@@rajcreation0.1 bhaiya digilocar me all document upload karna hoga ya jo -jo form bharne me diye hai please🙏 bhaiya batadijiye kya mee all documents upload hoga to kya hoga
Kuch nhi hoga jo iti kiya hai ...kyunki issme 12th aur graduation level wala bharta hai..aur verification m usko sirf apka graduation certificate aur 12th k certificate se mtlb hai sb other certificate se nhi Jhutt ka pgla rha hai compwtion km krne k liye
@@rajcreation0.1mene nursing ki or sath me iti.......iti base pe Techanician Vacancy dekh raha hu....or nursing base pe Paramedical ka bhara ha......kya muje koi diket ho ji.......mere hisab se to na ho ja...kyo ki nursing me ho ja to iti kyo cheq kre je...or Techanician me hua to nursing kyo cheq kre je.....please bahya aap b bata do ... . .. .mera to mind upset ho gaya ye Video dekh k 😮😢
Sir jiska iti 2014 se pahle ka hai wo digi locker me kaise include karega usko kyu ki us wkt regeneration to state gov ke through hota tha sirf or sirf certificate NCVT se ata tha or Marksheet v ofline hi milta tha in hand written method...
Sir B.ED 2023-2025 और ITI 2022-2024 सेशन हैं B.ED में ABC ID बना हुआ है ADHAR कार्ड से कोई प्रॉब्लम भी होगा आगे चल कर ग्रुप D ITI वाला ME फॉर्म भरेंगे तो PLEASE बताइये SIR🤚🤚🤚
Sir mera iti 2017 mai final hua hai or graduation 2018 mai but addmission mera dono mai 2016 mai hee hua tha or mai sara form bhar diya hu tho kya kare btye kuch sir 😢 plz reply dijiye sir 😢
Sir koi student agar alag alag saal mein graduation aur alag alag saal mein iti pass Hain to kya woh iti technician aur ntpc ke 12 th pass aur ntpc graduation ke form fill up nahi kar sakte.....
sir mai uttar pradesh government employee hu iti base job kar rha hu meri iti or 11th dono 2009 hi hai 12 th 2010 ki hai agar mai ab 12th base par kisi or job me jau to koi problem hogi kya....plz tell me..
2018 ME COMPLETE HOYA HAI ER OR ITI KIYA HAI ELECTRICIAN SE USKA SESSION AUG2018-2020 HAI OR TECHNICIAN KA FORM DONO ITI SE BARE HAI TECHNICIAN KA FORM BHARE HUE HAI
Bhaiya mera ek boht bda doubt hai ki maine iti comple kr liya hai 2022-24 ab mai 12th krne wala hu thorugh 12th equivalence jo 2025 me complete ho jayega toh iss hisaab se mai next alp vacancy group d and ntpc 12th bqsed vacancy sab ka form fill kar paunga in the same year kyuki isse mere chances bdh jayenge at least ek exam toh nikle bhale he saem rrb se nahi suppose alp mumbai se bhara phir ntpc bhubneshwar se group D kahi aur se toh isme koi problem aayega ya sare forma fill kar paunga olease reply
Sir mera Iti+12th dono 2023 me complete hua hai Lekin mera 12th ka Session 2020-22 tha mera result cross ho gya tha 2022 me phir maine 2023 me exam diya 12th ka to pass ho gya aur iti bhi mera 2023 me hi complete hua hai kuchh problem hoga Sir Please 🙏🏻🙏🏻🥺🥺 Help
@@bkmj335 12th ka session 2020-22 tha aur iti ka session 2022-23 tha 2022 me 12th ka exam diye the to cross lg gya tha aur Phir 2023 me hi 12th aur iti ka session ho gya hai
Sir mera iti 2018-20 hai aur mera BA 2016-2019 hai aur main Alp, tech, rpf, Rpf Si ye sab form fill up koye hai to mujhe digilockar pe sab document upload karna chahiye ya nhi
Sir mera BA ka session 2018 -21 tha maine part -2 ka exam kisi karanbash nahi de paya aur BA ka final exam(part-3) 26 dec 2023 me hua aur result 10 feb 2023 ka aaya.... mera ITI ka session 2022-23 (1 year bala iti) me admission Aug-2022 me lie aur july 2023 me iti clear ho gaya,,,,,,,,,, maine RRB ALP/Technician ka form bhar chuka hu aur mai RRB NTPC ka form bharna chahta hu kya kare bhaiya mai ntoc ka form bharu ya chhir du,,,,,,,,, kya mera BA aur ITi ka session overlap ho gaya h कृपया कुछ मार्ग बताइए... Sir 🙏🙏
Graduation 2019-22 Exam hua - 23 aug2022 Result aaya - 18-10-2022 Result issue date - 10 nov 2022 Or, ITI session :- Aug 2022 - 24 Kya degree overlaps ka count me jayega?
