Bohat zabardast brother. Aik main nukta uthana chahun ga yahan pe agar ap concrete ceiling main lights ki dabiyan rakhte hain to koshish kiya karen ge wo kamre ke size ke lehaz ke calculated hon ke kitni lights lagen gi. Agar to celing honi hai rooms main to baad main bhi lights adjust ho sakti hain. Maine aksar gharon main dekha hai ke bare bare rooms main concrete ceiling ke kam points diye hote hain. Matlab to recommended lighting level hai jo ke lux main diya hota hai us ko follow nahi kiya jata aur insufficient light hoti hai. Wall lights to basiaclly decoration ke liye hoti hain aur un ka focus bhi diwar par hi zyada hota hai.
Thank you very much ap detail main video dikhty hain g apki bat thk hai Ceiling agr ni b krty to Wall se 24” k faslay pe hum concealed light ka point dety hain jis main agr ceiling ni krni to b light undr adjust ho skti hai. Boht shukri thanks
Nice bhi Jan ❤❤❤❤
Thank you for your precious comment
Well explained❤
Thank you 🙂

@@praxisconstruction bohat zabardast brother.