Sir me 1000ltr ka chiller banane ja raha hu ।।cooling coil ki lenth 70fit li hi। capillary me 0.0055no laya hu capillary ki lenth kya rakhna hi ।out dor 2tan ka liya hi ।।plzz help me
2000 ltr k tank k liye, apka 2ton wala Outdoor chhota padega, iske liye kam se kam 2.5 ya 3 ton ka Outdoor hona chahiye, fir v yadi aap 2ton k Outdoor k sath 2000ltr k tank me chiller banana chahte hai to, tank k ander cooling coil ki lambai lagbhag 130fit se 150 fit hona chahiye, Tank k thanda hone me thoda wakt lagega lekin apka kaam ho jayega....
Sir mafi chahta hu, water tank ka insulation cover nahi mila, video banane k do sin baad cover kiya gya, Baat rahi suction aur liquid line ke insulation pipe ki to, wo mai liya tha but, mere helper ki kami ke wajah se wo v workshop par chhut gya tha, just agle din wo insulation pipe v lag gya hai. ... Sir apko hmari kamiya batane k liye bahut bahut dhanyavad,,🙏🙏
Bhai ye village hai yaha itna light nahi rahti ki thermostat ki jarurat pade, pani thanda hone se pahle light hi kat jati hai. Jaha awasyakta hoti hai waha par jarur lagaya jata hai...
Wrong installation coper pipe par slive kaon lagayega, apne 2 caplari use kiya tha to aapko 2 coil banana tha jis se cooling aora achha hota, agar aap meri baat se sehmat hain to like karen
Maine apako gimail kiya hai mujhe apaka no chahiye mai 2 se 3 din apke no ke liye try kar rah hu abhi tak chaina puri campani ka ditel de diya Hota es liye chaina hamse aage hai Indian logo ko yehi porbelem hai
Bhai mai majbur hu aap log temperature control ke liye coment karte hai aur idhar costumer lagwane ko taiyar nahi hai, ab aap batao ki apna paise ka laga du
video bhetreeen hai bhot achi tarha explain kra hai..
Nice sir
Aap isi tarah se ek ek point samjhate h
Very nice video sir ❤️🙏
Very good keep it up bro
Sar es me cut off sensor to lagaya hi nhi... Pani cold hone par cut off. Kese hoyega ????
Subzeero mitter
Your video is very nice
Sir500 लीटर मे पाईप कितना फुट लगेगा
I salute to you Sir
Helpfull video
Mere yaha lagana hai delhi me laga doge AP pls apna phone no do plz
Sir bahut dur hai
Kitna liter ka hai
1000 hajar liter ka
Mera do tan ka ac kharab ho gaya hai kya usmein compresser 1.5 tan ka chal sakta hai aur 1000 litre ka Mera plant hai
Ji bilkul chal jayega
Kha se ho bheya
Mr. Rishi ji. Suction pipe ko insulation lagana jaruri hota hai ta ke you will have more cooling.
Rotary compressor use nahi kar sakte hain kya? Jo outdoor me rehta hai
Isme gas kon sa dalte h jo gadi me dalte h wahi gas h
Good bro 💯
زبردست kb cool
Water Chiller AC ek plant mein 4/5 evaporator kaise chala sakte hai ? Uske upper ek video sand karona
Tumko nhi malum hai water chiller plant ka kam nhi kiyo ho bhai
sir mujhe lagana hai water filter chiller.....i mean poora bottle packing structure...help me sir 🙏
Aap kaha se hai
@@rishimaurya5659 hanumangarh(rajathan) se sir
Bhai, tube ko insulation provide nhi karaye?
Thank you sir
Sir mujhe 2 tr ka compressor hai and 2 tr ka outdoor to capilary and coil tank ka pipe ka seize yahi rahega
Ji bilkul sab yahi rahega
Sir me 1000ltr ka chiller banane ja raha hu ।।cooling coil ki lenth 70fit li hi। capillary me 0.0055no laya hu capillary ki lenth kya rakhna hi ।out dor 2tan ka liya hi ।।plzz help me
2.5 fit ka double capillery lagayiye
Pipe ka size kya he
Bheya aap ke mobile number do.. shubh Patel bheya
aise to section aur discharge line pe ice rhega hamesha thermostate ko kha use kiye hain?
Yha par ice nahi rahega,
Maine isme thermostat nahi lgaya hai kyuki, jis jagah par ye install hua hai waha gaw me light bahut kam rahti hai,,
5000 liter tank hai Compressor hp & type
Copper tube size? In feet?
Capillary size & L ?
suction & liquid line size?
pl send details if possible
Maine avi itna bada bnaya nahi hai,
@@rishimaurya5659 Thanks I work on chiller all types of compressor overhauling Voltas Carrier Dakin Alfalaval SMC 06E, D Bitzer Copland Dorine etc.🙏
@@ponkrapujari679 bhai Kya cost ayega 5000 l tank k liye
Rishi sir water chiller me rotary compressor use kar sakte hai?
