Garmi Se Bachne Ke Liye Chat Par Banaye Temporary Foldable Green Net Shed

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 фев 2023
  • Garmi Se Bachne Ke Liye Chat Par Banaye Temporary Foldable Green Net Shed #greenetshade #greennet #foldablegreennetshade #onerupeeman ‪@OneRupeeMan‬
    your search related to
    Foldable Green Net,foldable green net shade,green net shed,green net for terrace,green net fencing,green net kaise lagaye,terrace per green net kaise lagaye,green screen,How do you make a green net house ?,garmi se bachne ke upay,garmi se bachne ke liye,garmi se bachne ke liye chhat par kya lagaen,garmi se bachne ke liye kya kare,garmi se bachne ke liye chat par kya karen,green net for terrace garden,temporary shed ideas,temporary shed on terrace,greennetshade ‪@OneRupeeMan‬
    This link Pertains to Amazon Affiliate
    link of Green Net amzn.to/3vLBhbP
    #greennet #greennetshade #foldblegreennetshade #onerupeeman
  • ХоббиХобби

Комментарии • 83

  • @DesiPutt
    @DesiPutt 2 месяца назад +2

    Bahut badia lagi apki video ache se samjhaya apne aur humne order kr di hai amazon se thanks ek video se humari problem solve krdi apne

  • @neetasahni2126
    @neetasahni2126 Месяц назад +1

    Superb superman 🦸‍♂️ 👌

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Месяц назад

      @neetasahni2126 ji , ap apna sneh hum par aise hi banaye rakhiye,
      Dhanyewad
      Team
      One Rupee Man

  • @josephbendre9410
    @josephbendre9410 Год назад +1

    Superb Idea sir

  • @anupmavishwakarma8261
    @anupmavishwakarma8261 Год назад +1

    Bhut hi sundar video full watch useful video thanks for sharing 🙋‍♀🙏

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Anupma Vishwakrma Ji , Jaan kar acha laga ki apko humari video sundar lagi , aap humpe apna sneh aise hi banaye rakhe, hum aapse nivedan karenge ki ,humne is green net video ka review bhi upload kiya hai, jisme humne bataya hai ki kuch months ke baad net ki condition kaisi hai , aap humare channel One Rupee Man pe jake us video ko bhi awashye dekhiyega aaur apni rai jarur dijiyega,Asha karte hai apko review video awashye pasand aayegi,
      humpar vishwas banaye rakhne ke liye danyewad.😍
      Team
      One Rupee Man

  • @Jshankarpatel532
    @Jshankarpatel532 Год назад +2

    🙏 बेहतरीन शेड सर 👍👌🙂

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Thankew dear Shankar Patel ji , hum apke liye aur bhi useful video leke aaye hai asha karte hai apko wo video bhi pasand aayengi
      Team
      One Rupee Man

  • @ShoaibKhan-ck8dm
    @ShoaibKhan-ck8dm Год назад +1

    DIL KHOHSH KAR DEYA JAWAN FROM PAKISTAN❤

  • @ujjwalful
    @ujjwalful Год назад +1

    Superb..

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Thank you Dear Ujjwal S Mahapatra ji

  • @user-vmkumar
    @user-vmkumar Год назад +1

    ❤️❤️

  • @gopal398
    @gopal398 Год назад +1

    Bahut achha laga, mai Aisa hi kuchh sasta me soch raha tha

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +1

      Dear Gopal Sharma Ji, Sir aap bilkul ise try kar sakte hai ,green net ka link maine video ki description me de diya hai , ryt now ye 330 rs ki hai , ye maine 10*20 foot size ki purchase ki thi , ap aap kisi aur size me green net dekhna chahte hai to aap wo bhi check kar sakte hai link ke dwara
      Asha karte hai apko humari yeh information useful lagi hogi, aap humpe apna sneh aise hi banaye rakhen, aur useful videos ke liye dekhte rahe apne priye channel one rupee man ko
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @LavanyaParthOfficial
    @LavanyaParthOfficial 3 месяца назад +1

    lovely presentation bhai.....keep it up

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  2 месяца назад

      Thanks ap apna sneh hum par aise hi banye rakhiye

  • @funnyxyz-ml7vj
    @funnyxyz-ml7vj 2 месяца назад +1

    ❤❤❤

  • @gyanprakash723
    @gyanprakash723 Месяц назад +1

    Very nicely explained

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Месяц назад

      @gyanprakash723 ji, ap apna sneh hum par aise hi banaye rakhiye
      Dhanyewad
      Team
      One Rupee Man

