रेडियो सीलोन पर कभी एचएमवी के सितारे रेडियो प्रोग्राम आया करता था आज बस यादें बाकी रह गई है रविवार को सुबह रेडियो सीलोन पर ही कोई प्रोग्राम ऐसा आता था जिसमें फिल्मी सितारे यानी हीरो हीरोइन के जीवन पर बहुत कुछ बताते थे उस प्रोग्राम का नाम मुझे याद नहीं आ रहा है लेकिन वह प्रोग्राम भी लाजवाब आया करता था शायद सुबह 7:30 बजे
💥💥💥Good evening Pravinder ji ji maine bhi chote par SW par Vividh Bharati suna hai lekin ab Vividh bharati sw par nahi raha☹️lekin fm par aa gaya hai maine YT par BBC ki hindi service ka last episode" din bhar" jise RJ Rajesh Joshi ji ne present Kiya tha ka video dekha to mai bhawuk ho gaya tha♥️👍
❤Dear parvider ji❤ Aaj ya vedio nazar aagayee...Bohat khoobsoorat yasdain aap na bataayin...2 weeks pehlay ma.apni Maami ka pas gya thaa wo 89+ hongi...ms na un sa Radio ka poochaa kooch yaad ha Aap ko kya pasand thaa bohat kooch batayaa lakin hawa Mahal shok sa soontay thaay or uss ka title music bohat pasand thaa..Pie ka tube wala radio thaa..shortwave par silon bbc vivadh bharti ..bohat khoobsoorsat waqat thaa urdu service baad ma..1971 ma aayee thee Bhoj MW par thaa BBc sa pehlay or wo aaj bhee ha 1:00bajay ja bharti or uss ke title tone bhee yaad thee ma na batayaa wo aaj bhee Aati ha...bohat achaa laga un sa baatain kar ka AIR ghar ka fard thaa jasay uss ko soon kar ghar ka kaam hotay thaay...❤❤❤bohat shookrya Dhanawad💝 Dhanawad💝 💖💖💖💝💝💚💛🙏🏼
@@imtiaztalpur5178 ji, bahut bahut shukriya aapka. Ye sab yaadein sun kar bahut achha lagta hai. Aise kisi bujurg se milna jo Radio sunte rahe hain ek lottery lagne jaisa hai. Aap ne jo poll karne ki khwahish ki thi wo maine puri kar di. Lagbhag 85% log Radio se aur 15% app se.
Thankyou aapne radeo silon abhi tak zinda hai ye jaankar bahut khushi hui mai to haar maan chuka thha pahele bahut radeo pakdne ke liye roj try karta thha to nahi milta thha fir socha ab india ka band kar diya hoga manoman politics ko gali deke you tube me purane binaka gitmala sunke sunhere yaad kiya karta tha. Achha huva aapka ye dekh kar mai tray kiya subha 7.30ko to purane gaane chalu hue sirf અધા ghata ye sunke bahut dukh huva radeo ke diwaane abhi bhi bahut hai kaas subha saam 4ghata deta to maja aata.
Thanks very much Haresh ji. Mere channel par aur bhi kayi video hain Radio ke jo aapko pasand aayenge. Un mein se ek hai - Radio Ceylon ki kahani. Link de raha hoon:- ruclips.net/video/wHEmnePotjA/видео.html
पापा का रेडियो था बचपन में। उस समय टीवी पर भी केवल दूरदर्शन आता था। 90s की बात है। काफ़ी समय मिलता था स्कूल से आके, पढ़ाई करके रात 10,11 बजे तक रेडियो सुनते थें पूरा परिवार। फिर सुबह 6 बजे से भक्ति गीतों से फिर रेडियो शुरू हो जाता था। और हम स्कूल चले जाते थें। बाद में दूरदर्शन की समय और अच्छे प्रोग्राम्स बढ़ते गए। रेडियो सुनना कम होता गया। एक समय केबल टीवी के चरम पर रेडियो सुनना एकदम बंद हो गया था। फिर से दोबारा शांति की तलाश में फिर से रेडियो सुनने लगा हूं। पर टाईम ज्यादा नहीं मिलता।
Ap jitne vi station ka naam liya maine isme se bahut kuch station suna , jaise BBC BANGLA BBC HINDI DOYCH OF VELE RADIO TEHRAN VOICE OF AMERICA CHAINA RADIO WORLD SERVICE AKASHBANI KA PURBATTAR SEVA or vi bahut kuch .
