हरे कृष्णा 🙏😊 रक्षाबंधन की शुभकामनाएं ईश प्रेम जागृत भव: सर्वत्र: सर्वेश्वर: सदा: जीवन के लिये शुभकामनाएं Hari guru kripa always with you for your forever happiness with श्री कृष्णा 🙌
Ma'am mere 1plant mei leaves k growth bhut kam h buds toh banti h kabhi kabhi phool bhi खिलता h 4,6 din mei 1फूल aaj maine check kiya toh milibugs lgi thi toh maine haldi or soap ka liquid bnaya or unpe lga diya or tej pani ki धार से धो डाला क्या इससे ठीक हो जायेगा please mere doubt दूर करे 1दूसरा plant h hibiscus ka hi us p 1leaf nhi बची और 1 तीसरा प्लांट है उसकी कोई growth nhi ho rhi
First..Treatment thik Kiya apne.. Second...ek leaf na hona , growth na hona matalab,jad growth nahi kar Rahi hai.. Mitti or drainage dono ko thik karen.. Jab bhi koi nya plant lagate hain, starting me jyada pani Dene se bache,warna jad khrab hone se plant ki growth ruk jati hai or hum upar se khad dete rehte hain, jisse plant or khrab ho jata hai..
बहुत अच्छी जानकारी प्राप्त हुई मैम मेरा अपराजिता का पौधा बहुत ही हेल्दी हरा भरा है लेकिन उसमे फूल नहीं आ रहे है पौधा का विकास अच्छा हो रहा है कृपया जानकारी दीजिएगा
Dhanyawad apko jankari dene ke liye. Mili bugs bhot jyda lag rahe hai. 1) mene neem oil se 2) baking soda spray bhi kiya par fir bhi vo koi na koi kaliyon me lag rahe hai. Kiya karna chahiye koi insecticide spray Karu?.
Pani ka spray na karen, moisture hone se insects badh jate hain, Online exodus le sakte hain, organic insecticide he result bhi achha hai iska. Lekin koi bhi insecticide ka istemal ap karen, agar plant par moisture bana rehta he to insects kuch din bad phir se lag jate hain. Isliye jab hi Lage spray karna padta he, Jaise hi kuch insects apko dikhai den ap jitni jaldi ho sake insecticide ka spray karen chahe homemade ya market ka,
Hibiscus ke paudhe Ke Phool Ham Bhagwan ko bhi chadhate hain Usi paudhe Mein pyaj lahsun wali chhilke kya dalna Sahi rahega Ham Khud bhi pyaj lahsun Nahin khate FIR Bhagwan ko Is Tarah Ka Phool Kaise Chadha
Mere hibiscus k plant ki jadon m bahot sari chitiyan hogai h mne haldi daarchini ka powder bhi dala per chitiyon per koi asar nahi hota h plant kharab horaha h please mujhe bataye m kya karu 😢
Pyaz kela aalu ke chhilko ke pani jyada time rakhe rakhe kide ho gae ho toh kya kare.fir pani fenk de Hm sidhe chhilke ek band bucket me hi dalte hn pani se sath. Jisme jyada time ho jata h aur kide ho gae hn
Ma'am mujhe bhi reply kar dein please....mere gudhal ke podhe me coffee powder aur khele ke chilke ka Powder daala 2-3 din pehle kyunki usme bilkul bhi flowering nhi ho rhi thi aur duusre hibiscus ke gamle me sirf 1ki phool aata hai ek time tou usme first aapki bataee hui first process kar sakte hai..... aur meine pehli jo process kari hai wo sahi kari kya
Mam mera hibiscus plant khaliya bahut banta hai lekhin aaj kal woh bada hoke khiltha nahi balki girjata hai. Aur plant ka color bhi lite green yellow mixed huva hai kya problem hai please boliye na.
Pani ka dhyan rakhen, mitti moist rakhen,tez dhoop me kabhi bhi pani na dalen, mitti agar gili he to use sukhakar ap garlic peel liquid fertilizer dalen,uske kuch din baad jo pehla fertilizer bataya he use 15 din me ek bar dalen.
