Bhai ye 200 rup. Me 100 Ml ki botal aati h, badi botal bhi aati hai, kisi bhi कीटनाशक dava ki dukaan par mil jaygi sirf name batana h , or online bhi mil jaygi, or koi bhi query ho to muje msg kr ke puch sakte ho, Pls brother 🙏subscribe my channel. and Thanks for watching 😊👍
Bhai please reply dedo, kya aab sab dimak khatam ho gya mere Ghar me vi dimak aa gya hai bahut tension ho raha hai kya kru . Mai khud se use kar sakta hu Bina hole kiye bas spray krr ke? , please reply
Bhai bilkul kar sakte ho, mere ghr pr av pichle 1 month se ek bhi deemak nahi dikhi bahut jabrdast davai h, aap khud se kar sakte ho, jyada small bhi nahi h davai me par asardaar bahut h, pls subscribe my channel bro,
Aap use kar sakte ho, hole karne ki jarulat ni h, koi bhi query ho to aap puch sakte ho, thanks for watching pls bhai mere chenel ko subscribe kr Dena 🙏
@@ravindrakushwah5026 Thank you very much bhai , agenda lu ya premise q ki gate me thoda sa tha pahale aab nhi hai. aab bas room wall ke corner me aur ek room ke chhage pee hai ye do jagah hai konsa lu ?? Subscribe krr diya 😊
Bhai gate par ab nahi to bhi aap uspar dalna aap tarpin oil me mila kr or wall pr dalna aap pani me mila kr es liye aap agenda lo vo dono me milta h pani me or 2 oil (tarpin, mitti) me bhi mila sakte hai premise only pani me milega jise gate( furniture) me nahi Dall sakte liye aap agenda lo thoda costly h premise se par usse best h 👌
Yes broo, mne 50% milaya h kyki mne sirf chidkav kiya h muje jyda strong chiye tha , pre construction me foundation me dalte h, post construction me drill machine se 1-1 fit pr hole kar ke dalte h, mne ye dono nahi kiya mne sirf chidkav kiya h bhai es liye mne strong dose Liya tha jyda termite ko dekhte huye, thanks for watching bhai, please subscribe my channel
Nahi bhai agar eska sahi treatment kiya jaye to ye kuch year ke liye khatm bhi ho sakti h, par ye barish me light ki taraf fly kar ke fir aa sakti h jise queen termite khte h or humari local language me( patlaiya)vo fir se bachhe paida kar sakti h es liye ye khatam bhi hoti h or paida bhi, bus hum unhe control kr sakte h. Thanks for watching dear🙏 and pls subscribe my channel 😊🙏
Zevictra is a termiticide produced by Syngenta, featuring Imidacloprid as its active ingredient. Imidacloprid is a non-repellent termiticide, meaning it does not repel termites but rather is designed to be ingested or contacted by them. This non-repellent characteristic allows the termiticide to be more effective as termites do not avoid treated areas, and it can be transferred among colony members, leading to the elimination of the entire colony. Key features of Zevictra and similar Imidacloprid-based termiticides include: - **Effective Long-Term Protection**: Provides durable protection against termites when applied correctly. - **Non-Repellent**: Termites are not aware of the termiticide, which allows for better distribution and transfer within the colony. - **Low Environmental Impact**: Imidacloprid is known for its targeted action, reducing the risk to non-target organisms when used as directed. Always follow label instructions and safety guidelines when applying any Pesticide.
