Sir ek video mutation pe bhi bana dijiye. Ek doubt hai jaise awas vikas kii land thi house tax nagar nigam le raha hai. Mutation kisi fees awas vikas me jama karna hai ya nagar nigam me plz clear karen
Bro election me khada ho ja bhai barna ye sarkaar jeeni nahi degi . Usme bahut fayeda hai . Tax toh sarkaar legi hi kyu sarkaar bahut badii ....... ...... Hai. Samjhe bro ..
Jo tumhare Ghar ke aage road hai ya street lamps hai ya park hai etc...Woh tumhare paise se bane h kya?? Nigam Kahn se paisa layega...House tax per month around utna h lagta h jitna ek phone ka recharge hota h..(Middle class family ke liye)
बहुत ही अच्छी व महत्वपूर्ण जानकारी 🙏🏻 सर बताने का कष्ट करें कि हाउस टैक्स कब से प्रभावी माना जाता है और क्या खाली पड़े प्लॉट पर भी हाउस टैक्स लगता है? कृपया मार्गदर्शन करें 🙏🏻
Sir 8×12 ki shop h andr market mein jiski (gallery 11ft) ka rasta h.. ,,, to andr ki shop hone se HouseTax kuch kam hoga ya phir jitna front ki shop ka rhta h utna hi hoga iska bhi??? please help... Thank you
@@civiler.jaikumartiwari Sir , 8×12 ki shop h 2010 me purchase ki thi, Municipality mein registr krani h ab,, please ap ye bataden ke kitna kharcha ayga penalty wagera ke sath (near about jisse thoda idea ho jaye) I'm from Saharanpur Thank you
@@civiler.jaikumartiwari Sir ek rough idea de dijaey,, jaise 14 yrs hogye hen Municipality me registr nhi hua h.. 10,000 tk anuman h mera,, ya 15-20,000 tk askta h kharcha ya usse bhi zyada..?? please help
Sir property tax mein fire tax kis bases pe liya jata hai. Yahan rohtak mein ye 10 percent liya jata hai. Plz answer me I will be very thankful to you.
Thank you dear friend for watching this video and writing to me. Jiske naam se registry hogi uske naam se aayega. Please stay tuned for more informative videos.
Sir bhut bhut dhanyawad bhut achi information dete h aap bs do sawal h mere 1. Muje ye kese pta chale ki mera area/land nagr nigam me kb se aaya h 2. Muje apna house tax apni registry k din se dena hoga meter connection ki date ya jb mere area me nagr nigm aayi ho us tarikh se? Zawab ka intzaar rahega 🙏
@@civiler.jaikumartiwari shukriya bs itni kripa or kr de Main phli baar apna house tax jama kr ra hu pr nagr nigm k office me koi 20k btata h koi 24k koi aisa trika ho skta h ki muje nagr nigm na jakr un logo ka samna na krna pade or online hi jama kr du or yadi apne koi online 1st timers house tax kese jama kr sakte h ispr vidio bnaya h to uska link bhej de or ni bnaya to plz bna de
Sir, Agar 3story Residential property ho or rent pe de ho to Tex har floor ka calculate hoga ya only ground floor ka carpet area hoga. Property punjab me hai.
Sir mujhe 24 me flat ka possession letter mila tha main uss time holding tax nahi kataya ab main 2025 me holding tak katana chahta hun kya koi jurmana lagega ya normal ho jayega please bataye
Namaskar Sir! Agar 2 manzil ki Residential property hai plot pe, to kya dono Floor k carpet Area ka tax alag alag calculate kiya jayega ya bas 2-3 Floor hone k baad b bas ek floor k carpet area se Tax assessment hoga??
