Bhai application submit karne ke bad mujhe jo request number mila hai usse mai kaise apna status track karu ya mujhe kaise pata chalega ki mera kam ho raha hai ya nahi?
But sir, load decrease nahi hota h., kyu ki waha likha hai, load should be greater then current load. Maina 2-3 bar try kiya h ,mere load 4kw h ,maina 3 ke liya apply kiya validate bhi ho gaya per mere load change nahi hua..mujha 4kw ka hi charge dena per raha h.
Load increase karne pe next month k bill pe koi service charge bhi lagta hai kya? Maine load ko 2KW se 5KW kiya for single phase connection, aur is month ka 3240 Rs ka jyata bill aaya jo ki others charge mein mentioned tha. Ye load increase karne ka charge tha kya?
अपने नजदीकी बिजली विभाग केंद्र में जाकर एक शिकायत पत्र लिखकर जमा करना होगा उसके बाद बिजली विभाग वाले जांच पड़ताल करने के बाद आपके बिजली को ds1 में ट्रांसफर कर देंगे
मैंने न्यू कनेक्शन के लिए अप्लाई किया हुआ था और यह लिखा आ रहा है कृपया मेरी यह क्या समस्या है APPLICATION FIT FOR REJECTION Remarks: Duplicate Application
Sir Maine jb meter lag waya tha us time maine 1kwv tha load old meter me . but Mera 3 days pahle hi Mera smart meter laga hai aur ab main Apne meter ka load 1se 3 load badhana Chahta hu to Kitna lage ga.
@@rahulroshan9207 meter me bhi kuch changing karta hai kya? ya fir sirf billing me Update hota hai ( like, 1Kw se jayada use karne par extra charges nhi lagta ......)
Sir maine (bpl)kj se ds1 ,2kw karvaya tha but 2kw show nhi karta h shirf kj show ho rha h aur security deposit 800 koi problem h kya bihar .mera bpl tha
Maine 1 kw se 7 kw load badhaya Aur phase change nhi kiya ab single se 3 phase krna hai to extra security money v dena hoga jbki load increase hua tab Rs 2800 diya hu Load decrease krta hu to security money less hoga bill amount me se ?? Plz answer me
useful video
Load enhancement ka koi charge add hoga kya bill me security deposit ke rup me smart meter me load badhana hai
Thank you so much 🙏
Kitna din lagta hai isme??
Sir load 1se 2kw kiye to kitna charge dena pdega
Sir kitna charges dena pada apko ?
Kuch difference ayega,
40/kw ke hisab se fixed charge 80 rs. Ho jayega.
Unit ka rate me bahut kam difference hota hai
165 fix charge per Month Dena padega
@@mukeshmblogger5008bhai 165 bahut bol rahe hai aap..40rs. per kw hota hai
@@DeveloperPandey April 2023 se fixed charge badh gaya hai
Lod badhane pe bijli bil zada aayega kiya mera 1kb lod ka 2 use 2.50 kb lod ho raha hai
there is huge cost of changing load which we will get after the change in load. This amount comes in the next bill cycle.
Suppose I changed the load from 1 to 6 then will the billing calculation remain the same or will it change?
any charge of increase load will we have to every month or the same like before changing load .
bro , please reply me
Ye load Change chargeable hota hai kya ?
Bhai application submit karne ke bad mujhe jo request number mila hai usse mai kaise apna status track karu ya mujhe kaise pata chalega ki mera kam ho raha hai ya nahi?
Yaha se update krne ke baad kya karna hoga? Kya bijlee vibhaag jaana h?
5kw ka single phase me kya fixed charge hai
Load badhne se kya bijli ka bill kam aata hai....Mera bijli bill bahut jadda aa raha hai Jo avi 2kw hai....harek mahina 3000rs aa jata hai.
