तो हम क्या कर सकते है? विडिओ का निष्कर्ष यह है की, जहां भी आप सर्वाधिक भावनात्मक निवेश (Emotional Investment) करेंगे, उस विषय-वस्तु पर आपका मस्तिष्क स्वतः ही प्रतिक्रिया देना प्रारंभ कर देगा, और यदि आपको कही से भी बुद्धि द्वारा उठाए गए प्रश्नों का उत्तर मिल गया, तो संभवतः आप उस वस्तु-विशेष में क्रमशः समय के साथ एक विचार बना लेंगे। क्या आप इस विषय में और भी जानना चाहते है? यहाँ सब बता पाना असंभव है, यह सारी चीजे हमारी सनातन धर्म पर 8 वर्षों की खोज में से एक छोटा का भाग है, हमने हमारे यूट्यूब चैनल पर सम्पूर्ण विडिओ बनाया है - “नास्तिक को आस्तिक कैसे बनाए” इस विडिओ में नास्तिकों और आस्तिकों, सभी को एक दूसरे के विषय में बहुत कुछ जानने को मिलेगा - यह विडिओ एक पुस्तक पर आधारित है - सनातन संस्कृति का मूलज्ञान - यही वह पुस्तक है जो हमने हमारी खोज के पश्चात लिखी थी। परंतु अब हम स्वयं उस पुस्तक के एक-एक रेखा और वाक्य पर विवरण दे रहे है। अधिक जानकारी के लिए, इस सत्र (Series) के प्रस्तावना (Introduction) विडिओ हमारे यूट्यूब चैनल पर अवश्य देखें और धर्म के इस पवित्र कार्य में धर्म का ज्ञान लेकर स्वयं का योगदान दें। धन्यवाद। 🙏🏼
Mein bhi astik hua karta tha... Iskcon se juda hua tha bhagwan ki seva karta tha.... Lekin aastik ban ke maine sab khoya hai... Isiliye mujhe nastik hi banke rehna hai... Matlab haa mein abhi bhi manta hu ki bhagwan hai, bhagwan sab ka controller hai aur param bhokta hai, lekin mujhe unse dur rehna hai... Maine bhakti marg ko janne ke baad bhagwan se pray kiya tha ki mujhe aapki bhakti se siva kuch nahin chaiye agar bich bich mein koi jagatik kamna aa jaye to uske liye mujhe maf kar dena.... Bas ek chiz tha jo maine bohot deeply manga tha bhagwan se... Bhiksuk ki tarha manga tha ro ro ke manga tha .... Lekin wo itne nirdayi hai ki unhone mujhe wo chiz nahin diya isiliye unhe jo dena hai wo de nahin dena hai to mat de lekin mein is janam mein ya kisi aur janam mein bhi unse dur rehna pasand karunga....
@Conscious_Devtion aap purush ya stree jo bhi ho... Aapka bhi koi husband ya wife to hoga hi... Usko gift dekar aap use khush karte ho ya fir use mar pit ke use khush karte ho.?? Aap jisse pyar karte ho use maro pito fir usse kaho ki aap usse bohot pyar karte ho isiliye aap use marte pit te ho.... Dose it make sense??
@@Chant_harinam ye sab baatein batane ke liye achcha hai jab aapke paas sab ho lekin jab aapke paas kuch nahin hoga aur aap us cheez se bohot deepresd ho tab ye sub batana
Prabhuji vastu shashtra k baare me bhi kuch bataaie, mujhe koi uske janana waala authentic person ka nahi pata. Mujhe janana h ki vastu kya hai aur ye kese kaam karta hai.