नमस्ते mam आपकी जानकारी बहुत अच्छी लगी mam मैंने अपने पेड़ों की देखभाल के लिए माली को बुलाया उसने करीब महीने भर पहले गोबर की खाद सभी गमलों में डाला अब पता नहीं मौसम की गरमी से या खाद की गरमी से मेरे सारे पेड़ जल गए में क्या करूँ
नमस्ते मैम गुड़हल चार पौधे मेरे पास भी है लेकिन तीन पौधे जो लाल चिकनी मिट्टी में लगे हुए नर्सरी से आए थे मैडम मैंने उनको मिट्टी से अलग नहीं किया है डर लगता है मिट्टी अलग करने पर कभी पौधे सूख न जाए और मेरे पौधे में मिली बग भी बहुत ज्यादा लगते हैं इसके लिए कोई अच्छा सा सॉल्यूशन बताइए ना
Milibug ke liye baking soda ka spray karen ( 1/4 teaspoon ek litre pani me gholkar). Red mitti se jyada dikkat nahi hai bus mitti bahut hard na ho. Mitti ki achhe se gudadi karen, mitti hard nahi honi chahiye warna jadon ki growth nahi hoti he, Thoda sa compost bhi do char mahine me dalenge to mitti achhe rahegi,
Bahut jyada dhoop,ya sudden mitti jyada sukhne se aisa hota hai.Dusra reason he potassium ki kami.iska best solution he pyaz or kele ka liquid fertilizer,10 din me ek bar dalen. Dhoop jyada he sham Tak plant murjha jata hai to semi shade me rakhe,
Ma'am mere hibiscus plant ki growth achchhi hai par ek saal se flower nahi aa rahe hai maine repot bhi kiya hai feb me kiya hai to Kya Kare please bataye
Kele ka fertilizer dalo ap, dhoop bahut jyada he to plant ko aisi jagah par rakhen jahan subah ya sham ki 4se 5 ghante ki dhoop mil Jaye, dopahar ki tez dhoop se bachana he.
हरे कृष्णा 🙏😊
रक्षाबंधन की शुभकामनाएं
ईश प्रेम जागृत भव:
सर्वत्र: सर्वेश्वर: सदा:
जीवन के लिये शुभकामनाएं
Hari guru kripa always with you for your forever happiness with श्री कृष्णा 🙌
धन्यवाद राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे जय श्री कृष्ण
आप लाजवाब हैं तुरंत हल निकल देती है एक्सपीरियंस बहुत अच्छा है
जय श्री राम
Bahut Bahut dhanyavad apka
Thanks, Bahut acchi jankari
अच्छी जानकारी के लिए धन्यवाद घरेलू उपचार 😘🎉
V बहुत अच्छा जानकारी दिया हैआपने 👍🌺👍🌺👍🌺
👉 आपकी जानकारी अच्छी लगी👈
Bahut sundar
Very nice information 👌
Really much needed information
Thanks lot for guiding and tips.
Very informative sharing ❤🎉
Ma'am mere 1plant mei leaves k growth bhut kam h buds toh banti h kabhi kabhi phool bhi खिलता h 4,6 din mei 1फूल aaj maine check kiya toh milibugs lgi thi toh maine haldi or soap ka liquid bnaya or unpe lga diya or tej pani ki धार से धो डाला क्या इससे ठीक हो जायेगा please mere doubt दूर करे 1दूसरा plant h hibiscus ka hi us p 1leaf nhi बची और 1 तीसरा प्लांट है उसकी कोई growth nhi ho rhi
First..Treatment thik Kiya apne..
Second...ek leaf na hona , growth na hona matalab,jad growth nahi kar Rahi hai..
Mitti or drainage dono ko thik karen..
Jab bhi koi nya plant lagate hain, starting me jyada pani Dene se bache,warna jad khrab hone se plant ki growth ruk jati hai or hum upar se khad dete rehte hain, jisse plant or khrab ho jata hai..
Mam mara plant phool de tatha par ab safed kire aa rahe podha bhi growth nahi kar h solution bataye
@@greenhouse1 thank you ma'am ❤
❤😊@@greenhouse1
😅
Thank you so much for your suggestions. 🌻
Nice information
Very useful info. Thank you ji
Informative video, thanks
Thank u so much, we are facing the same problem 🙏
1st comments 🎉
😊आज्आपनेअ चछीजानकारीदीपोधोकैबारे मैमडमजीधनयवाद
Nice
very nice
1st comments mere saath bhi hai
Madam aapse request hai ki ANAR ki dekhbhal evem care growth n fruits asneke bare me ek video pl banayiye ... thankyou so much🎉
Aap bahut aachha se sajhati hai . Mujhe bahut aachha lga .😊
Mam rose branches per lagnewale black funguspe bhi vdo banaye pl
Chameli k plant k liye aise koi idea bataiye..
❤❤❤👍👍👍
Very good nice sering 👍🏻
बहुत अच्छी जानकारी प्राप्त हुई मैम मेरा अपराजिता का पौधा बहुत ही हेल्दी हरा भरा है लेकिन उसमे फूल नहीं आ रहे है पौधा का विकास अच्छा हो रहा है कृपया जानकारी दीजिएगा
Aj hi ek video aprajita par share Kiya hai, please use dekhen ap
Thank you mam
Thank you 😊
Mam gudhal podhe me piyaj kele ka fortilaizer Dale kitna din bad lasun ka fortilaizer dalunga
Kam se Kam 10 days ka gap rakhe
जय श्री शयाम दीदी दीदी मेरे गुडहल की गरोथ बहुत कम है और कलिया पीली होकर गिर जाती है तो किया करें बताएं
Mere ghodhal ke podki Kalina Peele hokar Gir jaati hai koi pay bataye
Hello Mam
Agar kele ka chhilka na ho to dusra option bataye please.
