लड्डू गोपाल के प्राण प्रतिष्ठा कैसे करें ll Ghar per Laddu Gopal Ji ki Pran pratishtha kaise karen?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 дек 2024
  • लड्डू गोपाल के प्राण प्रतिष्ठा कैसे करें ll Ghar per Laddu Gopal Ji ki Pran pratishtha kaise karen?
    in this video we will tell you about Laddu Gopal Pran pratishtha during Janmashtami how to do Pran pratishtha for Laddu Gopal Lana hota hai Janmashtami ke din Shubh good luck things five things increase your large Janmashtami mein kya kharidna chahie Janmashtami shopping tips Janmashtami mein क्या-क्या kharidna chahie 2022 mein Janmashtami kab hai Janmashtami kaise palan Karen Janmashtami ke din Thakur ji ki Pran pratishtha kaise karen Janmashtami ke din Laddu Gopal ki Seva kaise karen Janmashtami Puja Vidhi Janmashtami Saral Puja Vidhi Janmashtami Puja samagri Thakur Ji ko janm kaise karvate Hain khira se janm kaise karvayen Thakur ji ka Puja kaise karte hain Janmashtami mein jhulan Seva kab Diya jata hai nand utsav ka palan karenge Thakur ji ki chhathi kaise manaenge Janmashtami celebration at home Janmashtami ki jhanki Hindi mein Pran pratishtha Thakur ke Pran pratishtha kaise karen Bhagwan ke Pran pratishtha kaise karen festival tips har Janmashtami 2022 mein Janmashtami kab hai Sukh samriddhi ke liye Janmashtami kaise manae panch chamatkari chij Janmashtami ke din Ghar jarur lae janm ashtmi ki shubh muhurt Manyata anusar Janmashtami kab hogi Janmashtami niyam is account mein Janmashtami kab manaya ja raha hai kya Thakur ji ki janm karana jaruri hai agar ham Thakur ji kab lekar aaye Thakur ji ka Pran pratishtha nahin kiya to kya Puja kar sakte hain Thakur ji ki Pran pratishtha ka अलग-अलग tarike kya hai kaise Thakur ji ki Pran pratishtha Karen Janmashtami mein Vishesh upay kya Karen Janmashtami mein jarur Karen yah kam Janmashtami mein kya kharidna chahie Thakur ji ki poshak kaise banaen Thakur ji ke kaise shringar Karen Thakur ji ka snan kaise karvayen Thakur Ji ko Tilak kaise lagaye kya upvas karna jaruri hai Janmashtami special 2022 aise Kiya Maine Janmashtami ki palan Janmashtami kaise palan karni chahie Janmashtami ki pure din ka niyam

Комментарии •

  • @richatripathi6017
    @richatripathi6017 2 года назад +9

    Bohot pyare Hain gopal ji.. hare Krishna 🙏

  • @kamladevasi9266
    @kamladevasi9266 4 месяца назад +2

    Bhot hi accha video banaya hai thank you 🎉❤

  • @gauripurbia9054
    @gauripurbia9054 Год назад +6

    Me bhi aj hi lekar ayi hu... Ab apki video dekhke Sikh rhi hu.. Thanks ...

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад +1

      Welcome 🤗

    • @sonalimohapatra8
      @sonalimohapatra8 4 месяца назад

      Thakur ji k saath saath pranpratistha mein Ganesh ji ko v rakhna hota hai kya

  • @princyjyotis7687
    @princyjyotis7687 Год назад +2

    Thank you bahut achche aapne bataya👍

  • @Shreyabanerjee6240
    @Shreyabanerjee6240 4 месяца назад

    Bohot sundar video of pranpratishta of Laddu gopal ji❤🙏
    Radhe radhe 🙏 ♥️ 🚩✨️💐

  • @Mr._ashish_44
    @Mr._ashish_44 Год назад +3

    Radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe 🙏🙏

  • @SANDHYAKUMARI-j1c
    @SANDHYAKUMARI-j1c 5 месяцев назад +1

    Jai Shree Ganesh Jai shree RadheKrishna❤️❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏🙏🙏