Good job Weldon
Cr 30 ka out dor hai..kya use ghr ke spleet ac 1.5 ton ke indor lga kr ghr me chla skte hai
Sir hamare paas 2 ton AC ka rotri compressor hey laga sakte hain kya
लगा दीजिए लेकिन रोटरी कंप्रेसर का बहुत सही रिजल्ट नहीं मिल पाता है..
Pipe kitna meter rahna chahiye
kai nar sr can pr wall lgate h to usse ges leakhoti kon sa waal acha hota h ges can k liye
Zabardast ustad
temp ? & time?
Agar caplary outdoor mai lagi hui hai to bhi kya caplary or filter lagan padega
Bilkul nahi,
But water chiller ke outdoor me capillery cooling coil ke pass hi lagaya jana chahiye
Sir. Yeto.Aone. 500 so. Letor. Pani. Ma. Apne. 1. ,2. Ton. Ka. Audor. Lagya. Ha. Agr. 2.oo. so Ya. 3. So. Letor. Ka. Tank. Hoga. Tu. Usme. Kitne. Ton. Ka. Audor. Lagega. Sir. Paip. Kitna. Fit. Lagega. Or. Paip. Konse. Gejj. Ka. Lagega. Plz. Sir. Iska. Sai. Samja dejay
Outdoor se compressor kam kar jayeya ya compressor Cheng karna padega ।।
Change kijiye
Sir 5.5 ton kaa compressor h kase install kre
AC ka out door chalega kya bataye mere paas hai 2 ton ka
Usme laga compressor, Resiproketing wala hona chahiye,
iska outdoor cutup kaise hogo coolhone ke bad ye nhi bataya
Sab zero laga lo bhai ho jayega in sabko mumbai bhej do dobara kam sikhne ke liye
Mere paas bhi abhi ro plant lga hai but patna tanki mein aane ke baad pila ho ja raha hai due chiller ke kaaran...kya kare?
gass leaking hy ap k tank me
Compressor se vacuum karna sahi hai
Sir please could you share wiring diagram of RO water chiller for single phase and three phase
9542108720
Iss video me hi wiring hai aap video ko rok kar dekh lijiye
Superb
Coper pipe ko Insulation karna bahut zaroori hai bhai
Tinkas
Life kind hai
Bhai 2 tan ac me kitana paip lagega
Sar thermostate kaise lagate Hain auto cut ka
Caplory ka dono tank ke andar Wale hisse me quater me joda h jo tank ke andar rahega
Please replay bro total kitna paisa lagega 2 ton chilar ka
50k rs ke aaspas tak chala jayega
1000 ltr se200p ltr me badlna hai to kyachiller se kis tarah pipe khana hai
Sir mare pas 1000 ltr main 2ton ka chiller laga hua hai mai ise 2000ltr mai lagana chahta hu es ke liye kese khola jaye
2000 ltr k tank k liye, apka 2ton wala Outdoor chhota padega, iske liye kam se kam 2.5 ya 3 ton ka Outdoor hona chahiye,
fir v yadi aap 2ton k Outdoor k sath 2000ltr k tank me chiller banana chahte hai to, tank k ander cooling coil ki lambai lagbhag 130fit se 150 fit hona chahiye,
Tank k thanda hone me thoda wakt lagega lekin apka kaam ho jayega....
Bhai ye to bta Cooper pipe kitna lgaya h..or na ye btaya ye auto cut marega ya nhi.. pani cool hone ke bad switch se band karna padega
Sir aap apne sawal puchhne ka andaj badaliye.
App ke kam me safari nahi hai .
Section line aur liquid line per insolation nahi lagaya aur water tank ko bhi cover nahi kiya
Sir mafi chahta hu, water tank ka insulation cover nahi mila, video banane k do sin baad cover kiya gya,
Baat rahi suction aur liquid line ke insulation pipe ki to, wo mai liya tha but, mere helper ki kami ke wajah se wo v workshop par chhut gya tha, just agle din wo insulation pipe v lag gya hai. ...
Sir apko hmari kamiya batane k liye bahut bahut dhanyavad,,🙏🙏
सॉफ्ट ड्रिंक के लिये चिल्लर चाहीये तो उसका क्या प्राईज है सिंधुदुर्ग जिल्हा
Filter or caplari outdoor me kya nehi lagaiya ?
Aap hamse whatsapp par contact kare..
@@rishimaurya5659 namber send kariye?
वीडियो के डिस्क्रिप्शन में व्हाट्सएप ग्रुप है उसे ज्वाइन करके मुझे पर्सनल मैसेज कीजिए
Sir 500 ltr mai 1/2 ka pipe kitna feet use karna hai
Ro chiller ka data bata do
Kitne litre k liye kitna pipe kitne ton ka outdoor ya fir compressor
2ton water chiller filter capillari pr ice aata hai iska Kiya problam hai
System choke hoga
Sir i am in West Bengal i have 500l ro plant. I want to chiler machin please how many price
2ton ka chiller me kitna hp ka load Lena hoga
Sir 2000 LTR thank mein kitna pipe, aur kis size ka legega
3/8" ki pipe, 160fit se 180 fit
Bhai agar CR 30 COMPRESSOR KO 1000 ltr tank me 2 coil bana ke dalte he To capillary Kitne no. Aur Kitna feet lagegi.