Wow, bahut khushi huyi jaankar. Main school time mein sunta tha, college times mein bhi bbc etc sunta tha, for thoda cut ho gaya tha Radio se. Ab samay ki kami rahati hai fir bhi sunta hoon.
Sw me naa ab bbc hindi aata he,,naa fm rainbow, air urdu naa voice of America,,aur naa hi other Indian stations,,,ab toh vividh bharti bhi nhi aata he mw ya sw pr
Ji, bilkul sahi kaha Abhay ji. Lekin, fir bhi ab jo kuch bacha hai Shortwave par, us par ek video banaya tha ki - doobte huye shortwave par ab kya rah gaya hai:- ruclips.net/video/cCjh8snPbAU/видео.html
Aap ek natural bdxer ho! bdxer are real shortwave lovers. People who listen to distant shortwave stations are called bdxers(broadcast dxers).. QSL cards (Acknowledgement Cards) milte the..
@@rahularya7748 ji, har khel ka prasaran Radio par nahin kar sakte. Cricket commentary kabhi aati hai kabhi nahin bhi aati. Jab commentary aati hai to shikayat ke letters jaate hain ki baaki programs kyun cancel kar diye.
Only cri bacha hua ha dost.... Woh bhi kiya jamana tha 100 150₹ ma radio milta tha... Radio se din suru hota aur radio pad hi khatam....ab a sab ek yead rahe gya
रेडियो सीलोन पर कभी एचएमवी के सितारे रेडियो प्रोग्राम आया करता था आज बस यादें बाकी रह गई है रविवार को सुबह रेडियो सीलोन पर ही कोई प्रोग्राम ऐसा आता था जिसमें फिल्मी सितारे यानी हीरो हीरोइन के जीवन पर बहुत कुछ बताते थे उस प्रोग्राम का नाम मुझे याद नहीं आ रहा है लेकिन वह प्रोग्राम भी लाजवाब आया करता था शायद सुबह 7:30 बजे
Old is gold radio ka dur chahe jitna bhi purana kyon Na Ho jaaye lekin Aaj bhi uski yadein hamare dilon mein basti h
Ji bilkul, Radio hamare man mein hamesha rahega.
💥💥💥Good evening Pravinder ji ji maine bhi chote par SW par Vividh Bharati suna hai lekin ab Vividh bharati sw par nahi raha☹️lekin fm par aa gaya hai maine YT par BBC ki hindi service ka last episode" din bhar" jise RJ Rajesh Joshi ji ne present Kiya tha ka video dekha to mai bhawuk ho gaya tha♥️👍
Vikas ji, aapki yaadein sajha karne ke liye bahut bahut dhanyawad.
Ji, Radio ka wo daur bhi ek baat thi.
Aaj bhi woh din miss karta hu. Main SW par CVC Radio sunna karta tha uspar English songs aate the.
Ji, bahut khoob, hum se share karne ke liye shukriya.
