क्या पंचम काल से साढ़े सात करोड़ भ्रष्ट साधु नरक निगोद में जाएंगे...⁉️....आदरणीय संजीव जी गोधा

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 12 сен 2024

Комментарии • 44

  • @madhujain7712
    @madhujain7712 2 месяца назад +8

    आदरणीय डॉ संजीव भाई साहब शत शत नमन 💯right बहुत बहुत आभार आपका, आप हमे सच्चाई बताकर हम सब के प्रति आपका बहुत उपकार हैं। 🙏🙏🙏

  • @kumudjain4544
    @kumudjain4544 Месяц назад +1

    बहुत ही महत्वपूर्ण जानकारी

  • @HemantJain-kn4zb
    @HemantJain-kn4zb Месяц назад +1

    Jai Kahan guru

  • @madhurijain4693
    @madhurijain4693 2 месяца назад +2

    🙏🙏🙏

  • @ethikajain1987
    @ethikajain1987 2 месяца назад +2

    👌👌👌👍👍👍👏👏

  • @anitajain1930
    @anitajain1930 Месяц назад

    Bilkul sahi swaroop bataya h 🙏💯

  • @sadhanajain7527
    @sadhanajain7527 Месяц назад

    🙏🙏🙏

  • @dheerajjainbaid2934
    @dheerajjainbaid2934 Месяц назад

    🙏🏻🙏🏻

  • @archanajain9460
    @archanajain9460 Месяц назад +1

    Right

  • @babitajain913
    @babitajain913 Месяц назад +1

    🙏🙏

  • @babitajain913
    @babitajain913 Месяц назад +2

    Jinvani ki गहराई मे जाने से कितना कुछ निकल कर आता है

  • @nirmlabirani5157
    @nirmlabirani5157 Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏

  • @swatidoshi8117
    @swatidoshi8117 2 месяца назад +2

    👍👍👍🙏🏻🙏🏻🙏🏻👌

  • @jainismbysarthakjain4753
    @jainismbysarthakjain4753 Месяц назад

    Sahi marg darshan 🙏🙏🙏sadar jai Jinendra 🙏

  • @abhinandanshete3752
    @abhinandanshete3752 19 дней назад

    🙏🙏🙏जय जिनेन्द्र देव जी की उल्का शेटे

  • @IconicAnime352
    @IconicAnime352 Месяц назад

    सभी साधर्मी मुमुक्षु जीवों को सादर जय जिनेन्द्र नरेंद्र कुमार जैन जयपुर 🙏🙏🙏

  • @anjujain7417
    @anjujain7417 2 месяца назад +3

    आपके जैसा खुलासा कौन करे

  • @sapanasabaria8832
    @sapanasabaria8832 Месяц назад

    Badoda se jaijinendra sabhi ko🙏 🙏🙏

  • @MeenaADoshi
    @MeenaADoshi Месяц назад

    જયજિનેન્દ્ ગોંડલ 🙏🙏🙏

  • @rajkumarjain678
    @rajkumarjain678 Месяц назад +6

    याने सभी सोनगड़ी निगोद नरक मे जाएंगे

    • @DevendrakumarJainBijoliya
      @DevendrakumarJainBijoliya Месяц назад +1

      सोनगढ वाले नहीं

    • @SahdevJain
      @SahdevJain Месяц назад +3

      1-पहले आप लोग निगोद का स्वरुप समझ लीजिए
      2- चारो अनुयोग पड लीजिए
      3- फिर स्वामी जी को सुन लीजिए
      4- फिर अगर अक्ल आजाए तो फिर भेज दीजिए जिसको जहा भेजना हो
      क्यो की बिना स्वाध्याय वालो से बातचीत का कोई लाभ नही है
      @rajkumar