Aisa bhi ho skta hai kya , Exam sabhi ka de or 2 degree regular ki hai to ....jisme exam clear ho rha hai usi ke DV me jaaye to tab to sahi hai ye ?? Plz reply
Mai iti 18-20 session Kiya hu aur 20-22 session 12th lekin crona Karan iti ke document me passing year 2021 hai to keya mai ntpc ka form bhar sakte hai please reply ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
सर digilocker m abhi kewal आधार और pan कार्ड link h or koi document abhi nhi uplode kiya h To kya bina uplode kiye railway sb jankari ya document dekh lega Ki only aadhar se sb document nikal lega hmne to digilocker m kewal aadhar Or pan link kiya h
Are bhai adhar se link hota hai kya Tera mark sheet ya domecile cast certificate jo nikal lega Digilocker se sirf vhi documents dekhenga jiska tum number dal k verify kroge ji documents me dikkat h usko dal k verify mt kro jis satate se ho jis University se kiye ho uska name hai digilocker me ye sb daloge to verify hoga sirf adhar se tumara sbkuch ni niklega.
Bhaiya maine graduation or iti sath me kr li hai or maine iti base par ALP or Technician ka form bhi bhar diya hai. Or ab main Graduation ki degree se NTPC ka form bharna chahta hu tu kya main form bhar sakta hu ya nahi ya fir age chalke isme koi problem aa sakta hai. Please bhaiya help me and give me perfect solution 🙏🙏
diploma me 3 years ho gaya hai but kisi ek semester me back hai jo ki abhi tak clear nahi huyi hai, to kya kisi aur degree me admission le sakta hu ya nhi
सर मेरा आईटीआई 2014 से 2016 है और बीएससी 2015 में एडमिशन हुआ 2016 में सेकंड ईयर पर 17 और 18 ने फाइनल में फेल हो गया 2019 में पास हुआ तो सर मैं एनटीपीसी ग्रेजुएट लेवल भर सकता हूं?🙌 इसके पर alp aur technical भरा हूं rpf नही भरा हूं सर रिप्लाई कर दीजिए plz 👏
Sir ji agar regular mode me graduation kiya ho aur sath sath me institute mode/institute se 'O' level kiya ho to kya dono certificate ek saath laga sakte hai ya nahi sir ji please bataye Margdarshan kare sir ji🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji please reply🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻मेरे B.A final year paper 13/08/2022 को खत्म हो गये थे और Final Result 02/10/2022 मै आया था और मैने 02/09/2022 को ITI मे admisn ले लिया कोई दिक्कत तो नही होगी sir ji please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir mera graduation 2013-16 ka session hai aur 2015 me maine diploma me admission le liya tha vo 2018 me final hua rrb jee aur alp ka form bhar diya hai maine diploma pe to kya main ntpc ka form graduation level ka bhar sakta hua plz reply
Mera diploma k certificate not found bta rha h digilocker m kya kare plz reply,av link nhi kiya h ,reply kariyega isse koi oroblem to nhi hoga digilocker m sirf 10th k marksheet h diploma k nhi ho rha h load
Bhaiya aapne to sirf dg locker ke bare h bataiya h lekin jaise mera graduation 2014-2017 h lekin part 3 ka exam 2018 april me hua tha result 2018 ke September me aaya tha or iti ka session august 2017- 2019 August h kya lekin ab rrb me ek hi bar registration karna h or hm alp ka form fill kar chuke hai to kya ntpc graduation ka form fill kare plzzz bataiyea bahut confusion h
Mene nursing k sath sath iti kr li 😮....ab Paramedical or Techanician ka bhara ha bs....kya in me Problem aaye ja....kyo ki dono Vacancy ki qualification alag alag ha...
