Hi pinky didi how are you today,, apki chandel bahut aage ka rahi hai bahut hi badiya nice one,,, mien ek aur request ki thi dii bahut dino pahele kardoni par ek video banaye,, bacho ya badon ke kamar hun kardoni dekhte hai na lal or peela of kala suti dhaga uske bare mein aap bataye chote bachon ko bandhe ka importance jo evil negativity se bacha te hai hum nabhi ke pass bhi bandhte hai yeh kitna sahi hai kamar mien kardoni bandhna aap please ispar bhi ek video laye... Chote bacho ki
Hlw ma'am meri beti 15 month ki hai...wo mera brest milk feeding krti hai...bt upr ka dudh bilkul ni piti.....Mai ak working women hu...smjh m ni aa ra kya kru...bhot jiddi hai meri beti
Mam plz mera baby 8 month ka hain pehle dud pita tha lekin abb ek dum se chod diya hain to kiya karu vo bss breastfeeding pr hain bahut pareshan plz help
Mera 1 year ki baby h milk nh pita.... Usko kaise milk pilau... Bht dhyan batane k kosis krti hu... But nh piti... Na koi shake piti.... Bs cold coffee pi leti h bs.. but vo nuksan degi isliye avoid krti hu...
Meri beti 3 month ki hai,, brest milk piti hai,, kuch dino se milk thik se nhi pi rahi hai,, doodh nikal deti hai, aur pite time bohot chhatpatati hai, badi mushkil se thoda hi piti hai,, nose to saf hai uske,, Phir aisa kyu,, kya karoon jo shant ho k pine lage
Jis trh aap dudh biscuits khilati hai usi trh daal ka pani ,suji ka hlwa ,Dalia,rice ka mand y sbhi khilaye .Phir dheere dheere food ki thickness bada de baby healthy ho jayega.
मेरा बेबी15 महीने का है लेकिन ऊपर से दूध नहीं पीता केवल अपनी मम्मा का ही दूध पीता है इसी कारण बच्चा कमजोर है ऐसी चीज जो दूध की पूर्ति कर दे कोई ऐसी चीज बताइए प्लीज
Mam baccha dudh nhi pita koi problem nhi h aap dudh ko kheer bnaker de skti h oats k sath ,Dalia k sath ,aap dahi or chhach bhi de skti h inse bhi bacche ko proper wohi nutrition miltey h jo dudh de miltey h
Hello mam ,agar apka baby apka breast feed nhi kr rha hai ,AAP tension na le kbi kbi baby theek se suck nhi kr patey kiyo ki wo theek se mouth Mai nipple nhi le patey hai apko kosis krtey rhna chahiye .wo Pina start kr dega.
Mam plz aap presaan na ho two year baby ko two or three times dudh Dena sufficient h aap baccha ko food de fruits veggies chapati bhi srur kr skti h .daal chawal y Sbhi de khane k liye
Hlo mm same meri beti ne shuru s hi botl m dud nhi pia ab mri beti 2 sal ki h milk dkte hi dur ho jti h plz apna experience share kijiye apne kse pilaya bche ko milk
Mam mera baby 3 month ka hone wala h or breastfeeding bhi sirf 10 min krta h or formula milk pilati hu tb sirf 60 ya 70 ml milk pita h ky kru ki wo acchhe se milk piye
Hello mam hr baby ki dudh ki capacity alag hoti hai isliye plz baby jitna piye itna pilaye ,Jada dudh pilane PR usko digest nhi hoga .or pet fula rhega
Mam ek ya 2 munakka bhun kr diya kre ya dudh mai boil krk isse iski bhook bhdegi .y bhut garam hota hai isliye jada na de .baby chota hai isliye dudh mai boil krk dudh pilaye munakka chewing krne k liy mt dena gle mai fas skta h
Mam meri beti 7 mhine ki h...wo na to bottle se dudh piti na chmmch se piti....m use kaise sikhau....wo upr ka bhi kuch nhi khati.....sirf mera dudh piti h...plz help
Mujhe lagta hai aapko time pass karna tha . Aap khud ko inteligent samajhti hai. Itna to har ek mother ko pata hai . Kuch alag Karo u Tuber bano time pass nahi Karo.
