आदरणीय परविंदर जी आपके विडिओ देखते-देखते ना केवल ज्ञान वर्धन हुआ अपितु रेडियो से प्यार हो गया..और प्यार भी ऐसा हुआ कि अब रेडियो डिएक्सर ही बन गए...नए स्टेशन ढूँढ़ना उसे सुनना...इसका अलग ही आनंद आने लगा..ना जाने टेलीविजन कब छूट गया ...नया नशा चढा दिया आपने...लेकिन ये नशा अच्छा है...धन्यवाद शब्द छोटा होगा आपके लिए..मैं तो आभारी हूँ आपका 🙏🏻🙏🏻❤️❤️👏
इस प्रकार के जो भी वीडियो आते हैं वे न सिर्फ़ हमारा ज्ञान वर्धन करते हैं वरन अनेकानेक जटिल सिद्धांतों को इस प्रकार सरलीकृत कर प्रस्तुत किए जाते हैं कि सीधे दिल में समा जाते हैं. पिछले तमाम वीडियो के माध्यम से रेडियो से जुड़ी अनेक बातें जो हम नहीं जानते थे उनसे रूबरू हो सके. रेडियो जगत से जुड़ी तमाम शब्दवालियों की सरल व्याख्या के लिए आपके वीडियो बेहद जरुरी और प्रभावी हैं. बहुत ही अच्छी जानकारी भरी प्रस्तुति.🙏📻🙏
@YogeshYadav-ov6xe ji, bahut bahut dhanyawad sir aapka. Aap sab ko pasand aata hai to lagta hai ki video par mehnat karna safal raha. Samay ke abhav ke karan videos mein aur jyada animation wagarah daalne ka time nahin milta, warna aur behtar ho sakte the videos.
Good evening. Happy Sunday. All your videos are useful. Good information. I hope all the people will take interest in listening radio programmes and also make it more popular in this digital era. Your role in this regard is highly appreciated.
@@prabhakarv4193 ji, thank you so very much for kind appreciation. And contribution of all you dear viewers have also been immense in making this channel work.
Mai ek baat bolna chahta hun , aap jis jamane me jee rahe hai aur radio ko jaise explain kartey hai wo adbhut hai , bite yug ki baat nhi hai analog radio , aaj bhi milta hai , manufacture hota hai , apke dwara dia gaya ek ek vichar sarahaniye hai , aap mere bachpan ki yaad dilate ho , jo log apki bolte you hai ki kis jamane me jee rahe ho aap , lagta hai unhone apna bachpan nirasta me Jiya hoga aur aaj ke youth bhi to fm sunte hai , unko mw , sw ka nhi pata ….. but ho sakta hai ki kal fm bhi ek history ho , wo pal unke lie kaisa hoga …… radio apke aur hamare jaise logo ke lie emotion hai ….. Thanks for your work …. Hats off
@@NavdeepMoudgill ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Aap sabka pyar sar aankhon par. Aapki feedback prerit karti hai mujhe aur achha karne ke liye. Radio ko jisne bachpan mein suna hai wo bhool hi nahin sakta.
Diafield main bhi liya hu... Iska sound and reception kafi accha hain .. bus rechargeable battery lagana parega normal battery thora jaydha khata hain.