Pyaz ka chilka ya aloo ka chilka bhi chalega
Thank you Mam
❤
Matti me kida lhai
Di mene apna gudhal ka paudha Dharti mein Laga Diya hai Lekin uski pattiyan aur Kaliyan gir rahi hai
Dhanyawad apko jankari dene ke liye. Mili bugs bhot jyda lag rahe hai. 1) mene neem oil se 2) baking soda spray bhi kiya par fir bhi vo koi na koi kaliyon me lag rahe hai. Kiya karna chahiye koi insecticide spray Karu?.
Pani ka spray na karen, moisture hone se insects badh jate hain,
Online exodus le sakte hain, organic insecticide he result bhi achha hai iska.
Lekin koi bhi insecticide ka istemal ap karen, agar plant par moisture bana rehta he to insects kuch din bad phir se lag jate hain.
Isliye jab hi Lage spray karna padta he,
Jaise hi kuch insects apko dikhai den ap jitni jaldi ho sake insecticide ka spray karen chahe homemade ya market ka,
Lahsun Ka Pani Kisi Aur plant mein bhi de sakte hain kidon ke liye mam
❤❤
खुप छान माहिती आहे
माझ्या तुळशीची पाने कर्पल्यासारखी ka होतात त्यावर काही उपाय आहे का?
Mam mere plant me kali gir ja rahi hai
Kya karu please batao n
Ma'am mere gudahal ke phool ka size small ho gaya he or pattiya bhi nahi a rhi or kaliya bhi gir rhi he
Dhoop me rakhe, dhoop ki kami or temperature kam hone se aisa hota hai
Next video gudhal par share karne wali hun, please use dekhen...
@@greenhouse1 ok inshallah
Rice rusk every plant mai mix kr saktey h
Kar sakte hain
Tq!
Mam mere plant mai bhi mili bugs lag rahe hain kaliyan bhi nahi aa rahi hain uske liye kya karun pls bataeye
Hibiscus ke paudhe Ke Phool Ham Bhagwan ko bhi chadhate hain Usi paudhe Mein pyaj lahsun wali chhilke kya dalna Sahi rahega Ham Khud bhi pyaj lahsun Nahin khate FIR Bhagwan ko Is Tarah Ka Phool Kaise Chadha
Compost de sakte hain,kele ka fertilizer ya potato peel de sakte hain.
Dried used tea de sakte hain.
❤p
Ye fertilizer hum sabhi paudhe mai de sakte hai botayega please
Gulab,mpgra, portulaca me de sakte hain
Mere hibiscus k plant ki jadon m bahot sari chitiyan hogai h mne haldi daarchini ka powder bhi dala per chitiyon per koi asar nahi hota h plant kharab horaha h please mujhe bataye m kya karu 😢
Mitti sukhne do ap, baking soda thoda sa chidak do as pas mitti me, golakar nahi dalna
@@greenhouse1 Thanks 😊
Mango tree k liye kuch treatment dijiye
Hello friend
Garlic bhi water me mila sakte he
Garlic k chilke na ho to
Nahi
Mere jad me flower aatahi nahi kya karu boliy
Mere jad me kiada hai
4:42
Pyaz kela aalu ke chhilko ke pani jyada time rakhe rakhe kide ho gae ho toh kya kare.fir pani fenk de
Hm sidhe chhilke ek band bucket me hi dalte hn pani se sath. Jisme jyada time ho jata h aur kide ho gae hn
Nahi,is tarike se na dalen, plant ko bhi harm karega.
Bela ki care pr video bnayee ?? Kya Bela or morga same hota hai? 😢😢
Care same hota hai,
Ji ha bela or mogra ya Jasmin sab ek hat
Ma'am mujhe bhi reply kar dein please....mere gudhal ke podhe me coffee powder aur khele ke chilke ka Powder daala 2-3 din pehle kyunki usme bilkul bhi flowering nhi ho rhi thi aur duusre hibiscus ke gamle me sirf 1ki phool aata hai ek time tou usme first aapki bataee hui first process kar sakte hai..... aur meine pehli jo process kari hai wo sahi kari kya
Ma'am,jo fertilizer apne Diya he jab kam se kam10 din ho Jaye tabhi ,jo video me pehla fertilizer bataya he use dalen 15 din me ek bar.
@@greenhouse1 Thankyou ma'am
Mam mera hibiscus plant khaliya bahut banta hai lekhin aaj kal woh bada hoke khiltha nahi balki girjata hai. Aur plant ka color bhi lite green yellow mixed huva hai kya problem hai please boliye na.