Mera ghar 100 gaj ka hai or usme 50gaj ka besment hai nagar nigam se 5saal ka 28hazar ka tax diya gya hai nagar nigam aligarh gye to kuch nhi huaa ab kya krna chahiye please bataiye sir
Sir mere plate par 2022 ka tax jama kar diya tha naye rie ne akar 2016 se tax bana diya jabki mere makan par meter bhe 2019 par laga tha koi sun bhe nahe raha hai goas aor mang rahe hai kya kare
Thank you so much for replying sir me ye khna chata hu ke mere dada ji ka plot h 120 gaj and usme 3 partner. H 40 / 40 gaj ke plot ke document nhi h and nagar Nigam purane records me ek vyakti ka name h hame danpathar karana h kon kre ga
Sir aap ki information sey bahut kuch sikha Thanks Sir .but sir old house ka tax kum hota hai mera house 1930 ka bna hai to aap bataye tax kum dena hoga ya nahi .
Sir hum kanpur cantt mein rehte hai aur hmare ghar ko cantonment board ne commercial dikhaya hai isko kaise change krvya kyuki hmare koi commercial kam nhi hota.commercial dikhane ki vjh se bht tax atat hai
@@civiler.jaikumartiwari I did ask them they said it will 1% of charge property paper and then move over bribe on it. Is it true or any other way to get amount reduce
Sir Ek layout plotting map pass Krane ke liye kya rules h aur documents aur noc kon kon se department se Lena padega Espe ek video bna dijiye sir.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏please sir🙏🙏🙏🙏🙏
Bahut badhiya knowledgeable video sir ji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 💕💕💕💕💕💕 Bahut acche tarike se samjhate hai aap 🙏🏻🙏🏻 Aap ki video dekh ker hum nager Nigam mai house Tex se related baat to ker hi sakte hai . Ashok lucknow 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@civiler.jaikumartiwari lakin khali space to carpet area me nahi aana chahiye.. ?? Ha agar aapka Ghar double storey hai to house tax double lagega shayad..??
Very useful video, sir aapne bataya ki agar hum current year ka house tax dete hai to hume poore tax par 10% ki extra discount mil jayega but sir ye 10% ki extra discount hamari commercial par bhi apply hoga ya nahi
Sir humne GDA ka ek flat kharida hai seller house tax deta tha but uska mutation nahi hua hai aur ab humne seller se flat kharida hai to kya hume pahle seller ka mutation karwana padega uske baad apna ya seedhe hamara mutation ho jayega . Seller se pahle jo owner the uska mutation ho rakha tha
Sar aapane bahut hi acche tarike se explain kara hai aapko bahut bahut thank you
Thanks 🙏🏼
Very useful information Sir for all.
Thanks a lot Sir.....bahut hi knowledgeable video
12 saal ke mere real estate sales experience me itana gyan nhi mila jitna apne bataya sir
Thanks 🙏
Bhut aacha lagta video 🎉🎉🎉...
Thanks dear
Really great information very usefull
Sir mere ghar ka kuch hissa bana aur baki hissa Khali pada hai to mujhe pore area ka tax Dena padega ki sirf Bane hisse ka
Contact nagar Nigam office
Very good information provided by you sir
Thanks 🙏
Thanks sir for such informative new
Sir ek video mutation pe bhi bana dijiye. Ek doubt hai jaise awas vikas kii land thi house tax nagar nigam le raha hai. Mutation kisi fees awas vikas me jama karna hai ya nagar nigam me plz clear karen
Thanks dear
Thank you so much sir ji.
Thanks 🙏🏼
Very nice information sir
Thanks 🙏🏼
Free usefull information Sir
Ku de hum hous Tex kya deti h hume nagar nigam jis gher me hum rehte h uska Tex ku hum apne hi gher me kiraye dar hai
Bro election me khada ho ja bhai barna ye sarkaar jeeni nahi degi . Usme bahut fayeda hai . Tax toh sarkaar legi hi kyu sarkaar bahut badii ....... ...... Hai. Samjhe bro ..
Jo tumhare Ghar ke aage road hai ya street lamps hai ya park hai etc...Woh tumhare paise se bane h kya??
Nigam Kahn se paisa layega...House tax per month around utna h lagta h jitna ek phone ka recharge hota h..(Middle class family ke liye)
@@pankajsajwan8641abe bhosdi k to mt do light
House tax ka paisa aapke ghar ke pass ki sadak and electrical, sewer line, and other development me hota h bhai..tax nahi doge to suwidhaye kaise loge
Sala hm Ghar bnayege apne paisa se nagar Nigam krta h help rangdari h sala chutiya
बहुत ही अच्छी व महत्वपूर्ण जानकारी 🙏🏻
सर बताने का कष्ट करें कि हाउस टैक्स कब से प्रभावी माना जाता है और क्या खाली पड़े प्लॉट पर भी हाउस टैक्स लगता है?
