sar, mere velding masheen ke kantrol kaard mein dikkat aa rahee hai, meket se doosara naya kantrol kaard laakar set karane par temparechar sensar kanekt karane par osee kee dikkat aatee hai.
Analog meter se bhi check ho jata hai aur bulb proper jal Raha Hai to samjhie ki theek hai aur agar kuchh error a raha hai jalne mein to vahan per problem hai
sir ji drive volt kitna ana chaiye mosfet machine mein ek multimeter AC volt pr check kiya 12.5 volt bata raha hai probe exchange kiya to bhi 12.5 v ,dusra multimeter 30v ac bata raha probe exchange kiya to 96v bata raha hai, to kitne volt ane chahiye to thik hai smjega ,aur isme bhi bulb laga sake hai kya?
Good information 👍👍👍👍😊😊😊
Bahut achcha video
Thanks
Behtreen sir, informative video. ❤
Thanks
Aapke videos dekh kr har bar kuch Naya sikhne samajhne milta he... thankyou
Bahut bhadiya sir❤❤❤❤
आपका व्हिडिओ देखने से पहिलेहि लाईक कर देते हम ...❤
Thanks
Nice success❤❤❤❤❤❤❤
Thanks 🤗
Very nice ❤
Many many thanks
非常好
Thank
Nicevideosir ji
sar, mere velding masheen ke kantrol kaard mein dikkat aa rahee hai, meket se doosara naya kantrol kaard laakar set karane par temparechar sensar kanekt karane par osee kee dikkat aatee hai.
Feedback ka problem hai feedback ka connection palat kar lagakar check kar le
24w power supply kahan milegi
Kitna peace chahie
Sir g igbt k leay any wali drive voltage kasy maloom Kya jay k proper h ya ni multi metres pay to check ho ni pa ra 12 Bick ka balab on ho rha h
Analog meter se bhi check ho jata hai aur bulb proper jal Raha Hai to samjhie ki theek hai aur agar kuchh error a raha hai jalne mein to vahan per problem hai
🌹👌GOOD MORNING 👌😂😆🌹
Same to you
sir ji drive volt kitna ana chaiye mosfet machine mein ek multimeter AC volt pr check kiya 12.5 volt bata raha hai probe exchange kiya to bhi 12.5 v ,dusra multimeter 30v ac bata raha probe exchange kiya to 96v bata raha hai, to kitne volt ane chahiye to thik hai smjega ,aur isme bhi bulb laga sake hai kya?
Bulb Laga kar check kar sakte hain
@@akpowerinverter6880 lekin sir ji ek multimeter 12 bata raha hai dusra 30 aur 96 v aur bulb hai 12 v ko bulb udd nahi jayega?
Pahle aur dusre point per check karna hai 12 volt ka bulb bike wala rahata hai
MOSFET vale machine mein drive volt kitna aata hai
Control Card drive section me 20v and mosfet driver section mein 5v
Full video kha he. Bhai
My RUclips channel per
Or voltage honay ketnay chaye
Kis jagah ka voltage driver section ka ya power supply section ka
@@akpowerinverter6880 ڈرائیو کارڈ سے جو وولٹ آئی جی بی ٹی کے ڈرائیو کے لیے آتے ہیں
@@akpowerinverter6880 igbt drive k leay Jo voltage driver card say atay hn
Mosfet besed welding machine me drive pulse control card se 20v and mosfet driver section 5v