Tqx sir aapne shhi jankari di h baki to bs bol rhe h agle video me btate hai... Fir sir iti regular or ba grejuaesn private kiya h to aply kr skte hai 😊
Sir mera diploma one year match kar raha h But Mera diploma 2019 me complete hai And graduation 2021 me hai kya mai NTPC me dono jagah form bhar skta hu
Agr Ntpc bharoge toh wo graduation ka hi na check krega usko iti aur 10th 12th se kya mtlb ...ntpc m iti thoda na maang rha hai jo form m filp kroge wahi verification m check krega baki aise pgla rha hai sb jhutt ka..jo information form m doge wahi verify krega wo bs aur kuch nhi..agr tm ek session m 2 degree liye v ho toh tm usko issme use iti kiye ho toh ntpc m iti nhi maangta so graduation degree se bhar skte ho
Sir me diploma engg (polytechnic ) regular2012 to 2015 and IGNOU 2012to 2015se graduation Kiya hai same time me hai or dono degree use karna chata hoon form fill up me any problem hai sir in future please reply sir
Sir maine diploma or Ba same year mai kiya or maine rrb je ka form fill kiya to kya mai or ntpc Ba level wala apply kr du verification kisi ek mai jau to koi problem hoga
SIR MENE DIGILOCKER ACOUNT LINK KARTE SAMAY RAILWAY KO DOCS SEEN KARNE WALA TICK NAHI KIYA WO PEHLE SE HI SARE DOCS KA ACCESS THA LEKIN MENE UNTICK KARKE LINK KARDIYA BHAIYA KAL RAAT SE SOYA NAHI HU BHAIYA PLEASE 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏HELP KYA KARU KUCH SAMAJH NAHI AA RAHA HAI 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 reply bhaiya
Sir, mera ITI aur graduation ek sath tha, lekin 2 years ke baad mera graduation session expired ho gya delay ke karan toh isse koi dikkat hoga kya?? Plz reply
Agar railway ke pass na mera 12 th ka roll number na bord pata hai na passing yare to kya phir or na mai railway me 12the pe koi form bhara hai to kya or na mera document digi locker me hai to kya phir bhi pata chal jaye ga kya
Sir main graduation 1st yere 2015 me pass hua..iske bad 2015-18 diploma Kiya...fir graduation 2nd year 2019 me aur final year 2020 me passed out hua...to kya meri degree overlapped mani jayegi
Hello sir mera 10+3year deploma hai sheoher se session 2019-2022 or Graduation BA hai arts se session 2018-21 private colleges Gaya bihar se kya problem hoga sir use karne pe documents please reply
Sir mera graduation 2014-2017 . But final year mei ek subject mei back aiya tha . Oh 2018 mei exam de ke pass hogaya tha . But merai iti 2017-2018 hei .. ba 2017 mei final exam ke bat mei iti mei admission lia tha . Koi problem ho sakti hey keya
Bhiya jiska 12th ke bad ITI kiya ho or ITI+graduation ek sath complete kiya ho. To wo kiya kare ek seperate video baniye kuch sanajh nahi aa raha hai😢
@@rajcreation0.1 bhaiya digilocar me all document upload karna hoga ya jo -jo form bharne me diye hai please🙏 bhaiya batadijiye kya mee all documents upload hoga to kya hoga
Koi problem nahi bhai bus degree or deploma sath nhi hona chiye regular
@@ChandanKumar-wn1ni ek sath ku kiya ?
