Narmada Jayanti Special | दूधा की धारा मैया नर्मदा | Narmada Bhajan 2021 - By Sanjo Baghel
HTML-код
- Опубликовано: 15 окт 2024
- ► Album - Dudha Ki Dhara Mai Narmada
► Song - Dudha Ki Dhara Mai Narmada
► Singer - Sanjo Baghel
► Music - Parsuram Patel
► Lyrics - Niranjan Sen
➤ Label - Vianet Media
➤ Sub Label - Sona Cassette
➤Parent Label(Publisher) - Shubham Audio Video Private Limited
➤ Trade Inquiry - info@vianetmedia.com
8618-BND_VNM
This is also Avialable at your Mobile Music App.
♪ Available on ♪
Gaana :. gaana.com/albu...
Itune : / doodhaa-ki-dhara-mai-n...
To Make Caller Tune for this song.
Vodafone/ Idea Subscribers Dial 3712359467
BSNL (South / East) Subscribers sms BT 12359467
doodha ki dhara mai narmada ,doodha ki dhara mai narmada
rawa maiya dharti par baha rahi maa , dharti par bah rahi maa
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par baha rahi maa , dharti par bah rahi maa
amar khantak se tome nikli maa , amar khantak se tome nikli maa
rava maiya shiv ki dulari kahalayi , mukti bhavsagar se dilaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
sheetal kare sub nirmal man kare , sheetal kare sub nirmal man kare
rawa maiya jo koi dubki lagaye , pap janam ke kaat jaye
doodha ki dhara mai narmada , rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye
dharti per bahe mori maa
tumre tat ka har kankar shankar maa , tumre tat ka har kankar shankar maa
rawa maiya logo ke ghar-ghar pooje jaye , bhagato ke angan mahakaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
tu toh vardani maa kalyani maa , tu toh vardani maa kalyani maa
rawa maiya tu hum pe karuna lutaye , tu kast sabhi ke mitaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
jinke darshan se puneya milta hai , jinke darshan se puneya milta hai
rawa maiya sarta na duji kahalaye , mamta ki gaghar jhalkaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
har ghat jiska tirath paavan hai , har ghat jiska tirath paavan hai
rawa maiya bhagato ki bhid na samaye , katha bhandari hote jaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
parkamma vasi satsang karte hai , parkamma vasi satsang karte hai
rawa maiya sadhu santo ke pass aaye , maiya wa ke ghun gaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
mayi ke gal me dipe dan kar lo , mayi ke gal me dipe dan kar lo
more bahiyaa , chunri bhi dena chadaye , kismat tumhari ban jaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
bhagato ka mela hai dil lagat hai , bhagato ka mela hai dil lagat hai
rawa maiya yagye havan hote jaye , ratri kirtan gaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
karti savari magar ki maiya , karti savari magar ki maiya
rawa maiye arab sagar tak jaye , hum sab ko dhanye banaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
narmada ji ki kar lo aarti , narmada ji ki kar lo aarti more bahiya
dukh ke andhare mit jaye , khushiyo ki jyoti jag magaye
doodha ki dhara mai narmada ,
rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye , dharti per bahe mori maa
doodha ki dhara mai narmada ,rawa maiya dharti par rahi hai bahaaye
dharti per bahe mori maa , sanjo tumhare gun gaye
mahima tumhari hum gaye , sanjo tumhare gun gaye
mahima tumhare maiya gaye , sanjo tumhare gun gaye
Ram ram sa
बहुत सुंदर जय नर्मदा मां
मस्त है
जय नर्मद मैया कि
नर्मदे हर..... नर्मदे हर..... नमामि माते नर्मदे हर.. 🌹🌹🙏🙏🚩🚩🚩🚩
Nice
Jay mata narmade
Happy Namada jynty
good morning
हर हर नर्मदे
जय हो माता
गंगा मे जबतक पानी रहे संजो जी जबतक आपकी जिनदागानी रहे
हर हर हर हर हर हर नर्मदे
नर्मदे हर
Happy.brthday.ma.narmade.rever.jay.ho.tumhari..barmbar.pranam...thanks.didi.gi..vest.of.song
Very much
जय जय हो 🙏🙏🙏
Nice song 👍
जय माता दी 🙏
नर्मदा मैया आपकी कृपा सब लोगों पर बनी रहे हम सब आप के पालन हारी
happy
🙏❤️जय माता दी❤️ 🙏
Raj
Gurugorknath ji ke bnao dii aalha
जय श्री कृष्णा जय यदुवंश जय श्रीमान बृजेश यादव शास्त्री जी
बृजेश यादव शास्त्री जी का जीवन परिचय अपने मुखारविंद से आला में गाओ
आपकी बहुत कृपा होगी
Hi
First view
Nice
जय माता दी 🙏🙏