Bhai Mera LTIS 2D connection hai 20 ke ka humko kam Krna hai 15 kw kaise kre suvidha app se nhi ho raha pls btao kya kre
Load badhane ghataane ka koi applying charge bhi hota h kya
Phase 3 krne per kya charge extra lgega.. Or lagega to kitna lagega..?? And suvidha aap k alawa kahi or online mide se change hoga ya nhi
Service Charge kitna lagata hy sir
Iske liye kya metre change kiya jata hai ya phir purane metre hi laga rahta hai
Kuch din baad change kr deta h
Sir apki video dekh ke Mai apni smart meter ki lod ghatane ki applications diya tha 10days ho gya Levin abhi tak add nhi hua kyo
very nice your thoughts
Bro.. Maine ye app me jaakar jaise ca no. Daalta hu mujhe likhta hai. You are resictrected for kj tariff plan
LT CONNECTION KO COMMERCIAL ME CHANGE KAR SAKTE HAI KYA
Plz reply this answer?
Same question ❓
But sir, load decrease nahi hota h., kyu ki waha likha hai, load should be greater then current load. Maina 2-3 bar try kiya h ,mere load 4kw h ,maina 3 ke liya apply kiya validate bhi ho gaya per mere load change nahi hua..mujha 4kw ka hi charge dena per raha h.
Next billing cycle pr hogi change,
Load increase karne pe next month k bill pe koi service charge bhi lagta hai kya? Maine load ko 2KW se 5KW kiya for single phase connection, aur is month ka 3240 Rs ka jyata bill aaya jo ki others charge mein mentioned tha. Ye load increase karne ka charge tha kya?
Bo security deposit me add ho gaya hoga aise charge sirf 75 hai
Smart meter mei excess demand ka kitna charge lagega?
Bahut lagta hai bhai
Thanks
Sir suvidha app se jo load badhane ka application karunga to uska chager Jo hai kaese dena parega.
Load badhane pe koi charge bhi lagta hai kya? Jaise Mera load abhi 1 kw hai, and mein 2 ya 3 kw karwana chahta hoon, toh koi charge bhi bhi lagega, aur bijli bill jyaada aayega kya,
Ha...load badhane ka charge lagta hai....
@@ZarooriBaatein per kilowat ka kitna fees lagta hain please reply
@@ZarooriBaatein load badhane ka charge jo lga hai agar kam kren to wo paisa wapas kaise or kb milega
sir hmara area gramin pdta h.jb hmara meter nds2 lga hua h jis se fixed charge jyada aa rhe hai.nds1 me krne k liye kya krna hoga
अपने नजदीकी बिजली विभाग केंद्र में जाकर एक शिकायत पत्र लिखकर जमा करना होगा उसके बाद बिजली विभाग वाले जांच पड़ताल करने के बाद आपके बिजली को ds1 में ट्रांसफर कर देंगे
Thank so much sir
मैंने न्यू कनेक्शन के लिए अप्लाई किया हुआ था और यह लिखा आ रहा है कृपया मेरी यह क्या समस्या है APPLICATION FIT FOR REJECTION
Remarks: Duplicate Application
Request no. Delete ho gaya kaise hoga bhai
Mujhe 0.5 kw badhana hai, to ho jayega.
Bihar mein agriculture connection kab se hoga aur kaise aur 2022 mein kaise milega iske bare mein bhi video banaaiye please
Jharkhand men ye kaise hoga
Approve hone mein Kitna time lagta hai
???
Bro kitna laga increase hone mai and kitna paisa lagaa pls say
Super
Any charges of increase Load..!?
Mera 600 liya
❤❤
3month + hogya hai fr bhi request under process bta rha and load change nhi horha plzzz reply ..
Sir Maine jb meter lag waya tha us time maine 1kwv tha load old meter me . but Mera 3 days pahle hi Mera smart meter laga hai aur ab main Apne meter ka load 1se 3 load badhana Chahta hu to Kitna lage ga.
Pahle Wale application se hi ho Jayega...fir se badhane ki jaroorat nahi hai...load badhane ka charge bill me add ho kar aa jayega.
But sir ab to bill nhi Aaye ga Ghar PE ab to recharge wala ho Gaya to ab kaese pta chale ga
Load ds I hai 1kw ka to maine 5 kw kar diya kya iska bhi extra charge lagega
Kitna laga tha apko
@nomadicbharat8642 120 rupay charge laga tha ok
Kitne dino me update hoga
Aapka kitna time laga tha?