Kuch nhi hoga jo iti kiya hai ...kyunki issme 12th aur graduation level wala bharta hai..aur verification m usko sirf apka graduation certificate aur 12th k certificate se mtlb hai sb other certificate se nhi
Jhutt ka pgla rha hai compwtion km krne k liye
@@rajcreation0.1mene nursing ki or sath me iti.......iti base pe Techanician Vacancy dekh raha hu....or nursing base pe Paramedical ka bhara ha......kya muje koi diket ho ji.......mere hisab se to na ho ja...kyo ki nursing me ho ja to iti kyo cheq kre je...or Techanician me hua to nursing kyo cheq kre je.....please bahya aap b bata do ...
.
..
.mera to mind upset ho gaya ye Video dekh k 😮😢
Dr. Bhimroa ambedkar ne 32 degree kaise li thi 🤔
Ek neta 2 jagah se election lad sakta h pr students 2 degree nhi kr skte 😂
To tu neta ban js
Neta ban kyun yahan aya h
Logical batey batein
Kon kon ek saath do degree liya hai😂😂
@@PatnaSeAyush do matrik vi koya hai. Ek hi aadhar hai
Sir jiska iti 2014 se pahle ka hai wo digi locker me kaise include karega usko kyu ki us wkt regeneration to state gov ke through hota tha sirf or sirf certificate NCVT se ata tha or Marksheet v ofline hi milta tha in hand written method...
Sir B.ED 2023-2025 और ITI 2022-2024 सेशन हैं
B.ED में ABC ID बना हुआ है ADHAR कार्ड से
कोई प्रॉब्लम भी होगा
आगे चल कर ग्रुप D ITI वाला ME फॉर्म भरेंगे तो
PLEASE बताइये SIR🤚🤚🤚
@@RANJEETKUMAR-sm7ii same problem
Sir mera iti ka passing year aur three year ka graduation (BA) lockdown ke karan passing year same hai kya isme koi problem ho sakta hai
In the case koi pakda jaye to kya dono degrees radh hongi ya ek ?
Sir mera iti 2017 mai final hua hai or graduation 2018 mai but addmission mera dono mai 2016 mai hee hua tha or mai sara form bhar diya hu tho kya kare btye kuch sir 😢 plz reply dijiye sir 😢
Hlo sir plz bataiye,mera 12th or ITI ke bich 1year ka gap hai ,kuch pblm hoga kya Railway me plz sir bataiye🙏🏻
@@Ashokpatell8260 bhai gap se thodi kooi dikkat hoga.. Dikkat ek sath do degree lene se haii
Same here 12th aur iti ke beech me 1year ka hi gap hai aur gap 2 year hona chahiye
Sir koi student agar alag alag saal mein graduation aur alag alag saal mein iti pass Hain to kya woh iti technician aur ntpc ke 12 th pass aur ntpc graduation ke form fill up nahi kar sakte.....
ITI2016_18 and B.sc2017_20 h kya kre
sir mai uttar pradesh government employee hu iti base job kar rha hu meri iti or 11th dono 2009 hi hai 12 th 2010 ki hai agar mai ab 12th base par kisi or job me jau to koi problem hogi kya....plz tell me..
Agr kisi ne iti + graduation m regular admission liya but ek complete ki or ek chhod di to kya ab bhi problem h
No
2018 ME COMPLETE HOYA HAI ER OR ITI KIYA HAI ELECTRICIAN SE USKA SESSION AUG2018-2020 HAI OR TECHNICIAN KA FORM DONO ITI SE BARE HAI TECHNICIAN KA FORM BHARE HUE HAI
Sir please share the pdf of the RTI COPY
Same year nahi h 1year ka deference h lekin dona regular
Prob hoga
Problem hoga koi ek hi use krna
6 month k difference per aap 4 le lety bhai
Bhaiya mera ek boht bda doubt hai ki maine iti comple kr liya hai 2022-24 ab mai 12th krne wala hu thorugh 12th equivalence jo 2025 me complete ho jayega toh iss hisaab se mai next alp vacancy group d and ntpc 12th bqsed vacancy sab ka form fill kar paunga in the same year kyuki isse mere chances bdh jayenge at least ek exam toh nikle bhale he saem rrb se nahi suppose alp mumbai se bhara phir ntpc bhubneshwar se group D kahi aur se toh isme koi problem aayega ya sare forma fill kar paunga olease reply
Sir mera Iti+12th dono 2023 me complete hua hai Lekin mera 12th ka Session 2020-22 tha mera result cross ho gya tha 2022 me phir maine 2023 me exam diya 12th ka to pass ho gya aur iti bhi mera 2023 me hi complete hua hai kuchh problem hoga Sir Please 🙏🏻🙏🏻🥺🥺 Help
Tune ek sath ku kiya.?