Aapka first statement aur last statement match nahi kar raha hai, easa lag raha hai baat shuru kahi se hui aur end kahi, ek baat for se alone poore statement ko dobara sune,
Right ma bhi believe karna chahti hu but nhi kar pati mersa jitna hota ha ma utha karti hu per har koi bol deta ha tu mandir nhi jati yeh h wo ha bhagwan isliye terko preshan karte ha or fhir hurt hota ha ki shyd bhagwan ji ko ma achi nhi lagti or belive or Tut jata h 😭
Prabhu aak request thee aap gurukuls kaa youtube channel banvaya please aur gurukul kee acharya koo 1day maa thora saa time dene kee liya request kariya apke channel kaa coents maa eetne sare questions aate hai aap sabko reply too nai de sakte but acharya to din maa 30min nikal hee sakte hai shayad 😢mujk nau pata unke paas time hai yaa naai lekin mujko book ke alava bhee kuch questions hai follow karne kee related woo clear karna hai please kuch too kariya Yaa fhir aap khud kaa paid live session yaa fhur rexorded kariye jisme aap questions kee answer dee gee mujko questions hau vedic dincharya ke related Book padhne ke baad follow to karna chahta hu lekin daar lagta hai kee mantra too galat padh raha huu kyuki sanskrit nai aate mujko
@@INDRAJEET3016 brother mujko laga mujko apne problem batana chaiya ees kiya maine bata diya pratik prabhu kaa paas time nai hai but gurukul kaa acharya saa mai 2month baad prarthna karu gaa kee woo hamare questions answer karne kee kosis kare youtube kaa dwara I will personaly try to contact them jo karna hoga karu gaa but mujko mere questions kaa jawab chaiya problems hoo rahe hai vedic dincharya follow karne maa pareshan hoo gaya hau Pratik prabhu kaa paas time nai hai ees liya faltu kaa email karna band kaar diya hu I will now request to gurukul acharya may be they will help me and others also
Prabhuji HARE Krishna 🙏 Kiya Trading se paisa kamane Galt he prabhuji 🥺 Kiyunki trading me koi lose krta he to koi win krta he 🥺 Per jo knowledge leke jata he bo to lose nhi krta 🥺 Please 🙏🥺🙏 batado ki is se kamna Galt he ki nahi Ek Baar batado , please 🙏🥺🙏 mera carrier ka decision heee 🥺
That's only as per illogical and fallacious mayawada philosophy but as per the proper proven vedantic vaishnav philosophy yes aatma has spiritual emotions too only you people are ignorant
@vaibhavpurigoswami3059 When can't prove, call ignorant and illustrate. Do you even know what vedant is?? If you had even a slightest idea, you wouldn't have used such language..
@yxxshvs yeah I know exactly what it is and how you guys have completely twisted it's meaning and made it unnecessarily complicated, read conversation between chaitanya mahaprabhu and sarvabhauma bhattacharya in chaitanya charitamrita to know about false interpretation of Vedanta sutra, it isn't impersonal in any way
@@Seetaramhanuman0 mene abhi tak kharidi nhi hai. Full try Kar rha hu kharidne ka . Jaha tak mhuje malum hai us book ke pack me hanuman bahuk or ramrakhsastrotam Ata hai sayad tak
तो हम क्या कर सकते है?
विडिओ का निष्कर्ष यह है की,
जहां भी आप सर्वाधिक भावनात्मक निवेश (Emotional Investment) करेंगे,
उस विषय-वस्तु पर आपका मस्तिष्क स्वतः ही प्रतिक्रिया देना प्रारंभ कर देगा,
और यदि आपको कही से भी बुद्धि द्वारा उठाए गए प्रश्नों का उत्तर मिल गया,
तो संभवतः आप उस वस्तु-विशेष में क्रमशः समय के साथ एक विचार बना लेंगे।
क्या आप इस विषय में और भी जानना चाहते है?