  • @SanuKumar-jl2mr
    @SanuKumar-jl2mr Год назад +2

    Waise to sb thik h.
    But sbse acche to hme aap lage.
    Smart boy..
    Or sbse acchi baat jo video me sbse alag lagi aap jo jo bol rhe ek ek word hindi me bi likha aa rha.jisse kisi ko koi word smajh na aaya ho to wo padh bi skta h.

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +1

      Thankew Dear Sanu Kumar Ji , aap hum par apna sneh aise hi banye rakhen, videos useful lage to apne dosto me bhi sahe kijiye, aur aur bhi useful videos dekhne ke liye bane rahe apke priye channel one rupee man pe
      Thanks once again
      Team
      One Rupee Man

  • @user-lf3gf6gt2k
    @user-lf3gf6gt2k Год назад +1

    Waaa Kamal ho gya

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Thank you 😍,Kindly stay tuned to Our Channel "One Rupee Man" for more useful and interesting videos
      Thanks
      Team
      One Rupee Man

  • @chandbegum2658
    @chandbegum2658 Год назад +1

    Super excellent nd great job sirji

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Chand Begum ji jaan ke acha laga ki apko video super lagi😍 aap apna sneh humpe aise hi banaye rakhen, Dhanyawad
      Team
      One Rupee Man

  • @lakshmigreenage
    @lakshmigreenage 3 месяца назад +1

    Nice full watch 👌

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  3 месяца назад

      Thanks for the appreciation , kindly visit our channel One Rupee Man for more useful videos.
      Team
      One Rupee Man

  • @samiMohammed-yn8cs
    @samiMohammed-yn8cs Год назад +1

    Hilo

  • @mvsvenugopal
    @mvsvenugopal Год назад +1

    Hawa me kya toot hota sir

  • @prakashbhairatilalsolanki142
    @prakashbhairatilalsolanki142 5 месяцев назад +1

    Superb👌👌👌

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  5 месяцев назад

      Thank you bhai ji , ap humare channel pe aur bhi useful videos dekh sakte hai
      Team
      One Rupee Man

  • @mohitsurpam8641
    @mohitsurpam8641 3 месяца назад

    Bhai mere ghar k saamne sidha road hai isliye dupher me dhup bhi saamne se direct hamare ghar me padti hai toh Ghar bhot tapta hai garmiyon me kya green net lagane se temperature thoda kam hota hai kya Ghar ka????

  • @RameshGoyal-ty7zi
    @RameshGoyal-ty7zi Месяц назад

    Are bhai sahab Jo night Mera bhi lagaya janapada kitne rupaye ka kharcha a jaega

  • @sumantakr.3662
    @sumantakr.3662 Год назад +1

    12*12 sf roof k liye kitna mitre sheet lagega sir

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      12*12 sq ft ke liye 1.11 sqm lagega, but aap description me diye huye link pe click karke check kar sakte hai yeh net 10*12 foot ki hai , asha karte hai apko humari information useful lagi hogi
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @Gabbar419
    @Gabbar419 Год назад +1

    Sir windows jo open hai waha use kar sakte hai kya??

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      bilkul use kar sakte hai Dear Gabbar, kyuki yeh net mesh ki form me hai to hawa bhi paas hoti rahegi aur aur garmi se bhi relief milega kuch had tak,
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @KJ-hd1sc
    @KJ-hd1sc 3 месяца назад +1

    Bhai ye net hot air (Lu) se protect krti hai kya ???