@@bkmj335 ek sath nhi kiya hu sahi se padho pahle
@@bkmj335 12th ka session 2020-22 tha aur iti ka session 2022-23 tha 2022 me 12th ka exam diye the to cross lg gya tha aur Phir 2023 me hi 12th aur iti ka session ho gya hai
Bhai ek degree se job leke dusre ko bhul jana form apply krke dv tak jaroor ja skte ho😂
@@manojkumarmahto3895 thanks 🙏🏻 bhai
Sir mera iti 2018-20 hai aur mera BA 2016-2019 hai aur main Alp, tech, rpf, Rpf Si ye sab form fill up koye hai to mujhe digilockar pe sab document upload karna chahiye ya nhi
@@AllBihariAspirants3.0 mera bhi same hai bhai rpf si bhi daal diye hn
Application status per show karenge Naa kon kon post per apply kisho isme to digilocker nahoki babjut bi kya pakrde jaoge
Sir mera BA ka session 2018 -21 tha maine part -2 ka exam kisi karanbash nahi de paya aur BA ka final exam(part-3) 26 dec 2023 me hua aur result 10 feb 2023 ka aaya.... mera ITI ka session 2022-23 (1 year bala iti) me admission Aug-2022 me lie aur july 2023 me iti clear ho gaya,,,,,,,,,, maine RRB ALP/Technician ka form bhar chuka hu aur mai RRB NTPC ka form bharna chahta hu kya kare bhaiya mai ntoc ka form bharu ya chhir du,,,,,,,,, kya mera BA aur ITi ka session overlap ho gaya h कृपया कुछ
मार्ग बताइए... Sir 🙏🙏
Hello sir, mein BSC kar raha hoon
aur sir mera Sanitary Inspector ka diploma chal raha hain so future koi problem honga kya ?
Mera iti session 2020se22 h private se or
Graduation 2019se22 h regular ba honours to kya hmko koi problem hoga dv k time m ya nhi
Koi ek use kro
Iti ,diploma hamesha regular hota hai. College bhale he private ho
@@skgautam3335 pata h hmko
bilkul hoga ab ntpc aap nhi bhariyega kyuki railway me ab ek hi bar registration ho raha hai jitna form daliyega waha all form so kar raha hai
Graduation 2019-22
Exam hua - 23 aug2022
Result aaya - 18-10-2022
Result issue date - 10 nov 2022
Or,
ITI session :- Aug 2022 - 24
Kya degree overlaps ka count me jayega?
Aisa bhi ho skta hai kya , Exam sabhi ka de or 2 degree regular ki hai to ....jisme exam clear ho rha hai usi ke DV me jaaye to tab to sahi hai ye ?? Plz reply
Bhai risk nhi lene ka jo aapko lage ki isme ho jayega wahi documents dale nhi to jo hona hoga wo bhi nahi hoga😮
Sir agr koi ignou se degree complete kiya h toh form me state or District kya fill kre?
Mai iti 18-20 session Kiya hu aur 20-22 session 12th lekin crona Karan iti ke document me passing year 2021 hai to keya mai ntpc ka form bhar sakte hai please reply ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
NTPC me 12 th bhr do iti use nhi use karna hai
Agar passing Year hai to dikkat hai lekin results date 21 hai exam mon
Sir,
Mera digilocker se RRB Link Revoked ho gaya hai, Relink nahi ho raha hai. Please help.