कृपया मार्गदर्शन करें 🙏🏻
नगर निगम कार्यालय से सम्पर्क करें
bahul achcha sir ji
Thanks 🙏
Very precise and nice video
Thank you dear friend for watching this video and encouraging me.
Please 🙏 stay tuned for more informative videos..
Hello sir very nice information
Thanks 🙏
House Tax me water tax aur sewer tax include hai ya wo alag se bharna padega
Alag se hai
Thanks
840 squad feet me mkan banana hi naksa pass krana jaruri hai?
Yes
Sir ek chiz btao ki mera ghar hai 3 floor k aur usme kiraedar bhi rah rahe hain aur mai bhi rehta hu konsa tax hoga
@@atultawadker नगर निगम कार्यालय से सम्पर्क करें
Nice information
Thanks 🙏🏼
Sir 8×12 ki shop h andr market mein jiski (gallery 11ft) ka rasta h.. ,,, to andr ki shop hone se HouseTax kuch kam hoga ya phir jitna front ki shop ka rhta h utna hi hoga iska bhi???
please help...
Thank you
@@a.s.siddiqui5058 same
@@civiler.jaikumartiwari Sir , 8×12 ki shop h 2010 me purchase ki thi, Municipality mein registr krani h ab,, please ap ye bataden ke kitna kharcha ayga penalty wagera ke sath (near about jisse thoda idea ho jaye) I'm from Saharanpur
Thank you
@@a.s.siddiqui5058 Contact Nagar Nigam office
@@civiler.jaikumartiwari Sir ek rough idea de dijaey,, jaise 14 yrs hogye hen Municipality me registr nhi hua h.. 10,000 tk anuman h mera,, ya 15-20,000 tk askta h kharcha ya usse bhi zyada..?? please help
Sir property tax mein fire tax kis bases pe liya jata hai. Yahan rohtak mein ye 10 percent liya jata hai. Plz answer me I will be very thankful to you.
Contact Concerned department
Inherited property pe tax lagta hai ya nahi...as maine suna tha inheritance property pe india me koi tax nahi lagta
House Tax lagta hai.
Sir water tax ka bhi calculation bataye aur assesment kya he ...
Very nice sir
सर क्या एक ही मकान का दो लोगो के नाम से हाउस टैक्स वॉटर टैक्स आता है
Thank you dear friend for watching this video and writing to me.
Jiske naam se registry hogi uske naam se aayega.
Please stay tuned for more informative videos.
Penalty ke baad kese count hota he sir
Contact nagar nigam office
Sir agar house tax bahut jyada aaya ho toh kya kare
@@JAGRANIFABTECH Contact zonal officer nagar nigam
Sir ye sabhi floor k liye hai.....ya har floor ka alag alag judega
Har floor ki calculation hogi
Thans sir ji....
🙏
Sir bhut bhut dhanyawad bhut achi information dete h aap bs do sawal h mere
1. Muje ye kese pta chale ki mera area/land nagr nigam me kb se aaya h
2. Muje apna house tax apni registry k din se dena hoga meter connection ki date ya jb mere area me nagr nigm aayi ho us tarikh se?
Zawab ka intzaar rahega 🙏
@@satyamsharma4044 1- Nagar Nigam office se
2- Jab se Nagar Nigam mein aaya hai
@@civiler.jaikumartiwari shukriya bs itni kripa or kr de
Main phli baar apna house tax jama kr ra hu pr nagr nigm k office me koi 20k btata h koi 24k koi aisa trika ho skta h ki muje nagr nigm na jakr un logo ka samna na krna pade or online hi jama kr du or yadi apne koi online 1st timers house tax kese jama kr sakte h ispr vidio bnaya h to uska link bhej de or ni bnaya to plz bna de
@@satyamsharma4044 Watch the following playlist 🙏🏼
ruclips.net/p/PLsdGmpVB2M268uYE1REEk_sBwQ01rYtAg&si=ELEs5P3vENrti_Ah
Sir kya Nagar palika me mahilao ke liye house tax par koi rebate milta he
Thank you dear friend for watching this video and writing to me.
