Sir mere pass Ahuja ka spa 1000watt amplifier hai usme mixer ke sath 3 point volume per he output level hi (red) ho jata hai to aus amplifier me 200mv ke jagh 1 v selector switch kar sakte hai ager karte hai to koi problem nahi hoga n
Sub se best vidio Or voice Ek brizemode par vidio banao Ki brizemode use krna h to kase kre or base ya top ka seting kase kre red red usse kr ya red black
Bridge mode ke liye binding pole connection both red pole use hoga, agar speakon connectors use karana ho to 2+2-par connection hoga jo ki channel one par lagaga. Bass chalane ke liye equalizer swich ko low pass par rakhiye, active crossover use karate hain to low pass ya by pass par rakhiye.
sir beta3 dt 8004 ki sensitivity 0.775 par hai bass chlane par 60% amplifier gain pr peak signel aata hai 1.0V krne se peak signel ki problem solve ho jayegi।plz reply sir
Ahuja SBP bustor amplifier ka Bek ke tarf in put Jo 1v/200m v hai to mixer ke out put me batn ko 1v ya 200m v me rakhha na kis tarf rakhhana chahe sir eska video banaye
Sir pope 8200 Mai 4pope ld18db Ka 1200 watt bass use Kar rahahu.. but bass bilkul BHI achha nhi lagraha hai .. pls kya problem hai reply dijiye.. complete setup new hai
sir ji Dynatech PD5000 par dynatech ka sd18 EL V2 (2000watt-8oms) ka kitane speaker chala sakata hu. dual top hai , jisame P audio ka speaker C15 - 400B(8oms) x 2 and one HF - D450 lga hai. kitane top chala sakata hu. 4 toppar bahut clip karata (A zone- 2 top and B zone -2 top)
Nx xt 6000 ka sensivity 1.o galtise rakhatha , mobile se song chalate wakt ek ch.per1000 .2speker jalgaye tao kya auski karan sensivity hosktakta kya ?
Cross over setting ka video banaieay sir anade bee samaj sakay ya nay cross over kay baray may kuch bee naher malum nahee rahatha na oo person bee video dekh kar kudh set sakay vaisa
Sir mene ek single xlr to headphone jack market se liya he our daynatech v4000 laptop ke saat connect kiya he our power amp volum full rakha h fir bhi aavaj bahut hi kam aa raha he kya karu
frequency kaya hota , frequency kam,,- jyda ka matalab kya hota hai sir ,,or sensitivity ,db kya hota hai , kam -- jyda me kya fark hota hai sir sweton 15 pt 600 mb ka Dual Top best Rhega Sir. 2,,Omh load Proton Mt 1201 par best Rhega Sir Video banaye 🙏🙏
@@SHAMBHOSOUND sir machine ka gain badhaye ya mixer ka? Kyo ki vaise bhi mixer ka gain pura kholna padta hai, tabhi thodi level milti hai, 26db ya 32 db pe rakha to chalega kya?
अगर मिक्सर का भी गेन पूरा करते हो और फिर भी 90% खोलना पड़ता हैं तो कोई बात नही वैसे ही चलाइये. अगर हो सके तो कभी किसी दोस्त का मिक्सर लगाके देखें। हो सकता हैं आपके मिक्सर से आऊटपुट स्ट्रांग न मिलता हो।
sir ji namaskar mere pass dynatech PD5000 Hai jisape mai Paudio ka C400B 8oms x 2 and HF D450 ek top me hai. lekin bahut clip karata hai. zone 1 par - 2 top and zone 2 par - 2 top chlane par bahut hi clip karata hai garam hawa dene lagata hai kya kare
Bhai Sahab amp ka sensitivity button isiliye diya jata he ki AAP alag alag input source se baja Sako Yani ki Maan lete AAP ke pas mixture nahi he mobile se bajane ke liye AAP Ko 0.775 me rakhna mixture me baja rahe ho to AAP 1v me rakh sakte ho ,,jahana input high hota he to distortion sound bajegi tab AAP button Ko uske upar Walla tap,, me dalo,,jeise 0.775mv^ 1v^^1.4v hota he,, iska koi furmulla nahi hota he wo ap ke tazurwe ke upar nirbhar Karti he