  • @govindbhardwaj7160
    @govindbhardwaj7160 2 года назад +3

    राधे राधे राधे राधे राधे

  • @Rasoipremirashmi
    @Rasoipremirashmi Год назад +1

    Hare Krishna 🙏

  • @LITTLE.MADHAV.246
    @LITTLE.MADHAV.246 Год назад +1

    Haan kar sakte hai maine kiya hai radhe radhe

  • @sunandabassi2145
    @sunandabassi2145 Год назад

    Radhe Radhe

  • @MamtaSingh-jp6lu
    @MamtaSingh-jp6lu Год назад

    Krishna Govinda hare murari Hey Nath Narayan Vasudeva

  • @NainaMangla-j9w
    @NainaMangla-j9w 4 месяца назад

    Jai Shree Radhey Krishna🤗🙏🥰🥺🧿♥😇🙌

  • @Ampishuslife
    @Ampishuslife 6 месяцев назад

    Radhe Radhe bhut pyara video tha

  • @yashishaw474
    @yashishaw474 Год назад +1

    Jai Shree Krishna❤🙏✨

  • @VikashKumar-p8z1t
    @VikashKumar-p8z1t 4 месяца назад

    Jai shree radhe radhe jai shree Krishna ❤❤❤🎉🎉🎉

  • @sroy86666
    @sroy86666 4 месяца назад

    Harekrishna Radhe Radhe 🙏🙏

  • @JayaSharma-jk4zm
    @JayaSharma-jk4zm Год назад +1

    Radhe radhe

  • @saishaifali4474
    @saishaifali4474 2 года назад +4

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌿🌿❤️❤️❤️❤️❤️❤️ जय श्री कृष्ण

  • @kalyansinghthakur4048
    @kalyansinghthakur4048 Год назад +1

    Radhe Radhe कृष्ण

  • @krishnaconfectionary2461
    @krishnaconfectionary2461 Год назад

    Jai Sree Gopal

  • @rishikas__world8536
    @rishikas__world8536 5 месяцев назад

    Shree Raadhe Raadhe 🙏🙏❤️❤️

  • @kalyansinghthakur4048
    @kalyansinghthakur4048 Год назад +1

    Radhe Radhe

  • @rajukumawatchadirajukumawa1610

    Radhe radhe ji

  • @Anita-ld5gq
    @Anita-ld5gq Год назад +1

    Thank you so much btane ke liye ki pran partishtha me use hoi cheezi ka kya kre thanks ye batane ke liye

  • @neelamgautam8633
    @neelamgautam8633 2 года назад

    radhy radhy bhan

  • @shambhavisfamily6435
    @shambhavisfamily6435 8 месяцев назад

    Hare Krishna radhey radhey 🙏🙏

  • @Maadhavbhakti
    @Maadhavbhakti 2 года назад +1

    Bahut achi video banai h thanks dear

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад

      Thank you so much stay blessed stay connected

  • @Aaryajha07
    @Aaryajha07 7 месяцев назад +1

    Jay shree krishn❤

  • @Motiveoflife-u5g
    @Motiveoflife-u5g 3 месяца назад

    Thanku ❤

  • @IndianvloggerNishaYT
    @IndianvloggerNishaYT Год назад

    Radhe Radhe ji 🙏🌹🙏

  • @JasmeetKaur-rn3yn
    @JasmeetKaur-rn3yn Год назад

    Very nice

  • @JyotiSharma-hd2bn
    @JyotiSharma-hd2bn 8 месяцев назад

    राधे राधे

  • @singeranshikasultanpuri5669
    @singeranshikasultanpuri5669 Год назад

    ❤❤❤

  • @Eyaanaep
    @Eyaanaep Год назад

    Radhe krishna ❤❤

  • @priyamangalam01
    @priyamangalam01 Год назад

    🙏🙏🙏🙏

  • @gopalpaintingworks2492
    @gopalpaintingworks2492 2 года назад +2

    Hare Krishna radhe radhe Didi apne ye kanha ji video banane k liye shop se laye ya new liye hai vaise didi badi achhi jankari di hai apne dekhkar man khush kr diya didi bas ap ese hi help krte rhe hamesha thank you so much didi help for us all time

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад

      Welcome dear stay connected and stay blessed, mere Gopal Ji ki already Pran pratishtha ho chuki hai to already unki Puja hoti hai isiliye vahi vigrah se main dobara Pran pratishtha karke nahin dikha sakti ISI vajah se main ek aur ek laddu gopal, jo ki sthapit nahin hai pratishthit nahin hai usase Pran pratishtha karke aap sabhi ko dikhati hun taki aap sabhi agar koi vigrah Lana chahte hain ya lae Hain to vah ISI tarah se Pran pratishtha kar sakte hain. Thanks again Hare Krishna Radhe Radhe