No rebate for ladies please.
Sir, huamre duplex me hum niche me rehte he or uper renter rehte he... To kitna lagega tax.
Contect nagar Nigam office
Sir, Agar 3story Residential property ho or rent pe de ho to Tex har floor ka calculate hoga ya only ground floor ka carpet area hoga. Property punjab me hai.
All floors
Sir, 25% less krne ke bad 15% kyu nikale? I mean eske piche kya logic hy? (14:40 )
You can contact government of Uttar Pradesh..
@@civiler.jaikumartiwari ok sir thank u. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir house tex keval jameen par hi jata hai ya phir kisi ka double triple manzil bna hai to uska bhi calculate hota hai
Please sir reply kar dijye
Floor wise calculation होता है
Sir ji,,
Ek video total plot ARV and Total ARV kaise nikalte hai,,,, uspar bhi bnay. 🙏
Thank you dear friend for watching this video..
Sir very nice video
Sir mujhe 24 me flat ka possession letter mila tha main uss time holding tax nahi kataya ab main 2025 me holding tak katana chahta hun kya koi jurmana lagega ya normal ho jayega please bataye
@@Abhishekgaming002 Contact Nagar Nigam office
Namaskar Sir! Agar 2 manzil ki Residential property hai plot pe, to kya dono Floor k carpet Area ka tax alag alag calculate kiya jayega ya bas 2-3 Floor hone k baad b bas ek floor k carpet area se Tax assessment hoga??
Total area of all floors
Sir aagar house 4 floor hai to carpet area ma 4 sa multipal ho ga kyaa
Yes
House tax aur land tax alag alag hai jab land pe house ho to????
House tax
Kya hume house tax aur land tax dono Dena padega jab land pe house ho?
@@amanshrivastav7778if house made then no land tax
Plot ka tex easement kaise kare ,kya plot ka tex easement kr sakte hai
Contact concerned nagar Nigam office..
Sir ye jankaari nagar nigam ke bare me hai
Sir nagar palika parishad ki calculation ke bare me batae
Plz
Contact concerned department office
Sir kripa kar k bas itna aur bata dijiye ki lucknow me agar sirf 5 metre chaudi road pe makaan nirmit hai to kitna maasik kiraya Tay hai
Contact Nagar Nigam office
Thankyou Sir
Thanks dear
Commercial complex ground +3rd floor par kaise lagega tax
Nagar nigam se sampark kare
Mera house tax bht jada aa gya hai lucknow ka rhne wala hu age mje kya krna chiye mera grh bht kam area n bna h but uska tax 1800 h
@@rajanviswas36 Contact zonal officer nagar nigam
sir pichle house tax par interest kaise calculate hotu h
Contact Nagar Nigam office
Means agar makan 3 manjil ka hai to sirf ek baar calculation hogi....ya sabhi floor ki alag alag
Sabhi floor ki calculation hogi
Ok thanks Sir
Mera ghar 100 gaj ka hai or usme 50gaj ka besment hai nagar nigam se 5saal ka 28hazar ka tax diya gya hai nagar nigam aligarh gye to kuch nhi huaa ab kya krna chahiye please bataiye sir
जमा कराना चाहिए
Nagar nigam me mutation charge ke bare me video hai kya
No
@@civiler.jaikumartiwarisir, jhansi nagar nigam me mutation charge stamp duty ka 1% ya bajaru maliyat ka 1% ya sale value ka 1% . Plz reply
Sir mere plate par 2022 ka tax jama kar diya tha naye rie ne akar 2016 se tax bana diya jabki mere makan par meter bhe 2019 par laga tha koi sun bhe nahe raha hai goas aor mang rahe hai kya kare
Contact senior officer
Very nice , पर sir , यदि पिछले 23वर्षों से house tax बाकी है तो मैं हाउस टैक्स पर कंपाउंड इंटरेस्ट निकालने का formula जानना चाहती हूं
Contact concerned Nagar Nigam office
Sir, kyaa teenshed ka bhi tax hoga ?