यहाँ सब बता पाना असंभव है,
यह सारी चीजे हमारी सनातन धर्म पर 8 वर्षों की खोज में से एक छोटा का भाग है,
हमने हमारे यूट्यूब चैनल पर सम्पूर्ण विडिओ बनाया है - “नास्तिक को आस्तिक कैसे बनाए”
इस विडिओ में नास्तिकों और आस्तिकों, सभी को एक दूसरे के विषय में बहुत कुछ जानने को मिलेगा - यह विडिओ एक पुस्तक पर आधारित है - सनातन संस्कृति का मूलज्ञान - यही वह पुस्तक है जो हमने हमारी खोज के पश्चात लिखी थी। परंतु अब हम स्वयं उस पुस्तक के एक-एक रेखा और वाक्य पर विवरण दे रहे है। अधिक जानकारी के लिए, इस सत्र (Series) के प्रस्तावना (Introduction) विडिओ हमारे यूट्यूब चैनल पर अवश्य देखें और धर्म के इस पवित्र कार्य में धर्म का ज्ञान लेकर स्वयं का योगदान दें। धन्यवाद। 🙏🏼
हरे कृष्ण 🙏
Boss course पर अगली वीडियो कब आयेगी प्रभुजी,
Jai shree ram bro
❤❤❤ bhaiya ye chehre pe chamak jo h brahamcharya se h kya ...
हां भाई आप भी करो चमक आ जायगी जय श्री सीताराम, जय श्री मन नारायण नारायण 🙏❤️🔱🚩🚩
Mein bhi astik hua karta tha... Iskcon se juda hua tha bhagwan ki seva karta tha.... Lekin aastik ban ke maine sab khoya hai... Isiliye mujhe nastik hi banke rehna hai... Matlab haa mein abhi bhi manta hu ki bhagwan hai, bhagwan sab ka controller hai aur param bhokta hai, lekin mujhe unse dur rehna hai... Maine bhakti marg ko janne ke baad bhagwan se pray kiya tha ki mujhe aapki bhakti se siva kuch nahin chaiye agar bich bich mein koi jagatik kamna aa jaye to uske liye mujhe maf kar dena.... Bas ek chiz tha jo maine bohot deeply manga tha bhagwan se... Bhiksuk ki tarha manga tha ro ro ke manga tha .... Lekin wo itne nirdayi hai ki unhone mujhe wo chiz nahin diya isiliye unhe jo dena hai wo de nahin dena hai to mat de lekin mein is janam mein ya kisi aur janam mein bhi unse dur rehna pasand karunga....
@Conscious_Devtion aap purush ya stree jo bhi ho... Aapka bhi koi husband ya wife to hoga hi... Usko gift dekar aap use khush karte ho ya fir use mar pit ke use khush karte ho.?? Aap jisse pyar karte ho use maro pito fir usse kaho ki aap usse bohot pyar karte ho isiliye aap use marte pit te ho.... Dose it make sense??
@@Chant_harinam ye sab baatein batane ke liye achcha hai jab aapke paas sab ho lekin jab aapke paas kuch nahin hoga aur aap us cheez se bohot deepresd ho tab ye sub batana
@@Chant_harinam iska matlab ye to nahin ki aapka bhagwan har waqt pit te hi rahe...
Those who are thinking about background music, Voice of the moon by Anoushka Shankar France performance
Prabhuji vastu shashtra k baare me bhi kuch bataaie, mujhe koi uske janana waala authentic person ka nahi pata. Mujhe janana h ki vastu kya hai aur ye kese kaam karta hai.
Bhaiya ek saval tha BOSS Book ke bare me
Aapne Book me 8 chiranjeevi kyu likhe hai??
Jabki hamne to ab tak 7 hi sune the.