Nice explanation of the radio signal.good morning ji ,like n love your videos.I am a radio passionate since my child hood. I played with radio studied with radio.though number of prammes are declining in number yet there are plenty. Me to radio pe na mile usko radio app me dhoondh leta hoon. Purane gaane ki tarah"sheahe se pi ya paimane se pi ,ya meri aankho ke maikhane se pi" me radio,bt speaker ,radio apps jahan se achha karykram mile sun leta hoon. Waise to radio sabka sathi haileki hum jaise aged vyakti ki baat ye pyar se sunta hai. Radio is a ever present companion to me.thanks forvideos
@@RattanSharmavp ji, thnak you very much for kind appreciation. Aap sabka pyar sar aankhon par. I always try to be simple in my explanations. I am glad dear viewers have liked this approach. And I absolutely agree with you, whichever form of Radio excites you, one should enjoy it. I have old Radios, new Radios and bluetooth speakers as well
❤Dear Pervinder ji ❤ Bohat Achaa luga aap na kasay geet sa baat samjhaayee....Jo technogey ha wo radio ke latest shakal hee ha.,..Aaj bhee office ma panasonic radio subhaa ma agar waqat milta ha tou radio chalata hoon.,. ahanak Hyderabad sa Rajkot sa asay gaanay aatay hain ka jo pass betha hota ha in chonk jaata ha...jasay """ya parda uthaado hum payaar karnay waalay hain""Rafi sahib" ik husun ke devi sa payaar huwa thaa"""mehdi hassan...humna jo golden era time radio ka dekha...kaash wo wapus aajaaye...phir bhee shookar ha bohat achaa ha.bohat achee vedio rahee aaj ke..shookrya dhanaywad ❤
@@imtiaztalpur5178 ji, bahut bahut shukriya aapka, video aur geet pasand karne ke liye. Ji, sahi baat hai, wo waqt aur us waqt ke nagme alag hi the. Aur unko Radio par sunana, alag hi duniya mein le jata hai aadmi ko.
❤jee bilkul Aap ka pas wqat tou Rajkot.810 khz..Ahmedabad ..ya Bhoj ..1:30pm par Ja bharti ka title tone music soono ..ya 1971 sa soonta aa raha. Hoon Maree mother doopher ka ka khana(bhojun) shiroo kartee saath he ya Radio bhee lagaati mujhaay bohat khooshee hoti aaj bhee wo program same time same music tone sa shiroo hota ha mujhay jub bhee moka milta ha ma wo tone radio par soonta hoon.,bohat yaadain hain...Aap khood sochain kon radio chorray ga📻 jub asi payari golden waqat goozra ho..bohat shookrya❤💓💓 @@pravindersheoran
@@Tushar-zp4fs ji, namaskar. Bahut bahut dhanyawad aapka jankari aur video pasand karne ke liye. Antenna mein middle elements ke dono parts touch nahin hone chahiyein aur Radio se jahan connect karne ke liye 3.5 mm jack hai wahan dono wires short nahin honi chahiyein.
@@premdoriya7994 ji, namaskar, bahut bahut dhanyawad aapka itne pyar ke liye. Haha, jo nahin sunte Radio unke liye surprising hota hai ki koyi 5g ke zamane mein Radio sunta hai haha
@@hemantahirwar6178 ji, namaskar. Bahut bahut dhanyawad. Ye Radio reception mein achha hai, value for money bhi hai. Cells par chalega aur jaldi jaldi kha jayega, baaki sabhi dsp Radios ki tarah.
Bhai mere se bada radio ka fan mujhe aajtak nhi mila. Kyunki 95 me jab mujhe radio sunne ka chaska lga tab mai new radio afford nhi kr sakta tha. Fir mujhe mere ghar me hi papa ka purana radio jo ki khrab pada tha mila. Usme magajmari kar kar ke mane use khud hi thik krke sunne layak bna liya aur roz dopahar 1:10 par aane wala sainiko k liye program sunta tha. Par fir uski batteries ka kharcha mujhe pareshan krne lga kyunki usme main ac volt se chlane ka koi circuit hi nhi tha. to ek din Main ac volt se chlane k liye maine tv k stabilizer se voltage kam karke uski taren sidhi radio me ghusa di. Natija radio fook gya. Uski 5570 ic jal gyi.
Namaste Sir. Ummeed karta hu aap theek ho. Abhii abhi aapki video dekhte dekhte dekh raha hu Haryana Roadways mein bhi HAM radio laga hai driver side. Shaayad sab mein lagne lag gaye hain.
Namaste , as I said in an ancient comment I live in France . Sadly in Europe AM band is really declining , only a few stations exist and the reception is very poor . FM band is popular but french government plans to develop DAB more and more and stop FM band in 2033 ( Norway has already stopped FM ) . DAB provides the best reception but its tuning is sometimes long and boring , you must wait the frequency display increase/ decrease . Digital radios use push buttons that are less durable than old rotating buttons of vintage radios. It's just my personal view .