Haan Manisha ji esne bahut achhe se work kiya hai, mne jis room me davai dali hi nahi vha ki deemak bhi kill ho gai, mere liye bhi surprised result rha eska, commpny to guranty deti hi h pr use karne ke baad me bhi apko suggest krunga apko use krna h to esse best koi davai ni h, pest control vale bhi esi ka use krte h mujse 10000 rup maang rahe the mne 1000 rup me hi deemak khtam kar di or ye davai ki commpny 5 saal tak deemak na Igne ki guranty deti h, tum use kr sakte ho, ( yaar pls mere chanel ko subscribe kr Dena🙏) koi bhi query ho to aap puch sakte ho thanks for watching 🙏
@@neetukuchal7883 bed me dimak ke liye ye davai sab se best h, apko use krne ke liye taarpin oil, ya Kerosene oil me es davai ko daal lena, 1liter oil me 50ml agenda
Nahi bhai, ab mere ghar me bilkul deemak nahi h me pichle 15 din se deemak dhundne ki kosis kar rha hu to bhi ni dikh rahi, aap use kar sakte ho best to best davai h ye Sir mere liye bhi surprise results rha 🙏thanks for watching dear, pls subscribe my channel 🙏😊koi bhi query ho to aap puch sakte ho
Bilkul ruk jaygi deemak gupta ji, agar aapne achhe se davai dali h to, 😊, baki jyda information ke liye botal ke sath aaye instruction jarul paden, or muje contact kren 😁😁😁
Bhiya ji vedio puri dekho mene starting me hi bataya h kon si kha use karni h, 2 botal use kr rha hu, ek green vali jisme tarpin oil me camical h,propar furniture use ke liye, or ek pani me jisme camical color badal kr wight ho jata h, jise diwaar or furniture ke beech me, chokhat pr bhi daal sakte h, thanks for watching,
Nice information sir❤
Thanks brother
How long should we close the room after applying bayer termite product on bathroom wood? Can i use that room after 1 or 2 days?
You can use room after 24 hours, read instructions guide for deeply information, thank for watching dear 🙏
Bhai ye dawai kaise milani hai aur kitne ki ati hai plz bhai reply do
Bhai ye 200 rup. Me 100 Ml ki botal aati h, badi botal bhi aati hai, kisi bhi कीटनाशक dava ki dukaan par mil jaygi sirf name batana h , or online bhi mil jaygi, or koi bhi query ho to muje msg kr ke puch sakte ho,
Pls brother 🙏subscribe my channel. and Thanks for watching 😊👍
Bhai please reply dedo, kya aab sab dimak khatam ho gya mere Ghar me vi dimak aa gya hai bahut tension ho raha hai kya kru . Mai khud se use kar sakta hu Bina hole kiye bas spray krr ke? , please reply
Reply dedo bhai
Bhai bilkul kar sakte ho, mere ghr pr av pichle 1 month se ek bhi deemak nahi dikhi bahut jabrdast davai h, aap khud se kar sakte ho, jyada small bhi nahi h davai me par asardaar bahut h, pls subscribe my channel bro,
Aap use kar sakte ho, hole karne ki jarulat ni h, koi bhi query ho to aap puch sakte ho, thanks for watching pls bhai mere chenel ko subscribe kr Dena 🙏
@@ravindrakushwah5026 Thank you very much bhai , agenda lu ya premise q ki gate me thoda sa tha pahale aab nhi hai. aab bas room wall ke corner me aur ek room ke chhage pee hai ye do jagah hai konsa lu ?? Subscribe krr diya 😊
Bhai gate par ab nahi to bhi aap uspar dalna aap tarpin oil me mila kr or wall pr dalna aap pani me mila kr es liye aap agenda lo vo dono me milta h pani me or 2 oil (tarpin, mitti) me bhi mila sakte hai premise only pani me milega jise gate( furniture) me nahi Dall sakte liye aap agenda lo thoda costly h premise se par usse best h 👌
Bhai composition jayada nhi le rh aap online to pre construction- 25ml/L and post 15ml/L mentioned h
Yes broo, mne 50% milaya h kyki mne sirf chidkav kiya h muje jyda strong chiye tha , pre construction me foundation me dalte h, post construction me drill machine se 1-1 fit pr hole kar ke dalte h, mne ye dono nahi kiya mne sirf chidkav kiya h bhai es liye mne strong dose Liya tha jyda termite ko dekhte huye, thanks for watching bhai, please subscribe my channel
Maine deemak ke tel main Agenda tc milya hai kya ye strong kaam kargi
Please reply me
Ye termite eak bar entry Mar diya ghar to life time rahta hai keya ?
Nahi bhai agar eska sahi treatment kiya jaye to ye kuch year ke liye khatm bhi ho sakti h, par ye barish me light ki taraf fly kar ke fir aa sakti h jise queen termite khte h or humari local language me( patlaiya)vo fir se bachhe paida kar sakti h es liye ye khatam bhi hoti h or paida bhi, bus hum unhe control kr sakte h. Thanks for watching dear🙏 and pls subscribe my channel 😊🙏
Maine terimite tc tel mein agenda ec 25 milya hai kya ye kaam karega
Bilku krega ji, agar aapne achhe se dava dali h bed me to
@@ravindrakushwah5026 Thanks
Zevictra is a termiticide produced by Syngenta, featuring Imidacloprid as its active ingredient. Imidacloprid is a non-repellent termiticide, meaning it does not repel termites but rather is designed to be ingested or contacted by them. This non-repellent characteristic allows the termiticide to be more effective as termites do not avoid treated areas, and it can be transferred among colony members, leading to the elimination of the entire colony.