Aapka first statement aur last statement match nahi kar raha hai, easa lag raha hai baat shuru kahi se hui aur end kahi, ek baat for se alone poore statement ko dobara sune,
Right ma bhi believe karna chahti hu but nhi kar pati mersa jitna hota ha ma utha karti hu per har koi bol deta ha tu mandir nhi jati yeh h wo ha bhagwan isliye terko preshan karte ha or fhir hurt hota ha ki shyd bhagwan ji ko ma achi nhi lagti or belive or Tut jata h 😭
Prabhu aak request thee aap gurukuls kaa youtube channel banvaya please aur gurukul kee acharya koo 1day maa thora saa time dene kee liya request kariya apke channel kaa coents maa eetne sare questions aate hai aap sabko reply too nai de sakte but acharya to din maa 30min nikal hee sakte hai shayad 😢mujk nau pata unke paas time hai yaa naai lekin mujko book ke alava bhee kuch questions hai follow karne kee related woo clear karna hai please kuch too kariya
Yaa fhir aap khud kaa paid live session yaa fhur rexorded kariye jisme aap questions kee answer dee gee mujko questions hau vedic dincharya ke related
Book padhne ke baad follow to karna chahta hu lekin daar lagta hai kee mantra too galat padh raha huu kyuki sanskrit nai aate mujko
हां भाई ये बड़ी अच्छी बात कही आपने Lets vote for #Gurukulnewchannel 🕉️🙏 जय श्री सीताराम❤️
Bhai prabhuji ke bohot sarre gurukul ban rahe hai tho inke pass samay nahi rehta inn sab chizo ke liye
@@INDRAJEET3016 brother mujko laga mujko apne problem batana chaiya ees kiya maine bata diya pratik prabhu kaa paas time nai hai but gurukul kaa acharya saa mai 2month baad prarthna karu gaa kee woo hamare questions answer karne kee kosis kare youtube kaa dwara
I will personaly try to contact them jo karna hoga karu gaa but mujko mere questions kaa jawab chaiya problems hoo rahe hai vedic dincharya follow karne maa pareshan hoo gaya hau
Pratik prabhu kaa paas time nai hai ees liya faltu kaa email karna band kaar diya hu I will now request to gurukul acharya may be they will help me and others also
@@Rajput_Akhilesh122 kya problem hai muzhe batao mai thik karuga
Insta id do apni ya telegram
@INDRAJEET3016 vedic dincharya kaa mantro koo kaisa padhu uska aak short video bana doo pls
Prabhuji HARE Krishna 🙏
Kiya Trading se paisa kamane Galt he prabhuji 🥺
Kiyunki trading me koi lose krta he to koi win krta he 🥺
Per jo knowledge leke jata he bo to lose nhi krta 🥺
Please 🙏🥺🙏 batado ki is se kamna Galt he ki nahi
Ek Baar batado , please 🙏🥺🙏 mera carrier ka decision heee 🥺
Wrong statement, atma nishkam hai, logic aur bhavnao se pare hai
Emotions are product of mann, not aatma
That's only as per illogical and fallacious mayawada philosophy but as per the proper proven vedantic vaishnav philosophy yes aatma has spiritual emotions too only you people are ignorant
@vaibhavpurigoswami3059
When can't prove, call ignorant and illustrate.
Do you even know what vedant is??
If you had even a slightest idea, you wouldn't have used such language..
@yxxshvs yeah I know exactly what it is and how you guys have completely twisted it's meaning and made it unnecessarily complicated, read conversation between chaitanya mahaprabhu and sarvabhauma bhattacharya in chaitanya charitamrita to know about false interpretation of Vedanta sutra, it isn't impersonal in any way
❤
Prabhu ji upcoming books ki kya update hai
कौनसी है आने वाली book
@Seetaramhanuman0 bohut sari books ani abhi baki hai jese Vedic dincharya part2 , hanuman ji par book etc
@@JaishreeRam-n2k भाई आपने इनकी सभी books खरीद ली है क्या और खरीद ली तो मुझे ये बताओ कि उनके साथ दो छोटी books आती है ना वो कोनसी books है
@@Seetaramhanuman0 mene abhi tak kharidi nhi hai. Full try Kar rha hu kharidne ka . Jaha tak mhuje malum hai us book ke pack me hanuman bahuk or ramrakhsastrotam Ata hai sayad tak
@@JaishreeRam-n2k Ji sahi kaha aapne.
Mujhe bhi vahi dono pustake mili thi Boss, Vedic dincharya aur brahmacharya books ke saath
Badiya business 😂 brother keep going ❤
Jo bhi bekar ka ghyan deta hai ,log mein hod mch jaati hai unko apna prabhu banane ke liye😂😂😂
❤
❤❤❤
❤