Bhai wo sab thik hai lekin update aane ke bad har adami dara hua hai chahe jo bhi update aye 😂 kyuki kisi ka green line kisi ka kisi mobile dead ho jata hai isi liye abhi tak, maine research kar raha hu fir update karunga 😂
Bro Mein recently poco f6 phone liya 28 october ko, jaisa Starting ke 10-12 din performance diya, vaisa ab nii de rha, Ab toh 1v1 mein bhi 2-3 ki kd waala banda bahut jldi maar deta h, jbki starting mein aisa tha ki mein acchi acchi squad ko 1v4 yaa 1v3 kr diya krta tha, starting ke 1-2 match ke baad bahut ganda chalta h, Aur game turbo on krne se bhi 1-2 game bahut shi chlta h, uske baad bahut ganda chalne lagta h, bhale hi fir fps 80-90 kyu naa dikha rha ho, uski smoothness jo starting mein hoti h woh chali jaati h, aur ab toh lag bhi hone laga h Aisa kyu ho rha h, sabhi is phone ko badhiya bata rhe h, magar mujhe yeh problem aa rhi iss device mein....Kisi k paas Koi Solution ho toh please batao
Bhi thankyou kl raat se dimag khrab ho raha tha
Hello sir big fan .......love from Jafir army
Bhai aise hi video bana kar daalte rho
Great work ❤
Thanks you so much mai game hi delete karane vala tha
Bhai bhai
Bhai wo sab thik hai lekin update aane ke bad har adami dara hua hai chahe jo bhi update aye 😂 kyuki kisi ka green line kisi ka kisi mobile dead ho jata hai isi liye abhi tak, maine research kar raha hu fir update karunga 😂
Haha
Same problem stuck on 60 fps
After watching video, I hope your problem fix
@@Pocof6hindiNhi ho rha bro ye phone li update krne ke baad hua h fix hoga ya nhi
Bhaieri aadhi umar tujhe lag jaye thnku so much
Bhai bhai thankyou so much bro
Wooo ❤❤ tech Guru strange
Tana boi
❣️
Bhai Apna bgmi Ka sensitive dika do 1 bar
Bhaj dunga
👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Awesome
Random visit?
No@@Pocof6hindi
❤
Random visit
Thanks yarr bhut gussa rha tha love you brother ❤️❤️
Still not solve
Koi bhi update me kya sahi huaa or kya galat huaa bhai please explain karke information de dena plz🙏
Shifting to costom rom
Any problem in poco F6 I am going to buy
Fps drop problem
Refresh rate 120 pe rakhoo
On he hai boss
Bhai Mera on off karne ke baad bhi nhi mil Raha kya karu
Bhai mera 90 fps nahi chal rha ye krne k baad bhi help plz🙏
Bhai mera bhi ni chl rh 😭😭
Broo mera poco x3 usmai power consumption ka option nhi h dev mai
Bro apka device me power consumption nahi aiga kuch or name se hoga q ke apka old update hai, but hoga jarur 🙂
@@Pocof6hindi kya naam hoga fhir
Power monitor bro, late reply comment show ge nahi ho raha tha @@starx7_ae
@@STRANGE_9966 ok
Bhai sensi reveal kro ❤
Ok bro
Bhai yah phone gaming achcha hai kya
Budget ketna h bhai apka
32000 budget
@@ShekhRizwan-fp3cm iqoo neo 9 pro
Any permanent fix for this issue?
No yet
poco x6 pro lelu kya ya poco f6
Bhai iqoo neo 7 pro v 90fps stable deta hai tho iqoo lelo baar baar parents paise nahi dete
Iqoo neo 9 pro or best hoga
Bro pubg mobile me battery saver on krne par bhi 120 fps nhi chal rha hai sirf 90fps hee chl rha hai 😢
Bgmi ya pubg ?
Bro permanent solution batao😢
Kya huwa Bhai 90fps nahi de raha hai kya
Nahi
Permanent solution agaya bro check my new video
Mera pas ve poco f6 he hai spray accha nhi jata mera
Bhai mera toh eekdam hacker mafik jata hain spray
Noob ho na tum Bhai issi liye
@@vishalgaming6344 katai gajab beizzati 😂
Bro SI ka problem k vaje se spary nhi jata apka
Bro Mein recently poco f6 phone liya 28 october ko, jaisa Starting ke 10-12 din performance diya, vaisa ab nii de rha, Ab toh 1v1 mein bhi 2-3 ki kd waala banda bahut jldi maar deta h, jbki starting mein aisa tha ki mein acchi acchi squad ko 1v4 yaa 1v3 kr diya krta tha, starting ke 1-2 match ke baad bahut ganda chalta h, Aur game turbo on krne se bhi 1-2 game bahut shi chlta h, uske baad bahut ganda chalne lagta h, bhale hi fir fps 80-90 kyu naa dikha rha ho, uski smoothness jo starting mein hoti h woh chali jaati h, aur ab toh lag bhi hone laga h Aisa kyu ho rha h, sabhi is phone ko badhiya bata rhe h, magar mujhe yeh problem aa rhi iss device mein....Kisi k paas Koi Solution ho toh please batao
Bhai apne update keya hoga wske bad se he problem start huwa hai
Problem solve hua bro
@@90fps_playzKaise?
Bhai shi nhi hua🥲
Poco h bhai apka device
@@Pocof6hindi f6 hi hai
Jab phone 50+ charge hota hai tab deta hai keval
Screen refresh rate 120hz me hai na??
@@Pocof6hindi default hai
On off karna jaldi @@RockstarGaming450