MERA BACCHA EK SAAL CHAAR MAHINE KA HAI WO DUDH NAHI PEETA HAI AUR JAB WO NEEND MAI REHTA HAI TAB THODA BAHUT BOTEL SE PI LETA HAI LEKIN JAB TAK JAAGA REHTA HAI KHELTA REHTA HAI TAB TAK NAHI PEETA KYA KARU KI WO DODH PIYE ..
Dear mom ,y acchi baat hai .kiyoki jb baby ko bottle ki habbit ho jati hai tb chudana muskil hota hai aap glass ya spoon se hi baby ko dudh pilaye or baby k health k liye bhi theek h
@@ParentsHelp1 mam ye thik h I know...but mera baby milk glass ya spoon se bhi bhut kam pita h and upar ki b bhut kam cheeze khata h bhulha rehta h mam sara din kuch khas nhi khataa bhut weak ho gya h phle se......actually mam mera baby ab 8 december ko bhut bimar ho gya tha 1 month me thik hua to uske bad isne khana peena chod diya usko lgta h muje dwai de rhe h......pls help me mam
Mam meri beti ne shuru s hi upr ka milk nhi lia m kse use du vo milk dkte hi piche ho jti h breast feed bhi vo bs 2 rlbr krti h sone k tyn ek br din me or ek br rt ko m kse use upr ka milk start krwau piti hi nhi vo plz mam rply jrur krna
Mam thoda thoda jrur pilaye tabhi adat pdegi agar aap apna hi pilati rhegi tb wo uper ka dudh nhi piyega,isliye jb bhi bhooka ho baby apna na pilaker uper ka pilaye
Plz mam mujhe help kijie.... Mera bachha 16 month ka he par nahi kuch khata hai nahi pita he sare chij aazma chuke hai... Bahat parisaan he.... Khane ka naam lo to bahat jyada rota he.... Plz🙏🙏🙏
Mam meri bhi same problem h mera beta bhi 3 year ka hone wala h sote hue hi boltal se pita tha ab toh woh bhi nhi pi rha aapko koi solution mila kya mam please mujhe bhi bataye.

Thank u so much dear.keep on me ur trust .
Hello mam mera baby 2 saal ka hai wo bilkul bhi 1 boond bhi dudh nahi pita na hi panir wagera khata to me kya kru please 🙏help
Mera baby bhi...dahi bhi nhi khata....please reply
Hi di meri beti 3 year ki hai wo bottle se dhud piti thi to humne band kardiye to wo piti hi ni hai dhud plz bataye di kya kare
Mera bcha 1.5yrs ka h usko feed krvati hu or cow milk bhi 2,3mahine c pi raha tha magr ab bilkul b cow milk nhi leta me kya kyu plsssss replyy
Aapne kia kia
Abi dhayi sal ka hai abi bi nhi peeta isliye paneer or dahi khilati hu
Hlw ma'am meri beti 15 month ki hai...wo mera brest milk feeding krti hai...bt upr ka dudh bilkul ni piti.....Mai ak working women hu...smjh m ni aa ra kya kru...bhot jiddi hai meri beti
Maim mera baby 1 year ka h but wo dudh pine me bahut rota h muh hi nhi kholta dudh pine k liye plz suggest me what I do
Mam mera bhi yehi problem hai main kyaa karoon mujhe rona aataa haie
Mam plz mera baby 8 month ka hain pehle dud pita tha lekin abb ek dum se chod diya hain to kiya karu vo bss breastfeeding pr hain bahut pareshan plz help
Mera baby 2 year ha ho gaya wo mere milk pe hai but wo cow milk pita hi nahi chahe jitne flavour de do kya karu
Mera don 2 sal 2 month ka.Mai apne son ko doodh me Horlicks ya bornvita ya sugar kuch vi mila deti hu fir vi doodh nhi pita
Plz hlp me
Mera 1 year ki baby h milk nh pita.... Usko kaise milk pilau... Bht dhyan batane k kosis krti hu... But nh piti... Na koi shake piti.... Bs cold coffee pi leti h bs.. but vo nuksan degi isliye avoid krti hu...