Hi, kitne dino baad ye update hota hai. JAB KOI APNA KW INCREASE KR RHAA HAI TO KITNO DINO MAI UPDATE HOTA HAI. PLEASE BATAYE
Bhai pls btado apka kitne din m hua
@@beastgamervfx bhai mera 7 working days mai update ho gya thaa
@@rahulroshan9207main 1kw se 2kw kiya charges smart meter app pr recharge se ktega kya?? aur 2kw krne pr bill bdhkr aata h kya sake rate se aata h??
@@Pankaj11oct wo automatic apke account se deduct kr lega or 2kw par nhi ata hai agar koi 4kw se jada leta hai uska ata hai badhkar
@@rahulroshan9207 meter me bhi kuch changing karta hai kya? ya fir sirf billing me Update hota hai ( like, 1Kw se jayada use karne par extra charges nhi lagta ......)
Bta rha h problem with our kindly try again after sometime
How to cancel request as I have requested 3 phase that I don't want and I want to cancel my request so I cen re request
Apply agin decrease load
If I request to increase load ,when I I have to pay its load charge and where ??
Application fee will be added in your next bill..
@@ZarooriBaatein but sir I have prepaid smart meter in my home.will fee deduct after recharge from my balance ??
Iska jawaab dein mahashay
Mera application fee counter pr le liya tha
@@jeetendrakumar54271-2 krne ka kitna charge h?
Mera BPL wala connection hai 250WT wala ,mujhe load change krna hai 2KW ,but subidha app se change nhi ho rha hai...
Kaise hoga,plz help me...
bro BPL wala connection hy so apko Power House hi jana padega
Sir maine (bpl)kj se ds1 ,2kw karvaya tha but 2kw show nhi karta h shirf kj show ho rha h aur security deposit 800 koi problem h kya bihar .mera bpl tha
Bpl se ds 1 me kiya ap to bill same aata ha ya kam bill aata ha
@@jayauddinansari5845 jyada +130se 140
हमने 1 केवी से लोड बड़ा कर दो कभी 1केवी से 2kvकिया जिसका ₹800 हमें भुगतान करना पड़ा ऑनलाइन वापस हम1केवी कराना चाहते हैं तो क्या यह ₹800 वापस मिलेगा
Shreni kaise change kiya jata h
बिहार बिजली स्मार्ट मीटर का का complain कहा और कैसे करेंगे
Maine 1 kw se 7 kw load badhaya
Aur phase change nhi kiya ab single se 3 phase krna hai to extra security money v dena hoga jbki load increase hua tab Rs 2800 diya hu
Load decrease krta hu to security money less hoga bill amount me se ??
Plz answer me
Yes answer please
kj connection ko ds1 me kaise kre
चार्ज क्या है पर किलोवॉट का ?
Smart meter ka ₹88.50. Non-smart meter ₹ 888.50
Kitne din me load change ho jata hai 1 kw to 2kw
@@ratneshbhagat6166 2-3 payment or paise ni lgte
@@The_aspirant_diary01kitna la 1 se 2 krne ka charge aur paisa smart meter app se kta
Loud 0.5 huta hai kay
Load ghatane ke liye koi verification bhi hoga
nahi
request number kaise nikale
Mere me HP kyu likha hua aata hai
Hamara connection 1 kw ka hai 1.5kw karna chate hai ho jaiga
कितने दिन में लोड चेंज हो जाता है
@@ratneshbhagat6166 load decrease kiya tha 48 hour mai ho gaya Suvidha App Se free of cost increase karne mai paisa lagta hai
@@knitesh07increade kruga 1 se 2 kw to kitna paisa lagega
bhai.eletricity free kaise ho sakti hai.ya almost zero ho jayea aisa kuch.btao
Up ka nahi he key app
Bhai, tumne to kisi ko reply he nahi diya
Please help me out ..
Kaun c state ka hai
Bihar
@@ZarooriBaatein up ka kaise krw
1kw se 0.5kw kaise ghatega....wahan to option hi nhi hai point enter krne ka???help bro
1 se Kam nhi ho skta h
Lod gharana par Sikratri moni wapas daga
भाई मेरा 1 KW अभी है
अगर बढ़ा कर 2 KW कर देने से
क्या प्रति यूनिट(2.63 पैसा ) जो अभी लगता है
प्रति यूनिट भी पैसा बढ़ जायेगा क्या
Very good