Yes
Sar 3th floor ki wilding hai to tax calculation kaise hoga plz batayiye
Contact nagar Nigam office
Sir 7 fit ke gale ka kya rate hota h
Contact concerned nagar Nigam office
Sir agar makaan 2 manzil ka hai to tax har manzil ka kya alag alag calculate hoga? Matlab kya tax 2 guna ho zayega
Yes
Pen nagrpaliket room bhadyane dilyas bhade kiti ghetat yawar ghrpatti detat te yogya aahe ka?
I am unable to understand that what you want to say??
mere flat ka annual valuation 18800 hai in west bengal... what will be the tax of this one ?
@@sushantaray9116 I can't explain about West Bengal
Sir aapne awasiya m agar 2,3 manzila bna h to kaise calculation karenge house tax
Sir ji is video mai tax ki gandna Jo hai usme house tax or water tax dono include hai ya water tax isse alag lagega
Only house tax.
Nagar nigam aur awas Vikas me JE civil ke liye kon jyada accha hoga
Both are good .
Sir calculation karte samay jitne floor Hain usse multiply kare or ground floor ki total area se nikale
Yes
Sir plot ka bhi tax padta hai kya
Yes
Very useful information thanks sir कृपया कर यह और बताएं कि जैसे मकान हमारा बना 5 साल पहले असेसमेंट आज हो रहा है तो फिर टैक्स कब से भरना होगा
We have already discussed on phone call..
Jab aapke pas notice aai ho tab se jama krna hoga
Sir, the Age factor of the building has not been considered the same to be deducted from the total tax.
No such provision is there.
Sir nagar Nigam registered me ek vyakti ke name h plot usme 3 hisse dar h dhanpatar kon krega btao sir 🙏🙏
????
Thank you so much for replying sir me ye khna chata hu ke mere dada ji ka plot h 120 gaj and usme 3 partner. H 40 / 40 gaj ke plot ke document nhi h and nagar Nigam purane records me ek vyakti ka name h hame danpathar karana h kon kre ga
@@BeingAgrawala21 pehle apne naam mutation karana padega tabhi Dan ho payega. Contact any Advocate.
Sir aap ki information sey bahut kuch sikha Thanks Sir .but sir old house ka tax kum hota hai mera house 1930 ka bna hai to aap bataye tax kum dena hoga ya nahi .
Nahin hoga
Sir hum kanpur cantt mein rehte hai aur hmare ghar ko cantonment board ne commercial dikhaya hai isko kaise change krvya kyuki hmare koi commercial kam nhi hota.commercial dikhane ki vjh se bht tax atat hai
You can apply in cantt board to fix tax according to use ..
Agar naya makan banya h to khud apply kaise kr skte hai..plz procedure bataye
Contact nagar nigam office
Sir hamare ek ghar me 5 family rehte hai to 5cho alag alag tax bhar sakte hai kya
Owner ke naam se hoga
@@civiler.jaikumartiwari owner to mere dada ke dada hai pustani jameen hai
Ghar banane ke bad awaidh to nhi hogi nagar nigam me banaye to sir ji lucknow me
Agar naksha pass nahi hai to avaidya hoga.
@@civiler.jaikumartiwari naksa to thona asani se ho jata hai sir ji please
Very nice 👍
plz suggest how to pay house tax of under construction building
Contact Nagar Nigam office
Sir .. nagar nigam me JE civil ke kam kya hai ..
Maintenance & construction of civil works & roads etc ..
Sir Lucknow mei kya Army Ex serviceman ko house tax mei kuch benefits nhi diya gya hai?
Sir house tax ghaziabad m owner name kese change karna h
Contact Nagar Nigam office
@@civiler.jaikumartiwari I did ask them they said it will 1% of charge property paper and then move over bribe on it.
Is it true or any other way to get amount reduce
@@relatedissues7531 it's true 1% mutation charges are payable for mutation please.
@@civiler.jaikumartiwari thanks for information, they are asking same amount for house tax name change...