Oo
Or di use sugar to bilkul bhi pasand nhi h
Mere baby 9 month ka h milk nahi pee raha h phle peeta ta ek dum ushna peena chod diye plzz mam batye kya kare
Meri beti 3 month ki hai,, brest milk piti hai,, kuch dino se milk thik se nhi pi rahi hai,, doodh nikal deti hai, aur pite time bohot chhatpatati hai, badi mushkil se thoda hi piti hai,, nose to saf hai uske,, Phir aisa kyu,, kya karoon jo shant ho k pine lage
Mere baby ka bhi yhi haal hai kmjor ho gya hai
Mera baby 9 month ka h sirf breastfeeding Krta upar ka kuch nhi khata kya kre letakr dudh biscuits khilati hu kya kru please reply
Jis trh aap dudh biscuits khilati hai usi trh daal ka pani ,suji ka hlwa ,Dalia,rice ka mand y sbhi khilaye .Phir dheere dheere food ki thickness bada de baby healthy ho jayega.
मेरा बेबी15 महीने का है लेकिन ऊपर से दूध नहीं पीता केवल अपनी मम्मा का ही दूध पीता है इसी कारण बच्चा कमजोर है ऐसी चीज जो दूध की पूर्ति कर दे कोई ऐसी चीज बताइए प्लीज
Ap baby ko solid food de ab iski vedio apko playlist mai mil jayengi or baby k bhook lgne pr phele aap uper ka dudh de .
Sab try kiy vo lekin milk nahi peta hi
Mam mera baby m bottle sa milk nhi Pete m bhut prasan hu sb krka dakh liya meina
Mera beta 2 sal ka h r wo bilkul cow milk ni pita kya kre
Apke baby ne cow milk peena suru kiya kya ??
Hello mam mere bacche bhi dudh nahin pita 2 sal ka hai😊
Mam baccha dudh nhi pita koi problem nhi h aap dudh ko kheer bnaker de skti h oats k sath ,Dalia k sath ,aap dahi or chhach bhi de skti h inse bhi bacche ko proper wohi nutrition miltey h jo dudh de miltey h
Mam mera abortion hua hai tho mera bda baby 1nd half ka hai usko feed krwa skte hu Koi problem tho nhi hogi
Madam ji 18 month ka baby bhi milk na piye to Kya kare
Same problem
Mam mera baby 12days ka h , but vo abi tak breast feed nhi krta h , plz reply mam me kya karu ki vo easily breastfeed kar ske plz mam reply plz 🙏🙏
Hello mam ,agar apka baby apka breast feed nhi kr rha hai ,AAP tension na le kbi kbi baby theek se suck nhi kr patey kiyo ki wo theek se mouth Mai nipple nhi le patey hai apko kosis krtey rhna chahiye .wo Pina start kr dega.
@@ParentsHelp1 I hope so ki esa hi ho , thanks for ur kind reply mam 🙏
Meri beti b ni piti milk 2 saal ki hai . Bht preshan hu
Mam plz aap presaan na ho two year baby ko two or three times dudh Dena sufficient h aap baccha ko food de fruits veggies chapati bhi srur kr skti h .daal chawal y Sbhi de khane k liye
Mera beta do sal ka hai wo suru se bottle s dhoodh ni piya to use kaise pilau
Hlo mm same meri beti ne shuru s hi botl m dud nhi pia ab mri beti 2 sal ki h milk dkte hi dur ho jti h plz apna experience share kijiye apne kse pilaya bche ko milk
Maim mera beby 2 sale ka hai nhi pi raha bilkul kya kre tab please reply
Dear Sunday comment mai iska answer dekhe
@@ParentsHelp1 tq ap reply Dengie n
Mam mera baby ne dud peena chordiya h kya kru .baby age is 2 and half year
Mam bacche khud se nhi khatey inko thoda forcely bhi khilana pdta hai .aap khilaye jrur chahie baby km hi kiyo na khaye.dheere dheere shikh jayega