You are welcome again. Great to know that people living across all parts of the world have joined here. Analog Radio is dying slow death in Europe. Here, it's still breathing ok. Digital Radio may offer clearer sound but it has its own shortfalls.
मेरे पास Sony cfm-s1mk2 है, जिसकी एफएम रिसेप्शन शानदार थी। फिर इसको बैटरी से ज्यादा पावर देने की वजह से यह खराब हो गया। ठीक करवाने के बाद एफएम चलना बंद हो गया अब एक भी चैनल नहीं पकड़ता है। मैने नया ढूंढा लेकिन अब नहीं मिलता, रेडियो के जानकार साथी बताएं कि इसको ठीक केसे कारवाऊ या क्या करवाऊं परविंदर जी समेत सभी साथी प्लीज मदद करें प्रेम प्रकाश चौधरी नागौर राज.
Theek to ho jayega na, mene abhi kholkar dekha to usme antenna wali pin khuli hui dikhi, kahi lagane ki jagah bhi nahi mili mujhe to Please @@pravindersheoran
@pravindersheoran bhai uski jo antenna wali pin thi vo khuli hui mili, Mene khud hi kholkar mathafodi karke laga di Or sahi ho gaya Aakhir jat jugadi to hote hi hai 😂 Bhai iska reception zabardast hai. Halanki ye sab bhai apki wajah se hua, tumhare video nahi dekhta to ye abhi bhi almari me pada rahta Radio ka chaska laga diya bhai once again
Ji mene apne xhdata d219 me type c charger aur phone battery laga di hai ab Full charge pe 4 din tak 2 ghante tak chal jaata hai agar aapko jaana hai ki mene kaise kiya me aapko photos bhej sakta hu
@@riyantkhalap7327 ji, bahut khoob, congratulations. Bahut bahut dhanyawad aapka. Main aisa karne ke videos dekh chuka hoon. Fir bhi aapka vishesh abhaar.
Nice parvinder ji. आज आपसे एक मदद मांगने आया हूं। मुझे मीडियम वेव पर अच्छे रिसेप्शन वाले रेडियो की जरूरत है जो की एनालॉग होना चाहिये। मेरे सामने आर्थिक मुसीबत नहीं है कृपया मदद करें
@@pravindersheoran जी आपका वेदर बैंड वाला वीडियो में देख चुका हूं बहुत अच्छा लगा मैंने तो PAU लुधियाना मैं इंडियन कौंसिल ऑफ़ एग्रीकल्चरल रिसर्च (icar) के एक सेमिनार में यह सुझाव दिया के वेदर फोरकास्ट की ब्रॉडकास्टिंग के लिए वेदर ट्रांसमीटर स्थापित किए जाएं
Ab thand ha ab Jo fm jis city ka ha wo wahi tak chlega jaha tak uski range ho wo city pay depand krta bara ha ya chota city ab ap Jahan rehte ho agar Waha koi fm ha chelga wrna dusre city ka koi stations nhi chlega Sirf winter ka mosam ma esa hota ha ye Mera tajarba a😊
@@bhaveshpatel7094 ji, jarurat hi nahin hai. Antenna ka ek taar Radio ke ariel se aur dusra taar cell jahan daalte hain wahan ke negative terminal se jod dein.
@@ashoksharma-qj9lz ji, bahut bahut dhanyawad aur namaskar baar baar. Modi ji ke sath to mera naam aane layak nahin hai, lekin aapka pyar sar aankhon par.
Abhi ap apne city ma koi door city k fm chala k dkao 😂koi esa video banao agar apk city ma fm stations ha sirf wohi chlega wrna kuch nhi chlega door ka😂
आदरणीय परविंदर जी आपके विडिओ देखते-देखते ना केवल ज्ञान वर्धन हुआ अपितु रेडियो से प्यार हो गया..और प्यार भी ऐसा हुआ कि अब रेडियो डिएक्सर ही बन गए...नए स्टेशन ढूँढ़ना उसे सुनना...इसका अलग ही आनंद आने लगा..ना जाने टेलीविजन कब छूट गया ...नया नशा चढा दिया आपने...लेकिन ये नशा अच्छा है...धन्यवाद शब्द छोटा होगा आपके लिए..मैं तो आभारी हूँ आपका 🙏🏻🙏🏻❤️❤️👏
@@satishchandra1908 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Aap sabka pyar sar aankhon par.