❤Dear parvider ji❤ Aaj ya vedio nazar aagayee...Bohat khoobsoorat yasdain aap na bataayin...2 weeks pehlay ma.apni Maami ka pas gya thaa wo 89+ hongi...ms na un sa Radio ka poochaa kooch yaad ha Aap ko kya pasand thaa bohat kooch batayaa lakin hawa Mahal shok sa soontay thaay or uss ka title music bohat pasand thaa..Pie ka tube wala radio thaa..shortwave par silon bbc vivadh bharti ..bohat khoobsoorsat waqat thaa urdu service baad ma..1971 ma aayee thee Bhoj MW par thaa BBc sa pehlay or wo aaj bhee ha 1:00bajay ja bharti or uss ke title tone bhee yaad thee ma na batayaa wo aaj bhee Aati ha...bohat achaa laga un sa baatain kar ka AIR ghar ka fard thaa jasay uss ko soon kar ghar ka kaam hotay thaay...❤❤❤bohat shookrya Dhanawad💝 Dhanawad💝 💖💖💖💝💝💚💛🙏🏼
@@imtiaztalpur5178 ji, bahut bahut shukriya aapka.
Ye sab yaadein sun kar bahut achha lagta hai. Aise kisi bujurg se milna jo Radio sunte rahe hain ek lottery lagne jaisa hai.
Aap ne jo poll karne ki khwahish ki thi wo maine puri kar di. Lagbhag 85% log Radio se aur 15% app se.
Thankyou aapne radeo silon abhi tak zinda hai ye jaankar bahut khushi hui mai to haar maan chuka thha pahele bahut radeo pakdne ke liye roj try karta thha to nahi milta thha fir socha ab india ka band kar diya hoga manoman politics ko gali deke you tube me purane binaka gitmala sunke sunhere yaad kiya karta tha. Achha huva aapka ye dekh kar mai tray kiya subha 7.30ko to purane gaane chalu hue sirf અધા ghata ye sunke bahut dukh huva radeo ke diwaane abhi bhi bahut hai kaas subha saam 4ghata deta to maja aata.
Thanks very much Haresh ji.
Mere channel par aur bhi kayi video hain Radio ke jo aapko pasand aayenge. Un mein se ek hai - Radio Ceylon ki kahani. Link de raha hoon:-
ruclips.net/video/wHEmnePotjA/видео.html
You missed Radio Russia. I used to listen to Radio Russia Bengali Service in 2003.
Haha, Asit ji, how could I ? Watch the video where I showed this diary in real detail:-
ruclips.net/video/G6nyz9YFjGY/видео.html
Aajkal aur aaj ke din ye dono mai sunta tha daily
@@jagjeetpandey2643 ji, jabardast andaaz tha bbc ka khabrein sunaane ka
Aajkal to sab digital hai
RUclips aur facebook par aane laga
Kyuki log bhi wahi milte hai
पापा का रेडियो था बचपन में। उस समय टीवी पर भी केवल दूरदर्शन आता था। 90s की बात है। काफ़ी समय मिलता था स्कूल से आके, पढ़ाई करके रात 10,11 बजे तक रेडियो सुनते थें पूरा परिवार। फिर सुबह 6 बजे से भक्ति गीतों से फिर रेडियो शुरू हो जाता था। और हम स्कूल चले जाते थें। बाद में दूरदर्शन की समय और अच्छे प्रोग्राम्स बढ़ते गए। रेडियो सुनना कम होता गया। एक समय केबल टीवी के चरम पर रेडियो सुनना एकदम बंद हो गया था। फिर से दोबारा शांति की तलाश में फिर से रेडियो सुनने लगा हूं। पर टाईम ज्यादा नहीं मिलता।
Aapke anubhav sun kar bahut achha laga Sahil ji.
Channel par best cheej yehi hai anek logon ke alag alag anubhav jaan ne ko milte hain.
I am a radio lover. I love your videos. Bbc hindi aj kal broadcast in the 1990's.
Thanks so very much.
इंटरेस्टिंग टॉपिक लेकर आए ह आप बहुत बढ़िया लगा सुनकर ❤️
Ap jitne vi station ka naam liya maine isme se bahut kuch station suna , jaise
BBC BANGLA
BBC HINDI
DOYCH OF VELE
RADIO TEHRAN
VOICE OF AMERICA
CHAINA RADIO WORLD SERVICE
AKASHBANI KA PURBATTAR SEVA
or vi bahut kuch .
