Sar assalam walekum wa rahmatullahi wa barakatuh Sar kisi compresser mein r600 gas hai ham field mein gai Hui Hain agar hamare pass r134 gas hai kya ham use gas ko charge kar sakte hain usi number ke oil dalkar r134 ka oil dalkar
Sir ek inverter model fridge hai r 600 gas thaa usme customer ne chaaku maar liya hai fridge mein ab main konsa oil daal sakta hoon oil ka name bhi bta dena k dukaan pe jaake kya bole k konsa oil chahiye
Split AC installation me maximum hight pipe ki, pipe badhane se gas kitane badati h, indoor and outdoor ki maximum distance, room ke chhat se indoor ki hight par full details vedio banaye sir
Nahi koyee waisi problem nahi hogi lekin compressor extra oil kobapne andar nahi rakhega wah extra oil ko pipon me fek dega jis se pipon men jada oil ane ki wajah se fridge thoda kam cooling kar sakti hai But chock nahi hogi
Sir Mera name sudama Kumar hai Mai Ranchi Jharkhand se hoon Mujhe ac freeze ka kaam sikhna hai sikhne ke liye kahan aana padega sir Or iss course ka charge kya hai sir please bataie sir thankyou sir
Course ki poori jankary Course = AC, Fridge, washing machine, geyser, water cooler, R.O, deep freezer, House wiring Fees = 16000 Iss time 20% discount hai 12800 me ho jayega poora course +500 Registration fees Rahenge kahan = hostel me jis me gas bartan aur room milega iss ka 1month ka 2000 alag se dena hoga Institute kaha pe hai = UP Azamgarh maharajganj me Course complete honeke baad certificate deejayegi
Thanks sir bhoot ache se samghaya 🎉
Bahut achha laga aur apane achha ki hai Bhai ❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤supar,video
sur har gas ka oil alag hota hai kya
513 immersion compressor mein Kitna oil lagta hai
❤❤❤
.75 hp k compressor m kitna oil dale
Sir phir bhi kitana ml dale
Ac ke niveter Campresaer or non Campresaer keshe chak karte hai is per bhi video bnao Bhai or blower motor bhi keshe chak kerte hai
इन्वर्टर एसी के कंप्रेसर के तेनो पिनो का रीडिंग सेम आएगा। और नॉन इन्वर्टर एसी के कंप्रेसर के पीनो का रीडिंग अलग अलग आ जाएगा
compressor ke andar pani chalagaya kaise pata kare
Same question Mera bhi
Ecz444 hg 13m 37d0 कौन सा कंडर कैपेसिटर कौन
Compressor kitne amper current lega formula batao
Sar assalam walekum wa rahmatullahi wa barakatuh Sar kisi compresser mein r600 gas hai ham field mein gai Hui Hain agar hamare pass r134 gas hai kya ham use gas ko charge kar sakte hain usi number ke oil dalkar r134 ka oil dalkar
Walaikum assalam
Nahi daal sakte 134 ka oil dalna hoga134 gas dalne ke liye
जब AC मैं लीकेज हो गया और oil काफी निकल गया , तब कैसे पता लगेगा कि कितना आयल डलेगा ।
Adha ya 3 hisse
Compressor kitna ton ka hai depend karta hai
Bhai ji split ac corsh kab chalu ker rhe ho
120 oil or psi main dalenge tab kitna
R600a ges investor mai konsa oil dale
Alkbenzin oil
Kya refrigerant Ke anusar Bhi gas Dala jata hai Jis fridge Mein Rs 601 ka gas Ho ya 134 ka ho to uska oil bhi gas ke anusar Hota Hai
Yes
@@kareemtechnicalmind8172
Thanks
Bhai 3612 compressor me R22 oil dalke 134 gas dal sakte hai kya
Nahi
134 oil dalo
Fridge ka compressor khadahat kar ke band ho jata hai kya problem hai
Sir compresor oil uthata h to us condition m oil change kar sakte h
Yes
sr oil keze dala jatahai,pehle gas dalna patlahai na oil
Sir split ac me oil daalte Hain uska naam kya hai
R22 gas dali gayeehai to minral oil dalte hain
Deep firizer compressor me konsa aur kitna dal na padege
Z premium oil (poliyaster oil) compressor se jitna oil niklega utna daal dena oil kam nahi hota hai
@@kareemtechnicalmind8172 Thank sir
Kya oil kam nahi hota hai kya chalne ki wajah se
Nahi
फ्रीजर बेस्ट हो गया है उसे कंडीशन में तेल डालना जरूरी है या नहीं
NICE VIDEO !! "ml" ya "gram" ? kripaya samjhaiye.... !!