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  3 месяца назад +1

      @KJ-hd1sc Ji, Good Question, jaise ki ap jante hai ki yeh green net hai , net apko shade provide karegi , kadak dhoop ko 50-60% reduce kar deti hai, jahan tak hot air (loo) ki baat hai to dekhiye garmi me agar aap hawa permanent close kar denge to bhi problem ho jayegi ,
      Garmi me hawa aani bhi jaruri hoti hai , to yeh green net apko loo ke sudden impact se bachati hai, and kuch had tak air ko filter bhi karti hai ,par hum yeh nahi keh sakte ki isse 100 % hawa paas honi band ho jayegi. Hawa definately paas hogi isse ,
      Asha karte hai apko yeh information useful lagi hogi.
      Sawal puchne ke liye dhanyewad.
      Team
      One Rupee Man

  • @deepikarahulsingh5985
    @deepikarahulsingh5985 3 месяца назад

    Ye net kaha se buy kar skte h bro

  • @Anugrahrockstar23
    @Anugrahrockstar23 Год назад +1

    Bhaiya Is Net Ko Roof par bandhne ki bajaye bicha sakte hai kya ? Usse kuch fark padega ya nahi

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +1

      Dear Ankahi Baaten ji, agar aap ise bandh denge to isme se hawa aur barish ka pani paas hote rahege, agar bicha denge to jaida kuch nahi hoga barish ke pani me padhe padhe gal sakti hai becoz ye thin plastic ki net hai 6-8 month baad plastic thoda kacha padh jata hai , so in my opinion me apko sujjest karunga ki agar possible ho to aap ise bandh dijiye,agar possible na ho sake then go for second option ☺
      Thanks for your query
      Happy to help You
      Team
      One Rupee Man

  • @PkKaVids
    @PkKaVids Год назад +2

    Link dijiye bhaiya aur quality kaisa h 1month uses experience boliye

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Prakash ji link Description me hai , aap chek kar sakte hai , Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

    • @PkKaVids
      @PkKaVids Год назад

      @@OneRupeeMan ab quality experience boliye kaisa h. Buy kiye huye 2 month ho gya h...

  • @kashifkhan8259
    @kashifkhan8259 Год назад +1

    Sir app me clip hi ghalat use ki ,same sefty pin jesa clip aata hay wo use karain ,tape dhop se kharab hojata hay

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      yes sir aap chahe to clip bhi use kar sakte hai , humne prayas kiya hai ki hum ghar me available chizon se tie karke dikha sake , clip is also good option 😍
      Thanks for query
      Team
      One Rupee Man

  • @prostudent624
    @prostudent624 Год назад +1

    Bhai ye kitne ka pada ?..link de sakte ho aap?

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Mere ko yeh 350 ka padha tha , link description me hai dear aap wahan se check kar sakte hai , thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @beingotaku7627
    @beingotaku7627 Год назад +1

    Wo baki ka tape hook thread baki sab ka kitna paisa lagega

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear @beinggotaku7627 humne apne channel one rupee man pe is green net ka review video bhi upload kia hai, aap wo bhi dekh sakte hai aur , us review video ki description me tape thread and hook ka online amazon link bhi diya hua hai aap wahan click karke price check ya purchase bhi kar sakte hai, asha karte hai apko humari yeh information useful lagi hogi,
      Query ke liye Dhanyawad 😍
      Team
      One Rupee Man

  • @shaibalghosh2113
    @shaibalghosh2113 2 месяца назад +1

    Chad pe laga sakte hoon? Temperature kitna gatega?

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  2 месяца назад +1

      ji 50 % shade milti hai apkol ise lagane se , day time me and kyuki yeh net hai to raat ko hawa bhi milti hai apko

  • @cyclevloger3109
    @cyclevloger3109 9 месяцев назад +1

    Vaiya ye hawa rokta hai kya

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  9 месяцев назад

      nahi dear, ye net form me hota hai, ye best rehta hai for ventilation

  • @happywalia4230
    @happywalia4230 Год назад +7

    Kitna percent temp ka farak aayega sir😊

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +9

      Dear Happy Walia Ji, Approximately 50%
      Thanks for your query 😍
      Team
      One Rupee Man

    • @chargingpoint2567
      @chargingpoint2567 Год назад

      Link do bhaiya hmko b iska

  • @vishwajeetanand8283
    @vishwajeetanand8283 Год назад +1

    Bhaiya sahi mae bataooo mere fan se bhut garam hawa aata.... Ye lagane se sahi mae farak parega na

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Vishwajeet Anand ji , yeh maan sakte hai ki 50% heat reduce ho jati hai , jo tapti garmi se bachne me help karegi, is net se hawa bhi paas hoti hai , means aap shed se cover kar sakte hai apne aap ko and barsat me pani rukega bhi nahi , so yeh safe hai use karne me, aap aur bhi kuch puchna chahte hai to aap puch sakte hai,aur bhi useful videos dekhne ke liye dekhte rahiye apne priye channel one rupee man ko.
      Thanke for your query
      Team
      One rupee man

    • @dontwastetime8830
      @dontwastetime8830 2 месяца назад

      Hello @vishwajeetanand8283, kya apne ye green net lagaya, kya aapka fan ab garm hawa nahi fekta hai ?? Kitna difference aaya ??