  • @kanchanbahotachagatehodidi997
    @kanchanbahotachagatehodidi997 Год назад +1

    Nice

  • @kalp748
    @kalp748 2 года назад +30

    क्या हम जन्माष्टमी से अलग कोई और दिन भी लड्डू गोपाल जी की प्राण प्रतिष्ठा कर सकते हैं

  • @simamajumdar8296
    @simamajumdar8296 Год назад +1

    ❤❤❤ Radha Krishna Visun Valo laglo Apnar poribare subskrib Kore dilam Apnake Nimontron korlam Amar poribare Chole Aso un Apnader Valobasa Pele khusi hobo

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Thank you so much 🙏😊, khoob bhalo thakben

  • @kailashkanwarindakirasoi7284
    @kailashkanwarindakirasoi7284 2 года назад +1

    हरे कॄष्णा 🙏

  • @sanjaymahto3192
    @sanjaymahto3192 4 месяца назад

    Thanks you

  • @thakurkalawati625
    @thakurkalawati625 Год назад

    Thanks

  • @shekharchoudhary6431
    @shekharchoudhary6431 Год назад +2

    Di mujhe lane h rat me rakhne h

  • @swatihurmade3816
    @swatihurmade3816 Год назад +1

    Ashtami jo ati h 15 din mai ladogopal ki pooja vidi bataye plz

  • @nishansidhu6424
    @nishansidhu6424 Год назад +1

    Sach me asa ho jta h harmer gha me bi ladu gopal fir sach me ase paran pad jate h

  • @pankajkumawat2640
    @pankajkumawat2640 Месяц назад

    Janmashtami k alwa bhi koi or din kre to pran parthistha ak din me ho jaygi kya

  • @secrettipsbyneha3762
    @secrettipsbyneha3762 2 года назад +3

    Mam abhi navratri chal rahi hi ....toh kya mein kal Tuesday ko ya Wednesday ko ker sakti ho pran pratishtha????

  • @makeuptutorialsbysanjana4749
    @makeuptutorialsbysanjana4749 Год назад

    Hello mama

  • @abhishekpanday5323
    @abhishekpanday5323 Год назад +2

    Radhe radhe krishna didi wass karte wkat mantar jap kar sakte hai👍👍👍👍

  • @ArtbookbyDimple
    @ArtbookbyDimple 4 месяца назад

    Sugar use kr sakte hai

  • @aksingh7366
    @aksingh7366 Год назад +2

    Di jin 5 chijo se pranpratistha ki jati hai usko ham kisi ko de de ya ghar me hi rakhe
    Please bataiye 😢😢

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      kuch daan karen, aur kuch prasad swarup aapne paas rakhe

    • @aksingh7366
      @aksingh7366 Год назад

      Thank you di ❤

  • @KajalKumari.KajalKumari-k5y
    @KajalKumari.KajalKumari-k5y 26 дней назад

    Di laddu gopal ghar me lane ke baad mit machhali nahi khana chahiye kya.

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  23 дня назад

      नियम के अनुसार लड्डू गोपाल जी की सेवा जो करते हैं उन्हें नॉनवेज नहीं खाना चाहिए

  • @AartiMishra-s5m
    @AartiMishra-s5m 16 дней назад

    Mere yaha lddu gopal to aye lgbhag 20 din se jayada ho gya h aur abhi jnmastmi ko coffi time h to kya kre kab kre pranprtista

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  11 дней назад

      कोई भी शुभ दिन देखकर उनकी स्थापना आप कर सकते हैं, पॉज के महीने में स्थापना मत कीजिएगा इसके बाद बसंत पंचमी बहुत ही उत्तम दिन आ रहा है उसे दिन और स्थापना कर सकते हैं लगभग दो या तीन फरवरी को बसंत पंचमी है

  • @Varshaamazingworld
    @Varshaamazingworld 4 месяца назад

    Mam aadhe hr ke liye rakh skte hai kya

  • @creator_reena
    @creator_reena 2 года назад +1

    Good morning

  • @premlataverma3238
    @premlataverma3238 Год назад +1

    👌👌👌👌👌👌🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏💋💋💋💋💋💋🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @ArtbookbyDimple
    @ArtbookbyDimple 4 месяца назад