सर digilocker m abhi kewal आधार और pan कार्ड link h or koi document abhi nhi uplode kiya h
To kya bina uplode kiye railway sb jankari ya document dekh lega
Ki only aadhar se sb document nikal lega hmne to digilocker m kewal aadhar Or pan link kiya h
@@rajcreation0.1 abe sahi se likho
@@jaysinghrana tumlog ko dimag dena bekar hai be delete kr dete hai
@@rajcreation0.1 bhai solution ho to batao ye kya
@@jaysinghrana kisi or se puch lijiye Bhaiya
Are bhai adhar se link hota hai kya Tera mark sheet ya domecile cast certificate jo nikal lega
Digilocker se sirf vhi documents dekhenga jiska tum number dal k verify kroge ji documents me dikkat h usko dal k verify mt kro jis satate se ho jis University se kiye ho uska name hai digilocker me ye sb daloge to verify hoga sirf adhar se tumara sbkuch ni niklega.
Bhaiya maine graduation or iti sath me kr li hai or maine iti base par ALP or Technician ka form bhi bhar diya hai. Or ab main Graduation ki degree se NTPC ka form bharna chahta hu tu kya main form bhar sakta hu ya nahi ya fir age chalke isme koi problem aa sakta hai. Please bhaiya help me and give me perfect solution 🙏🙏
Sir Mera graduation ka session 2015-18 aur iti ka session 2016-18 h to dikat ho sakti h kya
Please reply sir
@@achhutanandravi2661 ha bhai bahut badi problem ho sakti ha 2 degree ek sath matlab railway k sath 420 kr rha ha tu 😮
Sir ek prblm h k maine Alp dusre no se bhra h aur technician dusre no se ab aadhar very fi sirf Alp m hua aur technician m nhi ab kya hoga
Meri university show nahi ho rhi h digi locker pe kya krun
No problem
diploma me 3 years ho gaya hai but kisi ek semester me back hai jo ki abhi tak clear nahi huyi hai, to kya kisi aur degree me admission le sakta hu ya nhi
Sir mera graduation ka degree certificate or marksheet digi locker pe download nhi ho rha h
सर मेरा आईटीआई 2014 से 2016 है और बीएससी 2015 में एडमिशन हुआ 2016 में सेकंड ईयर पर 17 और 18 ने फाइनल में फेल हो गया 2019 में पास हुआ तो सर मैं एनटीपीसी ग्रेजुएट लेवल भर सकता हूं?🙌
इसके पर alp aur technical भरा हूं rpf नही भरा हूं सर रिप्लाई कर दीजिए plz 👏
@railwayexamguru kripya do baar High school karne walo ke bare me bhi btaiye kya wo form bhar sakte hai
Me rail ko phle hi iti phle dikha Chuka Hu kya me ntpc graduation wala ntpc bhar skta hu mera iti aur graduation ek sath hua h
Graduation me distance learning se kr skte h present time me
Sir ji agar regular mode me graduation kiya ho aur sath sath me institute mode/institute se 'O' level kiya ho to kya dono certificate
ek saath laga sakte hai ya nahi sir ji please bataye
Margdarshan kare sir ji🙏🙏🙏🙏🙏
Mene ITI 2019 Me pass kar rakha hai aur Graduation ke liye mene 2020 me admission liya tha 2024 me complete hua hai kya me NTPC bhar sakta hu kya??
