sir ji maine jo moter bandhi hai wo winding bilkul sahi hai anolog meter se chek kar liya hai ,short nai bta rha hai lekin, body me kabhi kabhi 110 volt likage batata hai jabki anolog me achchi tarah se kai bar chek kar liya baody toch short nai batata hai anolog meter me ,aur moter band hone par cabel me return curent kuch samay tak lagbagh 2 second tak aata hai jab tak roter ghumte rahte rhta hai janerater ki tarah kam kar rha hai kya problem ho sakta hai roter magnetik charge ho gaya hai ki kya problem hai please is topic par vidio banaye ya reply de model v6 3hp core lenth 6 inch old model turn diye 36 amswg 1.0 pitch 10 12
Bahot badhiya information sir ,
Sar Mera bi ahi problem hai. Thank you sir video.
Impotent jankari he sir
Sir kitne hp motar ko kitne mm ki vaiyar lagegi plz batao😢
अच्छा है भाई धन्यवाद
All the best💯 video
Super sir jee❤❤❤
Sir ji cable bhi falt ho sakta hai
Very nice video sir 👍👍👍,sir agar us time kisi ne pahi ko hath lagaya to shok lagega kya
अतिशय महत्त्वपूर्ण माहीती धन्यवाद सर
Good sar v🇮🇳
👍👍 supar.
Sar ji pani me krent. Nhi sakta hai
Pane me krent nhi askta hai sar
Nahi
Lohe ka pipe ho to ayega
Thanks bhai
Ek dam supar sir
Thanks 🙏
एकच नंबर माहिती 👍
Thank you sir your location
Bhi ager bina starter motor raninig kre to kya hoga
Sarji sambmarsebal wandeng vaeyr ma od ka keya Matlab ha plij batadejiya na
Od ka matlab he swg ka baher ka size (pvc ke samet)
Good
Sir ji 5hp ki moter he kya ye
Sir pani ma krant ana ka chance hai kya
Kya sir.. ese me kabhi bhi pani me sot asakta hai kya
Sir paani main current aayega kya....
Nice sir
Muje aap se baat karni thi digital timer ke bare me...
सर आपका राज्य कौन सा है
Sar mujhe aap kam sikha denge
🙏
sir ji maine jo moter bandhi hai wo winding bilkul sahi hai anolog meter se chek kar liya hai ,short nai bta rha hai lekin, body me kabhi kabhi 110 volt likage batata hai jabki anolog me achchi tarah se kai bar chek kar liya baody toch short nai batata hai anolog meter me ,aur moter band hone par cabel me return curent kuch samay tak lagbagh 2 second tak aata hai jab tak roter ghumte rahte rhta hai janerater ki tarah kam kar rha hai kya problem ho sakta hai roter magnetik charge ho gaya hai ki kya problem hai please is topic par vidio banaye ya reply de model v6 3hp core lenth 6 inch old model turn diye 36 amswg 1.0 pitch 10 12
Aap se bat krna hai
Thoda baat kam to mujhse aata hai sar bus aapke sath kam karna
Hello sir
Hello
🐶🐶🐶🐶🐶❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹
K.S.B-1HP220V 4" samarsebal pump data gauge khoob Dwarka Daya kare bolun WhatsApp number ta din
Good