    Di jo sabji sabji fruit sugar uska kya kre

    • @shraddhasingh6106
      @shraddhasingh6106 4 месяца назад

      Sare chizo main se thoda thoda dan par aur thoda gomata ko de k thoda khud Prasad k rup main grahan kar sakte hai

  • @SmilingAurora-uj8qj
    @SmilingAurora-uj8qj 4 месяца назад

    Didi thakur g ki pran pratishtha ghar par apne room m kar skte h

  • @Anvisoni2805
    @Anvisoni2805 4 месяца назад

    Di pran pratishtha krte waqt aankho pe patti bandhna bhul gye ho to kya kre...

  • @HeyySona-v4c
    @HeyySona-v4c 4 месяца назад

    Agar laddu gopal ki murti na ho to mitti ki bana sakte hai aur fir usko dusre din mitti me andar daal ke upar tulsi ka paudha laga sakte hai kya please bataye

  • @SmilingAurora-uj8qj
    @SmilingAurora-uj8qj 4 месяца назад

    Didi agr tulsi na ho to thakur g bhog nahi khate h kya.. Tulsi dalna har chij m jruri h kya

  • @maniashamishra7521
    @maniashamishra7521 4 месяца назад

    Mam, pranpratishta k bad 12 bje k bad bhi bhidivat puja karni hoti h kya

  • @RAHULJHA027
    @RAHULJHA027 Год назад

    Radhe Radhe mam.. me janaastmi me laddu gopal lena chahta hu to kab pran parthistha krunga rat me ya din me kabhi bhi kar sakta hu

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Guruvar, ekadashi ya Janmashtami e pran pratistha karen

  • @SmilingAurora-uj8qj
    @SmilingAurora-uj8qj 4 месяца назад

    Ganga jal se snaan krna h kya

  • @Dharma-re6rw
    @Dharma-re6rw 4 месяца назад

    ghee ka diya kab tak jalta rehna chahie?

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      प्राण प्रतिष्ठा जब तक संपूर्ण नहीं हो जाता है तब तक घी का दीपक प्रज्वलित होनी चाहिए अगर आप जन्माष्टमी के दिन प्राण प्रतिष्ठा कर रहे हैं तो पूरा दिन दीपक जलने से बहुत ही शुभ माना जाता है

  • @MeeraSaroj-zs1rm
    @MeeraSaroj-zs1rm 6 месяцев назад

    Aaj murti magai hu kis time se pe karu pura

  • @simransainisimransaini8661
    @simransainisimransaini8661 4 месяца назад

    Kis time kerne chahiye pranprthistha

  • @jarnailsingh1351
    @jarnailsingh1351 Год назад +1

    didi jab ham laddu ji ko ghar lekar ae to pran pratishta kitne din mein hogi

  • @NidhiSharma-et7th
    @NidhiSharma-et7th Год назад +1

    Mam jo hum ladu gopal ji ki pran prithahstha kar rahe ha wo toh humesha k lie ha na ya bs ek din k lie ha ar jo humne 48 min ka gap dena ha unme hume jhootha mu karna ha ya kuxh ni khana ha

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Pran pratishtha Bhagwan ka sirf ek hi bar Kiya jata hai jab aap koi vigrah bajar se ya kahin aur se ghar per late Hain, Mandir mein sthapit karte Hain, har EK Janmashtami mein aap Laddu Gopal Ji ke janm karva sakte hain Pran pratishtha nahin Hoti hai..

  • @sunitadhanavat4521
    @sunitadhanavat4521 Год назад

    Radhe Radhe Kya tulsi Mala se Om Namo Bhagvate vaudevaya Namah ka Jaap kar sakte hai kya❤

  • @AmitSaini-ug1qj
    @AmitSaini-ug1qj 8 месяцев назад +1

    Mam घी का दीया लगातार ‌ज्वलीत रखना है 5 दिन

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  7 месяцев назад

      Ha ji, agar 1 din me kar rahe h to kebal 1 din hi jalana h

    • @Dharma-re6rw
      @Dharma-re6rw 4 месяца назад

      ​@@VratVidhiUpaypura ek din ya sirf pran pratishtha tak?