Iti regular mode and 12th private mode in same year, kya valid hoga
ITI + IGNOU SE BA GRADUATION KIYA HA KOI DIKKAT HOGA KYA
No
डिप्लोमा 2015 से 2021 और iti 2019 से, 2021 क्या ये नियम के विरुद्र है reply जरूर देना
Ji bilkul .....bahut chalak ban rhe the ab sab ko lagegi jo jo chalki koye the 😂😂😂
@@harkeshmeena5910 koi ek degree use karo koi dikkat nahi hoga
कोई रेलवे में टेक्नीशियन है
और उसका iti 2011 से 2013 और 12वी 2014 में की है 2016 से पहले कीतो nptc का फार्म भर सकता है क्या
Plz replay B.A 2020-2023 session hai or iti 2023-2024 hai to valid hai ki nhi
Sir ji please reply🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻मेरे B.A final year paper 13/08/2022 को खत्म हो गये थे और Final Result 02/10/2022 मै आया था और मैने 02/09/2022 को ITI मे admisn ले लिया कोई दिक्कत तो नही होगी sir ji please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mera 2019 se 2022 graduation hai or 2021 se 2023 ITI hai to kya mera regular do digree hai
Sir mera graduation 2013-16 ka session hai aur 2015 me maine diploma me admission le liya tha vo 2018 me final hua rrb jee aur alp ka form bhar diya hai maine diploma pe to kya main ntpc ka form graduation level ka bhar sakta hua plz reply
Mera diploma k certificate not found bta rha h digilocker m kya kare plz reply,av link nhi kiya h ,reply kariyega isse koi oroblem to nhi hoga digilocker m sirf 10th k marksheet h diploma k nhi ho rha h load
Bhaiya aapne to sirf dg locker ke bare h bataiya h lekin jaise mera graduation 2014-2017 h lekin part 3 ka exam 2018 april me hua tha result 2018 ke September me aaya tha or iti ka session august 2017- 2019 August h kya lekin ab rrb me ek hi bar registration karna h or hm alp ka form fill kar chuke hai to kya ntpc graduation ka form fill kare plzzz bataiyea bahut confusion h
Sir mene iti k sath bA kiya h private se but university regular h to kya m NTPC apply kr skta hu? Please help sir 🙏🏻
Sir graduation ka session 2018_2021 hai aur iti ka session 2020-2022hai to mai ntpc ka form bhar sakte hai kya
Mene nursing k sath sath iti kr li 😮....ab Paramedical or Techanician ka bhara ha bs....kya in me Problem aaye ja....kyo ki dono Vacancy ki qualification alag alag ha...
Tqx sir aapne shhi jankari di h baki to bs bol rhe h agle video me btate hai...
Fir sir iti regular or ba grejuaesn private kiya h to aply kr skte hai 😊
Sir mera diploma one year match kar raha h
But Mera diploma 2019 me complete hai
And graduation 2021 me hai kya mai NTPC me dono jagah form bhar skta hu
Form bhar dena
But dv ke liye ek hi jagaha jana warna
Berojgar ghumega
Me rail me phle se iti dikha chuka hu kya me ntpc graduation wala bhar skte hai agr haa to kaise
Ek kaam kar sakty hai digilocker se ek digree delete kr dy gy aur fir DV me jaye gy tab to chale ga
Graduation 19 -22 diploma 22-25 to sur BIHAR me B.ed sessions 24-26 me admission lena chahiye. Please reply 🙏😢
Agr Ntpc bharoge toh wo graduation ka hi na check krega usko iti aur 10th 12th se kya mtlb ...ntpc m iti thoda na maang rha hai jo form m filp kroge wahi verification m check krega baki aise pgla rha hai sb jhutt ka..jo information form m doge wahi verify krega wo bs aur kuch nhi..agr tm ek session m 2 degree liye v ho toh tm usko issme use iti kiye ho toh ntpc m iti nhi maangta so graduation degree se bhar skte ho
Sir me diploma engg (polytechnic ) regular2012 to 2015 and IGNOU 2012to 2015se graduation Kiya hai same time me hai or dono degree use karna chata hoon form fill up me any problem hai sir in future please reply sir
No , good
Sir mera iti private se hai or graduation IGNOU se hai
Diploma regular se kiya hu ohir ignou se BA kar raha hu to kya mujhe oroblem hoga
Sir ITI-2017-2019 OR BA 2018-2021 kohi problem hoga
Same bhai private se ba
Sir maine diploma or Ba same year mai kiya or maine rrb je ka form fill kiya to kya mai or ntpc Ba level wala apply kr du verification kisi ek mai jau to koi problem hoga