Radio cheej hi aisi hai. Iska koyi tod nahin.
रेडियो मेरा भी फेवरेट है। बचपन से आज तक रेडियो चलाताआ रहा हूं।❤❤
@@NarendraKumar-hc5ed ji, bahut khoob. Dhanyawad.
इस प्रकार के जो भी वीडियो आते हैं वे न सिर्फ़ हमारा ज्ञान वर्धन करते हैं वरन अनेकानेक जटिल सिद्धांतों को इस प्रकार सरलीकृत कर प्रस्तुत किए जाते हैं कि सीधे दिल में समा जाते हैं. पिछले तमाम वीडियो के माध्यम से रेडियो से जुड़ी अनेक बातें जो हम नहीं जानते थे उनसे रूबरू हो सके. रेडियो जगत से जुड़ी तमाम शब्दवालियों की सरल व्याख्या के लिए आपके वीडियो बेहद जरुरी और प्रभावी हैं. बहुत ही अच्छी जानकारी भरी प्रस्तुति.🙏📻🙏
@YogeshYadav-ov6xe ji, bahut bahut dhanyawad sir aapka.
Aap sab ko pasand aata hai to lagta hai ki video par mehnat karna safal raha.
Samay ke abhav ke karan videos mein aur jyada animation wagarah daalne ka time nahin milta, warna aur behtar ho sakte the videos.
Very nice and informative. Thank you 🙏
Thank you so very much ji
@@pravindersheoranthank you. Good night Sir
Good evening. Happy Sunday. All your videos are useful. Good information. I hope all the people will take interest in listening radio programmes and also make it more popular in this digital era. Your role in this regard is highly appreciated.
@@prabhakarv4193 ji, thank you so very much for kind appreciation.
And contribution of all you dear viewers have also been immense in making this channel work.
Welcome @@pravindersheoran
Bohut sara nya information Mila . Thank you sir ji ❤
@@rudrakantiparia7433 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Mai ek baat bolna chahta hun , aap jis jamane me jee rahe hai aur radio ko jaise explain kartey hai wo adbhut hai , bite yug ki baat nhi hai analog radio , aaj bhi milta hai , manufacture hota hai , apke dwara dia gaya ek ek vichar sarahaniye hai , aap mere bachpan ki yaad dilate ho , jo log apki bolte you hai ki kis jamane me jee rahe ho aap , lagta hai unhone apna bachpan nirasta me Jiya hoga aur aaj ke youth bhi to fm sunte hai , unko mw , sw ka nhi pata ….. but ho sakta hai ki kal fm bhi ek history ho , wo pal unke lie kaisa hoga …… radio apke aur hamare jaise logo ke lie emotion hai ….. Thanks for your work …. Hats off
@@NavdeepMoudgill ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Aap sabka pyar sar aankhon par.
Aapki feedback prerit karti hai mujhe aur achha karne ke liye.
Radio ko jisne bachpan mein suna hai wo bhool hi nahin sakta.
मेरा 1 महीना पुराना DIafield पेकेट रेडियो 6 फुट से गिरा😢, 2 हिस्से में टूट गया।। पीर बी चलराह है😂 AM रिसेप्शन इसमें जबरदस्त है।।
@@rm.sha5701 ji, wo toota nahin tha, bas khul gaya tha.
Mere sath bhi yahi hua tha, maine isake Review video mein bataya bhi tha.
Best RUclips channel for Radios Information 🙏
Thanks 🙏
@@Ankitvijay07 ji, thank you so very much for kind appreciation.
Aap sabka pyar sar aankhon par.
बिल्कुल सच बात है!
Diafield main bhi liya hu... Iska sound and reception kafi accha hain .. bus rechargeable battery lagana parega normal battery thora jaydha khata hain.
@@rudrakantiparia7433 ji, bilkul sahi baat hai. Rechargeable battery ke bina kharcha bahut ho jayega.
