Bata Chowk Metro Station faridabad || violet line Delhi Metro || How to travel in Delhi Metro

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 дек 2024

Комментарии • 19

  • @HarshSingh-bg1jf
    @HarshSingh-bg1jf 10 месяцев назад +1

    Sunday को कितने बजे स्टार्ट होती है ये?

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  10 месяцев назад +1

      रविवार को सुबह 8 बजे से

  • @Horrorstories-tp3kx
    @Horrorstories-tp3kx 5 месяцев назад

    Bhaiya..Najafgarh ke lie bhi jaati hai..??

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  5 месяцев назад

      Ha wahna se apko Kalkaji mandir aakar change karna hai phir Kalkaji se apko janakpuri west ke liye metro lekar pahuch jana hai janakpuri west pahuch ke phir apko wahna se Dwarka tak jana hai phir Dwarka se hee apko metro me milega najafgarh ke liye

  • @keshavsingh5794
    @keshavsingh5794 2 месяца назад

    bhai bata chouk se faridabad sector 5 jana hai.. kaun se exit no se utarna padega?

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  2 месяца назад

      Agar apko sector 5 jana hai phir escorts mujesar wale Metro pe exit karo wahna se Metro ek sath me hee bridge bna hua hai cross karke aap sector 5 wale side aa jawoge

  • @pragatisharma8621
    @pragatisharma8621 5 месяцев назад

    Isi metro station ke kisi gate par exit karne se ek hotel aata hai jiske bahar nikalkar auto milte hai. Us hotel ka kya naam hai. Please bta dijiye

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  5 месяцев назад

      Gate no 3 se exit karenge to ek hee hotel hai wo Radisson Blu Hotel, Faridabad

    • @pragatisharma8621
      @pragatisharma8621 5 месяцев назад

      @@santoshshah95vlogs nhi mall se hi side me ek aur hotel hai vo zyada bada nhi hai us hotel ke aage se ek exit point hai us hotel ka naam pta karna hai

    • @pragatisharma8621
      @pragatisharma8621 5 месяцев назад

      Radisson Blu opposite side hai aur vo hotel stopped shop ke pass h

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  5 месяцев назад

      The Central View Hotel and Banquets and Hotel star court hai jaisa aap bta rahe ho uss side ye hee do hotel hai sirf

    • @pragatisharma8621
      @pragatisharma8621 5 месяцев назад

      @@santoshshah95vlogs thankyou so much

  • @VipulK-v7w
    @VipulK-v7w 3 месяца назад

    Bata chowk se Aiims jana hai kaise jay ge

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  3 месяца назад +1

      Bata Chowk se metro lena apko aur platform no 2 se phir 30 se 40 minutes baad Central secretariat station ayega apko metro change kar lena hai aur yellow Line pe aa jana hai platform no 1 se metro milega jo metro millennium City Centre ki tarah jaye uss metro me baith jana hai 5 station baad AIIMS aa gya jayega.

    • @VipulK-v7w
      @VipulK-v7w 3 месяца назад

      @@santoshshah95vlogs thank❤❤ full support

    • @VipulK-v7w
      @VipulK-v7w 3 месяца назад

      ek aur dout hai Aiims metro station se Aiims hospital kitni duri par hai kitna time lagega plz... Reply

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  3 месяца назад +1

      @VipulK-v7w bhai metro station ke just pass me hee hai 2 minutes walking hai

    • @VipulK-v7w
      @VipulK-v7w 3 месяца назад

      @@santoshshah95vlogs thanks sir

  • @PoonamGupta-g3n
    @PoonamGupta-g3n 10 месяцев назад

    Phale se bahut change ho gya hai metro station.