahin bataya ki kuldevi Devta ki Puja Hoti Hai vah kab karni hai kitne baje karni han wh bhi Bata dijiye
Pranam mataji,jab kabhi Hamare yaha kisi ki mrityou ho jati hai to us saal navratri ki dono astmi ki puja nahi hoti aisa Karna sahi hai ya nahi kya aisa karne se devi rooth to nahi jati.
apke yha jaisa hota hai vaisa kare
hamare gharpe ganpati, laxminarayan,saraswati ,shiv,gouri,jagannath,radhamaadhav,maa durga,satoshi mata,baalgopal,bajrangbali ji ki ashta dhatuki pratimaaen our shreechakra vaaha v aayudhon sahit sthapit hain, .....pushton se.... ,lekin unhe vaastu/griha devta bolaa jaata hai......parantu agahan guruvaar mein ek gopniya pratirup mein maata dhanya laxmi ki pooja hoti hai jo ki sirf gharki badi bahu karti hai , aur keval hamare vansh ke log ye prasaad grahan karte hain......to fir kya vohi maata laxmi hamari kuldevi huin....
agahan guruvaar mein jis devi ki puja hoti hai,unhe kul devi keh vskte hai..
ji dhanyavaad
Mataji jo daily Pooja Mandir Mein Hum Karte Hain, uske sath Sai Baba ki Choti Si Murti Rakh sakte hai, ya phir alag se Shaapit Karke Unki Puja kare please please upay Bataye🙏🙏 mujhe ek Pandit Ji Ne Kaha Ki Sai Baba ki alag se shaapit karke pooja karni chahiye , Humko Sabhi Devi, devtao ke sath pooja nahi karni chaheya. kya ye sahi hai ???🙏🙏🙏🙏
ap alg se sthapna karke puja kare