Are bhai sensitivity alag chij he aur crussover alag he ,, sensitivity se amp ka input level control ki jati he Lekin crussover se sound source Ko alag alag frequency band me Banti jati jeise 3chanell ka crussover se low,mid ,high alag alag Nikal ke alag alag amplifier ko drive karke 3way complete dj sound produce ki jati he,isliye sensitivity se iska koi taluk nahi he,,han amp ka internal crussover button he usko AAP box ke mutabik rakhna sakte he jeise,,30hz,50hz etc
mosphet me 2 ohms 4 ohms kaise set kre kon se button me hota hai amplifier booster m ye S.b. hota h lekin mosphet me nhi hota to mosphet me set krne ka tarika btao....please sir
Koi button nhi hota h bhaii amplifier automatically 8,4 or 2 ohm pr kam krti hai Ya amplifier to automate kam krte h yani hum amplifier change nhi skte Ya pr speaker ko 2 ya fir 4 ohm pr kr ske h or amplifier speaker ke ohm le hisab se automatically output dene lag jati hai
Amp kitne ohms ke he dekho aur uske hisab se load dalo,, example ke liye ek 2000watt amp he aur man leteAAP ka box bhi 2000watt ka ho lekin i dono ka i mpidence 2ohms ho to nahi baja sakte amp over load pe chalegi kunki same amp alag alag impidance me alag alag power delivery Karti he to usko Dhyan de ke chalao badhiya chalegi
'Low cut' on karo, sensitivity 0.775 karo. Iske bavjud agar clip kare light faulty ho sakti hai, ya input kamjor hai, iske bavjud bhi problem to amplifier me hi problem....
Power Amplifier kharid ne ke sath sarkit Dayagram Book le lo agar Book nahi hy to Amplifier kharid na nahi chahiye ... Sarkit Dayagram Book Riparing ke liye jaruri hy
Sensitivity switch input leble par kaam katra he too isme apko ye dekhna hota he ki jo mixers aap istamaal kar rahe ho uska output sensitivity kitna he us sensitivity ke upar ki value aapko amplifier me set karni hoti he
@@vishwasvegad8214 thoda practical soch lo... Aur main videos hi practical deta hu... Ab kisi amp ko direct mobile conect kiya song play karne to...... Har bat ko technically bolke ham sirf lecture de sakte hai ya exam de sakte ya dusro me galtiya nikal sakte ... Field par kam nahi kar sakte....
Wo AAP ke box ka impidance ke upar nirbhar karta he na ki watt ke hisab se,jeise high importance ka box loge to jyada aur low impidance ka loge to us se Kam Lage ga
Bahut hi saral tareeke se samajhate hain aap.
Bahut bahut Dhanyawad.
Thank you sir
RUclips pay amplifier back button ka pehala vedio a he a dek kay bhaouth kush wowa aisi e vedios banathay rha e a ji dhnyavadh 👌👏👌💐🙏
Thank you... Kadar karne k liye.... Vakai is button par focus kanewala 1 hi video hai hamara...
Nice video 🙏🙋👍
Aaj apne bohot acha Video banya sir
Aap ka dil se sukhriya
Thank you
सर बहुत ही ज्ञान बाला विडियो बनाया आप ने
Thanks bhai...
Good information sir.. thnx..
Hii sir.
मैं MT 1601 में Ati pro PD1850 (1800 waat) के दो स्पीकर चलता हूं। पर अम्प्ली जल्दी क्लिप होता है।
Pls ans me..…
Ground lift k bare me batao bhai superrb video
Bhai 'humming' par jo video hai apna o 1 bar dekh lo....