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      @@Dharma-re6rw नहीं अगर जन्माष्टमी के दिन आप स्थापना कर रहे तो यह सिर्फ 4 या 5 घंटे की विधि है जो अगर सुबह से आप शुरू कर देंगे तो सुबह 10:00 तक संपूर्ण हो जाएगी

  • @lalitadeep4581
    @lalitadeep4581 Год назад

    Mama mene laddu gopal ji ki Paran pratiksha nahi karai hai ase hi Puja karte hai to kya karna chahiye plz bataye

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Puja karna shuru kar diya hai to Pran pratishtha karne ki koi jarurat nahin padati hai aapki Puja se hi धीरे-धीरे Thakur ji ki Pran pratishtha Ho jaati hai

  • @punamraypunamray340
    @punamraypunamray340 9 месяцев назад

    Didi agar fresh sabji na ho toh actually main rent house main rehti hu ish liye

  • @tejalchandel8699
    @tejalchandel8699 2 года назад +2

    Mam pls bataye janam k bad yellow vasatar pahnaye ya white

  • @Dharma-re6rw
    @Dharma-re6rw 4 месяца назад

    Kya hum radha rani aur laddu gopal ji dono ko ek din me ek hi bartan ek hi samay me ek sath pran pratishtha kar skte h? Please reply🙏

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      हां जी बिल्कुल कर सकते हैं जिस तरह से हम युगल सरकार का प्राण प्रतिष्ठा करते हैं उसी प्रकार राधारानी और बाल गोपाल का भी प्राण प्रतिष्ठा एक साथ कर सकते हैं

  • @Indu-h2h
    @Indu-h2h Год назад

    Laddu Gopal Janmashtami ke bad laya jaaye to uski Pran pratishtha kab kara

  • @anushasharma7954
    @anushasharma7954 Год назад +1

    आज लाए है तो कब प्राण पतिष्ठा करे कितना देर

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Janmashtami ke din ek hi din mein Pran pratishtha hote hain aap chahe to dusre koi bhi bade tyohar ekadashi Purnima ya Holi ke din bhi Pran pratishtha kar sakte hain 4 din ke Pran pratishtha karni chahie per agar aapko ek hi din mein karna hai to एक-एक ghante karke rakh ke 1 din mein bhi kar sakte hain

  • @princepalprince6861
    @princepalprince6861 Год назад +1

    किसी और दिन भी प्राण प्रतिष्ठा कर सकते है

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Guruvar, ekadashi, purnima ke din kar sakte hain

  • @annieanita2790
    @annieanita2790 Год назад

    Hm gopal ji ko pichhle sal laye the janmastami m magar es riti ke bare me nhi pta tha ki enki pran pratishtha Kiya jata h to ab kya kru plz bataiyega jarur Mai janmastami sajati hu enki chhati barahi sab krti hu to kaise kre

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад +2

      LG ki Puja aapane shuru kar diya hai aap unki Pran pratishtha na Karen Gopal Ji ki Pran pratishtha aapke Puja ke dwara already ho chuka hai aap aage normal hi Jaise Puja karte hain vaise hi continue rakhen

    • @annieanita2790
      @annieanita2790 Год назад

      Thnku mm ❤️

  • @MeeraDevi-uh5nd
    @MeeraDevi-uh5nd 8 месяцев назад

    0 size ka lado ke bhe kar skhta hai pran parista

  • @gauripurbia9054
    @gauripurbia9054 Год назад

    Kanha ji ko panchamrat se nahla sakte he kya..

  • @saileeghorpade395
    @saileeghorpade395 Год назад

    Radhe radhe jii agaar mai fast kar rahi hu 6 tarik ko ...
    Toh agar pran pratishta karni hogi toh woh mai 6 ki subah se shuru kar sakti hu ? Aur shamko laddu gopal ko palne me jhula sakti hu ?