Nice video 🎉.
@@PraveenKumar-qo6sm ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
सर नमस्कार,am आणि fm बँड फ्रिकवेन्सी बद्दल खूप छान माहिती दिल्याबद्दल आपले मनापासून आभार👏👏
@@RameshSurushe-q2u ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Feedback ke liye dhanyawaad.
लाजबाब जानकारी 🙏ध्न्यावाद सर जी
@@pjainsimga1068 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Nice explanation of the radio signal.good morning ji ,like n love your videos.I am a radio passionate since my child hood. I played with radio studied with radio.though number of prammes are declining in number yet there are plenty. Me to radio pe na mile usko radio app me dhoondh leta hoon. Purane gaane ki tarah"sheahe se pi ya paimane se pi ,ya meri aankho ke maikhane se pi" me radio,bt speaker ,radio apps jahan se achha karykram mile sun leta hoon. Waise to radio sabka sathi haileki hum jaise aged vyakti ki baat ye pyar se sunta hai. Radio is a ever present companion to me.thanks forvideos
@@RattanSharmavp ji, thnak you very much for kind appreciation.
Aap sabka pyar sar aankhon par.
I always try to be simple in my explanations. I am glad dear viewers have liked this approach.
And I absolutely agree with you, whichever form of Radio excites you, one should enjoy it.
I have old Radios, new Radios and bluetooth speakers as well
Your method is amazing 😊
@@jpsingh1764 ji, thank you so very much for kind appreciation.
Feedback from dear viewers means a lot to me.
❤Dear Pervinder ji ❤ Bohat Achaa luga aap na kasay geet sa baat samjhaayee....Jo technogey ha wo radio ke latest shakal hee ha.,..Aaj bhee office ma panasonic radio subhaa ma agar waqat milta ha tou radio chalata hoon.,. ahanak Hyderabad sa Rajkot sa asay gaanay aatay hain ka jo pass betha hota ha in chonk jaata ha...jasay """ya parda uthaado hum payaar karnay waalay hain""Rafi sahib" ik husun ke devi sa payaar huwa thaa"""mehdi hassan...humna jo golden era time radio ka dekha...kaash wo wapus aajaaye...phir bhee shookar ha bohat achaa ha.bohat achee vedio rahee aaj ke..shookrya dhanaywad ❤
@@imtiaztalpur5178 ji, bahut bahut shukriya aapka, video aur geet pasand karne ke liye.
Ji, sahi baat hai, wo waqt aur us waqt ke nagme alag hi the.
Aur unko Radio par sunana, alag hi duniya mein le jata hai aadmi ko.
❤jee bilkul Aap ka pas wqat tou Rajkot.810 khz..Ahmedabad ..ya Bhoj ..1:30pm par Ja bharti ka title tone music soono ..ya 1971 sa soonta aa raha. Hoon Maree mother doopher ka ka khana(bhojun) shiroo kartee saath he ya Radio bhee lagaati mujhaay bohat khooshee hoti aaj bhee wo program same time same music tone sa shiroo hota ha mujhay jub bhee moka milta ha ma wo tone radio par soonta hoon.,bohat yaadain hain...Aap khood sochain kon radio chorray ga📻 jub asi payari golden waqat goozra ho..bohat shookrya❤💓💓 @@pravindersheoran
@@imtiaztalpur5178 ji, un yaadon ko share karne ke liye bahut bahut shukriya.
❤🌹🙏🏼📻@@pravindersheoran
बहुत अच्छा रेडियो है ये दूर के स्टेशन भी पकड़ता है
@@RajasthaniJamidar ji, bilkul, ye Radio achha hai.
Love from chattisgarh ❤
Thank you very much ji.
Bhut he shandar. Video. Ha. Radio. Zindabad
@@vikassaklani6407 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Bohot hi mahatvapurn jankari,
Mene FM ke liye Antenna banaya he pr thik se kaam nhi kar raha D109 pe
@@Tushar-zp4fs ji, namaskar.
Bahut bahut dhanyawad aapka jankari aur video pasand karne ke liye.
