एलजी साहब और डीडीए ने ऐसे लोगों के लिए स्कीम निकाली है जिनके पास ऑटो का परमिट या टैक्सी का परमिट हो लेकिन उन लाखों ड्राइवर का क्या जो रेंट पर रहते हैं और मालिकों की गाड़ी चलाते हैं जो बस चलाते हैं और जो बसों में कंडक्टर है उन लोगों का क्या होगा ना तो वह मजदूर की श्रेणी में आते हैं ना ही उनके पास अपना ऑटो या टैक्सी का परमिट है
AAP Sector G2-G6 mein purchase kar sakte hai. Abhi LIG flats kafi available hai. LIG 50 meter aur 35 meter size mein hai. Metro station aur Metro Depot G2-G6 mein hi banega.
Hello, maine flat book kiya tha aur meri transaction failed ho gayi status pe dikha raha hai but paise account se cut gaye aur cashfree dda se bhi message aaya tha k payment received ho gayi but still portal pe status failed dikha raha hai. One more thing maine aapne account se payment ki thi apni mummy k liye kyuki unka NetBanking active nahi tha toh agar DDA refund karte hai toh kis account m aayega. Us account jisme mummy ki details di hai ya mere account jisse payment hui hai. Please suggest
DDA flats third claas flats 😡..inse achhe private builders ke flats hai or DDA se daam bhi bohot kam hai..dda ab amiro ke liye flats banati hai..garibo ke liye nahi..😡
@neointeriordawrkanewdelhi8925 Hanji pehele unhone register m entry kradi, fir Mera chalan or receipt hard copy m le li or bola kal tak ho jayegi..kya apka bhi esa issue aya tha
Majdur kahan se 11% ka loan bharega aur ek lakh rupya kahan se laega booking aur charges ke liye aur jungle mein khareed ke dal de itni uski haisiyat nahin hai free mein dete jab hoti majduron ke liye Yojana
Metro aate hi basawat ho jayegi per tab apko iss rate mein nhi milega…pocket 2 2014 mein allot hui thi first time aur log rahte hai waha . Baki pockets baad mein bani hai. AAP lai sakte hai . Baki aap ja kar dekho aur decide karo.
Bhai sabko thodi pata hoga ki kon sa flat ground hai ya first floor hai aapko jakar pata karna tha. 2500 ko aap waste kyon kahte ho. Agar fir se scheme aaya to tab dena nahi hai na.
First Floor available the aur book bhi hogaye. ₹2500 waste nhi hua hai aap next scheme mein purchase kar sakte hai . Otherwise agar aapka budget hai toh sabka ghar yojna mein LIG GF -FF available hai. 👍
Mujhe option m jese aapko dikha rha h wesa login krne pr show ni ho rha. Mujhe show kr rha h "Pay Registration Amount For FCFS" Kindly suggest what should I do
Bhaiya mujhe mere ghar ke liye flat chahiye the Ek chacha lena chahte hai ek hum Mansa devi ke aas paas Aapke paas koi good dealer ka contect number ho to batao Ya aap koi help kar sakte ho to
एलजी साहब और डीडीए ने ऐसे लोगों के लिए स्कीम निकाली है जिनके पास ऑटो का परमिट या टैक्सी का परमिट हो लेकिन उन लाखों ड्राइवर का क्या जो रेंट पर रहते हैं और मालिकों की गाड़ी चलाते हैं जो बस चलाते हैं और जो बसों में कंडक्टर है उन लोगों का क्या होगा ना तो वह मजदूर की श्रेणी में आते हैं ना ही उनके पास अपना ऑटो या टैक्सी का परमिट है
Badhiya vichar hai
Delhi ka LG No. 1 ka Chitiya hai
Sir maine old age pension apply kiya tha abhi tak decision for pending hi show ho rha h to ab kya karna chahiye
same here please reply sir
i have raised complaint about that they said that wait for 15-20 days
Pocket 3 E 1 ews flat bahut hi Sundar hai Narela G2 majduron ke liye best hai
Vacant flats ki position kaise dekh sakte hain.
Aap bilkul sahi kah rahe ho aaj hi ham dekh ke aaye
How the condition
Vasant Kunj wale mig lig ka bata do address to mil he nhi raha gaya tha maine kaha par hai
thumbnail 🔥🔥🔥🔥🔥
Sir Agar Women ke naam se register kr diya pr women ka Bank account nhi ha to kya kre
Please reply
Dimand letter ka tak aayga
Sabka gar aawas yojna LIG me kitne flats baaki hai sir. Aur metro se kitna duur hai. lena chahiye ya nhi ye bataiyega
Metro 4 saal baad aayega.tab yahan par aasman ka bhavishya hoga.
AAP Sector G2-G6 mein purchase kar sakte hai. Abhi LIG flats kafi available hai. LIG 50 meter aur 35 meter size mein hai. Metro station aur Metro Depot G2-G6 mein hi banega.
