Suzuki access and burgman sabse best hain Best pick-up Best mileage and comphoteble ❤❤ 50 ki speed main chale ga to 55 to 60 ki mileage milegi highway par
access maileg Top speed par 30kmpl city me Har 1km me aapko engine on off karna pade tab 40 agar aap roj 10km nonstop chalao tab 50+kmpl (eco speed Matlab 40-60 jisme engine sound nahi badhta or engine par koi stress Nahi padta) Clen Highways par eco speed me 70 + 74kmpl 80 ki speed me mene maileg chek nahi kiya kioki usse behtar aap 60 par chalao time ka jyada fyda nahi he..
access buy 10 days Bhai Muje 60 plus mailej aayi hai 😊😊
2din hue maine bhi Access buy kri h
55 ki average deti hai 😊
Bhai konta model liya hai blutooth vali hai kya
@@tejaschaudhari8805 mere pass base model h 55 average h
Bhai 50 se jyada nhi deta hoga
@@tejaschaudhari8805 base model liya h Dussehra par
@@Atopvlogs 55 ki Hai Average
Which model do you have?
@@blueflameff 2024
Yamaha fascino 124 hybrid bi ziyada hai ek baar uspar check karo aap isi tarah ki test shayad isebhi ziyada degi
Jupiter 110 ya access 125 top model
8:09
Bhai avrage kaise nikalte hai calvulat per
Suzuki access and burgman sabse best hain
Best pick-up
Best mileage and comphoteble ❤❤
50 ki speed main chale ga to 55 to 60 ki mileage milegi highway par
Bhai same same scooty 👌💀
Self and race issue deti hai kya bhai
@@TPxALEXOP nhi bhai aisi problem ni aayi abhi tak
Bro Try On Access 125 Bs 4
Suzuki access bs4 milega test please
Hero Pleasure plus 61 ka mileage de rahi hai
New scooty li hai maine 30 ki mileage de rhi 😢😮
Bhai sahi bol rha maine bhi 6 months hogye leke 30 se upar nhi deti
Bhai sach batao muje bhi Leni hai 😮
@@vaibhavkumar431940 to 45 milega
Kuch bhi mtlb bhai company 48 ka claim krti aur company jitna claim krti usse kam hi milegage milta
Suzuki access 125 my scooter 50 mileage
45,50 ka mileage milega bhai isse jyda nhi 1 year hai 2 aacces mere pas
Aapke hath ko kya laga hai 😢
City traffic me 40 45 se jyada nahi degi.
Bhai baiya mileage deri h tumhari to
Bhai tere pass kon sa model hai Suzuki ka
Bhai 100 baar to cut kar chuka hai tu video 😢
Traffic me kitna deti h test kro
Bhai 1 ltr se kiya karo plz❤❤
Bat to whi aati h bro 😅
Meri to scuty 30 se zyada nhi chalti hai yrr fake hai
Save your time 08.09
access maileg
Top speed par 30kmpl
city me Har 1km me aapko engine on off karna pade tab 40
agar aap roj 10km nonstop chalao tab 50+kmpl
(eco speed Matlab 40-60 jisme engine sound nahi badhta or engine par koi stress Nahi padta)
Clen Highways par eco speed me 70 + 74kmpl
80 ki speed me mene maileg chek nahi kiya kioki usse behtar aap 60 par chalao time ka jyada fyda nahi he..