Antenna mein middle elements ke dono parts touch nahin hone chahiyein aur Radio se jahan connect karne ke liye 3.5 mm jack hai wahan dono wires short nahin honi chahiyein.
Nice information
@@kingofking9577 ji, thank you very much.
This one explain in easy way, that can be done by a expert teacher.
Great Sir.
@@mukeshvagerwal ji, thank you so very much for kind appreciation.
You have always been there with the channel, thank you.
Sir Kya aap jitne BHi Indian radio companies Hai unki list De sakte Hai,
Thank you.
@@Enforcer.47 ji, aap mera ye video dekh sakte hain:-
ruclips.net/video/tzvtmNbegWM/видео.html
First to watch and comment..❤❤
मेरे दोस्त भी मेरा मजाक उड़ाते हैं, बोलते है किस कितनी पुरानी दुनिया में जी रहा है तू।।।😂😂
@@premdoriya7994 ji, namaskar, bahut bahut dhanyawad aapka itne pyar ke liye.
Haha, jo nahin sunte Radio unke liye surprising hota hai ki koyi 5g ke zamane mein Radio sunta hai haha
रेडियो सुनना पिछड़े पन की निशानी नहीं है। यह ग़लत फैहमी निकाल देना 🙏🏾
AM also found in Stereo mode in very few radio stations in the world which is very interesting
@@veepnepal ji, wow, very surprising, never heard of that.
clear knowledge given by you. thankyou
@@ManishKumarsaraiya ji, thank you very much.
Bhut khub
@@JagdeepSingh-ll1hs ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Pravinder ji, bahut achchi jankari. Saral bhasa mai samjhaya apne. Kya diafield ka koi Bara radio bhi market mai hai ?
@@BIDHANCHANDRAMUKHOPADHYAY ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Maine Diafield ka aur koyi model nahin dekha hai aapko.
Nice informative video...
@@NS11111 ji, thanks so very much for kind appreciation.
Good morning ji🙏
Useful information.. thank you👍
@@Nammaepdikapovom2 ji, very good morning. Thank you very much.
Ek baar fir se subah ka Namsakar sir ji.....ye wala radio bhi mai lena chahta hoon..for traval purpose ke liye daifield radio....bataye kesa haii
@@hemantahirwar6178 ji, namaskar. Bahut bahut dhanyawad.
Ye Radio reception mein achha hai, value for money bhi hai.
Cells par chalega aur jaldi jaldi kha jayega, baaki sabhi dsp Radios ki tarah.
Very nice
Thank you very very much.
Sirji ab kaha se hei ? Bahut sunder background hei green green hei
@@johnlyndem228 ji, main Haryana se hoon.
Badi khushi hoti hai dekh kar ki desh ke kone kone se aa kar jude hain log yahan.
@pravindersheoran ok sirji thank you
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🙏
@@anandprakash3136 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Bhai mere se bada radio ka fan mujhe aajtak nhi mila. Kyunki 95 me jab mujhe radio sunne ka chaska lga tab mai new radio afford nhi kr sakta tha. Fir mujhe mere ghar me hi papa ka purana radio jo ki khrab pada tha mila. Usme magajmari kar kar ke mane use khud hi thik krke sunne layak bna liya aur roz dopahar 1:10 par aane wala sainiko k liye program sunta tha. Par fir uski batteries ka kharcha mujhe pareshan krne lga kyunki usme main ac volt se chlane ka koi circuit hi nhi tha. to ek din Main ac volt se chlane k liye maine tv k stabilizer se voltage kam karke uski taren sidhi radio me ghusa di. Natija radio fook gya. Uski 5570 ic jal gyi.
@@dharmendrathakur-qz9tq ji, vastsv mein aap bahut bade fan hain Radio ke.
nice information parvinder ji🎉❤
@@vikasdeepsuthar ji, thank you very very much.
Namaste Sir. Ummeed karta hu aap theek ho.
Abhii abhi aapki video dekhte dekhte dekh raha hu Haryana Roadways mein bhi HAM radio laga hai driver side. Shaayad sab mein lagne lag gaye hain.