Sasta ghr scheme k possession letter aana start hua kya sir
Kab ka aa raha hai
Thanks for information
Thanks for your info
Bhai ji mig flat loknayak puram mein Lena chayie ke nahi 25% discount ke saath
Jake khood dekho ki jaga kaisa hai. Tasali ho to lo varna mat lo.
Acche hi, le sakte ho,
When we will receive demand letter , 3 din ho gae
Amazing video sir
Hello, maine flat book kiya tha aur meri transaction failed ho gayi status pe dikha raha hai but paise account se cut gaye aur cashfree dda se bhi message aaya tha k payment received ho gayi but still portal pe status failed dikha raha hai.
One more thing maine aapne account se payment ki thi apni mummy k liye kyuki unka NetBanking active nahi tha toh agar DDA refund karte hai toh kis account m aayega. Us account jisme mummy ki details di hai ya mere account jisse payment hui hai. Please suggest
Bank me complaint raise krdo and DDA ki site pr bhi, agr fail h to kuch dino me refund aa jaega
Sir is investment karna sahi he kya
Yes
Sector g7/8 me 10.5lakh ke lig flat kitne bike iski video banaiye
4 flat sale hue hai 17 Jan tak
Narela G2 mein to metro station bhi banna hai
Yes and Metro Depot bhi
DDA flats third claas flats 😡..inse achhe private builders ke flats hai or DDA se daam bhi bohot kam hai..dda ab amiro ke liye flats banati hai..garibo ke liye nahi..😡
Jhukega nahin Sala majdur samajh ke flower samjhe kya
Fireman😂
I have a question that If I apply ews flat for women for 25%but the women don't have Bank Account. So what to do in this case.
Open new account for the lady or at least add her in your account as a joint account holder.
Kam chor h DDA wale, abhi tak payment update nhi ki meri, or documents upload ka option bhi nhi a raha, DDA gya tha to bola DDSystem nhi aya..
Kal ho jayegi. Mention karva kar aaye ho na usko
@neointeriordawrkanewdelhi8925 Hanji pehele unhone register m entry kradi, fir Mera chalan or receipt hard copy m le li or bola kal tak ho jayegi..kya apka bhi esa issue aya tha
यह सभी लेबर कार्ड वालों के लिए नहीं है, DBOCWWB में रजिस्टर्ड लेबर्स के लिए ही है इसलिए नहीं बिक रहे है।
Majdur kahan se 11% ka loan bharega aur ek lakh rupya kahan se laega booking aur charges ke liye aur jungle mein khareed ke dal de itni uski haisiyat nahin hai free mein dete jab hoti majduron ke liye Yojana
Union Minister Nitin Gadkari Approved Dehradun Expressway Extension-35 km Akshardham Metro Station-Noida 148 Metro Station.
Bhaivl ye flat lene chahie ya nahi
Jakar deko bhai. Aacha Lage to lo.
बेकार है 2014 से डीडीए का ये फ्लैट नहीं बिक रहा है जी मत लो
@@pankajjha2462 mai bhi yahi soch rha tha . Vha pe abhi basawat aane me 20 saal lagenge .
Metro aate hi basawat ho jayegi per tab apko iss rate mein nhi milega…pocket 2 2014 mein allot hui thi first time aur log rahte hai waha . Baki pockets baad mein bani hai. AAP lai sakte hai . Baki aap ja kar dekho aur decide karo.
DDA ko ye flats 2 lakh me dena chaiye tb sare bik jayenge.
Free me dega to bhi nahi bikte. Kya aap jungle me rahoge? Kaam danda ke liye 2-3 kilometer kon chalkar jayega?
Bhaiya apne apni pichli video m q ni bataya ki yh shramik yojana m ground floor ,1 floor ni degee hmra 2500 rupyes waste ho gya dda ki wjha se 😢😢😢
Bhai sabko thodi pata hoga ki kon sa flat ground hai ya first floor hai aapko jakar pata karna tha. 2500 ko aap waste kyon kahte ho. Agar fir se scheme aaya to tab dena nahi hai na.
@@micmani1Bhai har bar new scheme pr 2500 rupyes registration ke lgte h yeh paise waste h
First Floor available the aur book bhi hogaye. ₹2500 waste nhi hua hai aap next scheme mein purchase kar sakte hai . Otherwise agar aapka budget hai toh sabka ghar yojna mein LIG GF -FF available hai. 👍
Lajwaab 😂
Aapne shi bkhiya udher di ratnesh g DDA Ki
Mujhe option m jese aapko dikha rha h wesa login krne pr show ni ho rha.
Mujhe show kr rha h "Pay Registration Amount For FCFS"
Kindly suggest what should I do
Aap ko ₹2500 pay karna hai only then you will get the option to view and apply.
@karnailsingh-lq3gb is this refundable?
Aur majduron se rs 50000 dalali bhi mang rahe hain upar se
Nahi bhai aisa nahi hai
₹50000 toh pay karne hai book karne k liye.
Bhaiya mujhe mere ghar ke liye flat chahiye the
Ek chacha lena chahte hai ek hum
Mansa devi ke aas paas
Aapke paas koi good dealer ka contect number ho to batao
Ya aap koi help kar sakte ho to