  • @muskankarkhur4615
    @muskankarkhur4615 4 месяца назад

    Mere ghar mae chote or bade dono laddu gopal hai toh kya dono ki pran pratishtha karna hoga ya sirf chote laddu ji ki kar sakte hai pls bataiye

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      Pran pratishtha sirf ek hi bar Hoti hai har bar nahin Hoti hai har bar Janmashtami ke Raat 12:00 baje aap janm karva sakte ho donon ki janm karane ki jarurat nahin hai Keval Matra ek Laddu Gopal Ji ki janm karana hi kafi hai

    • @muskankarkhur4615
      @muskankarkhur4615 4 месяца назад

      @@VratVidhiUpay lekin abhi tak mene pra pratiksha nai ki hai isliye puch rhi hu kya bade or chote dono ki karni hogi ya sirf chote laddu gopal ki pls reply dijiye

  • @kajalshashoo8933
    @kajalshashoo8933 4 месяца назад

    Mam mere ladu gopal 4 month lae hue h toh meine pran pratishtha nhi ki me ab krskte hu

    • @kajalshashoo8933
      @kajalshashoo8933 4 месяца назад

      Mam plzz mje jwab dedo 😊

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад +1

      Agar aap Thakur ji ki Puja karna shuru kar diya hai to dobara Pran pratishtha mat kijiega aapki Puja ke dwara apne aap hi Pran pratishthit Ho jaate Hain aap Thakur ji ki Janmashtami mein janm karva sakte hain

    • @kajalshashoo8933
      @kajalshashoo8933 4 месяца назад +1

      ​@@VratVidhiUpaymam wo doodh wagera nhi pete h wha se mje lgta h pran nhi ae h tbi bolre thi

    • @kajalshashoo8933
      @kajalshashoo8933 4 месяца назад

      ​@@VratVidhiUpayJanam krvaskte h mtlb me smje nhi mam

    • @kajalshashoo8933
      @kajalshashoo8933 4 месяца назад

      @@VratVidhiUpay mam plz reply krdo phir me comment nhi krungi kyunki mje ladu ki bhut sewa krne h ap mje btado ki janamstmi k din kase pran prathishta kru me ladu 4mlnth phle ke lae h or unki pran parathisha nhi ki h

  • @LalsinghRajpoot-r6q
    @LalsinghRajpoot-r6q Год назад

    😊kay hum laddugopal ki pooja sal me ak baar kri roj n nhlaye to kya dos lagega krpaya batao,.

  • @sunitagoyal5098
    @sunitagoyal5098 2 года назад +1

    Mujhe aaj 4 din ho gye kanha ka pran parthistha krte hue .maine chawal.,aaloo, fruit aur aaj chini me ladu ko rakha hai ..
    Maine bhut confused Hu ki in samano ka kya krna chahiye..bhut se video me to sirf yahi bta rhe hai ki sara hi saman ko dan me dena chahiye

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад +1

      Thoda chidya aur jeev jantu ke liye rakhe,thoda daan kare aur thoda apne ghar ke liya rakhe

  • @shiviworld2325
    @shiviworld2325 2 года назад +1

    Mai ladoo gopal ghar Lana chahti hun but Mai sewa nahi kar sakti hun to kya me jaise roj puja karti hin waise hi Lake rakh sakti hun please reply

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад

      Aap jitna Seva kar payenge pahle din hi vaisi hi Sankalp le aur vaise hi Seva Karen ismein koi dikkat nahin hai

    • @shiviworld2325
      @shiviworld2325 2 года назад

      @@VratVidhiUpay saklap kaise lungi mem Mai janamastami me lounging to puja k time lounging saklap

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад

      @@shiviworld2325 jab aap Laddu Gopal Ji ki sthapna karenge ya Pran pratishtha karenge uske bad Puja karna bhog chadhana dhup Diya dikhana FIR Gopal Ji ke samne hath jodkar ke aapka Seva kis prakar se rahega vahi man hi man Thakur Ji ko bolna hai ISI ko Sankalp kahate Hain

  • @nandinigoswami3070
    @nandinigoswami3070 Год назад

    Mam agr pranpratishta na kri ho toh seva kr sakte hai kya

  • @shwetabanjare3556
    @shwetabanjare3556 Год назад

    Aaj ki mere Krishn ji mere ghar ay hai or janmashtami 6 ko hai is saal or khas tor pe mai janmashtami ke liye hi mangai hu golap ji ko to kya mai aaj saam se hi pranpartitha ki surwat kar sakti hu ya nahi pliss btay kitne samay karu pliss reply me

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      हाफ जन्माष्टमी के दिन एक ही दिन में प्राण प्रतिष्ठा कर सकते हैं प्राण प्रतिष्ठा करने का सरल विधि चैनल पर ऑलरेडी अपलोडेड है और आज भी वीडियो में अपलोड करूंगी जरूर देख लेना

