In the washer this technology wets the laundry at the beginning of the cycle to help spread the detergent evenly throughout the wash. In the the spinner at the end of the cycle it helps to remove detergent completely from clothes in less time with less water
Washer 8 kg ka hai aur spinner 5 kg ,ap is weight Kay kapray dal saktay hain but blanket bohat heavy hojata hai Pani main janay Kay bad ,washer main blanket Kay sath koi aur kapray na dalain,aur spinner main achi tarha nichor kar dalain to hojaye ga
Ji mairi main Alhamdulillah nhi hai problem,main nay ye dawlance ki website se li hai,agar hota bhi to customer service ko Bula laiti,ap mairi is machine ki Jo review video hai wo daikhain
M b dawlanc ki website sy krni h 4100 ki bjaye 36 5oo tk ki lgi h.ap mashwara dy den le lu ya phir haire ki ?? Or ye 8 kg ki choti to ni zyda ku k m phly 10 ki use krti ti.answer please
Main Haier ka refrigerator use kar Rahi hun kafi acha hai wo,but sab nayujhay advice Kiya machine Dawlance ki loon,ab is Kay rate Kam hogaye hain ,jab m nay li thi to dollar Kay rates high Thay,ap koi SI bhi lay lo Dono achi hain companies aur Dono hi 10 years motor warranty daiti hain
Iska tub acha Bara hai mairay 1 week Kay kapray easily 4 chakar main wash hojatay hain ,spinner 6 times chalati hun wo Thora chota hai,han aik BAAT mention kardun is ka wash cycle poora honay par buzzer nahi bajta Jo doosri machines main hota hai
Kiya ap ka chakkr b meanz k jb kpre hote hain machine me tu srf ye 10 second chlti hai or 10 second rukti h phr 10 second chlti hai or 10 secnd rukti h Kiya aise hi chlti hai k chlne ki tyming zyda h ya meri hi machine m problem h
Drain ka Jo middle main switch hai us ko soft par set Kiya Huwa hoga ap nay is se time short hojata hai,usko centre main fix karain hard par ,I hope theek hojaye ga
Mam mera b yahi machine ha.lkn mane 2..3 dafa kapry dhoye ha es mai..lkn aj masla hoaraha ha .pani nekal raha ha .jabky drain button off b ha.and jo pipe deye ha oski b use mujhy samajh nhi arahi .and plz bataye k pani qu nekal raha ha..plz reply
Drain button sometimes kharab hojata hai to usko aik baar check Karwa lain,bohat minor sa kaam hai ,Ghar p hi fix karday ga machine theek karnay Wala,pipe ka use is video main daikhain aur kapray wash karnay ka proper method
@@shaistaskitchenandvlogs mam Button bilkul theek ha.wo mane gentle pe kia ha per b nechy pani nekal raha ha..or jab pipe deti ho tu wo b lose ha pani k aty he waha sy khud he utar jata ha
Honestly speaking as my experience,it takes much load of clothes at a time ,and working properly ,no other issue,but as I feel clothes not get so much clean as my previous Dawlance used to do,so it's a person's own decision to buy a product or not,I shared my experience honestly
Pls bataiye k is ka jab dryer chalatay hain tou us ka pani kahan sa nikalta hai?? Drain wala pipe neechay karna h ya oopar he rehnay dein ? Ma wash and dryer sath karti hoon tou dryer ka pani kese niklay ga?? Or washing or drying kar saktay hain na sath sath
Ji sath kar saktay hain Dono sath...pipe neechay hi rakhain ,magar dryer kartay waqt drain ka switch nahi ghumana hota wo band hi rehnay dain wo Sirf washer Kay Liye hota hai us ka Pani nikalnay Kay Liye...dryer ka Pani khud hi nikalta rehta hai,Meri is machine main kapray wash karnay wali video daikhiye
So nice sharing
Very honest review about dawlance machine, nice sharing
very nice and detailed review of dawlance washing machine. You explained each and everything so perfectly 🙃
Thanks for such a detailed video, you've done a great detailed review, explained each and every aspect amazingly 😊
Masha Allah nice video
Nice and informative video 👍
Very informative video
Thank you apki video se bht asani hugai
My pleasure
You always share useful information
Very informative, Good Expression
Glad you liked it
Great sharing new here cooking with reem
Nice video
Thanx
What's the purpose of shower rinse mentioned on top of drainer lid ?
In the washer this technology wets the laundry at the beginning of the cycle to help spread the detergent evenly throughout the wash. In the the spinner at the end of the cycle it helps to remove detergent completely from clothes in less time with less water
Thank you for sharing
Bht zbrdst ❤
Thanx
Does everyones machine make much sound also?
My machine doesn't make any unusual sound
No
Pani... Drain.. kasy krty..is mai sy
Centre Wala switch seedhu taraf ghumayen
Drain likha hota hai us par
Very good review 👍🏻
Thanx
Es machine main kambal bedsheet wash &spin kr sakte hai?
