Mam...2 years back apne rose fertilizer bola tha...using that... growing soo welll ...ki...same aapke jaise bloom....14 inch wala pot mai...maine ek rose lagya hai..its 4 years old...usme kitna amount fertilizer dalna hai...ek muthi... every week....is it okkk.... And aur ek main 3 year old two plants...lagya haii...full hard prune...now growth coming...woh bhi 14 inch pot main lagya hai.....usme bhi kitna fertilizer dalna hai... thoda boliyeee
Mera naya roze plant hai 1 mahina hogaya....pta nahi kya hua maine dap+ Saeveed+humic acid+uria sab kuch dala hai mgr ab patte pile hokar gir gaye pura khali ho gaya plant ki khali tahniyaan sikud gayi hai ...kal hydrogen peroxide ka pani bhi dali ...plant bach jayega?
New plant me abhi kuch nahi dejiye. Abhi plant me fungicide aur hydrogen peroxide 5 ml her tesre din mitti me dejiye 3se 4 baar Aur uria kabhi bhe gulab me nahi dete hai plant jal jata hai
Mera gulab ka leaves sari jal rhe hai kya karu Jo new leaves red colour ka ate fr o sukh jate hai isa kyu or flower v thda sa khilta hai pura nhi khil pata English rose ka plss batado kya dalu
Mites khrab kr dete h apki new leaf ko or dusri bat pani utna he do jitna jruri ho gulab ko jyda pani nhi chaiye hota h bs itna rhe ki mitti me nami rhe bs daily pani mat do jb upr ki soil sukhi dikhe tb do wo bhi hisab se insecticide ka sprey karo har hafte tb ye problm nhi aegi
Pani deakhkar dejiye, light pruning kar dejiye plant ka aur Exodus aur super Sonata ka foliyr spray kare pattiya acche se aayegi , Mitti ki gudhai bhe kare aur koi mix fertilizer jarur de apne Rose Plant ko kyoki feeding jayada magata hai gulab
उपयोगी जानकारी दी गई है आपके द्वारा मैंम डाई बैक के विषय में
बहुत ही सुंदर मनमोहक❤
Bahut bahut dhanyavad 😚
Very informative 🙏
Bhut achi flowering ho rhi h
Thanks
So beautiful flowers 💐 😍
Thanks
🎉🎉🎉🎉🎉
Mam...2 years back apne rose fertilizer bola tha...using that... growing soo welll ...ki...same aapke jaise bloom....14 inch wala pot mai...maine ek rose lagya hai..its 4 years old...usme kitna amount fertilizer dalna hai...ek muthi... every week....is it okkk....
And aur ek main 3 year old two plants...lagya haii...full hard prune...now growth coming...woh bhi 14 inch pot main lagya hai.....usme bhi kitna fertilizer dalna hai... thoda boliyeee
2 years+ all Rose Plant me 1 mutthi every 10 days me dejiye aur sarso khali vala pani bhi best rejult milega
Aap ki batai hui mix khad daltey h fir be esey flower nhi atey
Plant ki umar ,dhoop kitna milta hai,pest attack baar baar hona ,pani ki adhikta ye sab ka dhyan rakhe khad dene ke alava
Pot size kitna hai plant ka mam
12 inch se lekar 24 inch tk ke pot me gulab lage hai
Mem मेरे मिट्टी मीडिया के गुलाब में pruning के बाद पत्ते कम आए हैँ जबकि cocopeat में पत्ते अधिक आए हैं।
Npk 19 19 19 ka foliyr spray kare pattiya adhik ho jayengi
Mix fer.me kya kya hai
Sabhi tarah ke poshak tatvon hai jo ki gulab me sabhi tarah se garoth karane me madat karega
Die back ke liye aap roko+ m45 , 1 1 gram 1 ltr water me use kijiye
Thanks for your information 🙏
Welcome mam
Jo aap dikha rahi hai mem bo konsa I d hai
Mere yaha ka sabse purana gulab hai local nursery se liya tha sayad iski I'd topaz Rose hai ( HT )
Mem मेरे गुलाब के पौधों के पत्ते पीले हो रहे हैं क्या कारण है?
इसके कई कारण होते हैं पानी अधिक या कम होना ,खाद का अधिक होना पेस्ट अटैक होना अब आपके प्लांट में क्या दिक्कत है आप देखें
Fartilizar कितने का है
9838846715 is whatsapp number per inquiry kare
Mera naya roze plant hai 1 mahina hogaya....pta nahi kya hua maine dap+ Saeveed+humic acid+uria sab kuch dala hai mgr ab patte pile hokar gir gaye pura khali ho gaya plant ki khali tahniyaan sikud gayi hai ...kal hydrogen peroxide ka pani bhi dali ...plant bach jayega?
New plant me abhi kuch nahi dejiye. Abhi plant me fungicide aur hydrogen peroxide 5 ml her tesre din mitti me dejiye 3se 4 baar
Aur uria kabhi bhe gulab me nahi dete hai plant jal jata hai
@gardeningwithvandana3801 Thank you very much dear 🙏🎉🤝
@gardeningwithvandana3801 haan aur ak sawal hai...saaf fungicide ki jagah tricodarma use kar sakte hai kya?
Ji
Mera gulab ka leaves sari jal rhe hai kya karu Jo new leaves red colour ka ate fr o sukh jate hai isa kyu or flower v thda sa khilta hai pura nhi khil pata English rose ka plss batado kya dalu
Mites khrab kr dete h apki new leaf ko or dusri bat pani utna he do jitna jruri ho gulab ko jyda pani nhi chaiye hota h bs itna rhe ki mitti me nami rhe bs daily pani mat do jb upr ki soil sukhi dikhe tb do wo bhi hisab se insecticide ka sprey karo har hafte tb ye problm nhi aegi
Kaun sa insecticide de pls name btaye
@@smritichoudhary38 theeta . Kaka exodus ye orgenic me aate h chamical me imidacloprid aata h
Pani deakhkar dejiye, light pruning kar dejiye plant ka aur Exodus aur super Sonata ka foliyr spray kare pattiya acche se aayegi ,
Mitti ki gudhai bhe kare aur koi mix fertilizer jarur de apne Rose Plant ko kyoki feeding jayada magata hai gulab