Bhaiya last mein jo aapne bataya hai na vo rule applicable hoga na, confirm hai na. Agar hum ne kisi course mein admission le liya hai aur MMVY ke liye apply kar diya hai aur hum apna course change karna chahte hai toh bhi Scholarship milegi na pahle jo li hai vo return karni hogi na bas. Baki koi issue nahi hai na.
Sir maine admission 1st round mein hi liya tha but abhi tak maine documents jama nhi kiye hai aur na hi college se koi information aayi hai kya karu please 🙏🥺 reply
Bhyya mere 2023 me 63% bune the 12 me or ab mera first attempt he neet ka kiya me iss yojna. Ko le sukti hu pls reply bhyya plssss plsss help 😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏
agr ap ug course me admission loge to apka 12th base se admission ho jayega... but agr neet se admission lena hai to phir neet me minimum 60% mark hone chahiye
Bhaiyaa pls btaye me mp state se hu or Sare criteriya mmvy ke follow krti hu mera mp bords me 85%hai . Mera neet me score neet 2024 me aprox 420 . Hai with sc cetegry pls btaye mujhe koi government colleg mil skta hai kya plsss btaye. Mere papa ki incom 40000. Pr year hai pls btaye 😢😢
Family income 8lakh plus hai government teacher hai mummy papa but income certificate me unke salary nhi judte jesse income certificate 8 lakh se km hai me eligible hu ya nhi please koi bta do yar😢😢😢😢😢
Mujhe iss baar mbbs mein selection lena hai aur mene 12th English, Hindi, physics chemistry,maths + biology additional hai toh 5 subjects ki percentage jodegae yaa 6 ki Medhavi yojana ke liye..... mp board se hu....
Toh 5 subjects konse main subject mein toh biology ko add karna hii hoga Aur maths ko hatane se 72 % ho rahi hai....par 12th karte samay mera uss samay maths main tha aur biology additional thi....
बहुत सुंदर जानकारी,
Thanks
Welcome
Psu nokri bale bhi labh le sakte hai ?
Yes
Income certificate tehsil ka lagta hai PSU ka
tahshil
Bhaiya last mein jo aapne bataya hai na vo rule applicable hoga na, confirm hai na. Agar hum ne kisi course mein admission le liya hai aur MMVY ke liye apply kar diya hai aur hum apna course change karna chahte hai toh bhi Scholarship milegi na pahle jo li hai vo return karni hogi na bas. Baki koi issue nahi hai na.
I am domicile of mp. But studying in Delhi. Medhavi scholarship milegi kya.
Only mp college me study kroge tbhi milegi
सर इसमे लगने बाला इनकम सर्टिफिकेट कहा से बनता है कृपया बताएं कौन बनाता है
Mponline shop se ban jayega
Parent ki service ki income jodti hai na nahi
Yes
Income 8lakh se jayda hai but tehsil se income certificate 8lakh ka banva le to chalega
केवल कृषि की आय जोड़ती है या नोकरी की भी
chal jayega
Jee main me rank 2 lakh 27 thousand h tu nhi milega kya???
Ap video ko pura dekh lo apko ache se samjh aa jayega
@@sbgchannel mujhe ye pta lagana h ki jee rank below 1.5 lakh bala criteria htt gya h na sayad??
Bhaiya iska restrictions kb hoga Neet exam dene ke baad ya phle hi krna pdta hai
Exam clear hone ke bad
Sir agar student k father government job mai hai but income 8lakh se kam ho to iss scheme ka benefit milega
No
Bhai milega mere dost ko mile hai don't worry
@@anshchouksey6877 is it true, my father is also in govt. job will I also get.
@@Sky-i1r bilkul mere bhai koi dikkat nii
@@Sky-i1rBhai agr parents income 8lakh se jyada hai to st category MP domicile private bams college me postmeric scholarship mil jayegi kya pls reply
please reply
Kya agar meri jee mains mei rank under 1,50,000 nahi hai toh kya mei iss scholarship ke liye eligible nahi hounga kya
No
JEE Rank 127000 hai aur 12 th CBSE me 84.8 hai, kya mujhe iska labg milega
12th me 85+ honi chahiye
Bhaiya papa ki state govt job h but 8 lacs se neeche h to ky scholarship milegi ki nhi pls reply fast
Same question
Bhaiya agar MMVY mein form bhar diya toh Central sector scholarship ka form bhi bhar sakte hai kya please 🥺🙏 reply MP board se hu
Bilkul dono bhar sakte ho
sir mmvy ka registration kab start hoga , iski website par maintenance break bata raha hay
Wait
Sir gar main mp ka ho aur main sari criteria follow kartu hoon
To kya agr main dusre stste me college loon to mujhe ye scholarship mile gi ?
No
Thanks sir 🙏
welcome
Kya bed me iska labh le sakte hai
Bhaiya hmne 2020 me 12 pas kiya h to kya ab ye form bhar skte hai
Ha
Sir maine admission 1st round mein hi liya tha but abhi tak maine documents jama nhi kiye hai aur na hi college se koi information aayi hai kya karu please 🙏🥺 reply
Ap college jakar kar sakte ho
kya dropper ko yw yojna ka labh milta h please reply me sit
Apki 12th me 70% se upar honi chahiye
OBC se hun papa ki income 8lakh se kam hai ye scholarship milegi?