    • @shwetabanjare3556
      @shwetabanjare3556 Год назад

      @@VratVidhiUpay ji thankyou 🙏☺️

  • @AK_malik47
    @AK_malik47 2 года назад

    Mam khanaji ke pran pratista kis time tak pure karni hai Please bata dena

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  2 года назад

      Kanha ji ki Pran pratishtha ka process aap सुबह-सुबह hi shuru kar den Jaise 6:00 baje bhi shuru karte Hain to 10 baje tak Pran pratishtha ka process complete ho jayegi iske bad Thakur Ji ko badhiya Saja ke din bhar Thakur ji ka darshan Karen jitne सुबह-सुबह Pran pratishtha kar lenge utna hi jyada samay Tak aap Kanha ji ka seva kar sakte hain Darshan kar sakte hain

  • @SmilingAurora-uj8qj
    @SmilingAurora-uj8qj 4 месяца назад

    Didi jin chijo se pran pratishtha krni h un chijo ka bad m kya kare

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      Kuchh chijen Dan Kiya jata hai kuchh pashu pakshiyon ko khilaya jata hai Gau Mata ko khilaya jata hai aur kuchh Ghar per Prasad Swaroop Rakha jata hai

  • @ManshisainiSainiji
    @ManshisainiSainiji Год назад

    Mam kya ye priestha hme daily m krni h ya fir kahna ji k birthday wale din hi

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Koi bhi achhe din me pran Pratishtha Kar sakte hai

  • @ankitbhrat
    @ankitbhrat 4 месяца назад

    Ek din nahi karna hota kya

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  4 месяца назад

      Janmashtami ke din ek hi din mein Pran pratishtha kar sakte hain

  • @RiyaYadav-dm2hu
    @RiyaYadav-dm2hu Год назад

    Mam mere laddu gopal ki pooja bich m chut gai thi kisi vajeh se to kya m ab dubara unki praan partishta krke unki seva shuru kar sakti hu pls bataye

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Dobara Pran pratishtha karne ki jarurat nahin hai panchamrit snan kara ke aap unko sthapit Karen aur Puja shuru Karen

  • @kmfysingh6770
    @kmfysingh6770 Год назад

    Morning mai kya jaldi uthkar naha kar bhagwan ko bhog lagana patta hai

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Daily puja , ya bishesh puja ke lye puchh rahe h?

    • @kmfysingh6770
      @kmfysingh6770 Год назад

      Daily pooja ke liye

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      @@kmfysingh6770 ha ji, jab bhi mandir me puja karenge, tab thakur ji ko snan karaye aur bhog lagaye

    • @kmfysingh6770
      @kmfysingh6770 Год назад

      Early morning ladogopal ji ko jo milk ka bhog lagate hai kitne baje lagana chaiye , kya us time Hame naha kar bhog lagana hai milk ka

  • @littlebabysai5850
    @littlebabysai5850 Год назад

    Didi agr humare ghar me 2 laddu gopal ho to chalte hai kya ..mtlb ek laddu gopal humare pooja ke ghar me or same laddu gopal humare pooja ghar ke side me zule me rakhe hue chalta haia kya plz bataiye ????

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      Ha ji aap 2 laddu Gopal Ji ki Puja bhi kar sakte hain Ghar per

  • @punamraypunamray340
    @punamraypunamray340 9 месяцев назад

    Didi pancha amrit paka na hota hai?!!

  • @jhamkutawari6827
    @jhamkutawari6827 Год назад

    laddu Gopal ko pahli bar like to Pran pratishtha din mein Karen ya sham ko jakar din mein karen to sham ko kaise Puja

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  Год назад

      प्राण प्रतिष्ठा सुबह ही कर ले ताकि पूरे दिन आप ठाकुर जी की सुंदर दर्शन कर पाए और शाम को बढ़िया पूजा भी

  • @SonaliSingh-sc8ln
    @SonaliSingh-sc8ln 6 месяцев назад

    Laddu gopal ki pran pratishtha bhi hoti hai mata ji ya phr direct lakar unki sewa nhi kar sakte hain please reply me

    • @VratVidhiUpay
      @VratVidhiUpay  5 месяцев назад +1

      Pran pratishtha karke Puja achha hota hai, but direct bhi Puja kar sakte hai, koi dikkat nhi hai