@@vipulsardana ji, bahut khoob. Khaas jankari di aapne.
Bahut bahut dhanyawad aapka.
Namaste , as I said in an ancient comment I live in France . Sadly in Europe AM band is really declining , only a few stations exist and the reception is very poor . FM band is popular but french government plans to develop DAB more and more and stop FM band in 2033 ( Norway has already stopped FM ) . DAB provides the best reception but its tuning is sometimes long and boring , you must wait the frequency display increase/ decrease . Digital radios use push buttons that are less durable than old rotating buttons of vintage radios. It's just my personal view .
You are welcome again. Great to know that people living across all parts of the world have joined here.
Analog Radio is dying slow death in Europe. Here, it's still breathing ok.
Digital Radio may offer clearer sound but it has its own shortfalls.
Good morning sir ji
@@jitendradhiman2641 ji, very good morning ji.
मेरे पास Sony cfm-s1mk2 है, जिसकी एफएम रिसेप्शन शानदार थी।
फिर इसको बैटरी से ज्यादा पावर देने की वजह से यह खराब हो गया। ठीक करवाने के बाद एफएम चलना बंद हो गया अब एक भी चैनल नहीं पकड़ता है।
मैने नया ढूंढा लेकिन अब नहीं मिलता, रेडियो के जानकार साथी बताएं कि इसको ठीक केसे कारवाऊ या क्या करवाऊं
परविंदर जी समेत सभी साथी प्लीज मदद करें
प्रेम प्रकाश चौधरी
नागौर राज.
@@Premchangal ji, koyi expert mechanic hi bata sakte hain ji.
Theek to ho jayega na, mene abhi kholkar dekha to usme antenna wali pin khuli hui dikhi, kahi lagane ki jagah bhi nahi mili mujhe to
Please @@pravindersheoran
@pravindersheoran bhai uski jo antenna wali pin thi vo khuli hui mili,
Mene khud hi kholkar mathafodi karke laga di
Or sahi ho gaya
Aakhir jat jugadi to hote hi hai 😂
Bhai iska reception zabardast hai.
Halanki ye sab bhai apki wajah se hua, tumhare video nahi dekhta to ye abhi bhi almari me pada rahta
Radio ka chaska laga diya bhai once again
@@Premchangal bhai ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Aur congratulations, very well done.
Ji mene apne xhdata d219 me type c charger aur phone battery laga di hai ab
Full charge pe 4 din tak 2 ghante tak chal jaata hai agar aapko jaana hai ki mene kaise kiya me aapko photos bhej sakta hu
@@riyantkhalap7327 ji, bahut khoob, congratulations.
Bahut bahut dhanyawad aapka.
Main aisa karne ke videos dekh chuka hoon. Fir bhi aapka vishesh abhaar.
Aj vi radio my jan he i love my radio
@@prakashchrout8926 ji, bahut khoob.
Purana radio me sirf MW , SW hei , shillong me FM 2006 suru hogya
Shillong ka Red FM aur FM GhupShup & Big FM hum Tripura se bhi saaf sunn sakte hai (Tripura-Mizo-Bangladesh Border Area)
@@johnlyndem228 ji, puraane Radios mein kam hi aata tha FM band.
Nice parvinder ji. आज आपसे एक मदद मांगने आया हूं। मुझे मीडियम वेव पर अच्छे रिसेप्शन वाले रेडियो की जरूरत है जो की एनालॉग होना चाहिये। मेरे सामने आर्थिक मुसीबत नहीं है कृपया मदद करें
@@narpatsuthar2419 ji, namaskar, bahut bahut dhanyawad aapka.
DSP Radios mein Xhdata D-808 aur Analog Radios mein Delhi waale koyi bhi Radio.
Good morning Ji
@@ramaraopt1659 ji, very good morning ji.
परविंदर जी नमस्कार कृपया xhdata D221 Nova weather band पर एक वीडियो बनाएं
@@VOB111 ji, kahan se laaun us Radio ko ?