Gram
Sir ek inverter model fridge hai r 600 gas thaa usme customer ne chaaku maar liya hai fridge mein ab main konsa oil daal sakta hoon oil ka name bhi bta dena k dukaan pe jaake kya bole k konsa oil chahiye
R600 oil dalo. Spearparts dukanpe milthahi. Agar. R600. Nahi mila. R134. Dalke R134 or. Hairdo corbun gas bhi dalsakte. Oil karna chahito. Compressor ekdum. Safkan zaruri hai
134 gas dalne ke liye konsa oil daale
Poliyaster oil
Bhai kitne pade Ho apki hand write kesi h
❤❤❤❤❤🎉 good bro
R 12 ki jagah R 134a ko dalna hoga tab oil change Krna pdta hai kya
Han
Aur agar r12 ki jagah Hidrocorbon gas dalte hain to oil bhi change nahi karna padega
Sir compressor jab Purana ho jata to Thoda bhut oil jal jata hai to compressor me oil kam he niklega
Nahi aisa nahi hota hai
But agar kam lage to thoda sa badha kar dal dijiye
Sir jab oil garha Ho jaye to kiya kare sir
Change kar diya jata hai
Ac mein gas leakage ke time oil bhi leak ho gaya ho tab usme se kam oil niklega or dobara bhi kam hi oil daal denge.
Split AC installation me maximum hight pipe ki, pipe badhane se gas kitane badati h, indoor and outdoor ki maximum distance, room ke chhat se indoor ki hight par full details vedio banaye sir
10grm pr fit
Sar fridge mein gas bar bar chauk hoti hai
Choking pe part1 part 2 part 3 video bani hai use dekh lenge to choking jindagi me nahi aayegi playlist me bhi jake dekh sakte hain
Bhai compressor alag रखा था उससे निकाल के बिखर गया अब कैसे पता चले कितना ऑयल था
fridge me 130 g dal sakte ho
Water cooler ac me kitne gm jayega
हमारे कंप्रेसर का तेल कब डाउन होता है
Sir single door refrigerator me 150 gram agar oil charge karde to koi problem Hogi fridge me
Nahi koyee waisi problem nahi hogi lekin compressor extra oil kobapne andar nahi rakhega wah extra oil ko pipon me fek dega jis se pipon men jada oil ane ki wajah se fridge thoda kam cooling kar sakti hai
But chock nahi hogi
Sir single door refrigerator me 150 gram oil zyada hai kiya
@@mskhan528 han
120 gram daliye
Our sir double door refrigerator me oil kitna ml charge kre
@@mskhan528 lag raha hai aap video nahi dekhen sahi se 130 gram
Chok kya he
Nice 👍
Sir compressor kitnay liter ka hay kaisay pata karay kindly make video
Sir Mera name sudama Kumar hai
Mai Ranchi Jharkhand se hoon
Mujhe ac freeze ka kaam sikhna hai sikhne ke liye kahan aana padega sir
Or iss course ka charge kya hai sir please bataie sir thankyou sir
Course ki poori jankary
Course = AC, Fridge, washing machine, geyser, water cooler, R.O, deep freezer, House wiring
Fees = 16000
Iss time 20% discount hai 12800 me ho jayega poora course +500 Registration fees
Rahenge kahan = hostel me jis me gas bartan aur room milega iss ka 1month ka 2000 alag se dena hoga
Institute kaha pe hai = UP Azamgarh maharajganj me
Course complete honeke baad certificate deejayegi
Nace sir
Good
Oil leakage ho gaya ho to oil to niklega hi nahi 😂
मेरा लोग का फ्रिज है उसकी कंप्रेसर में तेल 150 ग्राम निकला है
Super bhaiya
gajab
Bhai ayal
R 600 188 litr
Wrong video education nahi hai bhaiya jab flush karate hai jo oil nikalata hai wo compressor me kaisa jata hai batao galat video mat banao
अरे भाई जी आप जो बेवकूफी वाला बात क्यूं करते है तेल तो कांप्रेसर में कम भी तो होता है
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉 good 🎉🎉❤
Shyad aap ml ko gram likh gye
Gram hi likha gaya hai ml nahi
@@kareemtechnicalmind8172 hlo
Bhai apna no do
7355543798
Ya oil
Aap galat bata rahe ho
Galat
number dijiyea