Bhai inverter AC ki pcb Indore ki kharab ho ya outdoor ki dono hi repairing k liye dena hoga par aab clamp meater se dc voltage PE meater ko select karke check karksate ho. Agar indor se outdoor ko dc voltage jara hai to indor ki pcb ok hai
January 2010 me r22 se r410 me switch kiye the but us time window AC me r22 hi hota tha but something 6saal pahele bluestar ne window AC me 410 me switch kya tha
Bhai maine 2022 me last June me Hitachi ka latest model split AC ka liya tha wo bht acha work kr rha tha lkin jb humne uski service krai abi March 2024 me to service wala bola ki gas Kam h or muje ek pench dikha k bola yaha se lick ho rhi h gas to isko badlna padega or ab hum jb ac chala rhe h to hmara ek room bhi muskil se thanda ho rha h to aap bta skte h aisa kya kiya hoga unhone or me ab use bulaunto kya bolna h muje...plz jldi btana
Bhai aap samjhe nhi hai me samjhaya sahi hai (1) ke agar gas ka pata na ho ki kaun sa gas refill karna hai to koi bhi gas lo aur ac me refill karo jab galat gas daloge to AC me gas thora mora jayega uske baad nhi jayega bilkul bhi nhi jayega aur copper pipe pe ice jab jayega, to mtlb koi aur gas parega, to jo gas apne use kya uske jagah koi aur gas use kare like aap ne R32 us karne pe ye problem aya hai To ac ko pura vaccum karoge aur uske jagah 410a dalo agar r410a gas dalne par bhi ye dikkat ho rhi hai to fir Puri gas release karke vaccum karke R22 dalo 100% pata chal jayega , Jo gas Puri trah refill ho jayega ac me chala jayega vahi gas dalega, ok bro abhi bhi samjh nhi aya hai to Instagram 👉 md_riyaz_01 pe aao me call me bata dunga
Kabhi bhi gas dalane me jaladi baji mat karo agar samgh nahi aa raha hai to pahale compressor ke model number or unit ke model number se pata kar sakate ho
Galat nhi batay hai practical kar rakhe hai hamne kayi baar technician jante huye bhi wrong Gas dal deta hai to uska bhi solution hota hai, model number bhi thi hai baki conditioner aur capillary tube ka Sahara nhi Lena chahiye
Mera 2017 IFB spilt ac h Kun c gas h please pataye
R22 gas
Bahut accha Bhai
Bro inverter AC me outdoor pcb kharab hai ya indoor pcb kharab hai kese pata kare is per jaldi hi ak practical video banao please
Bro ager pcb khraab h to chahe vo indor ki ho ya out dor ki dono hi mistri ke pas jayengi
@@Viralshoradda new technician kese identify kare ke pcb hi kharab hai
Ha inverter AC me dono hi jayegi
Ok bro
Bhai inverter AC ki pcb Indore ki kharab ho ya outdoor ki dono hi repairing k liye dena hoga par aab clamp meater se dc voltage PE meater ko select karke check karksate ho. Agar indor se outdoor ko dc voltage jara hai to indor ki pcb ok hai
Good information
January 2010 me r22 se r410 me switch kiye the but us time window AC me r22 hi hota tha but something 6saal pahele bluestar ne window AC me 410 me switch kya tha
r32 gas dalni thi but galti se 410 dal di but cooling itni jyada ho gyi ki 2 minut ke andar 16 pe aa ke cut ho jata hai..its new thing
R32 and 410 me difrent batao
Mujhse likh ke Lelo 410 ki jagah 32 bhi daaloge to proper work karega
I know
Bro avi ac ka to kam band hogya to dusra koi kam btou plzzz
R22 gas Bina vecum kare dal sakte hai
Nice👍 bro
Bhai kia ham dc inverter me R32 ki jaga R410 top up kar sakty hen
R410 ki jageh r32 dal skte ho kuch nhi hota mene boht bar dali hai boht achha work krta hai
Main v bht ac ko 32 banaya hun bhai
Bro urban company mai ek category se dusra category change kar sakta hai
Ha kar sakte hai
Agar val r22 ka ho ar stiker pe ra 32 likha ho to fir kya kaere
Val kampani fitid hai
Or ma r32 hi dal ki aya hu
Bhai maine 2022 me last June me Hitachi ka latest model split AC ka liya tha wo bht acha work kr rha tha lkin jb humne uski service krai abi March 2024 me to service wala bola ki gas Kam h or muje ek pench dikha k bola yaha se lick ho rhi h gas to isko badlna padega or ab hum jb ac chala rhe h to hmara ek room bhi muskil se thanda ho rha h to aap bta skte h aisa kya kiya hoga unhone or me ab use bulaunto kya bolna h muje...plz jldi btana
Leak huwa tha ki nhi ye to bata nhi sakta hu magal kam thanda kar rha h to age ka vahi batayega bina ac dekhe me kuchh nhi bata sakta hu sirji
Sir, hamara hitachi window ac model no RAW318KTD 1.5 ton, kon sha no ka gas dalay?
Riyaz bhai meri baat ka bura mat mann apar aajse par aajse 5saal purani window AC me bhi 410A refrigerant ata hai blue star me
Sir mera onida AC 2010 ka model hai kon c gas use hogi
Sabse pehle mefron gas aya tha Bhai g
Bhai compressor fat bhi to sakata garm ho ke kyo ki koi other Gaish bharenge to
Mene ac ko off karke gas dalne ko bola hai
Sawal kese pata kare konsi gas dalegi?
Puri kahani bata di but ye batana bhool gaye urban company Wale.
Aise to gas waste hoga
Bina gas waste kiye R32 aur R410 ke bich ka koi anter hai kya
Bhai 1ton me kitna bitu hota hai or haf ton kitna bitu hota hai btana bhai
1 ton 12000
1 ton me 12000 btu
3500 watt
Haikawa ac ma refrigerant batavo.
Compressor fat jayega 😢
Are Bhai vecum nhai kare to compressr blast hojagya
Whirlpool split m
R32 or 410 gas vecum kare hi dal na chiya he nhai to blast ho ja gya ok bhai
Bhai galat INFORMATION kayo de rahe ho... Jankari nahi hai to mat bolo....
Kehna kya chahte ho
Samzdari appne pass rakho
Intex inverter split AC 2018 model me gas kon sa aayega jaldi bata do bro us me sticker nhi h
Bakwas information. Ye khud Naya hai aur kahi se dekh kar information de raha hai
Bhai tum samjha nahi pa rahe ho
Bhai aap samjhe nhi hai me samjhaya sahi hai
(1) ke agar gas ka pata na ho ki kaun sa gas refill karna hai to koi bhi gas lo aur ac me refill karo jab galat gas daloge to AC me gas thora mora jayega uske baad nhi jayega bilkul bhi nhi jayega aur copper pipe pe ice jab jayega, to mtlb koi aur gas parega, to jo gas apne use kya uske jagah koi aur gas use kare like aap ne R32 us karne pe ye problem aya hai
To ac ko pura vaccum karoge aur uske jagah 410a dalo agar r410a gas dalne par bhi ye dikkat ho rhi hai to fir Puri gas release karke vaccum karke
R22 dalo 100% pata chal jayega ,
Jo gas Puri trah refill ho jayega ac me chala jayega vahi gas dalega, ok bro abhi bhi samjh nhi aya hai to Instagram 👉 md_riyaz_01 pe aao me call me bata dunga
Chal oy fudu a koi information hai
Bhai galat information hai
Capillary tube size se pata karo easy hoga
Condenser dekh ke pata kar sakate ho Kaun sa gas dalega