Sir nice explain. hum RUclips dekhkar freedge ka kam start kiye the jaha jaha hum gas dale hai waha ek mahine me hi choking ki samasya aa gai bahut paisa barbaad hua 1.8cfm ka vaccume hai mere pass Sir ye bataiye eveporeter ka oil kaise nikale Sir puri process batiye gass charging kaa
एक बारीकी मै बताता हूँ आप से समझिये ध्यान से Agar fridge 1 - 2 din ya mahine bhar me thanda karna band kar deti hai to fridge me 95% leaking ki problem hai chocking ki nahi bahut miner leakej ke wajah se pata nahi chal pata hai chok hai ya leak hai ham log gas fal dete hain Jab bhi 10-15 din me fridge thanda karna band kar de to to aap freezer me aawaj suniye agar aawaj aati hi to 100% fridge choke nahi hai Aap usme pressur dal dijiye aap ko 100% leakej milega Ye bahut bareeki cheej bataya hoon iss ko dyan se samajhiye
Oil ke wajah se fridge choke nahi hoti hai oil ke wax ki wajah se hoti hai aur vaccum pump oil ke wax ko poori tarike se bahar nikal deta hai oil nikalne ki koyee jaroorat nahi hai हो सकता है की ये सारी चीजे आप को समझ ना आये लेकिन इस चीज पर हमारा कई साल का experience hai agar iska usevkarenge to aap bhi in problem se nikal jayenge
@@kareemtechnicalmind8172 sir mai jaha bhi jata hu to suction line ko katkar usko flaxing karta tha jab tak ki chamber se puri tarah oil naa nikal jaye kya ye tarika galat ha?
Bahut bahut dhanyawad sir reply karne ke liye please sir humlog dehat side se yaha koi sikhne wala bhi nahi Hai RUclips se dekh kar freedge ka kam karte hai apse request hai aise hi humlog par apna Dhyan banye rakhe ,,🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Flaxing karn hai to nitrojan se kariye Air se frlaxing karne se achchha hai ki falaxing hi mat kariye Agar nitrojan nahi hai to pipe men jo oil hai uss oil ko air se nikalne se behtar hia ki vaccum pump se vaccum kar ke gas charge kar diya jaye Hamari syster ki pipe oil se chike nahi hoti hai oil ke vax se hoti hai aur vaccum pump oil ke vax ko bahar kar deta hai aur gas dalne pe gas chok nahi hoti hai Ye jo baat mai ne aap ko bataya ye bahut kaam ki hai ye sabko pata nahi hoti
Bhai fridge ka fridger thanda krta h 10 minutes tk aur compressor bahut heet hoke trip ho jata h jabki back pressure bhi 8 se10 psi h agar chock krti to - me sui jaati na lekin aisa nhi hot compressor band ho jata h fir start hoke vaise hi kaam krta h 😭
Comressor jo heat ho raha hai use छोड़िये ओ heat hota hai 2 kaam kariye votage check kar lijiye agar voltage 200+ hai to overload badal dijiye Ek baat aur agar 10 minat bhi compressor chal raha hai aur cooling bhi fridge kar rahi hai to sahi hai aur ye bhi check kar lijiye ga ki cur karne ke bad dobara apne se on ho raha hai ki nahi
Self vaccum se aaj Tak gas charge KARHA hu kabhi to chock nhi hua Or jab friger ki air usi capalliry se nikal rahi to chutiye capalliry ki bhi niklegi na
Company har fridge ko high side low side dono saraf se vaccum pump se vaccum karti hai matlab ki double vaccum karti hai to company chutiya hai Aur self vaccum ko company poori tarah se reject karti hai yan takki company kahti hai ki compressor se bhi vaccum mat karo Sirf vaccum pump se vaccum karo Aur agar vaccum sahi se nahi karte hain to compressor jaldi kharab bhi ho sakta hai
Aaj Mera dout aapki video dekh kar solve ho gya thanks 👍👍👍
Very nice bahut Sundar Andaaz 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
आप ने जानकरी बहुत अच्छी तरह दी
हम भी फ्रिज का काम करता हूं
आप को बहुत बहुत धन्यवाद
Apne bdi khtrnak bat bol di bhai video m👌👌👌
Maine itne sare fridge mein self vacuum Kiya aaj tak kabhi choke nahin hua bhai
Kaha rehte ho aap..meri fridge chok ho rahi hai..
Bhai compressor par load badhega aur same gas dalne par bhi back pressure jyada aayega
meri b kbi chok nhi huya ajj tkk bhut fridge kiye h
@@ravinderkaurjesses7248aap kha se ho mai punjab se hu
bahut hi Sundar aur pyara Andaaz Bhai jan
fridge me badbu kaise dur kare.? Ek video banae sir
Bahut aacha se samjha te hi
Nice Sar jee ❤❤❤❤
Very good
Sir nice explain. hum RUclips dekhkar freedge ka kam start kiye the jaha jaha hum gas dale hai waha ek mahine me hi choking ki samasya aa gai bahut paisa barbaad hua 1.8cfm ka vaccume hai mere pass
Sir ye bataiye eveporeter ka oil kaise nikale
Sir puri process batiye gass charging kaa
एक बारीकी मै बताता हूँ आप से समझिये ध्यान से
Agar fridge 1 - 2 din ya mahine bhar me thanda karna band kar deti hai to fridge me 95% leaking ki problem hai chocking ki nahi bahut miner leakej ke wajah se pata nahi chal pata hai chok hai ya leak hai ham log gas fal dete hain
Jab bhi 10-15 din me fridge thanda karna band kar de to to aap freezer me aawaj suniye agar aawaj aati hi to 100% fridge choke nahi hai
Aap usme pressur dal dijiye aap ko 100% leakej milega
Ye bahut bareeki cheej bataya hoon iss ko dyan se samajhiye
Oil ke wajah se fridge choke nahi hoti hai oil ke wax ki wajah se hoti hai aur vaccum pump oil ke wax ko poori tarike se bahar nikal deta hai oil nikalne ki koyee jaroorat nahi hai
हो सकता है की ये सारी चीजे आप को समझ ना आये लेकिन इस चीज पर हमारा कई साल का experience hai agar iska usevkarenge to aap bhi in problem se nikal jayenge
@@kareemtechnicalmind8172 sir ye batiye chamber me oil aa jata hai to usko aise hi chor de
@@kareemtechnicalmind8172 sir mai jaha bhi jata hu to suction line ko katkar usko flaxing karta tha jab tak ki chamber se puri tarah oil naa nikal jaye kya ye tarika galat ha?