Are hamara baccha bilkul bhi kaise bhi kuch khane peene ko taiyar nahin ulti kar deta hai bachpan se aisa hai kya karun
Mam mera baby 3 month ka hone wala h or breastfeeding bhi sirf 10 min krta h or formula milk pilati hu tb sirf 60 ya 70 ml milk pita h ky kru ki wo acchhe se milk piye
Hello mam hr baby ki dudh ki capacity alag hoti hai isliye plz baby jitna piye itna pilaye ,Jada dudh pilane PR usko digest nhi hoga .or pet fula rhega
Thnx
Kuch bhi nhi khata na banana mango kuch bhi nhi khata na bicket bhi nhi khata
Mera bhi
Ab khane lga kya aapka bachha
@@RahulSingh-lm7wk nhi
Same mera bacha v aesa hi krta h
Mere beti 8 manth ki hai dudh nhii peti hai me bhut paresan hu uska wait bhut kam hota ja rha hai
Mai bht pareshan hu meri beti to doodh piti hi ni h 5yrs ki h wo
My baby 11 month ki h uska wait 8kg h na khana khati h na milk piti h kya kre or mitha to bilkul bi nhi khati
Mam ek ya 2 munakka bhun kr diya kre ya dudh mai boil krk isse iski bhook bhdegi .y bhut garam hota hai isliye jada na de .baby chota hai isliye dudh mai boil krk dudh pilaye munakka chewing krne k liy mt dena gle mai fas skta h
Mam meri beti 7 mhine ki h...wo na to bottle se dudh piti na chmmch se piti....m use kaise sikhau....wo upr ka bhi kuch nhi khati.....sirf mera dudh piti h...plz help
Mera baby b esa hi h mam apki problem solve hui ho to mujhe b btae plz
Mera baby pi teta hai lakin tb jb koi ussko drae ki woh uncle aapko maarege fir pita hai
Mujhe lagta hai aapko time pass karna tha . Aap khud ko inteligent samajhti hai. Itna to har ek mother ko pata hai . Kuch alag Karo u Tuber bano time pass nahi Karo.
MERA BACCHA EK SAAL CHAAR MAHINE KA HAI WO DUDH NAHI PEETA HAI AUR JAB WO NEEND MAI REHTA HAI TAB THODA BAHUT BOTEL SE PI LETA HAI LEKIN JAB TAK JAAGA REHTA HAI KHELTA REHTA HAI TAB TAK NAHI PEETA KYA KARU KI WO DODH PIYE ..
Mam thoda thoda pilaye or sotey hue avoid kre tbhi uski habbit develop hogi
Hmne sari chije aajmali pr na kuchh khana na kuchh pina..... To kya krna chihiye
Mem meri beti dedh sal ki h dhud bilkul nhi piti me kya karu
Same mera v beta bilkul na hi kuch khata h na hi milk pina pansd h kya kre
mam mera baby 9.5 months ka h nd milk bottle se nhi peeta h m kese bottle start kru mam...pls help me....without bottle mam mujhe bhut problem hoti h
Dear mom ,y acchi baat hai .kiyoki jb baby ko bottle ki habbit ho jati hai tb chudana muskil hota hai aap glass ya spoon se hi baby ko dudh pilaye or baby k health k liye bhi theek h
@@ParentsHelp1 mam ye thik h I know...but mera baby milk glass ya spoon se bhi bhut kam pita h and upar ki b bhut kam cheeze khata h bhulha rehta h mam sara din kuch khas nhi khataa bhut weak ho gya h phle se......actually mam mera baby ab 8 december ko bhut bimar ho gya tha 1 month me thik hua to uske bad isne khana peena chod diya usko lgta h muje dwai de rhe h......pls help me mam
Meri beti aek sal ki he bo upar ka dudh nhi piti he to kya kre
Manju ji phir aapke baby ne milk lena start kiya kya, and kis tareeke se..
Plzz share..
