Pankh - Dooriyan (Visualizer)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 сен 2024
  • Streaming Link : fanlink.tv/doo...
    Name: Dooriyan
    Artist: Pankh
    Written and Composed By: Aryan Julka
    Album Art: Adithya
    Recording Engineer:
    Vocals, Guitars, Keys:
    Joshua Malik, Tweaktone Studios
    Drums:
    Shiv Sameer, Beat Craft Studios
    Production:
    Joshua Malik, Tweaktone Studios
    Vipul Chopra, The Glue Station
    Aryan Julka
    Vivaan Taneja: Drums
    Shaurya Bansal, Sarthak Sharma, Vishist Bhagabati: Acoustic Guitars, Electric Guitars, Bass Guitar
    Naman Arora: Keys
    Mix and Master:
    Vipul Chopra, The Glue Station
    Follow Gseven Records:
    Instagram : / gsevenrecords
    Facebook : / gsevenrecords
    Follow Pankh:
    www.instagram....
    Lyrics:
    kya tu mujhse naraaz hai,
    ek pal ke liye theher ja,
    kehde mann mein jo alfaaz hai,
    yu na gumsum sa banja
    tere mere raastein,
    alag kabse hone lage?
    tere bina na ho seher,
    aur na hi meri shaam dhale
    tere sang yeh kashtiyan bhi udhaan bhare,
    tere siwa mere sapne bhi berang lagein
    tu hai toh mein hu,
    mein hu toh tu hai,
    tere bina hu mein gumshuda
    tu hai toh mein hu,
    mein hu toh tu hai,
    kya yahi tak thi yeh daastan?
    abh na door na jaa,
    meri aakhein talaashein tujhe,
    abh na door na jaa,
    teri yaadein satati mujhe
    tujhko khone se mujhko darr bahut lagta,
    teri kami hai khalti mujhe
    abh na door na jaa na,
    tere-mere beech mein yeh dooriyan mita na
    voh jo vaadein tune kare the mujhse,
    unko yu na todh
    voh jo lamhe sath bitaye hamne,
    unko yu na chodh
    yaadon hi yaadon mein khoye,
    tere khayalo mein uljhe
    kaisi hai teri aur meri sada
    yaadon hi yaadon mein khoye,
    tere khayalo mein uljjhe
    kaisi hai teri aur meri sada
    abh na door na jaa,
    meri aakhein talaashein tujhe,
    abh na door tu jaa,
    teri yaadein satati mujhe
    tujhko khone se mujhko darr bahut lagta,
    teri kami hai khalti mujhe
    abh na door na jaa na,
    tere-mere beech mein yeh dooriyan mita na
    dooriyan dooriyan dooriyan
    dooriyan dooriyan dooriyan
    dooriyan dooriyan dooriyan
    dooriyan dooriyan dooriyan
    #Dooriyan #Pankh #GsevenRecords

Комментарии • 42