India mei bhi Pakistan wali 2017 ki model local hi thi, jo ki yaha second generation ki thi, fir third generation aaya 2019 mei hamare yaha, jo abhi bik raha hai, aur iss wale model mei do engine ka option hai, ek hai wo wala jo Pakistan wale mei abhi bhi milta hai, jo ki 1.0 L 3 cylinder wali hai (K10B pehle aati thi, ab wo K10C ho gaya hai kyunki har cylinder pe ab do do injector milti hai), aur dusri hai zyada power wali 1.2 L 4 cylinder ki (ye bhi K12B hi thi, magar ab K12C ho gayi hai, aur isme bhi K10C waali hi kahani hai), lekin 2012 wali model khub chalti thi hamare yaha, aur shayad aapke yaha bhi abhi bhi mast chal rahi hai, waise nayi wali bhi shaandar bik rahi hai hamare yaha, hamare paas 2014 ki Stingray wali variant hai
@@imranvlogs005 "Maruti Suzuki WagonR 2023 model" karke google mei search kar lena, pata chal jaayega, aur ye wahi waala model hai, jiska zikr maine apne comment mei kiya tha "third generation" batake
Kyunki India mei Suzuki ko sirf Suzuki nahi kaha jaata, uske aage Maruti bhi joda jaata hai, gaadi ky mamle mei, aur Suzuki naam se unki motorcycles aur scooters bikte hai India mei

Aap ky yahan local wagon r 2022-2023 ki kon c shape hai?
@@imranvlogs005 "Maruti Suzuki WagonR 2023 model" karke google mei search kar lena, pata chal jaayega, aur ye wahi waala model hai, jiska zikr maine apne comment mei kiya tha "third generation" batake
Kyunki India mei Suzuki ko sirf Suzuki nahi kaha jaata, uske aage Maruti bhi joda jaata hai, gaadi ky mamle mei, aur Suzuki naam se unki motorcycles aur scooters bikte hai India mei
Amazing detailed review. Which one is your favorite?
Both
Zabardast review 👍👍
Thanks
Very nice car details informative video 👍
Thank you 👍
Hi
👍👍👍👍
Your address
From where we collect this car and final price
Don
Got it
Japani best ha
Good information, good Vlog. Have a nice day🎉
Thank you! You too!
itni taiz Music ka kya faida hai es mai
Average of Pakistani Wagon R.. I am getting 9km per Litre
Too low it would be 13-14 may be ur car needs deep tuning
JDM wagon R khappayyy
Khappayyy hai bilkul
bhai kya nhi leni chahiye ye wali??
main leny ka soch rha hun... plz recommend
Bilkul leni chahiye
@@imranvlogs005 bhai phr khapy kis cheez k hain?
Wagognor. i🎉❤ good