Is this trure
Sir Ek layout plotting map pass Krane ke liye kya rules h aur documents aur noc kon kon se department se Lena padega
Espe ek video bna dijiye sir.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏please sir🙏🙏🙏🙏🙏
Ok
Sir .agr ghr ka naksha pass nhi hai to bhi house tax ah skta hai..
Yes
Bahut badhiya knowledgeable video sir ji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 💕💕💕💕💕💕
Bahut acche tarike se samjhate hai aap 🙏🏻🙏🏻
Aap ki video dekh ker hum nager Nigam mai house Tex se related baat to ker hi sakte hai .
Ashok lucknow 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thank you dear friend for watching this video and encouraging me.
Please stay tuned for more informative videos..
मेरा दो मंजिल का मकान है 300 स्क्वायर फिट कारपेट एरिया में क्या मुझे दोनो मंजिल का टैक्स देना होगा ? 300*2
Sir, mathura vrindavan pe ek details me video banaye, present demands...or please guide on which book to contain rate
Wait
Sir humara plot area 3250 sq. feet hai jisme se humne 2000 sq. feet me ghar banaya hai, kya hume khali space ka bhi paisa dena padega?
@@edwinsuresh5792 Yes
@@civiler.jaikumartiwari lakin khali space to carpet area me nahi aana chahiye.. ??
Ha agar aapka Ghar double storey hai to house tax double lagega shayad..??
@@pawan26sas Contact Nagar Nigam office
@@civiler.jaikumartiwari Thanks sir, but in my case it is ... Nagar Palika in Uttar Pradesh
Sir, Mera March2022 tak ka house tax old system say paid hochuka hai. Yeh kis dates say liyajayga.
Aapke liye March 2023 se because you have already deposited upto March 2022.
Residential area (Ghar) mai bani shop par kya 5 guna Tax dena hoga kya?? Aur depriciation cost bhi nahi lagega kia us par,
Yes
Very useful video, sir aapne bataya ki agar hum current year ka house tax dete hai to hume poore tax par 10% ki extra discount mil jayega but sir ye 10% ki extra discount hamari commercial par bhi apply hoga ya nahi
Sir
house tax me interest itna kyu lgta hai
Or kya interest me discount ho sakta hai
No
Sir mera gzb me 100 gaz ka residential plot he usme mene niche dukan bna rakhi he rent ke liye to mujh par tax kis hisab se lagega.
According to use of Covered area..
Sir mera 68 gaj ka ghar hai...hmse malba charges b le liye 3400
Sir pls upload video on how to calculate ARV on covered area semi commercial and residential.
Contact nagar nigam office
House 1980 ka bana hai 43saal purana to kya purane makan ki rebate nahin milegi. Pl. Clear it.
Contact concerned zonal office of Nagar Nigam
Sir kya haryana me bhi same process hai?
No
@@civiler.jaikumartiwari thankyou sir
Haryana ka kaise pta karu kuch idea de skte ho pls
Nearest nagar nigam ke office jakar pata kar sakte hain.
@@civiler.jaikumartiwari sir kya wo batayenge ki wo kaise calculate karte hai?
YES
प्लॉट पर हाउस टैक्स की रशीद कट सकती है क्या
Yes
Commercial wale Sir parking ka charge lete hain wo sahi hai kya ??
Sir humne GDA ka ek flat kharida hai seller house tax deta tha but uska mutation nahi hua hai aur ab humne seller se flat kharida hai to kya hume pahle seller ka mutation karwana padega uske baad apna ya seedhe hamara mutation ho jayega . Seller se pahle jo owner the uska mutation ho rakha tha
Contact GDA OFFICE ,
Watch the following videos regarding mutation of properties
ruclips.net/p/PLsdGmpVB2M25vQtvduWRc-Y1BgqG-26iY&si=vczRsRrOYzUs_llU
Yadi makan 2 manjil ka hai aur khud rah rahe hai to tax kitna dena hoga
Contact concerned nagar Nigam office
Namaskar sir, kya khali jameen par tax lagta hai???
Yes
jnha com+resi dono ho tex caluculetion kyse hoga g-+g-1 dono me alg alg tex lagegi