Wow, bahut khushi huyi jaankar. Main school time mein sunta tha, college times mein bhi bbc etc sunta tha, for thoda cut ho gaya tha Radio se. Ab samay ki kami rahati hai fir bhi sunta hoon.
राष्ट्रीय प्रसारण सेवा असल में रात्रि सेवा थी, शाम 7 बजे से सुबह 6 बजे तक, ये विविध भारती के कार्यक्रम सुनाता था, sw पर भी था 31m
Ji, bilkul
I love listening Radio.I have noticed that Shortwave Radio stations seem to be out of rangers now.
बहुत सुंदर वीडियो । Sir इंडिया कि जितनी भी SW फ्रीक्वेंसी बची है उन सबको Tune करके वीडियो बनाओ ताकि सभी को इसकी जानकारी मिल सके । धन्यवाद
Kamal ji dhanyawad. Ji bilkul, video material lagbhag ban chuka hai, 2-3 din mein video aa raha hai.
@@pravindersheoran आपकी वीडियो का इंतजार रहेगा । 😊🙏
Sw me naa ab bbc hindi aata he,,naa fm rainbow, air urdu naa voice of America,,aur naa hi other Indian stations,,,ab toh vividh bharti bhi nhi aata he mw ya sw pr
Ji, bilkul sahi kaha Abhay ji.
Lekin, fir bhi ab jo kuch bacha hai Shortwave par, us par ek video banaya tha ki - doobte huye shortwave par ab kya rah gaya hai:-
ruclips.net/video/cCjh8snPbAU/видео.html
Aap ek natural bdxer ho! bdxer are real shortwave lovers. People who listen to distant shortwave stations are called bdxers(broadcast dxers).. QSL cards (Acknowledgement Cards) milte the..
Thank you very much.
Actually I didn't know the word dxing then in my childhood, but I was just that haha.
Bahut dukhad. Hum log to radio sunkar hi bade hue.
Ji bilkul, lekin samay ka pahiya ghoomta hai aur sansaar badlta rahta hai.
I love radio Ceylon
👌👌👌👌
SW par jitne bhi stations hain, videshi hindi prasaran sewa, unka samay aur frequency par video banayen.
Unhin par hai ji next video.
में इंतजार करूंगा शॉर्ट वेव पर आपके विचार सुनने के लिए 👍
जी धन्यवाद, शीघ्र ही आ रहा है वो विडियो।
1368 विविध भारती दिल्ली कहा गई
Rajendra ji, agar ab nahi aati hai to SW ki tarah wo wahan se bhi band ho gayi hogi.
Good .
Sir .
Information.
Vidor.
For me
Ye music tune ❤
Nice Parvinder sir 💖💖
Thanks dear, so nice of you to watch all my videos.
Nice sir ji
Thanks dear one.
Same to me bhai
Radio per Cricket Commentary, pro Kabbadi, Commentary Nhi Aa rha hai
@@rahularya7748 ji, har khel ka prasaran Radio par nahin kar sakte.
Cricket commentary kabhi aati hai kabhi nahin bhi aati.
Jab commentary aati hai to shikayat ke letters jaate hain ki baaki programs kyun cancel kar diye.
Pravinder ji main bhi radio premi hu aapne video main kitne baje radio cylon tune kiya hai kirpya jarur bataye
Shiv ji, agla video isi vishaya par hai ji, channel ko subscribe kar lein yadi nahi kiya ho to, sab kuch agle video mein pata chal jayega.
Only cri bacha hua ha dost....
Woh bhi kiya jamana tha 100 150₹ ma radio milta tha...
Radio se din suru hota aur radio pad hi khatam....ab a sab ek yead rahe gya
Ji bilkul sahi kaha. Waise maine is par bhi video banaya hai ki SW par kya bacha hai:
ruclips.net/video/cCjh8snPbAU/видео.html
Alll
इंटरेस्टिंग टॉपिक लेकर आए ह आप बहुत बढ़िया लगा सुनकर ❤️
Vikas ji, dhanyawad.