مد فرعي: مد تمکین

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 4

  • @nilofarali5794
    @nilofarali5794 2 года назад +1

    Jaza kallah

    • @tajweedlearningrulesandtec5738
      @tajweedlearningrulesandtec5738  2 года назад

      Wa iyyaki Aameen

    • @tajweedlearningrulesandtec5738
      @tajweedlearningrulesandtec5738  4 месяца назад

      Hamari ustazah nay Jahan say TAJWEED par hee thee os Idarayh nay inhayn sikhaya tha
      Abhee on hoon nay apnee puraaani book main changes kee hayn Madinah a satizah say parhnay kay baaad Mainay bhee apnay arbi asatizah say jab recitation ke Aur ijazat Liya tha tau inhon nay Isay deny nahee Kia tha
      Mairay roohanii ustazh SHAIKH Ayman Swayd kee book mangwaee hay osay bhee daykhoongee
      Laikin HAMARAY Pakistani TAJWEED kay asatizah nay kaaafii cheezay mukhtalif andaaz main apnay tareeqay say explain kee hayn
      Mukhtalif namoon kay saath
      Mairay paaas Pakistani asatizah kee bayshumaaar kitabayn hayn jis main boht saree cheezon main similarity hay Aur boht main nahee explaination kay andaaz kee baaat ka rahee hoon
      Ab jab main khud arbi a satizah kee TAJWEED books parh rahee hoon research kar rahee hoon tau HAMARAY Asaatizah kee Cheeezayn insay match kar rahee hayn kuch main Farq hay

    • @tajweedlearningrulesandtec5738
      @tajweedlearningrulesandtec5738  4 месяца назад

      Imam jazarii kee poem ko TAJWEED par Hay wo par rahee hoon explaination kay saath India kay writer kee Hay