@@VOB111 ji, baaki aap mera ye video dekh sakte hain NOAA weather bands par:-
ruclips.net/video/jEOF03Z1FFY/видео.html
@@pravindersheoran जी आपका वेदर बैंड वाला वीडियो में देख चुका हूं बहुत अच्छा लगा मैंने तो PAU लुधियाना मैं इंडियन कौंसिल ऑफ़ एग्रीकल्चरल रिसर्च (icar) के एक सेमिनार में यह सुझाव दिया के वेदर फोरकास्ट की ब्रॉडकास्टिंग के लिए वेदर ट्रांसमीटर स्थापित किए जाएं
यह रेडियो मैंने फेसबुक पर देखा था जब तक आपका रिव्यू ना देखें तब तक संतुष्टि नहीं होती
@@VOB111 ji, bahut bahut dhanyawad aapka feedback ke liye bhi aur vishwas ke liye bhi.
Wo model Bharat mein aayega bhi nahin.
Sahi naat
@@utpalpanda828 ji, bahut bahut dhanyawad.
Ab thand ha ab Jo fm jis city ka ha wo wahi tak chlega jaha tak uski range ho wo city pay depand krta bara ha ya chota city ab ap Jahan rehte ho agar Waha koi fm ha chelga wrna dusre city ka koi stations nhi chlega Sirf winter ka mosam ma esa hota ha ye Mera tajarba a😊
@@salmankhan1999-e4k ji, aisa kuch nahin hai sorry.
Kayi kayi cities ke FM pakad raha hai Radio, jo 180 km door hain unke bhi.
Sir redio me se do tar kaise nikale ENT ka
@@bhaveshpatel7094 ji, jarurat hi nahin hai. Antenna ka ek taar Radio ke ariel se aur dusra taar cell jahan daalte hain wahan ke negative terminal se jod dein.
Dhanyawad sir ji
sir ji battery backup kaisa hai
@@RanjanDila-yn1wr ji, ye dsp Radio hai aur sabhi dsp Radios cells ko jaldi jaldi kha jaate hain.
❤❤
@@abhaygiri4086 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
रेडियो को पुनर्जीवित करने वाले दो नाम, पहला नरेंद्र मोदी, दूसरा प्रविंदर् श्योरान्,
शुभ आशीर्वाद
@@ashoksharma-qj9lz ji, bahut bahut dhanyawad aur namaskar baar baar.
Modi ji ke sath to mera naam aane layak nahin hai, lekin aapka pyar sar aankhon par.
भाई साहब रोहतक रेडियो स्टेशन नहीं चल रहा है
@@devichand6163 ji, अभी और समय लगेगा उसका टावर ठीक होने में।
भाई साहब राम राम
@@dinesh5237 bhai ji, Ram Ram.
MW ka aur ek naam broadcast band kyu? Range toh Worldwide SW ka hai.
@@AsitPaulKmp ji, shayad isliye kyunki SW baad mein astitav mein aaya tha, pahle broadcasting MW par shuru huyi thi.
@pravindersheoran Ji, samajh mein aya abb. Thank you.
सर रेडियो पहले आया बाकी बाद मै RF के बिना आप कोई भी संचार माध्यम काम नहीं कर पाएगा ऐसी मेरी जानकारी है
@@pjainsimga1068 ji, sahi baat hai, even modern gadgets Radio ka hi ek roop hain.
Abhi ap apne city ma koi door city k fm chala k dkao 😂koi esa video banao agar apk city ma fm stations ha sirf wohi chlega wrna kuch nhi chlega door ka😂
Sardi ma apka kaam b thanda hojayega 😂
I like radio 😂😂😂
@@Konark9749 ji, bahut khoob.
મારે આ રેડિયો લેવા માટે શું કરવું
@@MavjibhaiPatel-nr5kj ji, aap Amazon se le sakte hain.
Kaam karo aur radio suno ghar me
@@johnlyndem228 ji, bilkul, sahi baat hai.
Sar apka email id kya h mai diafield radio ko open kya hu ap ko ye photo send kr dunga
@@AlphaCraneVlog43 ji, aapka bahut bahut dhanyawad sahyog ke liye.
Usaki pics mujhe bheji ja chuki hain pahle se hi.
Aapka vishesh abhaar.