  • @chiragmehta5016
    @chiragmehta5016 19 дней назад

    Atma na khata hai na pita hai, na ho man ke acche bure vichar hai uske, na hi sharir ki koi bhi kriya chetna in dono se alag dravya hai aisa agar koi samjta hai aur bhata hai apne aap charitra thode janmo m ata hai, aur dravya kshetra kaal adi sab miljata hai..Purna bhagwan banne ko..kevel Gyan pane ko ..itni saral aur Siddhi baat hai, aaj log bina atma Jane sab uper challi pakadte hai, inhone Kahan hai isse dur honao ye mat karo wo mat karo pe karta khud hai hi nahin ye koi samjta hi nahin hai, aur murk ashubh jo pehle se bandhe hai jor jabarjasti se use humane ki koshish karte hai farak vaastav m kuch badalta nahin gadha gadha hi rahega lekin phir man m bhari karam bandhte hai😂..chutne ka nirvikalp sabhi karmo se chutne ka rasta hai mahavir ka swayam ko jaane ka aur chut Jane ka ye to sab gadhe hai aaj saccha marg hi pata nahin, swayam ko dharmi mante hai, bolte hai upwas se punya milta hai😂mandir Jane se punya milta hai isse accha kisi k kaam aao to bhi uska phal milega 😂 jai ho hundavsarpini ka panchmkaal dharma to Mila per drvay kshetra kaal se chuk gaya😊

  • @chiragmehta5016
    @chiragmehta5016 19 дней назад

    Aisa hai charitra binavikalp se atma dhyan karte karte ata hai, aur Kai janmo ki aradhna se hota hai, aaj beej boya aur kal hogaya Aisa nahin hota, samyakdarshan mul hai m paramatma hoon apne swbhav ko jante use alag samj se mehsus karne wale jaine hote hai, aaj ulta hai mithyatvi hai 6nch mahavrat ko dharma mante hai, muni pana leke isme tanmay hai atma to jaant hi nahin, ab ab sharir ka virodh ker rahe ho, sansaar se bina marg hi bhag rahe ho to sidha nigod yane ekindriya m hi jate hai, jabki avrari samyakdrashti kyunki wo janta hai k wo sharir ya man ki koi bhi kriya m nahin hai wo shuddha Buddha chaitanya atma hai, kundkundacharya ne to ek chandaal Tak ko dev Kahan jo samyakdrashti hai, wo to apne purva karma ki sirf nirgara ker raha hai, ayu karma samapt hone per apne aap atma ka nature swabhav hi ufhvagaman hai aghuru lagu hon se wo avarati samyakdrashti bhi unche paryay m hi jata hai😂 ye aaj k jaini ya Aaj ke kam buddhijivi ko samjana bahut kathin hai😂, charitra jor jabarjasti shrir ko jalana usko charitra kehte hai, jab ki saccha muni pana to wo jo bina koi vikalp aur dabav k sabhi kriya ko rok ke atma dhyanast hoke kevelgyan aur moksh laye , jo atma tattva samjta hai k sharir man se bhinne hai chaitanya tattva hai anant Gyan Darshan anant sukh anat virya vala swayam alag hai jiski na mrityu hai na janam hai jise na koi jala sakta hai na dubo sakta hai. Wo swayam bhagwan pad ko prapt hai use to darne ki koi jarurat nahin per aaj to mityatva, samyakmityatva chalta hai, 😂 Dene wala koi nahin hai per mandiro ki line hai😂 branti m chalta huva sansaar hai...bahut punya sareki pakhand aur mithyatva se nikle kanjiswami, todarmal ji, champabahen Shri, shrimad adi k Gyan ka bodh huva..👋