@@SHAMBHOSOUND सर हमिग की जो विडियो है उस का क्या नाम है
@@b.m.bgeetaudio2720
'HUMMING' PROBLEM IN SOUND SYSTEM
आप का दिया हुआ जानकारी बहुत-बहुत आच्छा लगा,और GND बट्टन के बारे में भी थोड़ी बहुत जानकारी दे देते तो और बढिया था।
Jankari achai di Allah aapki umar lambi kare
Sambhu ji achchi jaankari diya hai Aapne ....Agar Aap Isko live kar ke batate to aur bhi Achcha rahta
Ground batan ke upper video banaeay AAP sambhu sir
ए चैनल सही चलता है लोड देने पर बी चैनल जल्दी क्लिप देता है एंप्रो एमप्लीफायर
Sir mere pass Ahuja ka spa 1000watt amplifier hai usme mixer ke sath 3 point volume per he output level hi (red) ho jata hai to aus amplifier me 200mv ke jagh 1 v selector switch kar sakte hai ager karte hai to koi problem nahi hoga n
Nise.🙏👍❤️
Sub se best vidio Or voice
Ek brizemode par vidio banao
Ki brizemode use krna h to kase kre or base ya top ka seting kase kre red red usse kr ya red black
Bridge mode ke liye binding pole connection both red pole use hoga, agar speakon connectors use karana ho to 2+2-par connection hoga jo ki channel one par lagaga. Bass chalane ke liye equalizer swich ko low pass par rakhiye, active crossover use karate hain to low pass ya by pass par rakhiye.
Bridge mode ke bare me video allready channel par hai...
@@SHAMBHOSOUND oke dekhta hu
@@SHAMBHOSOUND link mil sakta h bhai
Sir डायनेटेक v7000 ki bach setting ke bare me बताइए
Sir ur Genius..... Jai ho sir
Sharabi video bahut acchi lagi kripya Karke ground baton ke bare mein detail mein bataiye
Super explanation...
Sir aap ne Jo bataya hai sahi hai
Thanks brother
Sambhu Bhai m pro ka saman kaisa hay please mj 8000 lunga please bataiya
sir beta3 dt 8004 ki sensitivity 0.775 par hai bass chlane par 60% amplifier gain pr peak signel aata hai 1.0V krne se peak signel ki problem solve ho jayegi।plz reply sir
Sir damp factor konse amplifier ka jyada h 10000 watt amplifier me
Studio master sx321 crossover par pura video(low bass/subwoofers bass) dono me kon sa achaa hai
Dj me sub pr chlaye, or live sound me low pr chlaye
@@gurmitsoundtarntaran1970 ji thanks....
80 watt HF ke liye Kon si netvark Best hoti hai d 450 .. d 750 bataye sar ji
In dono me to 750
stranger 4000 watt ka amplifire me studiomaster TWF 2115 chalega ya nahi high punch dega ya nahi
chalega..bt punch nhi hoga... 8 ohms.. 770 watt deta h..spb4k
Studio master DJA 5000 or DJA6000 BECK SAID KI FULL KNOWLEDGE PR VIDEO BNAO
Ahuja SBP bustor amplifier ka Bek ke tarf in put Jo 1v/200m v hai to mixer ke out put me batn ko 1v ya 200m v me rakhha na kis tarf rakhhana chahe sir eska video banaye
Ahuja me SBP nahi hai.... To aap dubara sahi series name likhe.
Stranger company ka kafi sbp model hai....
Ahuja spa series hai, sensitivity 1v par rakhiye.
bhai do bass ek sath chalane pr bass km ho rhi h single single bjane pr sahi bol rhi h or speaker ke connection bhi thk h ,
Bhai AAP ka box reverse polarity pe chal raha he isliye jab dono chalu karte ho to koi bhi ek box ka polarity change yaniki wire alternate karke dekhe
Sir pope 8200 Mai 4pope ld18db Ka 1200 watt bass use Kar rahahu.. but bass bilkul BHI achha nhi lagraha hai .. pls kya problem hai reply dijiye.. complete setup new hai
sir ji
Dynatech PD5000 par
dynatech ka sd18 EL V2 (2000watt-8oms) ka kitane speaker chala sakata hu.
dual top hai , jisame P audio ka speaker C15 - 400B(8oms) x 2 and one HF - D450 lga hai. kitane top chala sakata hu. 4 toppar bahut clip karata (A zone- 2 top and B zone -2 top)
Ye soeakar is amplifier k liye overload hai
Supar jankari sir ji
Thank you
Sar main aapse request ki thi ki mpro 3200 wat ki back panel ki puri jankari dijiye
Bhai muze o amplifier mila nahi... Agar aapke pas hai to uski back panel ki kuch photo muze bhej do email par.
Sir, Audiocentre DA12.2 ke sensitivity k bare me explain kare , 0.775V/36dB/32dB. Plzz explain it.