Washer 8 kg ka hai aur spinner 5 kg ,ap is weight Kay kapray dal saktay hain but blanket bohat heavy hojata hai Pani main janay Kay bad ,washer main blanket Kay sath koi aur kapray na dalain,aur spinner main achi tarha nichor kar dalain to hojaye ga
Bed sheet to easily wash hojaye gi
Thank you
Ky apki machine thk chal rahi h mjy leni h but smjh ni aa rahi suna h koi drain issue hen
Ji mairi main Alhamdulillah nhi hai problem,main nay ye dawlance ki website se li hai,agar hota bhi to customer service ko Bula laiti,ap mairi is machine ki Jo review video hai wo daikhain
M b dawlanc ki website sy krni h 4100 ki bjaye 36 5oo tk ki lgi h.ap mashwara dy den le lu ya phir haire ki ?? Or ye 8 kg ki choti to ni zyda ku k m phly 10 ki use krti ti.answer please
Main Haier ka refrigerator use kar Rahi hun kafi acha hai wo,but sab nayujhay advice Kiya machine Dawlance ki loon,ab is Kay rate Kam hogaye hain ,jab m nay li thi to dollar Kay rates high Thay,ap koi SI bhi lay lo Dono achi hain companies aur Dono hi 10 years motor warranty daiti hain
Iska tub acha Bara hai mairay 1 week Kay kapray easily 4 chakar main wash hojatay hain ,spinner 6 times chalati hun wo Thora chota hai,han aik BAAT mention kardun is ka wash cycle poora honay par buzzer nahi bajta Jo doosri machines main hota hai
Sister is main kitna pani bharna hai
Kapron Kay hisab se daltay hain andar leveler hai jis ko oper neechay karkay Pani Kam ziada rakh saktay hain video m bataya hai main nY
Is machine me sy pani kese niklte h wash krne ky bd please bta dain
Beech Wala switch seedhi taraf ghumayen to washer ka Pani Nikal jata hai
Dryer ka Pani khud nikalta hai koi button ghumanay ki zaroorat nahi
Kiya ap ka chakkr b meanz k jb kpre hote hain machine me tu srf ye 10 second chlti hai or 10 second rukti h phr 10 second chlti hai or 10 secnd rukti h
Kiya aise hi chlti hai k chlne ki tyming zyda h ya meri hi machine m problem h
Drain ka Jo middle main switch hai us ko soft par set Kiya Huwa hoga ap nay is se time short hojata hai,usko centre main fix karain hard par ,I hope theek hojaye ga
Hm ny kl purchase ki 42900 ki
Spin ka drain pipe nhi to wo Wala Pani Kahan jata?
pipe same hai Dono sides ka but spin kartay waqt drain par switch ghumana nhi hota,uska Pani automatically Nikal jata hai
Iska filter kaise khulta hai?
Check karain aik hook hoga usko neechay ki side push karain aur Bahar Nikal lain filter bohat easily khul jata hai
Mam mera b yahi machine ha.lkn mane 2..3 dafa kapry dhoye ha es mai..lkn aj masla hoaraha ha .pani nekal raha ha .jabky drain button off b ha.and jo pipe deye ha oski b use mujhy samajh nhi arahi .and plz bataye k pani qu nekal raha ha..plz reply
Drain button sometimes kharab hojata hai to usko aik baar check Karwa lain,bohat minor sa kaam hai ,Ghar p hi fix karday ga machine theek karnay Wala,pipe ka use is video main daikhain aur kapray wash karnay ka proper method
ruclips.net/video/DByNgmY_bh4/видео.html
@@shaistaskitchenandvlogs mam Button bilkul theek ha.wo mane gentle pe kia ha per b nechy pani nekal raha ha..or jab pipe deti ho tu wo b lose ha pani k aty he waha sy khud he utar jata ha
I have bought this model at PKR 33,500/- from Hashoo Centre Saddar Karachi
Yes dollar rates are getting down ,it effected prices
Mein ny is Sunday ko liii hai 35,000 may
Ji prices down hogayi hain pehlay se,machine Alhamdulillah bohat achi hai
Mai ne bhi yeh hi model buy Kiya h
Is it Worth to buy now?
Honestly speaking as my experience,it takes much load of clothes at a time ,and working properly ,no other issue,but as I feel clothes not get so much clean as my previous Dawlance used to do,so it's a person's own decision to buy a product or not,I shared my experience honestly
Pls bataiye k is ka jab dryer chalatay hain tou us ka pani kahan sa nikalta hai?? Drain wala pipe neechay karna h ya oopar he rehnay dein ? Ma wash and dryer sath karti hoon tou dryer ka pani kese niklay ga?? Or washing or drying kar saktay hain na sath sath
Ji sath kar saktay hain Dono sath...pipe neechay hi rakhain ,magar dryer kartay waqt drain ka switch nahi ghumana hota wo band hi rehnay dain wo Sirf washer Kay Liye hota hai us ka Pani nikalnay Kay Liye...dryer ka Pani khud hi nikalta rehta hai,Meri is machine main kapray wash karnay wali video daikhiye
@@shaistaskitchenandvlogs ok dear thanks
I@@shaistaskitchenandvlogs
I bought for 35000 today
I also bought today 35000
Bhai 32 ki Laya hun 2 din pehle
Same 35000
Es machine ki kya price hain?
41000
Is KO paric Kay ha
Ab ki price market se apko check Karni paray gi ,around 35 k Hogi i think
nice sharing
Sahi chal rahi hai?
Ji Alhamdulillah
İt doesnt rinse properly... When u put dried clothes in water... Detergent is still there... And frothiness doesnt go away
Use liquid detergent,I'm using what is used for automatic washing machine..hope it will help
@shaistaskitchenandvlogs will try
Iskay sath ٹائر nhi hein
No
kpree bilkul saf nai krti
Main nay bhi efficiency Main Thori kami feel ki hai,clean nahi karpati kapray achi tarha
32 k
Bakwas hai aye din kharab hojate hai mere pass h
Mairay pass to Alhamdulillah abhi tak nahi hoi kharab,what can say about yours
But Dawlance ki Jo pehlay washing machine thi hamaray pas wo efficiency main ziada better thi is se,kharabi to nahi hai Alhamdulillah abhi tak
Spinner kharab HOTa hai aye din
Spinner 2sal me 3dafa Sahi krwa chuke hon mee
Acha🙁
Very informative, Good Expression