Hi mam Meri beti Dedh sal ki ho gai hai Botal ka dudh Nahin piti
बकवाश, इतना घुमा के बताने की क्या जरूरत है मैडम
Mam Meri bethi 13 month ki h or wo bilkul bhi uper ka dhoodh nhi piti h bs breast milk ke liye hi jeed krti h
Mam aap baby ko phele upper Ka hi dudh pilaye job usko jor se bhook lgti hai hai or apna dheere dheere bilkul km kr de
Ma 15 year ki hu ma milk nhi pitti hu plz help me
Ma'am meri beti 2 saal ki hai doodh utna pasand nhi krti meetha nhi leti kya kre
Dear meetha mai aap baby ko gud khilaye is time bhut fayda krega or dudh mai thoda flavour change krk de
Madam ji kya karu
Hello mam plz vedio jrur dekhe apko bhut help milegi.dudh ka flavour change krk kosis krti rhe baby jrur piyega.
Mem mera beta 19 month ka he lekin dhudh nahi pita he
Meri baby 2 saal ki h wo bilkul b milk ni piti
Mai to sab kuchh krti hu fir bhi nhi pita h 2sal ka h Mera baby
Same yhi problem meri baby ka v hai..wo 18 month ki ho gyi Lekin dudh nhi piti kisi tarah se v nhi
😩😤 mere vala b nhi pita kaise bhi 😞😞😞
Mera bhi baby ko yahi pro blem h bilkul nahi piti h
Mam meri beti ne shuru s hi upr ka milk nhi lia m kse use du vo milk dkte hi piche ho jti h breast feed bhi vo bs 2 rlbr krti h sone k tyn ek br din me or ek br rt ko m kse use upr ka milk start krwau piti hi nhi vo plz mam rply jrur krna
Mam thoda thoda jrur pilaye tabhi adat pdegi agar aap apna hi pilati rhegi tb wo uper ka dudh nhi piyega,isliye jb bhi bhooka ho baby apna na pilaker uper ka pilaye
Plz mam mujhe help kijie.... Mera bachha 16 month ka he par nahi kuch khata hai nahi pita he sare chij aazma chuke hai... Bahat parisaan he.... Khane ka naam lo to bahat jyada rota he.... Plz🙏🙏🙏
Mera beta 14 months ka hai lekin dudh nhi pita h
Plzz mam kuch or btaya
U
Sahi bat aap bol rahe h par Meri bachi Bahar ka dudh piti he nahi Meri babye 1 Sall ki h
Kuch nahi sab bakwas sab kosis krne k bad zabardasti hi pilana padta hai
Chup
Duddh ke sath bas biscet khayega lekin dudh nahi piyega vo 3years ka hi kuch bhi nahi Manta
Ma'am please Thodi Chhoti video Banai
Mera beta 2.5 year ka he vo nind me botal se dud pi leta he lekin jgte hue nahi pita na boltal se na gilas se ...me kya kru...
Mam meri bhi same problem h mera beta bhi 3 year ka hone wala h sote hue hi boltal se pita tha ab toh woh bhi nhi pi rha aapko koi solution mila kya mam please mujhe bhi bataye.
Hii di me ranjna yadav mera bachha 3 sal ka h or use namak se dudh bahut pasand h
Dal roti kha leti h bas dudh nahi pi rahi
Har kaam kar ke dekh liya na Pina ho to nahi pite sab bakwas h
Sb kuch kr lea fir b bilkol b nhi pee rahi milk
Letakr khilane se koi diktat to ni h rota h jbrdsti khilati hu diktat to ni h
Or bottel ka do. ne mana kar diya ki bottel se mat pilao glass se pilao
Mera baby bhi milk nahi pita
Nbv
Mera baby 1year ka but dhudh nhi pita
Mam dudh bhut jruri hai aap dudh mai elaichi powder daalker de or kbhi kbhi shake bnaker de diye dudh mai daliya bna diya kheer bna de us trh se de
kuch khatha bhi nhi h mera hi feed krta h .
Mam mera baby ko rickets bhi h or dud bhi nhi pee rhaa h
One yr ka baby nhi pi rha
Mera bhi baby dudh n pi raha h
Mem humare baby mitha bilkul Pasand nhi h or wo dudh nhi pita
Y acchi baat hai mam meetha nhi khata hai ,aap dudh mai elaichi powder ya Kesar daalker de thoda flavour mai change jrur kre
Chai dudh milk shek n bisket bhi nhi khata na