X, over botan kayhai
Nx xt 6000 ka sensivity 1.o galtise rakhatha , mobile se song chalate wakt ek ch.per1000 .2speker jalgaye tao kya auski karan sensivity hosktakta kya ?
Speaker jalane k anek karan hote hai... Confirm kisi ek bat ko kahana mushkil hai...
Very nice imperfections
Mere amplifier 1nomber channel me clip ata hepar awaj kam ati he Kiya problem btye ji
Sir mere pass dayanatech pd 5000 model hai uasme 1 channel me clip led hamesha jalta hai kiya kharabi hogi please batate sir
Mosfet ud gaye hoge ya kuchh curkit problem h
sr ji long throw ke liye midd konsi fikensi hoti h plzzz.....
75-7000 hz
bass ki long throw ke liye konsi frequency hoti h
@@djpayalgajsinghpurliveshow6991 25hrtz to 200 hrtz.
Yah only bass k liye rahega ya mid k liye b
Sabhi k liye
Thanks
सर मेरे पास NX audio 3000 Mk2 ओर studio master Dja 1600 हे तो उसपे कितनी रखनी चाहिये सेनसयुविटी बताइयेगा सर
0,1 pe
Bhai voltege problam bhi ho sakti h
Thank u..sir
Cross over setting ka video banaieay sir anade bee samaj sakay ya nay cross over kay baray may kuch bee naher malum nahee rahatha na oo person bee video dekh kar kudh set sakay vaisa
Video hai aapne Chanel par
Bhaiya Rx 4000 watt setting Ki video banado
Sir mene ek single xlr to headphone jack market se liya he our daynatech v4000 laptop ke saat connect kiya he our power amp volum full rakha h fir bhi aavaj bahut hi kam aa raha he kya karu
frequency kaya hota , frequency kam,,- jyda ka matalab kya hota hai sir ,,or sensitivity ,db kya hota hai , kam -- jyda me kya fark hota hai sir sweton 15 pt 600 mb ka Dual Top best Rhega Sir. 2,,Omh load Proton Mt 1201 par best Rhega Sir Video banaye 🙏🙏
Sweton 15 Pt 600 mb dual top ,,,4,,Coalam proton Mt 1201. Par 2,,Ohm load par chalega Sir Video banaye Sir 🙏🙏
Yamha mgp mixar ki ef sentingas jankari
Sir mera dynateck v4000 amplifier hai, aur sensitivity 1.77, 26db,32db aisa he, aur 1.77 pe select kiya hu, lekin live instruments program me , 90% volume kholna padta he, tab bhi volume level jitni chahiye utni nahi milti.. kya kare.. plz rply
Ye full sensitivity hai.. aap agar is ke sath mixer use karte hai to usme thoda sa "gain" badhakar ke dekhe...
@@SHAMBHOSOUND sir machine ka gain badhaye ya mixer ka? Kyo ki vaise bhi mixer ka gain pura kholna padta hai, tabhi thodi level milti hai, 26db ya 32 db pe rakha to chalega kya?
मिक्सर का
अगर मिक्सर का भी गेन पूरा करते हो और फिर भी 90% खोलना पड़ता हैं तो कोई बात नही वैसे ही चलाइये.
अगर हो सके तो कभी किसी दोस्त का मिक्सर लगाके देखें। हो सकता हैं आपके मिक्सर से आऊटपुट स्ट्रांग न मिलता हो।
@@SHAMBHOSOUND sir apka guidence bahut achha hai.. thanks
But 1.77 v 26 db ,32db ka matlab kya hai.. kiska volume power jyada hota he
Machine Chalte Chalte Tej Awaz Ke Karan Band Ho Jaati Hai kya Karan ho sakta hai
Bilkul sahi hai sir
sir ji namaskar
mere pass dynatech PD5000 Hai jisape mai Paudio ka C400B 8oms x 2 and HF D450 ek top me hai.
lekin bahut clip karata hai. zone 1 par - 2 top and zone 2 par - 2 top chlane par bahut hi clip karata hai garam hawa dene lagata hai kya kare
Network kaunsa laga hai
Ahuja network - c650/c450
450 hai to galat hai
600 hai o 300w ke liya hai
Ye network hi wrong hai...