Bahut bahut dhanyawad sir reply karne ke liye please sir humlog dehat side se yaha koi sikhne wala bhi nahi
Hai RUclips se dekh kar freedge ka kam karte hai apse request hai aise hi humlog par apna Dhyan banye rakhe ,,🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir aap to dil ki baat bata dete hain
Bhai jaruri nahin hai ki self vecum se fridge chokhi hi ho
Bahut badiya sir
Gajab
Self vacuum marne ke bad thodi si gas ka pressure se bhi air nikal Deni chahie usse choke nahin hoga
Jese apne bataya best reheta hai.. Koi choking nhi aati
Kis time par gas ka presor marna hai bhai
Kaise bro ?
@@mohdtabrez4340jb filter se hwa aana bnd ho jye tb gas chhod do dubara se filter se hwa aani shuru ho jyegi fr jb hwa aana kam ho gyi use dead krdo
15 salo se self vaccum kar rhe 99.9% success
Very good sir 🙏🙏🙏
Goodser
Yar itne risk ki kia bat ha thousan ka use kar lo choking ka issue ya khtra hatam ho jaye ga
Bhai 4 door stil body ke fridge ko dm filtar me self vaccum kar sakte he
Chok to nahi hoga na
Choke ho bhi sakta hai na bhi ho sakta hai lekin jada ummeed hai ki choke ho jayegi
वेक्यूम पंप कहां से और कितने में आएगा सर
Jahan pe ac fridge ka saman milta hai wahi milega सिंगल स्टेज वैक्यूम पंप 3800 का मिल जायेगा
Kam sikhna ka Lia mujha kya karna hoga Shiri man gi
Where's your residence
Good sir ji aap kaha se ho
Up azamgarh
Sir aap batate hai flashing mat karoo agar flashing na kareto pipe may Jo oil rahetahai woo kaisay bahar Nicole thoddasa aaidiya dd gye
Flaxing karn hai to nitrojan se kariye
Air se frlaxing karne se achchha hai ki falaxing hi mat kariye
Agar nitrojan nahi hai to pipe men jo oil hai uss oil ko air se nikalne se behtar hia ki vaccum pump se vaccum kar ke gas charge kar diya jaye
Hamari syster ki pipe oil se chike nahi hoti hai oil ke vax se hoti hai aur vaccum pump oil ke vax ko bahar kar deta hai aur gas dalne pe gas chok nahi hoti hai
Ye jo baat mai ne aap ko bataya ye bahut kaam ki hai ye sabko pata nahi hoti
@@kareemtechnicalmind8172 thanks sir
Bhai 85 percent vacume hoga bas self vacume se
Fildar ma selicon ha
Tool veakiyum
Fildar rok la ga
खाना अच्छा नहीं लगेगा 🤣🤣🤣
Bhai fridge ka fridger thanda krta h 10 minutes tk aur compressor bahut heet hoke trip ho jata h jabki back pressure bhi 8 se10 psi h agar chock krti to - me sui jaati na lekin aisa nhi hot compressor band ho jata h fir start hoke vaise hi kaam krta h 😭
Aisa Q hota h bhai pls batao
Comressor jo heat ho raha hai use छोड़िये ओ heat hota hai 2 kaam kariye votage check kar lijiye agar voltage 200+ hai to overload badal dijiye
Ek baat aur agar 10 minat bhi compressor chal raha hai aur cooling bhi fridge kar rahi hai to sahi hai aur ye bhi check kar lijiye ga ki cur karne ke bad dobara apne se on ho raha hai ki nahi
10 minutes cooling kr raha h pr barf nhi jama rha h
Cut krne ke baad apne se on ho jata h
Thermostat check kro bhai
aapka. Mobil nambar kya hai....
Self vaccum se aaj Tak gas charge KARHA hu kabhi to chock nhi hua
Or jab friger ki air usi capalliry se nikal rahi to chutiye capalliry ki bhi niklegi na
Company har fridge ko high side low side dono saraf se vaccum pump se vaccum karti hai matlab ki double vaccum karti hai to company chutiya hai
Aur self vaccum ko company poori tarah se reject karti hai yan takki company kahti hai ki compressor se bhi vaccum mat karo
Sirf vaccum pump se vaccum karo
Aur agar vaccum sahi se nahi karte hain to compressor jaldi kharab bhi ho sakta hai
@@kareemtechnicalmind8172bhai in bewkoof logo ko samajh nahi aayegi😂, padhe likhe engineer me aur anpadh jugadi me yahi fark hota hai