Key features of Zevictra and similar Imidacloprid-based termiticides include:
- **Effective Long-Term Protection**: Provides durable protection against termites when applied correctly.
- **Non-Repellent**: Termites are not aware of the termiticide, which allows for better distribution and transfer within the colony.
- **Low Environmental Impact**: Imidacloprid is known for its targeted action, reducing the risk to non-target organisms when used as directed.
Always follow label instructions and safety guidelines when applying any Pesticide.
bhai price kitna hai ?
200 rup bhai, thanks for watching, please subscribe my channel
Dawai dalne ke baad kitne din bed ko khali rakhna hai
Ek din baad samaan rakh sakte h, davai apna kaam karte rahegi, khane ka kuch samne bed me na rakhe 1 month tak, baki saman rakh sakte hai
Thank you so much 🙏
Brother chemicals lana chaiya
Bina camical ke termite khatam nahi hongi bhai, thanks for watching bhai, please subscribe my channel 🙏
Kya aapke home mein dimak puri tarah katam ho gya
@@neetukuchal7883 yes
Isne work kiya
Haan Manisha ji esne bahut achhe se work kiya hai, mne jis room me davai dali hi nahi vha ki deemak bhi kill ho gai, mere liye bhi surprised result rha eska, commpny to guranty deti hi h pr use karne ke baad me bhi apko suggest krunga apko use krna h to esse best koi davai ni h, pest control vale bhi esi ka use krte h mujse 10000 rup maang rahe the mne 1000 rup me hi deemak khtam kar di or ye davai ki commpny 5 saal tak deemak na Igne ki guranty deti h, tum use kr sakte ho, ( yaar pls mere chanel ko subscribe kr Dena🙏) koi bhi query ho to aap puch sakte ho thanks for watching 🙏
@@ravindrakushwah5026 OK thanks
Sir ye agenda kha milega
Kisi bhi pesticides shop pr mil jaygi, thanks for watching my video, please subscribe my channel
Bed mein dimak lga kaise use kare
@@neetukuchal7883 bed me dimak ke liye ye davai sab se best h, apko use krne ke liye taarpin oil, ya Kerosene oil me es davai ko daal lena, 1liter oil me 50ml agenda
@@neetukuchal7883 thanks for watching my video please subscribe my channel dear
Fir use sabhi jgha spry kr Dena bed me
Sir isse kuch fark pada aapko ab dimak to nahi hai
Nahi bhai, ab mere ghar me bilkul deemak nahi h me pichle 15 din se deemak dhundne ki kosis kar rha hu to bhi ni dikh rahi, aap use kar sakte ho best to best davai h ye Sir mere liye bhi surprise results rha 🙏thanks for watching dear, pls subscribe my channel 🙏😊koi bhi query ho to aap puch sakte ho
Thankyou so much for replying
Karne ka baad naya dheemak nahi ayenge? 15 din ke ke beech me lakdi ka damage hona ruk jayegaa?
Plz answer. Thank u.😊
Bilkul ruk jaygi deemak gupta ji, agar aapne achhe se davai dali h to, 😊, baki jyda information ke liye botal ke sath aaye instruction jarul paden, or muje contact kren 😁😁😁
@@ravindrakushwah5026 thanks for the reply Bro. 👍💓
😮😮❤❤
😁😁
🎉
❤❤
Thanks
Tarpin ke tel ka kya use tha....vo to bataya hi nhi....??
Bhiya ji vedio puri dekho mene starting me hi bataya h kon si kha use karni h, 2 botal use kr rha hu, ek green vali jisme tarpin oil me camical h,propar furniture use ke liye, or ek pani me jisme camical color badal kr wight ho jata h, jise diwaar or furniture ke beech me, chokhat pr bhi daal sakte h, thanks for watching,
Please bhai subscribe my channel 🙏