भाईसहब सेन्सिटीव्हीटी बढानेके लिये 1.0 पे रखना चाहिये या 0.777पे रखना चाहिये
1v par
Bhai Sahab amp ka sensitivity button isiliye diya jata he ki AAP alag alag input source se baja Sako Yani ki Maan lete AAP ke pas mixture nahi he mobile se bajane ke liye AAP Ko 0.775 me rakhna mixture me baja rahe ho to AAP 1v me rakh sakte ho ,,jahana input high hota he to distortion sound bajegi tab AAP button Ko uske upar Walla tap,, me dalo,,jeise 0.775mv^ 1v^^1.4v hota he,, iska koi furmulla nahi hota he wo ap ke tazurwe ke upar nirbhar Karti he
Sir ma mt1201 par paudio bm400 ki 2 top chalata hu ak chanal par to amplifier ka gain kita kholu
Mt1201 or ahuja 1000 spikr kitne chleg..
4
Sir Lavoce speaker lena hai
Sir ca12 me 50% volume khule to clip aajata Hey sir solution bat aye🧙♂️🙏🙏🙏🙏🙏🙏
channel 1me problem
Xx 5.5 m s 8028 k bass chlana h tho back pannel m setting kya hoga aur sensivity kya rkhna chaiye
Ground Butan ke bare bataye sir
Bhai mera 1 Yamaha rx 440 ka risivar he par uska setap nehi kar pa raha hu to uska canetton ke bare me ak video banae ye.
Good video
Thank you
Sir 1801 Mt ki setting kaisi karna sir
Sir mere pass jbl ka speaker h 1100 watt ka 18"kon Se set pe clegha 4 omh pe btao sir
Kitne spikar hai
Mere pass bhi h bhai 1100 watt ka subwoofer JBL ka
Crown xti series.
Mai 1700 watt ke 4 top use ker Raha hoon . Preser accha nahi mil Raha hai.
Amplifier 5500 watt ka hai ..
Sencivety .077 pe hai..
Limiter par ek video banaye.
Ok bhai...
Sir Kya sensitivity badhane se speaker ktne ka dar rehta hai
Ha. Agar aap gain(volume) sahi na rakhe
Bhai ground lift k bare main janna hey pls
Ok
Thank you dost
Bina crrosover ke bhi sensitivity badha sakte hai kya sir ji
Ha
Are bhai sensitivity alag chij he aur crussover alag he ,, sensitivity se amp ka input level control ki jati he Lekin crussover se sound source Ko alag alag frequency band me Banti jati jeise 3chanell ka crussover se low,mid ,high alag alag Nikal ke alag alag amplifier ko drive karke 3way complete dj sound produce ki jati he,isliye sensitivity se iska koi taluk nahi he,,han amp ka internal crussover button he usko AAP box ke mutabik rakhna sakte he jeise,,30hz,50hz etc
mosphet me 2 ohms 4 ohms kaise set kre kon se button me hota hai
amplifier booster m ye S.b. hota h lekin mosphet me nhi hota to mosphet me set krne ka tarika btao....please sir
Koi button nhi hota h bhaii amplifier automatically 8,4 or 2 ohm pr kam krti hai
Ya amplifier to automate kam krte h yani hum amplifier change nhi skte
Ya pr speaker ko 2 ya fir 4 ohm pr kr ske h or amplifier speaker ke ohm le hisab se automatically output dene lag jati hai
2singal bass chalne se proct light q jalta hai. ca 20 me jaldi se batana bhaiya
Amp kitne ohms ke he dekho aur uske hisab se load dalo,, example ke liye ek 2000watt amp he aur man leteAAP ka box bhi 2000watt ka ho lekin i dono ka i mpidence 2ohms ho to nahi baja sakte amp over load pe chalegi kunki same amp alag alag impidance me alag alag power delivery Karti he to usko Dhyan de ke chalao badhiya chalegi
Sir audiotone can 20 aur ad 2000 amplifier ka video la sakta Hain dewali ka pahala
Sar hame jankari chaiye par WOTSAP ke jariye hon e.vali.hai.bhai.jan
सर मै अगर 1000 हजार वाट 15" की 1-1 टोप चलता हुँ दोनो चैनल पर sound standard CA12 बैलेक व्लू मोडल एमपलिफायर पर तो हमे सैसबिटी कितनी रखनी चहिये !