Sir meri iti regular hai or BA ignou se hai ye diploma or degree sath sath kiye hai maine koi problem ho skti hai kya Mujhe plz sir btao
Sir mera graduation 2016 me complete hua or ITI 2017 me complete hua kya mai NTPC form fill kar du
Thanks sir aapne sari dought clear kr di ❤
Sir maine polytechnic diploma REGULAR or BA Non college kiya hai toh sir koi problem nhi h na
Sar digilocker mein aathvin ki marksheet bhi dalna jaruri hai kya mere aathvin aur 10th ki marksheet mein naam mein fark hai
Sir mera 12th aur iti same year me ho gya hai
Sir meri ITI or 11th match kr rha hai kya NTPC graduate level me lga sakta hu
Kya kru please btaye sir
Filhal loco pilot hu sir railway m
Agr possible ho ho sir please apna number se d kre
Iti 2021-22 on shal kya.ishkaya sath 2020-2023 kiya hu.duno regular mode me.mera problem hoga kya
Sir me regular final graduation 2016 fial ex student ke rup me 2017 pass ki july 2016 me iti admission hai
Sir maine iti se inter kiya hai abhi mein science se inter 2024 26 kar rha hu graduation 2025 29 admission le skta iti inter se please reply 😢
Sir( iti +ba private )kiya hai any problem
SIR MENE DIGILOCKER ACOUNT LINK KARTE SAMAY RAILWAY KO DOCS SEEN KARNE WALA TICK NAHI KIYA WO PEHLE SE HI SARE DOCS KA ACCESS THA LEKIN MENE UNTICK KARKE LINK KARDIYA BHAIYA KAL RAAT SE SOYA NAHI HU BHAIYA PLEASE 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏HELP KYA KARU KUCH SAMAJH NAHI AA RAHA HAI 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 reply bhaiya
Sir, mera ITI aur graduation ek sath tha, lekin 2 years ke baad mera graduation session expired ho gya delay ke karan toh isse koi dikkat hoga kya?? Plz reply
Sir jab do degree same year mein na ho to allow h
Sir मैंने july2021 में ITI का Final Exam दिया और उसके बाद Aug2021 में Graduation में admission लिया था क्या मैं SAFE हूं?
Agar railway ke pass na mera 12 th ka roll number na bord pata hai na passing yare to kya phir or na mai railway me 12the pe koi form bhara hai to kya or na mera document digi locker me hai to kya phir bhi pata chal jaye ga kya
Sir diploma in civil engineering 2014-2017 h or B. A. Private 2016-2019 h B. A. Private h to kiya issue hoga isse
ई सिर्फ इंग्लिश पढ़ने आता है कमेंट का जवाब नहीं देता है😂😂😂
Sir Iti ke sath 12th open board nios se kiya hu dono form yek saath bhar sakta hu
Right 👍👍
Ek sath 2 degree se matlab ye hai ki ek hi time pe dono degree karne wale valid nahi hai
Distance mode to kar sakta hn g 2 digree ek sath
Ya
Mera graduation 5 year or iti 2 year duno degree certificate 2019 mein mila hain kohi problem face Krna padega
@@azahar5374
Dono ek sath mat show Krna...nahi to fasega....
Isliye koi ek hi degree dikhana
Evening college se rahega phir bhi show nahi kr sakta hai
Sir main graduation 1st yere 2015 me pass hua..iske bad 2015-18 diploma Kiya...fir graduation 2nd year 2019 me aur final year 2020 me passed out hua...to kya meri degree overlapped mani jayegi
Ba non college and diploma regular kiya h to ky hoga..😢😢😢😢 plese tell me .?
@@vinodmeena9157 koi dikkat nhi h regular nhi honi chaiye
Dhanvad guru g❤❤ Aap bhot aage jaoge
Aap ne railway ko nhi balki apne iti k office m RTI lagaya hai
Hello sir mera 10+3year deploma hai sheoher se session 2019-2022 or Graduation BA hai arts se session 2018-21 private colleges Gaya bihar se kya problem hoga sir use karne pe documents please reply
Digi locker varification compulsory hai kya
Mere pass ITI ka certificate he but interior design me to me apply Kar sakti hu kya?
Same year 2 digree me ek valid hoga ya fir dono invalid hoga new video me esper bhi charcha kijiyega
Sir mera graduation 2014-2017 . But final year mei ek subject mei back aiya tha . Oh 2018 mei exam de ke pass hogaya tha . But merai iti 2017-2018 hei .. ba 2017 mei final exam ke bat mei iti mei admission lia tha . Koi problem ho sakti hey keya
Sir meri 12th privet se or iti regular h or maine technician ka fom bhar rkha hai to kya mujhe bhahar kr skte hai