بلکل صحیح معلومات ہیں۔ مسئلہ گوادر پورٹ جو بائی روڈ راستہ ہے اس میں امن و امان کا ہے۔ اسی لئے کراچی کی دونوں بندرگاہوں کو ساتھ رکھا گیا ہے، دوسرا کراچی کا اسلام آباد کے مقابلے میں دبئی کا فاصلہ کم ہے۔
Tees saal say bus yehi stay aaey hain Kay, yeh ho jaey ga, woh ho jaey ga. Hota kuchh nahin. Bunyaadi masala Der asal seyasi Adam istehkaam hay,, Jo hamari establishment kay seyasi azaim ko suit kerta hay. Jub tak establishment seyasat say alag na ho jaey, mulk teraqqi nahi ker sakta. Yeh aalami kulleya hay kay foji idara kisi soorat civilian institutions say zeyada effecient nahin ho sakta. Pakistan men bhee aisa hee hay, laikin fouj khud her ma'amlay men ghusnay kay leay kisi idaray ko bun'nay or panapnay nahin daiti. Baher haal, Mayray Khayal men, jub tak establishment seyasat ko awam kay leay nahin chhorrti, mulk teraqqi nahi ker sakta.
Hukumat ek cirkcet stedium nhi bana pa rha hai aur bat bari karta hai ek gari aaya aur uchal rhe roj 100 se 150 aaye to kuch faida hoga vo bhi foj kha jayega
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ❤
Well done Good work ❤❤
V v good News . Good Luck ji. Wow ❤😂🎉🎉😂❤❤❤❤❤
Good luck Pakistan ❤😂🎉wow
قالاباغ میانوالی کے پہاڑوں میں کاپر لوہے کئی مقدار 60 % ہے چین اسٹیل مل لگانے ایوب خان کی خوایش پوری ھو گی ملک و۔ قوم کا بھلا ھو گا
mahshAllah Mubarak oh well done Pakistan and UAE Chinese ❤❤❤
Pakistan 🇵🇰 China 🇨🇳 friend ship zindabad ❤
Nice
Cpec kamyab tabhi hoga ja aap baluch aur gilgit balistan ke logo ko khush karo ge
Bhai khush kya matlb
Jb supply hogi un ka ilqo sa waha industrial zone bna ga taraqi usi ilaqa ki hogi
Lakin ya bat inho ko ni smj a rhi
Waqt k sath sath es ka asr nazer ay ga
We are also working on Pakistan to middle east Europe & China trade transportation
Against all odds
بلکل صحیح معلومات ہیں۔ مسئلہ گوادر پورٹ جو بائی روڈ راستہ ہے اس میں امن و امان کا ہے۔ اسی لئے کراچی کی دونوں بندرگاہوں کو ساتھ رکھا گیا ہے، دوسرا کراچی کا اسلام آباد کے مقابلے میں دبئی کا فاصلہ کم ہے۔
space technology
Pher Se Army Ka Involvement NLC Ye Army Ka Transport hai
🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇨🇳🇨🇳🇨🇳🇵🇰🇵🇰🇵🇰
JSB TAAK SESTAM ANAKONDA YANI PUJ HOGA KUCH NAHI HOGA.
Tees saal say bus yehi stay aaey hain Kay, yeh ho jaey ga, woh ho jaey ga. Hota kuchh nahin.
Bunyaadi masala Der asal seyasi Adam istehkaam hay,, Jo hamari establishment kay seyasi azaim ko suit kerta hay. Jub tak establishment seyasat say alag na ho jaey, mulk teraqqi nahi ker sakta. Yeh aalami kulleya hay kay foji idara kisi soorat civilian institutions say zeyada effecient nahin ho sakta. Pakistan men bhee aisa hee hay, laikin fouj khud her ma'amlay men ghusnay kay leay kisi idaray ko bun'nay or panapnay nahin daiti.
Baher haal, Mayray Khayal men, jub tak establishment seyasat ko awam kay leay nahin chhorrti, mulk teraqqi nahi ker sakta.
Hukumat ek cirkcet stedium nhi bana pa rha hai aur bat bari karta hai ek gari aaya aur uchal rhe roj 100 se 150 aaye to kuch faida hoga vo bhi foj kha jayega
Balochi ke khoon per kabhi isse kamyab hone Allah nahi denge.
Ya Allah, Balochi air Pashtun ko madad farma.
Bacho aur kwatein ka hifazat kar.😢
Tu hindo bacha hu ga
بلوچ نہ خود ترقی کرنا چاہتے ہیں۔ نہ پاکستان کو ترقی کرنے دیتے ہیں۔ البتہ پشتونوں کا معاملہ الگ ہے۔ ہمارا کے پی کے ترقی یافتہ صوبہ ہے
🇵🇰🫶🇨🇳