82% the mp board me
Yes
जब मैंने एडमिशन लिया कॉलेज में तो मैंने मेधावी छात्र चुना था तो क्या मैं मुख्यमंत्री मेधावी योजना का लाभ ले सकता हू
Ha
Bhaiya mera 12th ke bad neet ka first drop h to mujhe scholarship mil skti h kya ? Plz 🙏 btado
Ha
Bhaiya 12th me 65% MP board Ho Jyga Ky Bhaiya
No
Bhyya mere 2023 me 63% bune the 12 me or ab mera first attempt he neet ka kiya me iss yojna. Ko le sukti hu pls reply bhyya plssss plsss help 😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Kya is yojna ka labh bfa ya b.des ke students ko nhi mil skta
Me ager bsc bina MMVY ke kro or baad me neet de kar MBBS kru to is yojana ka labh mil skega ya nhi baad me
MMVY isme kitni scholarship milegi sir please 🙏🙏🥺 reply 😊
Isme only fees maaf ho jati hai college ki
Bhai mammi ki bhi incom lagti h kya
No
Sir B pharmacy krege to milegi scholarship ya nhi
Sir agar 12th me 73.% bna h or neet ka Kam bna he300 to kya mujhe ye yojna mil sakti he kya government college kitne nambar mil sakta h
agr ap ug course me admission loge to apka 12th base se admission ho jayega... but agr neet se admission lena hai to phir neet me minimum 60% mark hone chahiye
Sir iske form kabse start honge
Wait
Medhaavi card kese banta hai
Apko mmvy website par registration karna hoga
Bhaiyaa pls btaye me mp state se hu or Sare criteriya mmvy ke follow krti hu mera mp bords me 85%hai . Mera neet me score neet 2024 me aprox 420 . Hai with sc cetegry pls btaye mujhe koi government colleg mil skta hai kya plsss btaye. Mere papa ki incom 40000. Pr year hai pls btaye 😢😢
Private college se kar lo mbbs jo bhi fees hogi bo mp government bharegi apki
@@satyendrakushwah2736 thank you for your information 🤩❤❤❤🥰🤗
welcome
Sir medhavi yojana band ho rhi hai kya
No
Sir mvvy scholarship ke liye neet mai kitna score chiayee
Jitne ne private college mil jaye or admission ho jaye
Bhaiya in this video criteria is 70% but in official site it is showing 75% please reply😢
medhavikalyan.mp.gov.in/MedhaviChhatra/Medhavi_New/About.aspx
Sir agr papa gov. Job retire hn or bhai gov job me ho to me eligible hoon ya NHin😢
Annual income 8 lakh se jyada nahi honi chahiye
Kabse chalu honge registration
Abhi site down hai
Me private student hu mujhe mil jayega kya
No
Bhai ye farji he medhavi ke faq me clearly likha he private 12th pass out ko bhi milti he mil jayegi tumhe shayad mil bhi gayi hogi
Bhaiya meri puri fees college walo ne charge ki hai jitna lag rha tha bol rhe the medhavi ki account m ayga jab uska form bharoge to
Drop वाले को मिलती है.. Mp के बाहर कॉलेज मे मिलती है..
Only mp me milegi
@@sbgchannelBHAi RGIPT AMETHI me milegi ky ye aur me dropper hun tb bhi milegi...?
Neet me kitne no hona chahiye mbbs ke liye medhavi ko
min. 60%
Pls score btaye sc cetegry ke liye mp state @@sbgchannel
Bhaiya y btao ki neet me minimum kitne mrks chahiye hota hai pleaseeeee 🙏🙏🙏🙏🙏
Gen category min 50%
Kon kon 12 mai bio mai 80 hai
👍
Family income 8lakh plus hai government teacher hai mummy papa but income certificate me unke salary nhi judte jesse income certificate 8 lakh se km hai me eligible hu ya nhi please koi bta do yar😢😢😢😢😢
Noo
@@shalinigupta2075 are you sure ????
@@anshchouksey6877 yeha
Plz reply
Mujhe iss baar mbbs mein selection lena hai aur mene 12th English, Hindi, physics chemistry,maths + biology additional hai toh 5 subjects ki percentage jodegae yaa 6 ki Medhavi yojana ke liye..... mp board se hu....
5 subject se because 6th subject only additional hota hai but apka jo main subject hai wo 5 subject me se hi hota hai isliye
apki 5 subject me kitni percentage ho rahi hai
Toh 5 subjects konse main subject mein toh biology ko add karna hii hoga Aur maths ko hatane se 72 % ho rahi hai....par 12th karte samay mera uss samay maths main tha aur biology additional thi....
biology se bhi submit kar paoge ap but apki biology, English, Hindi, physics chemistry me 70% se jyada hona chahiye
@@sbgchannel haa sir hai 72 %
MMVY ki registration date 2023-24 ki kab tak aayegi
Wait