    • @TalksBySanjeevGodhaa
      @TalksBySanjeevGodhaa  19 дней назад

      @@chiragmehta5016 एकदम सही कहा है आपने

    • @chiragmehta5016
      @chiragmehta5016 7 дней назад +1

      ise hi samyak mithyatva ya mein mithyatva hi kahunga? Shrir adi per satta hai, ajiv tattva jo atma k rehne se aur mithyatva m band hone se janam liya sabhi ne, 2 tattva kabhi ek nahin hote atma aur pudgalik sharir, mrutyu ko samjege to bhi samaj sakte ho, Egypt m 2000 saal purane mummy hai to wo kyu nahin bolte? Kyunki chetna chali gayi? Atma n shrir chod dusra janam liya , to atma shrir ki kriya kaise karegi? To ye apka mithyatva hai, jitni baar ap shrir ki kriya mante ho upwas karo panch mahavrat lo ye sab mithyatva hai, aur aap ko shunya ki aur lejayega, shunya samjte ho aap? 5 nch indriya m bhi janam nahin milega, aap agam ki baat karte ho kaunsa agam bacha hai? Ek samysaar jo kundkundacharya ne bharat varsh k logo p mahan upkar Kiya jisse wapas sacche jain dharma wapas Aya, apka tattva hi galat hai, aap muni bano ya gruhasti ya santhara Lelo to bhi moksh to hoga nahin apka. Dusra muni pana jain dharma aaj sab apke jaise hi tattva samjte hai to chutne k rasta pata nahin wo dusre ko kaise chudayenge? Charitra atma k alag hona ye jaana aur sharir k her karye k waqt m to atma akarta hoon ye samjna, accha ho bura ho apke purva nirjara m jo aaye wo, to kuch janam m saccha charitra prakat hota hai, aur drvaya yane sharir, kshetra yane jahan se moksh ho sake aur kaal yane mahavideh ya chaturthkaal pravarta ho ye sanyog nisankoch milta hai, aur ye muni pana hi saccha hota hai jo moksh lejaye , hame to pata hai hum atma vitraag hai raag dwesh man m hote hai m to usse alag atma hoon, aap to emotions m hai raag m mithytva m mujhe ye karna chaiye, aap chahe to aap swayam muni ban sakte hai, aaj aise hi muni hai ekkadukka chod k aur aise hi mithyatvai shravak jo atma ki baat to karte hai per atma tattva samjte hi nahin to kahe k samyakdarshan , jai jinendra

    • @priyankajain6390
      @priyankajain6390 7 дней назад

      ​@@chiragmehta5016apko agam ka bahut Gyan h us Gyan ki bahut anumodna. Lekin ap Meri shanka nhi samjhe. Sharir atma ki kriya nhi kr sakta to Mera sharir kuch b krne k liye swatantra h. Is sharir se karmo ki nirjara krne ki koshish nhi karni chahiye.kya tyag sanyam aprigrah ka koi mahatva nhi.is kaal me moksh nhi hoga to kya ye sb baate bemani ho gyi. Ho sakta h kaal k prabhav se chaturth kal jesi charya na ho paye pr wo koshish b na kare ye to thik nhi h.or wo koshish kr rhe h hum anumodna b na kare ye or b galat h.Har vyavkti jisme moksh jane ki utkantha h wo ninda ka patra nhi h wo swatantra h apna rasta or guru chunne k liye. Unke nigod jane ki chinta ap na kare. Wese me vivad me nhi padti lekin jo Gyan kisi ki astha pr chot kare ye swikarya nhi h.

    • @priyankajain6390
      @priyankajain6390 7 дней назад

      ​@@chiragmehta5016koi b vyavkti nigod jane k liye muni nhi Banta shrawak banna asan h jisme moksh jane ki utkantha h wahi tyag kr pata h. Ap meri shanka samjhe hi nhi. Kya sharir karmo ki nirjara ka sadhan nhi h.ho sakta h kaal k prabhav se 4th kaal jesi charya na ho pr hum koshish b na kre or jo kr rha h uski anumodna b na kre ye to thik nhi h

    • @chiragmehta5016
      @chiragmehta5016 7 дней назад

      @@priyankajain6390 madam aap ko jo karna hai kar sakte ho , hum ye ek se jyada vyakti k liye lagta hai, aap ko per satta aur swa satta atma aur anatma samj ata hi nahin to aap ko kya samjaye ,aap mehrbani karek aap ko jo samj k aye wo kare aur hum k bishesh prayog na kare Maine ye replay jinhone video share ki unko kahi hai, aap bina Karan hi bich m aagaye, bakri bhi mein mein karti hai, per m tattva bichari kya jaane .Jai jinendra m asha karta hoon aap auraghe kuch comments na Dale..

  • @snehalrokde9261
    @snehalrokde9261 28 дней назад

    🙏🙏🙏

  • @mukeshbaboo6254
    @mukeshbaboo6254 Месяц назад

    🙏🙏

  • @nirmlabirani5157
    @nirmlabirani5157 Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏

  • @amanjain6964
    @amanjain6964 Месяц назад

    🙏🙏🙏

  • @dmhundia
    @dmhundia Месяц назад

    🙏🙏

  • @snehashah4268
    @snehashah4268 Месяц назад

    🙏🙏🙏

  • @kumudjain4544
    @kumudjain4544 Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏

  • @pratibhajain4231
    @pratibhajain4231 Месяц назад

    🙏🙏🙏