Most time on 0.775
Thank you bhaiya ji
Phonic xp 3000 ke back panel pe hpl 30 Hz or 50 Hz ka switch h, top ke leye konsa set rakhna h 30hz ya 50hz
50HZ
@@SHAMBHOSOUND thanks
sir mere paas 1000 watt ki bass ha base ke lye sensitivity kya rakhu
Hello sir
Microphones ki frequency, sensitivity, impudence par ek video banaiye please 🙏
Ok
Dhanyawad Sir
@@SHAMBHOSOUND sir mera answer ab tak nahin mila... Aapane meri videos nahin banayi...
Kya mujhase kkoyi galati huyi hai kya?? 🙏🙏
Sir mpro m4200e ka video banao,
Amplifier ka full details video banaye
मेरे पास Suondstedra CA 12 है वो CLIP पे बहुत जल्दी आता है।तो क्या करे
'Low cut' on karo, sensitivity 0.775 karo. Iske bavjud agar clip kare light faulty ho sakti hai, ya input kamjor hai, iske bavjud bhi problem to amplifier me hi problem....
@@SHAMBHOSOUND लो कट का मुझे पता नही लेकिन sensitivity 0.775 रहती है। और जो आपने कहा एम्लिफायर कमी कैसे ।
mt 1201 me
hame ek channel par bass aur ek channel par top kese chala sakte he
Ha
Stereo mode par
Aap ke hisab se best consa rahe ga
batavo
All booton sar
1201/1601 ke all button ka video pahlese hai
Bass chalane ke liye kis per rakhe
सर एमपलिफायर का गेन अगर 70 प्रसेन्ट रखे और मिक्सर की गेन कितनी रखे तकि हम सैन्सबिटी सैट कर सके !
0 db
Power Amplifier kharid ne ke sath sarkit Dayagram Book le lo agar Book nahi hy to Amplifier kharid na nahi chahiye ...
Sarkit Dayagram Book Riparing ke liye jaruri hy
Sir mic ki sensitivity ke bare me bhi bataen
STN 4550 ka setting batana
Amplefier back panel all knowledge.
Thank you
Qsc me sensivity hoti hai kya
Depend on models
XD 6000 wat ke emplifier ke liye piche Wale ki panel ki Roz barish ki jankari 1000 wat ka emplifier NX ka
1.4 volt jayada hai ya
Sir ji mere pass 2000watt bass or 750watt top h to isme sensvety Kitna rkhe
Input kam ho to uska kam hai bhai ....
Sensitivity switch input leble
par kaam katra he too isme apko ye dekhna hota he ki jo mixers aap istamaal kar rahe ho uska output sensitivity kitna he us sensitivity ke upar ki value aapko amplifier me set karni hoti he
Bina mixer bhi chalate hai...
Too bhai pata Hona chahiye jo bhi aap amplifier me input kar rahe he uski sensitivity value kya he
Har product par mansion hoti he
@@vishwasvegad8214 thoda practical soch lo... Aur main videos hi practical deta hu...
Ab kisi amp ko direct mobile conect kiya song play karne to......
Har bat ko technically bolke ham sirf lecture de sakte hai ya exam de sakte ya dusro me galtiya nikal sakte ... Field par kam nahi kar sakte....
Bhai ye practical hi he ye me apni marji se nahi bata raha hu
Ye setting karne se amplifier trip to nahi hoga na
Nahi
Nahi sir mere pass ca12amplifir hai Jo ki 4 top par hi protect Ho Gaya hai
@@sunilchodhary6452 load kitana hai
@@d.n.shukla5863 2800watt
@@sunilchodhary6452 aap crossover network check kijiye, koyi network kharab hoga.
सर अगर हम ca 12 मे 12 इन्च 200 वाट के स्पीकर 1 चेनल मे लगाना चाहते तो कितने लगाए
Wo AAP ke box ka impidance ke upar nirbhar karta he na ki watt ke hisab se,jeise high importance ka box loge to jyada aur low impidance ka loge to us se Kam Lage ga
Ground ki vedio banao
Ha jarur...
Thank Bhai
Mere masin mai adio nahi aaraha sar
Dpa 3200 amp main 2 ohms 4 ohms aur 8 ohms kaise select karein
sar vokal ke liye mx 300 sahi rahega ya mx 400
411