Pani ka dhyan rakhen, mitti moist rakhen,tez dhoop me kabhi bhi pani na dalen, mitti agar gili he to use sukhakar ap garlic peel liquid fertilizer dalen,uske kuch din baad jo pehla fertilizer bataya he use 15 din me ek bar dalen.
नमस्ते mam आपकी जानकारी बहुत अच्छी लगी mam मैंने अपने पेड़ों की देखभाल के लिए माली को बुलाया उसने करीब महीने भर पहले गोबर की खाद सभी गमलों में डाला अब पता नहीं मौसम की गरमी से या खाद की गरमी से मेरे सारे पेड़ जल गए में क्या करूँ
Pani ka spray karen,koi bhi cheez kuch din tak bilkul bhi na dalen, barish ka wait karen, barish me plant hare ho jayenge.
Mere yaha gudahal ka podha jamin me laga huva h fir bhi fools nahi aa rahe bataeye
Same problem,,buds aati h sukh ke gir jati h
Mere do gudhal k podhe h kaliya bnti hfhool bhi khilte bt ek din fhool khil k bnd ho jata h aesa ku hota h btaye plz
Ma'am ,ek din bad aisa hi hota hai.
Mam mere jad me flower aatai nahi
Kid laga hai
नमस्ते मैम गुड़हल चार पौधे मेरे पास भी है लेकिन तीन पौधे जो लाल चिकनी मिट्टी में लगे हुए नर्सरी से आए थे मैडम मैंने उनको मिट्टी से अलग नहीं किया है डर लगता है मिट्टी अलग करने पर कभी पौधे सूख न जाए और मेरे पौधे में मिली बग भी बहुत ज्यादा लगते हैं इसके लिए कोई अच्छा सा सॉल्यूशन बताइए ना
Milibug ke liye baking soda ka spray karen ( 1/4 teaspoon ek litre pani me gholkar).
Red mitti se jyada dikkat nahi hai bus mitti bahut hard na ho.
Mitti ki achhe se gudadi karen, mitti hard nahi honi chahiye warna jadon ki growth nahi hoti he,
Thoda sa compost bhi do char mahine me dalenge to mitti achhe rahegi,
Mere hibiscus ki growth ho nai rhi wo murjha ja rhe Or ek do kaliya aa v rhi to wo khil nai rhi wo gir ja rhi hai. Kya karu😢
Mam hmare plant pr kaliya aa hi ni rhi
Ma'am jo first fertilizer bayata he use ap 15 din me ek baar dalen,bus do bar dalo bahut achha result milega apko.
Kida laga hai kya karu boliye
Mam
Mere gulab ki pattiya site s brown ho rhi h or growth nhi ho rhi h
M kya kru
Please help me 😢😢😢
Bahut jyada dhoop,ya sudden mitti jyada sukhne se aisa hota hai.Dusra reason he potassium ki kami.iska best solution he pyaz or kele ka liquid fertilizer,10 din me ek bar dalen.
Dhoop jyada he sham Tak plant murjha jata hai to semi shade me rakhe,
@@greenhouse1
Mam
Semi shade ka matlab kya h
Semi shade matlab, jahan tez dhoop na pade,halki halki dhoop bhi ati ho or chaya bhi bana rahe.seetha Suraj ki roshni na pade...
Ma'am mere hibiscus plant ki growth achchhi hai par ek saal se flower nahi aa rahe hai maine repot bhi kiya hai feb me kiya hai to Kya Kare please bataye
Ma'am jo fertilizer bayata he use dalen ap
Mere gudhal ke ped ke Patte more vah rahte hain aur fungus white flies lagaen Kaise theek karun
Spray karen kisi insecticide ka..
Mere hibiscus plant par bhut chote flower a rahe hai
Kele ka fertilizer dalo ap, dhoop bahut jyada he to plant ko aisi jagah par rakhen jahan subah ya sham ki 4se 5 ghante ki dhoop mil Jaye, dopahar ki tez dhoop se bachana he.
Mere Ghar ke plants me flowering nahi ho rahi
Kele ke chhilke ka fertilizer 10 din me ek bar dalen,ane Lagenge
Goku I am in a new 🆕
जमीन में लगे गुड़हल पर फूल नहीं आ रहा है क्या करें
मेने 15 days phle यह फर्टिलाइजर बनाने को रखा था लेकिन अभी तक उसे use नहीं किया। अब किया जा सकता है या नहीं pl advice
Sir,ab mat karna use
Please ,reason bata deejiye.@@greenhouse1
Ma'am mere gamle se Pani drain nahi hota hai, main kya karun
Gamla or mitti dono badlen ap
Nice information
Mam mere gudhal ke pouche kofangus lga hai.white wala mai kya.karu