  • @sudipmalu656
    @sudipmalu656 Год назад +1

    Vai ya chig nepal may delodo na

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      aap amazon se order kar sakte hai DEAR link description me hai 😍

  • @PreetiSharma-ex4pi
    @PreetiSharma-ex4pi Год назад +1

    Me taar ko bandhe ka tarika samajh nahi paa rahi

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Mam hum apke liye ek video aur bna denge jisme hum clearly batayenge ki aap kaise rassi se knot bandh sakte hai, thanks for your querry
      Team
      One Rupee Man

  • @laughhalf2388
    @laughhalf2388 Год назад

    Kaha se ho bhai

  • @mkrtricks2528
    @mkrtricks2528 Год назад +1

    Link dedo chacha 😢 hame bhi mangwana hae

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear MKR TRicks ji link Description me hai , aap chek kar sakte hai , Thanks for your query 😍
      Team
      One Rupee Man

  • @happygolucky1602
    @happygolucky1602 3 месяца назад +1

    Mai 75% sunlight blockage wala soch raha tha pr mujhe thoda ventilation bhi chahiye to kya 75% wala lu ya 50% wala?
    Mujhe waise apne balcony ke samne lagana hai.

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  3 месяца назад

      balcony ke liye best rahega yeh , but ap amazon pe purchase karne se pehle niche scroll down karke product images awashye dekh lijiyega apko idea ho jayega ki product kaise kaam karega ya product kaisa hai , thaks for the query
      Team
      One Rupee Man

  • @rahulkumar-mm3jv
    @rahulkumar-mm3jv Год назад +1

    Link please

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Rahul Kumar ji link description me de diya gaya hai , aap chahe to waha se dekh sakte hai, aur useful videos ke liye bane rahe humare channel one rupee man pe
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @aartisingla151
    @aartisingla151 Год назад +1

    Kitna time chalega full garmi me lagaye toh

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад

      Dear Aarti Singla Ji , humne instllation ke baad review video post ki hai humare channel pe , aap chahe to aap review video bhi dekh sakte hai , asha karte hai apke question ka answer apko review video se mil jayega 😍, green net abhi tak best work kar rahi hai , but still we insist you to watch review video of green net on our channel One Rupee Man
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @skgfdeepakrathore389
    @skgfdeepakrathore389 11 месяцев назад +1

    Bhai likha hua aa rha hai jisse kuch nhi dikh rha hai

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  11 месяцев назад

      asuwidha ke liye khed hai, hum apki query samajh jaye hai , agli bar se agar apko youtube pe kisi bhi video ke upar likha huya nazar aaye to , aap chahe to aap, video ke upar ek cc button visible hota hao (cc = Close Captions) aap uspe click kar dijiyega , likha hua gayab ho jayega, asha karte hai apko humari yeh information useful lagi hogi
      Thanks for query 😍
      Happy to help you
      Team
      One Rupee Man

  • @engineershek
    @engineershek Год назад +2

    Tez hawa me dikkat aati hai bas

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +3

      Dear Abhishek Singh ji , is net me best part yeh hai ki isme se hawa pass hoti hai . to ek to isko lagane ke baad suffocation nahi hogi and toofan me bhi yeh kahi nahi jayega because of its light weight
      Thanks for your query
      Team
      One Rupee Man

  • @gohilv154
    @gohilv154 Год назад +1

    Kya ye waterproof hay?

    • @OneRupeeMan
      @OneRupeeMan  Год назад +1

      Dear Master, Yeh plastic net mesh hai , and because of its mesh structure isme se hawa aur pani paas ho jata hai 🙂
      Thanks for your query
      Happy to help You
      Team
      One Rupee Man

    • @gohilv154
      @gohilv154 Год назад +1

      @@OneRupeeMan thanks...