1.5ton chiler ka kitna kharcha ayega pleace tell me
Capalry kon line me jodte hai niche wala ya upar wale me
मैंने वीडियो में बोला है कि किसी भी पाइप में जोड़ा जा सकता है लेकिन सच तो यह है कि कैपिलरी को हमेशा ऊपर वाली लाइन में जोड़ना चाहिए।
175 litre double door fridge kitne point gas charge karni padegi
Gas kaun si hai
On off button ka sub zero ka conection diagram bhejo sir
yeah kuch b pura nhi btaya is ny but its easy ek 240 volt ka magnetic contacter lagao or ek water thermostat use karo simple
Cabl tai use
Gas Kon sa Dale hai sir
R22
Insulation kon krega session pipe me
सर टोटलाइन कंपनी का एसी 2 टन का कैसा होता है टोटलाइन कंपनी सही है सर
Sir mai iske sath kaam nahi kiya, isliye mai apko confirm nahi bata sakta
❤
इंसुलेशन लगाना जरूरी है या नहीं
Bilkul jaruri hai
Okay boss
Mere yaha lagana hai delhi me laga doge AP apna phone no do plz
Sir kitne liter ka tank hai,
@@rishimaurya5659 500 liter ka hai
Bhai thermostate or subzero nhi lgaya comressure to chalta hi rahega cutoff kese lega 🙂
Bhai ye village hai yaha itna light nahi rahti ki thermostat ki jarurat pade, pani thanda hone se pahle light hi kat jati hai.
Jaha awasyakta hoti hai waha par jarur lagaya jata hai...
Wrong installation coper pipe par slive kaon lagayega, apne 2 caplari use kiya tha to aapko 2 coil banana tha jis se cooling aora achha hota, agar aap meri baat se sehmat hain to like karen
Pipe rap nhi kiye ho aap
भैया कॉपर पाइप पर इंसुलेशन नहीं लगते क्या आप
😂😂 yaha par agle subah laga tha
भाई 500 से 1000 लीटर तक के प्लांट में 50 फिट पाइप का प्रयोग करेगें? उसके ऊपर? कैपलरी कितने नबर की प्रयोग करेगें?please tell me
64n. Ki capillary laga dijiye achhaa kaam kRega
cooling coil Ki langht size
Hello Sir Mujhe 2000 ltr K liye Lagwana hai kya Aap Lga dege
Mai Firozabad se Hu
Mafi chahunga sir, aap kisi aur se kara lijiyega, iss time mere pass samay nahi hai
I need
Maine apako gimail kiya hai mujhe apaka no chahiye mai 2 se 3 din apke no ke liye try kar rah hu abhi tak chaina puri campani ka ditel de diya Hota es liye chaina hamse aage hai Indian logo ko yehi porbelem hai
Aisi kaun si samsya aa gyi hai sir, itne paresan hai
Kitne litter ke liye kitne ton ka unit lgaye
500 ltr ke liye kam se kam 1 ton
1000 ltr ke liye 1.5ton se 2ton
2000 ltr k liye 2ton se 2.5 ton
Kitne Rs lete ho cillar asmbal k
Aap kaha se hai,??????
Bhai wrong system chiller pipe 4ya5 month me pipe kharab ho jayega ye nhi btaya aapne
Aise kaise kharab ho jayega
Kaon bataya h 2.5fit dalne ke liy
Kirloskar book me dekho
किस 2.5फिट के बाद कर रहे हो भाई साहब??
Mujhe chiller lagawana hai
Kitne me 2000 ltr me chiler lgega
Camera jada speed se mat ghumaya karo
Ok age se apke bato ka dhyan rakhna jayega
Please total price batao
1000 lph ro plant chilr 2 tone pris
Price kya padega
Caplari size
Kitne ka aaya
Galat hai thermostat cut aut ka connection nahi dya gya hai is condition se compressor me problem aye ga
Bhai ji 18month ho gya bilkul sahi chal rha hai
Yaha par lite bahut km rahta hai, isliye subzero ka connection nahi kiya gya hai....
Hamare chiller me lineage hai gass bar_ bar nickel jaati hai.
But temperature control unit to lagaya hi nhi 😅
Bhai mai majbur hu aap log temperature control ke liye coment karte hai aur idhar costumer lagwane ko taiyar nahi hai, ab aap batao ki apna paise ka laga du
Total kitna paisa lgta gai
40k se 60k tak, jaisa banayenge waisa paisa
Sab zero nhi lagaye auto cooling ke liye
Bphe daldo too bat khatam ho ja te 😂
Ges jada dal gyi
Itna fesh laga rahe ho kaha se minar leak milega
Hlo
Mera water plant hai mujhe chiller lagawana hai
Plss contact number mil sakta hai